Roshni Sab Kay Liye - Topic: Fazail e Shaban - 19 Feb 2024 - ARY Qtv

  • 7 months ago
Roshni Sab Kay Liye

Topic: Fazail e Shaban

Host: Muhammad Raees Ahmed

Guest: Allama Liaquat Hussian Azhari, Mufti Irshad Hussain Saeedi

#RoshniSabKayLiye #islamicinformation #ARYQtv

A Live Program Carrying the Tag Line of Ary Qtv as Its Title and Covering a Vast Range of Topics Related to Islam with Support of Quran and Sunnah, The Core Purpose of Program Is to Gather Our Mainstream and Renowned Ulemas, Mufties and Scholars Under One Title, On One Time Slot, Making It Simple and Convenient for Our Viewers to Get Interacted with Ary Qtv Through This Platform.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Allah Subhanahu Wa Ta'ala ki naam-e-paak se aghaaz zubara mihrbaan nihayat rahim farmanewala hai.
00:09 Karoon-o-durood-o-salaam humare aur aapke Aqa Hazrat Ahmed-e-Mujtaba Muhammad Mustafa Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam par
00:18 ki aapki khidmat-e-Aqdas mein hadaya-e-durood peshkarna ahle-e-iman ke liye.
00:22 Duniya aur akhirat mein kamiaabi, bhalai, falah, najat aur bulandi darjat ka zariya hai.
00:28 Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin ala aali sayyidina wa maulana Muhammadin wa barik wa sallim.
00:35 Azmi muhtarim, Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:37 Main hu aapka mezban. Muhammad Raees Ahmed al-Roshni sab ke liye peshkiya ja raha hai.
00:42 Aap jaante hain ki maa-e-rajab-ul-murajab jab rukhsat ho jata hai, maa-e-shaban-ul-muazzam a jaata hai.
00:48 Goya ki maa-e-ramazan ki fazaein aur hawaein humme mehsoos hone lakti hain.
00:54 Ki ab aaya hi chahta hai wo maa-e-mubarak ki jiska saal bhar intazaar rahta hai.
01:00 Ek aisa maheena ki jo maghfurat ka maheena hai, Allah se apni maghfurat talab karne ka maheena hai,
01:06 Allah se rahmat talab karne ka maheena hai aur bishumar fazaein is maheene ke,
01:11 yaani maa-e-shaban-ul-muazzam ke kutub mein maujood nazar aate hain.
01:15 Nabi-e-Karim alaihi salatu was salam ne firmaaya ki Rajab Allah ka maheena hai aur shaban mera maheena hai.
01:22 Shaban-ul-shahri firmaaya Sarkar alaihi salatu was salam ne aur Ramzan meri ummat ka maheena hai.
01:27 Toh is itabaar se yeh teeno maheene jo hai kitne aham hai aur yeh bhi riwayaat me aata hai
01:32 ki Nabi-e-Karim alaihi salatu was salam kasarat ke saath isme roze rakha karte the
01:37 aur yeh hai ki is mahe-e-mubarak ki badi ahamiyat aur fazeerat hai is itabaar se bhi.
01:42 Tehveel-e-qiblah bhi isi maheena me hai jo taarikh batati hai.
01:46 Ke aya-e-durood ka jo nuzool hai wo bhi isi maheena me hai aur bhi kaye aise tafarroodat hai
01:52 jo is mahe-e-mubarak, yaani mahe-e-shaban-ul-mawazzam ko hasil hai.
01:55 Is itabaar se aur sabse badi fazeerat toh iski hame yeh nazar aati hai
02:00 ke yeh istaqbaal-e-mahe-ramzan hai.
02:02 Yeh wo maheena hai ki jisme istaqbaal kiya jaata hai mahe-e-ramzan ki tayyari ki jaati hai.
02:07 Toh iski ahamiyat ke hawale se, fazeerat ke hawale se, shaban-ul-mawazzam ke hawale se
02:11 aaj baat karne ke liye do badi qadaawar shakhsiyat, mashallah, ilmi taur par aur mutaale ke itabaar se
02:18 mashallah maharasat maujood hai Mumtaz-e-Ma'ruf Ali-Mideen Hazrat-e-Allama Liaqat Hussain Azhari sahab
02:23 tashreef ferma hain, assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:26 Aur mere baayen jaanib Mumtaz-e-Ma'ruf Ali-Mideen Allama Mufti Irshad Hussain Sayyidi sahab tashreef ferma hain
02:31 assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:33 Walikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:34 Duno ka khair makdam hai aur bahut kam aisa hota hai ki mashallah ki yeh shakhsiyat zahir hai,
02:39 aap inhe dekhte hai, mukhtalif roshni mein ek saati yahan maujood.
02:42 Acha hazarat ferma haiye ka Allama sahab ke maah-e-shaban-ul-mawazzam ki fazilat aur ahmiyat ke hawale se
02:49 kya arshad ferma haiye?
02:50 Bahut shukriya muhtamir rahim sahab.
02:52 Dekhi jaise aapne zikr kiya ke shaban-ul-mawazzam ka barkatuhu aur rahmatuhu wala mahina
02:58 wo ba barkat mahina hai ki jo ramazan se muttasil hai aur uske baad jo hai
03:03 wala tabarak wa ta'ala musulmanu ko ramazan ata ferma ta hai.
03:06 Shaban-ul-mawazzam ki mubarak mahine ke andar tahfid-e-qibla ka waqia hua
03:12 falanawalni annaka qibalatan tardaaha.
03:15 Wala tabarak wa ta'ala ne ferma hai.
03:17 Aur isi mubarak mahine ke andar jo hai wo mubarak ayat-e-karima nazil hui.
03:22 Inna Allaha wa malaikatahu yusallu-na 'ala-nabiyyi ayuhal-ladheena amanu sallu 'alayhi wa sallimu tasdeema
03:29 jise ayat-e-durud-u-salam kaha jaata hai.
03:31 Ye ba barkat mahina hai.
03:33 Azmatuhu aur barkatuhu wala mahina.
03:35 Allah ke nabiye sallam ne ferma hai.
03:37 Zaka shahrun mubarakun.
03:39 Zaka shahrun yaghfirun naas.
