• last year
Title
Aise pahchan diode ka positive aur negative | I n 4007 diode | diode detail in hindi

About
Hi doston khempur repair channel Mein aapka Swagat hai doston aaj ki video main Ham i n 4007 diode ke bare mein baat karenge aur doston main aapko i n 4007 diode ki puri detail Mein Jankari Dunga isliye is video ko aap Jarur Dekhen yah video aapke kam Ka Hai Doston agar aap market se naya diode Lekar Aate Hain To usko Lagane Mein Koi dikkat Nahin Hoti Hai usmein Negative positive ke liye diode ke upar Ek white color ka Patta hota hai Jisko Dekhkar aap pahchan sakte hain ki diode ka negative aur positive kaun sa hai aur agar aap Ko Nahin pata hai ki negative aur positive kaun sa hota hai to is bare me is video mein Maine baat ki hai yah video aap Dekhen is video Ko Dekhkar aapko pata chal Jaega ki diode ka negative kaun sa hota hai aur positive mere pass Aaj purane diode hain aur jo bhi diode Maine is video mein dikhayen hain UN Sare diode ka jo white Patta Hai vah MIT Gaya Hai Ek tarike se vah chhut gaya yani Ki vah Dikh Nahin Raha Hai To fir Ham Kaise pahchanenge ki uska negative kaun sa hai aur positive kaun sa hai to isko kaise check karte hain kaise Pata Karte Hain Ki white Patta kis side mein hai aur diode ka negative kaun sa hai is per Maine detail mein baat ki hai aapko bahut sahi Tarika bataya Hai diode ko check karne ka aur isko pahchanne ka Agar aapke diode per se MIT jata hai to aap is video Ko Dekhkar Apne diode ka pata kar sakte hain video Pasand Aaye To video ko like Karen share Karen thank u

Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/

playlist
Transformer repair https://dailymotion.com/playlist/x814j1

#khempurrepair #in4007
#diode
#bridgerectifier