03:41 Baina rajabi wa ramadan.
03:43 Ferma hai ki ye bada azmat wala mahina hai aur log is mahine se ghafil hai.
03:48 Ferma hai ye ramadan aur rajab ke darmian hai.
03:51 Subhanallah.
03:53 Waisi toh Aqa-e-Durjahan-Sasallam ka maamool tha
03:55 ki Huzoor-e-Sahab-e-Salam Ramazan ki tayyari zihni aur fikri taur pur bohot pehli shuru kar deta.
04:01 Rajab ka chaan nazar aata.
04:03 Allahumma barik lana fi rajabi-u-wa-shaban wa ballighna Ramadhan.
04:06 Us waqt se shuru farma deta.
04:08 Lekin khas taur pur is maah-e-muqaddas mein Aqa toh Huzoor-e-Sahab-e-Salam ki tayyari bohot zyada bar jayega.
04:14 Allahu.
04:16 Toh goya ki ye Ramazan ki tayyari ka mahina hai.
04:19 Isi riye sabse zyada Huzoor-e-Sahab-e-Salam is mahina mein rooza bhi rakha karte the.
04:23 Doosra ye wo mubarak mahina hai ki jiski ek aisi mubarak raat hai.
04:28 Wo mubarak shab hai.
04:30 Baratum minal naar.
04:32 Jo Jahannam se aazadi ki raat hai.
04:34 Jismein Allah-tabarak-e-Wa-Ta'ala hadees-e-paak ke andar aata hai ki har peer ko
04:38 aur jumraat ko bandu ka naama-e-aamal Allah-ki-barika mein haft-e-waar pesh kiya jaata hai.
04:43 Jo salana naama-e-aamal hai.
04:45 Allah-ki-rabbi-Sahab-e-Sallam ne farmaya
04:47 ye mubarak mahina hai, log isse ghaafil hai.
04:50 Farmaay, isi mahina ke andar bandu ka naama-e-aamal Allah-ki-barika ke andar uthaya jaata hai.
04:56 Subhan-Allah.
04:57 To ye is aitabar se ki is maah-e-muqaddas ki wo mubarak-o-muhttaram shab
05:02 jisme bandu ke faisle hote hain,
05:04 kain cheezein aham-tareen omoor ke maamulat ki kiya jaate hain.
05:09 Aur sabse zyada ye hai ki Rab-tabarak-e-Wa-Ta'ala ki rahmat awaza de rahi hai.
05:15 Allah-min mustaghfirin fa-aghfirun.
05:17 Allah-min mustarziqin fa-arzuq.
05:19 Allah-min mubtalin bala fa-afaa.
05:21 Hai koi bala kisi musibat se aafiyat mangne wala.
05:24 Hai koi roozi mangne wala.
05:26 Hai koi Allah-ki-barika me istighfar tarab karne wala.
05:29 Ye Allah-ta'ala ne isi maah-e-muqaddas ke andar hame itni badi mubarak.
05:34 Goya ki ye golden mahina hai.
05:36 Golden chances hote hain.
05:38 Rab-tabarak-e-Wa-Ta'ala farmaaya ki agar Huzoor-e-Sahab-e-Salam ki ummat ko bakshna maqsood na hota,
05:44 to Allah-tabarak-e-Wa-Ta'ala ye raate hi na ata farmaya.
05:47 Ye raate hain hi isi di ye Rab-ta'ala ne ata farmaya.
05:50 Ye wa chahata hain ki zyada se zyada ummat-e-Mustafa-Sahab-e-Salam unki bakshish-e-maghfirat ho.
05:55 To ye bakshish-e-maghfirat mangne ki raat isi mahina ke andar tahveer-e-Qibla ko dekhen,
06:01 nuzul-e-ayat-e-durood ko dekhen,
06:03 aur aqid-e-Jaha-Sahab-e-Salam ke amal dekhen ki Huzoor-e-Sahab-e-Salam is mahina ka kitna zyada iltizam farmatain.
06:10 Ramadan ke baad kisi mahina mein itne roozae nahi rakhtey the umm-ul-mu'mineen.
06:14 Syeda Ayesha radhiya Allah-u-ta'ala farmatiyain.
06:16 Farmaaya ki jo Shaban-ul-muazzam ke andar rakhtey the.
06:19 To is aitabar se dekha jaye to ye mahina bohot zyada fadl-o-fazeelat wala hai,
06:25 rahmat wala hai, maghfirat wala hai, aur Allah-tabarak-e-Wa-Ta'ala ki bargah ke andar mangne ka mahina.
06:31 Bahut hunda, bahut hunda.
06:32 Dekhen kitne khubsurat baatein irshaad farmaayi aapne aur isi aitabar se humein bahut tayyari kar lani chahiye.
06:37 Chuke bohot bade mahine ki aamad hai. Aur jis mahine mein hum maujood hai, ye bhi koi kam fazeelat wala mahina nahi hai.
06:43 Iski bhi badi barkate hai. Yahi se agar tayyari ho jaye, yahi se hum agar samjh lein iski aamiyat ko,
06:48 to main samjhta hu maa-e-ramzaan ke jaani badenge, aur badene ke baad mukamal uski jo khair-o-barkat hai,
06:54 uske husool ke liye tag-o-dao karenge, koshish-e-karenge, aur apni maghfirat zarur inshaAllah karayenge maa-e-ramzaan.
07:00 Aur badi zahir-e-sawale se bhi hai ahl-e-iman ke liye ke,
07:03 woh shakhs halaak ho ki jo maa-e-ramzaan paye aur apni maghfirat na kara se kaye.
07:07 Bahar-e-surat maa-e-shaban-ul-mawzam ki aamiyat ko samjhye, fazeelat ko.
07:11 Ab sbse badi baat ye hai, aur sbse zyada zahin par dastak dena wala sawal ye hai,
07:15 ke maa-e-shaban-ul-mawzam ki waj-e-tasmiyah kya hai?
07:19 Isper Mufti sahab inshaAllah kalam farmaye, kya kahiye?
07:22 Ji bohot shukriya, Reis bhai.
07:24 Aur bohot khubsurat andaz mein, Qibla Allama sahab ne shaban-ul-mawzam ke fazail ko bayan farmaya.
07:30 Yakeenan ye bohot aham hai humare seekhne ke liye,
07:34 ke shaban ko shaban kyun kahe?
07:37 Yani iske naam ki andar maana kya hai?
07:40 To dekhiye ke ye jo maheen-u ke naam hain saare ke saare,
07:44 wo arbu ke haan saal ha saal se chale aa rahe the.
07:47 Aur pas-e-manzar ke taur par aisa hota tha,
07:50 kisi maheen-e ke saath koi waqia joda hota tha,
07:53 kisi maheen-e ke saath koi maf-uhum joda hota tha,
07:56 koi tasawwaraat joda hote the.
07:58 Rajab jo hai, shaban se pehle jo maheena mubarak aata hai,
08:02 Rajab-ul-murajab ka,
08:03 to shaban, Rajab-ul-murajab jo hai,
08:06 wo un chaar maheen-u ke andar hai,
08:09 jine hurmat wale maheen-e kaha jaata hai.
08:11 Aur un mein arbu ke haan, jang mana hoti thi.
08:15 Yani ye Islam se pehle bhi,
08:17 un ke haan, in chaar maheen-u ki hurmat ka ye tasawwar chala aa raha tha.
08:21 Aur saaf zahir hai, wo uss jang-o-jidal se bachne ke liye,
08:25 ke kahin main kisi tarah jagde mein, jang mein mubtala na ho jaun,
08:29 to Rajab-ul-murajab ki andar,
08:30 wo zyada zyada apne gharun ki andar mahdood aur mahsoor hua karte the,
08:35 yani gharun mein zyada waqt muzara karte the,
08:37 aur bahir nahi nikalte the,
08:39 ke kahin kisi jang mein mubtala na ho jaye,
08:41 muj se kuch aisa na ho jaye,
08:42 jo iss maheena ki hurmat ke khilaf ho.
08:44 Aur jab ye shaban-ul-muazzam aata tha,
08:46 to wo fir gharun se nikalte the,
08:48 aur phail jaate the.
08:50 To wo jo phailne ka maana hai na,
08:52 wo iss shaban ki andar phailne ka maana hai.
08:55 Phail jaana, ya muntashir ho jaana,
08:58 mutafarrik ho jaana,
08:59 aur sha'ba yusha'ibu sha'batan,
09:02 aur usse shaban bana hai.
09:04 Aur ye jo phail jaana,
09:05 muntashir aur mutafarrik ho na,
09:07 iska jab hum itlaak karte hain,
09:09 Islami tasawwuraat ke itibar se,
09:12 jaisa ki Allama sahab ne firmaaya ki iss maheena mein,
09:14 Allah ki rahmatun ka nuzool,
09:16 barkatun ka nuzool,
09:17 bakhshish aur makfirat ke liye,
09:18 aawaz aur nida,
09:20 aur iss maheena mein aane wali raat,
09:22 aur barakat,
09:23 to goya ki Allah ta'ala ki rahmatin,
09:25 iss maheena mein phail jaate hain.
09:27 Allah ta'ala ki rahmatin,
09:29 iss maheena mein aakar,
09:30 muntashir ho jaate hain.
09:32 Har ek ko apne daaman mein lapet lete hain.
09:34 Acha ek ye iss itibar se,
09:36 shaban ko shaban kehte hain,
09:38 ki Allah ta'ala ki taraf se inamaat,
09:40 aur nematin,
09:41 barkatin,
09:42 rahmatin,
09:43 wo utarte hain,
09:44 aur phail jaate hain,
09:45 aur har ek ko kuch na kuch hissa,
09:46 naseeb hota hai,
09:47 basharte ke daaman mein,
09:48 talab maujood hone jaahiye,
09:50 ek iss itibar se.
09:52 Doosra,
09:53 shaab ki andar maana paaya jaata hai,
09:55 giroho ko kahte hain,
09:56 issi se shu'ub bhi hain,
09:58 yaani qaba'il,
09:59 qaume,
10:00 giroh,
10:01 to giroho ya qaum,
10:02 iss ke andar ye maanwiyat paaya jaate hain,
10:04 ki uske afraad,
10:06 ek se zyada kaseer hote hain.
10:07 Masal na,
10:08 qaum hum tabhi kahte hain,
10:09 jab usmein bahut sare log hun,
10:10 giroho ya qabeela bhi tabhi kahenge,
10:12 jab uska adad jo hai,
10:13 afraad ka,
10:14 wo bahut zyada ho.
10:15 To iss maana ki rooh se bhi se shaaban kaha gaya,
10:18 ki iss mein Allah tabarak wa ta'ala ne,
10:20 mutanave kism ke ihsanaat aur inamaat ko jama farmaya.
10:25 Subhanallah.
10:26 Yaani kayi kism ki nimatun ko,
10:28 kayi kism ki ihsanaat ko,
10:29 kayi kism ki rahmatun ko,
10:31 Allah ta'ala ne iss ke andar jama farmaya.
10:34 To goya wo nimatun,
10:35 rahmatun,
10:36 barkatun,
10:37 inamaat,
10:38 karamaat ka ek qabeela hai,
10:40 jo Allah rabbul Izzat ne iss maheene mubarak ki andar utaar diya hai.
10:43 Aur jo aapne khubsurat ek baat ki,
10:45 ahadith-e-mubarakah ki tarah ishara karte hui,
10:47 ki Aka'al-Islam ne iss ko farmaya,
10:49 ki yeh mera maheena hai,
10:51 aur Rajab ko farmaya,
10:52 yeh Allah ka maheena hai,
10:53 aur phir Ramzan-ul-Mubarak ko farmaya,
10:55 ki yeh meri ummat ka maheena hai.
10:57 Ab in teenu maheenu ko,
10:59 jo Aka'al-Islam ne ek hadith me zikr farmaya,
11:01 aur jaisa ki Hazrat ne farmaya,
11:02 ki dua Aka'al-Islam jo farmate the,
11:04 usmein teenu maheenu ko jama farma liya karte the,
11:07 to inki andar koi na koi relevance bhi hai.
11:09 Ruhani aitabaad me bhi ismein relevance hai,
11:12 rabt hai, taaluk hai.
11:13 To ismein Huzoor,
11:14 Sheikh Abdul Qadir Jilani,
11:15 aap farmate hai,
11:16 ki aise hi hai,
11:17 ki jaisa Rajab,
11:18 wo maheena hai,
11:19 jiski andar koi shaks,
11:21 wo zameen me hal chalata hai,
11:22 aur beej bota hai.
11:23 Aur phir Shaban ki misaal aise hai,
11:26 ki jaisa phir wo uski abyari karta hai,
11:29 usko abyari karke,
11:31 paani laga ke,
11:32 us fasal ki parvarish ko aage badhata hai.
11:34 Aur phir uska teesra stage aata hai,
11:37 samar karte ne ka,
11:38 khal karte ne ka,
11:39 to wo Ramzan ul Mubarak aajaata hai.
11:41 To goya ke abadiyat ko agar
11:43 ham parvan chadhana chahte hain,
11:45 bandagi ko parvan chadhana chahte hain,
11:47 aur apne dil ki sar zameen par agar
11:51 akhlaqiyat aur ruhaniyat ke
11:53 paude ugana chahte hain,
11:54 to yeh safar Shaban se shuru hota hai,
11:56 yeh Rajab se shuru hota hai,
11:58 Rajab me uske liye mehnat karein,
12:00 riyazat karein,
12:01 Shaban me usko tasalgat ko jari rakhein,
12:03 uske abyari karein,
12:04 aur Ramzan ul Mubarak me pohjkar
12:06 uska samar kartein,
12:07 jab samar aapki jholi me aajaaye
12:09 to phir Eid manayein,
12:10 phir Eid manana bhi samajh me aata hai,
12:12 to goya yeh jo maahe mubarak hai,
12:14 Shaban ul Muazzam,
12:15 Allah tabarak wa ta'ala ne
12:17 insaan ko apni abadiyat aur bandagi
12:21 ko parvan chadhana ke liye
12:22 behtreen mausam ke taur par adaa karte hai.
12:24 Kya kehne kya,
12:25 aur bohot achi baat kiye,
12:26 aur uske ab bas aakhri baat yeh,
12:28 ke lailat ul jaiza hoti hai,
12:30 aakhri jo shab hoti hai,
12:31 Ramzan ul Mubarak ki,
12:33 yaani ke wasuli ki,
12:34 mehnat ke baad jo samar milna hai,
12:36 uski wasuli ki raat.
12:37 To kya yeh achi baat hai,
12:38 dono humare scholars ne bohot achi andaz me,
12:40 humare swaalaat ki jawabat inayat firmaaye,
12:42 aur agli swaal ke jaaniye,
12:43 main badh raha hun,
12:44 bohot aaham swaal hai,
12:45 lekin ek wakfa hai,
12:46 wakfa ke baad lotenge,
12:47 humare saath rahiye.
12:48 Janab Khair Magda me aapka
12:49 fazail e Shaban ul Muazzam
12:50 ke hawaali se hum hazir hain,
12:51 aur iptidai taur par jo tanruf pesh kiya gaya,
12:54 maahe Shaban ul Muazzam ka,
12:56 aur fazeerat ke itabar se jo kalam hua,
12:58 bohot hi khubsurat baate thi,
13:00 aur aisi baate jo yaad rakne ki hai,
13:02 aur hamesha zahn nasheen rakne ki hai,
13:04 ki maahe Ramza se pehle maahe Shaban ul Muazzam
13:06 hume naseeb ho raha hai.
13:08 Acha ek cheez aur bhi,
13:09 jaisa iptidai mein,
13:10 dono hazraat ne yeh firmaaye,
13:11 nabi karim alaihi salatu wasalam,
13:12 kasrat ke saath isme roza rakha karte the.
13:15 To is hawaali se bhi,
13:16 pehle log ke kheten,
13:17 kya isme roza rakne ki koi,
13:18 kahin kahan likha hai,
13:19 aur isme agar koi raat hai,
13:21 aisi shab-e-baraat,
13:22 to isme jagne ka kahan likha hai,
13:23 yeh ek alag yeh cheez hai.
13:25 Jogin main aapse jana chahunga,
13:26 Shaban me roza rakne ke hawaali se,
13:28 iski sharai ahmiyat,
13:30 aur iski talimat aur ahkamat ke hawaali se,
13:32 mein chahata hu,
13:33 koj ishrat firmaaye.
13:34 Dekhi Shaban ul Muazzam ka,
13:36 wo mubarak maheena hai,
13:37 ki Ramzan ul Mubarak ke baad,
13:39 Aqid-ul-Jahans-e-Sallam,
13:40 sab se zyada jis maheena ke andar roza rakte the,
13:43 wo Shaban ul Muazzam ka maheena.
13:45 Subhan Allah.
13:46 Umul Mumineen-e-Syedah Ashar (R.A)
13:49 ki kayi riwayaat maujood hai,
13:51 aqsar roza rakha karte the,
13:53 aur kabhi kabhi poore maheena ki roza rakha karte the.
13:56 Subhan Allah.
13:57 Sab se zyada ihtimam karte the.
13:58 Huzoor-e-Sahab to salam ke khud firmaan hai,
14:00 wa huwa shahrun tu rafa-o-feehi-l-aamal-u-ila-Rab-ul-Alameen,
14:03 fa-uhibbu an yurfa-a-amali-wa-ana-sa'eeb.
14:07 Subhan Allah.
14:08 Firmaaye yeh wo mubarak maheena hai,
14:10 ki bandu ke naama-e-aamal,
14:12 wa-alameen ki baargaah mein peshkiya jaate hain,
14:14 mai pasand karta hun,
14:16 ki mera naama-e-aamal jab peshkiya jaaye,
14:18 to mir rozi ki haalat hun.
14:19 Acha yehi cheez hai,
14:20 peer ko bhi peshkiya jaate hain,
14:22 jumraat ko to huzoor peer ko bhi roza rakha karte the,
14:24 aur jumraat ko bhi roza rakha karte the.
14:25 Subhan Allah.
14:26 Ayyam-e-beed ke andar,
14:28 teraan, chaudaan, pandraan ka roza rakha karte the.
14:30 Bunyadi toor par baat yeh hai,
14:32 yeh to wo hadith-e-paak hain,
14:34 jo waze toor par,
14:35 wa-alameen ki sunnat-e-mubarakah hain.
14:49 Ab raha aapka sual yeh ki,
14:51 logon ke andar ek tashkheek paayi jaate hai,
14:53 aur ek tafreeq paayi jaate hai,
14:56 ek tabqa kahta hai,
14:57 ki bhai aapne yeh khamakha apne paas hai,
14:59 yeh sab kuch bana diya hai,
15:00 aisa nahi hai,
15:01 hamare haam Ishqat-ul-Masabi,
15:03 Arabi ki,
15:04 alama sahab maujood hain,
15:05 hamare bhi nisaab ke andar hai,
15:06 tanzeem-ul-madaris ke bhi,
15:07 aur wifaq-ul-madaris ke bhi nisaab ke andar hai,
15:09 uske andar takreeman 8 hadith-e-paak hain,
15:12 usme se 5 hadith-e-paak,
15:14 kuch sunnat ke itibar se unke andar zauf hai,
15:16 baaki 3 hadith-e-paak pakki hain,
15:18 jin ko sab maante hain,
15:20 aur doosri baat yeh hai,
15:21 agar zauf bhi hai,
15:23 to fazail-e-amaal ke andar,
15:25 zaif hadith bhi mautabar hoti,
15:27 yeh hamko usool aur zabita to yahan sabit nahi,
15:30 to fazail-e-amaal hain,
15:32 uske andar hadith-e-baqaida torpe maujood hain,
15:34 maula-e-kainat ki maushoor riwayat maujood hain,
15:36 firmaaye kya karna chahiye,
15:37 firmaaye faqoom-u-lai-laha wa-soom-u-yawmaha,
15:40 firmaaye iske raat ka qiyam karo,
15:41 aur din karo zaar,
15:43 fallahu akbar,
15:45 fir aqaid-ul-jahsa salam khud,
15:46 faidahu bil-baqi,
15:48 aap kabristan ke andar tashreef le gaye,
15:50 aur aap ne khud firmaaye,
15:51 ki,
15:51 aye aisha,
15:52 aye humera,
15:53 kya raat kaisi hai,
15:54 firmaaye yeh raat wo hai,
15:55 inna-llah-ta'ala yanzilu ila sama'id-duniya,
15:58 fayaghfiru li-aqthara min shaari ghanami qalbi,
16:02 firmaaye ki yeh wo mubarak raat hai,
16:04 ki iske andar Rab-tabaraka-wa-ta'ala,
16:06 asmaan-e-duniya par apni tajalli firmaata rahmat ke saath,
16:09 fayaghfiru li-aqthara min aada di shaari ghanami qalbi,
16:15 kabila-e-banoo qalb sabse zyada bakriyan paalne wala,
16:18 uske baal kitne zyada honge,
16:20 firmaaye baal-oon ki taadaad se bhi zyada Rab-tabaraka-wa-ta'ala,
16:24 is mubarak raat mein bakshish-o-makfar kharoon.
16:27 Ab yeh hadith-e-maujood hai,
16:29 huzoor ka amal maujood hai,
16:31 maula-e-kainat firmaarein,
16:32 ummat ka ek pura maamool,
16:34 sadiyon se maujood hai,
16:36 aur karna kya hai,
16:37 roza rakhna hai,
16:38 ya quran padhna hai,
16:40 ya ibadat karni hai,
16:41 toh agar ummat is par bhi divide hai,
16:44 ummat is par bhi firqun ke andar lagi hui hai,
16:47 is faqat dekhein puri duniya ke andar,
16:49 ummat-e-muslima ke kya hal bana hui,
16:51 kis intishar-o-iftiraak ne hamara hal kya kar diya,
16:55 aur hum munazir-e-kis par kar rahein,
16:57 hum jagde-kis par kar rahein,
16:59 abhi social media pe dekhein,
17:00 ek tufaan macha hoga,
17:01 ke nahi mere bhai yeh bidat hai,
17:03 is raat ke andar kuch nahi karna hai,
17:05 roza bhi nahi rakhna hai,
17:06 kuch bhi karna hai,
17:07 ala ke Bukhari-ur-Muslim ki hadith-e-paak hai,
17:09 dekhein Allama sahab baithe hui,
17:10 roza rakhne ki mumanat ke paanch din,
17:12 aqa-e-dujaas-e-Sallam ne khudh farma diya hai,
17:14 in dinu ke andar roza nahi rakhna hai,
17:16 baaki aap usse agar poochtein,
17:17 Allama sahab bataayin,
17:18 main kalr roza rakhna chahato,
17:19 main kohunga subhan-Allah,
17:20 nafli roza kabhi bhi rakh saktein,
17:23 Allah-ki-rabbi-e-Sallam ne farmaaya,
17:24 ki jo ek roza Allah-ki-rakhta hai,
17:26 man saama fee sabir-illahi,
17:28 ja'al-Allah-u-baina-hu,
17:30 uske darmiyan,
17:32 baina-hu-wa-baina-nari,
17:33 khandaqan,
17:34 kama-baina-sama-i-wal-ard,
17:37 firmaaya,
17:38 ek roza ki barkat se,
17:39 uske aur jahannam ke darmiyan,
17:41 itni badi khandaq hogi,
17:43 ki jitna zameer-u-aasman ka faasta hai,
17:45 doosri riwayat ke andar firmaaya,
17:47 sab'een-kharifan,
17:48 firmaaya,
17:49 sattar saal ke musafat se hogi,
17:50 to bhai,
17:51 agar aap nahi rakhna chahate,
17:53 to nafli roza rakhne,
17:55 ayaam-e-beed,
17:56 tera, chauda, pandra,
17:57 uski niyat karne,
17:59 is martaba to peer ka din bhi saath aarha hai,
18:01 ayaam-e-beed bhi hai,
18:02 peer ka din bhi hai,
18:03 aap yaar,
18:04 kuch niyat kar lo,
18:05 khuda ka waasta,
18:06 aur agar nahi kar sakte ho,
18:08 koi masla nahi hai,
18:09 koi farz nahi hai,
18:10 wajib nahi hai,
18:11 nawafil hai,
18:12 lekar ummat ke darmiyan,
18:13 itni tishaar aur iftiraak,
18:15 paida na karo,
18:16 koshish karo,
18:17 ki ye raatein,
18:18 ye mubarak maheene,
18:19 ummat ko jama kiya jaye,
18:21 main kaunga,
18:22 humare buzur furmate,
18:23 ye ramazan ke andar log aajaatein,
18:24 kyu namaz padne kriye,
18:26 aur baad mein chale jaatein,
18:28 main ka buzur ko ye na kahein,
18:29 ki ramazan mein kyu aajaatein,
18:31 ye kahein,
18:32 ki ramazan mein aagey ho,
18:33 to ab jao,
18:34 hum ye nahi kahtein,
18:35 ki in raatun ke andar,
18:36 kyu aajaatein,
18:37 masjid ke andar,
18:38 hum kahtein,
18:39 Allah ne tumhe taufeeq di hai,
18:41 ab aaye ho,
18:42 to hamesha ke liye,
18:43 khuda ke mehman ban jao,
18:44 Allah ke ghar ko ikhtiyaar.
18:46 Subhanallah,
18:47 subhanallah,
18:48 ye sufiyah ki,
18:49 ahlullah ki,
18:50 chuke wo sahibaan-e-ilm the,
18:51 sahibaan-e-fazl the,
18:52 to wo jab bulate the apne paas,
18:54 to logon ko,
18:55 log aise nahi jaatein,
18:56 ke kabida khatein,
18:57 ho kar jaayein unke paas se,
18:59 log unse mutasir ho jaye karte the,
19:01 unke paas baitna chaate the,
19:02 to yahaan par bhi ye ek daawat,
19:04 di jaa rahi hai,
19:05 ki sahibaan se hi,
19:06 hum apne aamaal ko durst kar lein,
19:08 istaghfar kar lein,
19:09 rozon ki aadat apna lein,
19:11 taake maah-e-ramazan ki jab roze,
19:13 bilkul hum unattisi yaa,
19:14 30 roze rakhe do,
19:15 uske liye bilkul mustahid ho jaaye,
19:17 kyu pehle se ek hum maamool mein,
19:19 jo kumar karte ho gaye,
19:20 to ek bahot achi baat hai,
19:21 daawat hai,
19:22 ek nekiyon ki,
19:23 jis tarah Allama sahab ne farmaya,
19:24 Allah karein ki hum is par aamal kar sakein,
19:26 aur humari zindagi baithar ho sakein,
19:27 aakhirat bhi baithar ho sakein,
19:28 ach hain nabi-e-karim alaihi salatu wasalam ke,
19:30 is maah-e-mubarak-e-ni,
19:31 maah-e-shaban mein,
19:32 kya maamoolat hua karte the,
19:34 jasta jasta uspar baat hui,
19:35 ibtidaan sawalat mein,
19:36 lekin main chahata hoon,
19:37 mufti sahab is par,
19:38 muqamal tarh pe guftu fahayin.
20:03 aur agar koi kisi raat mein,
20:29 kya logon ko Allah ki ibadat aur bandagi ki tarah,
20:53 hum koshish kar rahein,
21:19 aur aankh-e-mubarak-e-ni,
21:48 iska matlab yeh hai,
21:49 ki aaj hum aam logon ke maamoolat mein,
21:52 agar is maah-e-mein koi tabdili aa rahi hai,
21:54 kuch extra ad ho raha hai,
21:56 toh hu humein kyon chubti hai,
21:57 jab aankh-e-mubarak-e-ni,
21:59 apne deegar maah-e-mubarak-e-ni ke andar,
22:01 jitni kasrat se ibadat karte the,
22:02 yakeenan kasrat se karte the,
22:04 lekin is maah-e-mein aur badha de the,
22:06 jaisi hazrat ne firmaaya,
22:07 rozun ka zikr firmaaya,
22:09 ki rozun ko aur badha de the,
22:11 aur ismein kai riwayaat hain,
22:12 isi tarah deegar maa-moolat ko bhi aakal as-salam badha the the,
22:15 unmein kya hai?
22:16 Unmein sabse aaham baat hai,
22:18 raat ka qiyam,
22:19 ki aakal as-salat-o-salam,
22:21 raat ke qiyam ko bhi badha de the the,
22:23 jaise din ko roza rakhte the,
22:25 raat ka qiyam bhi isi tarah tabil hota tha,
22:27 aur aakal as-salat-o-salam ka jo qiyam-ul-layl hai,
22:30 raat ka qiyam hai,
22:31 iski toh khud Quran-e-Majeed ne,
22:33 taarif-o-tausif ki,
22:34 aur hatta ki aakal as-salat-o-salam ki,
22:36 us mushakat ko Quran ne bayan kiya,
22:38 ki hai Habib (s.a.w) hum ne Quran aap par isliye toh nahi utara,
22:42 ki saari raat aap khade rahen,
22:44 aur qiyam mein aap tilawat kane,
22:46 aur aap koi paun mubarak mutawarram ho jaye,
22:48 un par warm a jaye,
22:49 aur hatta ki Allah-ur-Rehbul-Izzat ne,
22:51 surah-e-muzammil mein firmaaya,
22:52 ki ya ayyuhal muzammilukum illa illa illa qaleelan,
22:55 nisfahu awinqus minhu qaleelan,
22:57 auzid a'alehi waratil al-Quran-e-tartila,
23:00 guya is ayat-e-mubaraka mein agar,
23:02 waqt ke daaman mein,
23:03 juke gunjaish kaam hai,
23:04 warna mein is par baat karte hain,
23:06 iska khulasa yeh hai,
23:07 ki Allah-tabarak-wa-ta'ala,
23:08 apne Habib (s.a.w) se taqaza firmaa rahe hai,
23:11 ki aap itni zyada mushakat na firmaaye,
23:13 kuch aaraam firmaaye,
23:15 toh Aka'al-Islam kasrat se qiyam firmaate,
23:17 aur is maheene mein us qiyam ko badhaa dete,
23:19 isi tarah istighfar aur tawbah ke ma'moolaat,
23:22 Aka'al-Islam agarchay,
23:24 aap toh khud shafay hain,
23:26 aur shafay yawm-e-mahshar bhi hain,
23:32 magar ummat ki taaleem ke liye,
23:34 unko sabak dene ke liye,
23:35 unki tarbiyyat ke liye,
23:36 Aka'al-Islam istighfar ke ma'moolaat ko,
23:40 kalimaat ko,
23:41 is mahe-mubarak ki andar badhaa dete the,
23:43 isi tarah jo cheez Aka'al-Islam ke ma'moolaat mein,
23:46 humein is maheene mein kasrat se milti hai,
23:48 wo tilawat-e-Quran bhi hai,
23:50 Quran-e-Majeed ki tilawat ko,
23:51 Aka'al-Islam badhaa dete the,
23:53 kyunki aage Ramzan-ul-Mubarak aa raha hai,
23:55 aur aaj bhi aap dekhiye,
23:56 ke jitne hufaz-e-Kiram hain,
23:58 jinun-e-Tarawih padhni padhani hoti hai,
24:00 unka bhi chalo kisi zarurat ke peshe nazar hi sahi,
24:03 magar unka ma'mool bhi badh jata hai,
24:06 tilawat-e-Quran ka,
24:07 toh lihaaza arz karne ka maqsad yi hai,
24:09 ke is mahe-mubarak ki andar,
24:11 jab humein Aka'al-Islam ke ma'moolaat aur seerat se nazar a raha hai,
24:14 ke aap digar maheenu ki nisbat,
24:16 qiyam ko is maheene mein badhaa rahe hain,
24:18 digar maheenu ki nisbat,
24:19 roze ko is mein badhaa rahe hain,
24:21 digar maheenu ki nisbat,
24:22 tilawat-e-Quran ko badhaa rahe hain,
24:24 aur digar maheenu ki nisbat,
24:25 istighfar ko badhaa rahe hain,
24:27 aur phir qaboor ki ziyarat,
24:28 wahan Aka'al-Islam ka tashreef le jana,
24:30 aur unke liye dua istighfar karna,
24:32 yeh wo ma'moolaat hain,
24:33 jo humein chahiye,
24:34 ke hum yoon toh apni zindagi mein,
24:36 lama lama shamil karen,
24:37 lakin chalo,
24:38 is maheene ki motivation se hi sahi,
24:40 kuch kamahi kar lein,
24:42 jo kabar ki pehli raat kaam aaja hai.
24:44 Kya kehne hai, kya kehne hai,
24:46 ibadat Allah ki,
24:47 aur itaat Rasulullah (S.A.W) ki,
24:50 jaisa ki irsad hua,
24:51 aur kya hi acchi baat ho,
24:53 ke yeh nama-e-amaal pesh hone ka maheena hai,
24:56 toh isme agar kasrat-e-ibadat ke saath,
24:58 hum haalat-e-roza mein agar yeh maamla ho jaye,
25:01 aur Allah ki taraf humari haazri ho jaye,
25:04 aur haalat-e-roza mein ho toh,
25:06 mumkin Allah ki rahmat,
25:07 humein apni agosh mein le le,
25:09 aur bakhshish-e-maghfarat ka darwaze khul jaye,
25:11 ek bahot aaham mauzoo bhi hai,
25:12 bahot aaham maheena bhi hai,
25:14 ek mukhtasar sa waqfa,
25:15 waqfe ke baad jab loteinge Inshallah,
25:17 toh peghaam bhi lehenge,
25:18 ek sawal bhi shamil karenge,
25:19 humaar saath rahenge.
25:20 Yeh janaab,
25:21 aapka khair maghdaba-e-fazaail-e-shaban-ul-muazzam,
25:23 aaj ka yeh program,
25:24 aur uska mauzoo,
25:25 bahot achcha mauzoo,
25:26 agarcha ek bahot mehdood waqt mein,
25:27 hum yeh program kar rahe hote hain,
25:29 lekin koshish kartein,
25:30 ke compact ek program pesh kiya jaye,
25:32 sawalat ki nauyat,
25:33 aur jawabat bhi bahot hi,
25:47 aur jishe yeh program,
26:13 masajid mein nawafil ho rahe hota hain,
26:14 sadakon pe yeh tamasha ho rahe hota hain,
26:16 kya firmaayega,
26:17 humare maamulat kya hone chahiye,
26:18 Allama sahab,
26:19 aapke paas toh misaale bhi bahot hain,
26:20 aur zahir iss hawaale se bahot kuch kaha sakte hain,
26:22 aap kya aag firmaayega?
26:23 Bahot achchi hapne nishandaayi reis bhi firmaaye,
26:25 ki hume wohi maamulat ikhtiyaar karne chahiye,
26:27 Allama sahab ne bahot khusurat,
26:29 aqid-e-jahan-s-sasallam ki hayat-e-tayyiba,
26:31 aur huzoor ki seerat se zikr firmaaya,
26:59 ki yeh toh tazkeer kariye hai,
27:01 fikr-e-akharat kariye hai,
27:02 ki hum akharat ko yaad karein,
27:04 wahaan aapne itna ek mele thele ka mahal bana diya,
27:08 ki kya usko yaad karein ge,
27:09 toh aisa na karein,
27:11 humare haan bhi ek bahut zyada ho gaya,
27:14 ki cheezon ko bahut zyada badhawa bhi deti hai,
27:16 ek kaam karna hai,
27:17 wo sunnat se sabit hai,
27:18 lekar uske andar aapne itni cheezon ko shamil kar diya,
27:21 phir uske baad yeh,
27:22 ki har shahs yeh chahata hai,
27:23 ki main apni maa aur apni baap ke qabar par jaake,
27:26 so qabru ke upar paun rakke jaaun,
27:29 jab tak main wahaan nahi pohchunga,
27:31 mera yeh fatiha qabool nahi hoga,
27:33 aisa nahi hai,
27:34 qabru par paun na rakhe,
27:36 aap chahate hain ki meri maa ki qabar par koi paun na rakhe,
27:39 kisi ki maa ki qabar paun rakke aap jaa rahein,
27:42 jaahan se fatiha padhenge,
27:43 Allah taala qabool aur manzoor kharma lega,
27:45 toh qabristaan ko mele thele na banayenge,
27:47 yeh mele thele ki raat nahi hai,
27:49 doosra yeh hai,
27:51 ki is mubarak raat ke andar humein ibadat karne chahiye,
27:54 yeh mubarak raat ke andar humein zyada se zyada Allah ki baare mein qiyam karne chahiye,
27:58 lekin humne apni khawatien ko kitchen ke hawali kiya hota hai,
28:02 khabon pe khabay, khabon pe khabay,
28:04 yeh khabay pakh rahein, wo khabay pakh rahein,
28:06 abe bhai unhone bhi kuch padhna hai,
28:08 unki bhi koi badi raat hai,
28:10 ya unko kitchen ke hawali kar diya,
28:12 ki bhai yeh pakhna chahiye, yeh pakhna chahiye,
28:14 aaj ki raat ke andar,
28:15 kisi sunnat ke andar, kisi hadith-e-paak ke andar,
28:18 Allah maan sahab baitha hua hain,
28:19 targheeb di gayi hai roze ki,
28:22 targheeb di gayi hai qiyam ki,
28:24 targheeb di gayi hai Quran ki tilawat ki,
28:26 aur humne unko khabu ke andar zyada laga diya hai,
28:30 aur mela thela zyada bana diya hai,
28:32 aur jaise aapne farmaaya,
28:34 ki yeh raat aag se bara'atum minal naar hai,
28:37 aur yeh bhi mashoor hai na,
28:38 marhumien ki arwah aati hain,
28:40 toh uske hisaale sawab ke liye,
28:41 wo pakane ka jawaz diya jata hai Allah maan sahab,
28:45 marhum ki rooh aati hain,
28:46 toh unko Quran padh ke bakshe hain,
28:48 unko agar kush karna hai,
28:49 toh kush khairat aur sadqat faqeeron ko khilayen,
28:52 asal mein humare hain khilane pilane ka bhi yeh hogaya hai,
28:55 taaye cheeja ho,
28:56 chali swa ho,
28:57 koi bhi ho,
28:58 hum kehte hain je aapay pakao,
28:59 aapay khao,
29:00 aapay hisaale sawab karo,
29:02 hain je asal baksood yeh hota hai,
29:04 jahan par bhi yeh hota hai,
29:05 khairat aur sadqat khaan,
29:06 ki aap fukara ko khilayen unki taraf se,
29:09 aur hisaale sawab ponchaye,
29:10 aur hisaale karein unko,
29:11 isi tarah padhne padhane ka,
29:13 toh usra jaise ka aapne nishanda hi firmahi ki yeh,
29:15 aag se azadi kirat hai,
29:17 baraat mein nannar hai,
29:18 humare bachche khud aag ko khareed ke,
29:21 abhi aap dekhein,
29:22 ki market ke andar yeh aatish bhaazi ka saman hain,
29:24 hain ke mumaanat hai iski,
29:25 mumaanat hai,
29:26 police maujood hai,
29:27 agencies maujood hai,
29:28 sab maujood hai,
29:29 hum khud apne bachchon ko jo hai,
29:31 wo rokne,
29:32 haan beta,
29:33 lehao beta,
29:34 phul phul jali kirat,
29:35 bachche bhi kehte hai,
29:36 wo kohn se patakhe wali dar,
29:37 astaghfirullah,
29:38 musulmanon ke bachche zainon ke andar yeh baat hai,
29:42 yeh koi aatish bhaazi,
29:43 patakhe ki raat hai,
29:44 yeh toh nauzubillah min zarik,
29:46 khud hum aag le rahein,
29:48 wo ala azad imam-e-al-sunnah se kisi ne poocha,
29:50 ki huzoor yeh jo qabru ke upar,
29:52 agarbatti aur mumbatti jalai jaati hai,
29:54 aapne firmahi,
29:55 astaghfirullah rabbi min kulli zamm,
29:57 yeh toh tum aag de rahein,
29:59 qabar wale ko is agarbatti aur mumbatti ka kya,
30:03 agar toh wo neko kaar hai,
30:05 toh uski qabar mein toh jannat ki khushmuyon,
30:07 aur hawayin aa rahi hai,
30:09 aur agar wo gunagaar hai,
30:10 toh yeh agarbatti ka dua usko kuch bhi nahi karega,
30:13 toh qabar ke upar agarbatti aur mumbatti jalaana firmahi hai,
30:17 yeh toh usko aag dene ke shukur,
30:19 isi tarah humein aag se bhaagna hai,
30:21 aur humare gariyon aur mahallon ke andar andar ibadat ho rahi hai,
30:24 aur bahad patakhe baj rahein,
30:26 dukaanon mein kahin jagah aag lag jaati hai,
30:29 kitni jaanon ka ziyaan hota hai,
30:31 hum yahaan se baith ke,
30:32 maeraab-e-mimbar se baith ke,
30:34 awaaz buland karte hain,
30:35 lekin sirf awaaz se nahi hoti hai,
30:37 jab tak baqaida toh pe kaanon par amal dharamat na kiya jaye,
30:41 jab tak kaanon naafiz karne wale idare,
30:44 un tamaam roots ko, source ko, sab jagahun se roke nahi,
30:48 us waqt tak yeh nahi ho sakta,
30:50 toh in khurafaat, in bidaat, aur in cheezon se bajke,
30:54 is raat ko manayein,
30:56 ab isi mudiyat pe kuch log kahte hain,
30:58 kahte hain dekhein je mere bhai yeh khurafaat toh bidaat ho gayi,
31:01 bhai ab ek churi hai,
31:02 ek churi se ko banda kisi ke peht me maarta hai,
31:04 aap kahete ho je churi ghar me nahi leke aana hai,
31:06 bazaar me khabardar churi laga.
31:08 Usse sabzi bhi katni hai?
31:09 Bhai usse sabzi katni hai,
31:10 usse phal katna hai,
31:11 usse apne qurbani ke jaanwar ziba karna hai.
31:13 Is toh istimaal par hai?
31:14 Yeh toh istimaal par hai,
31:15 agar misaal ke taur pe masjid ke andar jooti churi ho rahi hai,
31:18 haram ke andar tawaaf karte hui log churi kar rahi hain,
31:21 an nikahu min sunnati kah kar,
31:23 hum so kism ke khurafaat toh bidaat jo hai uske andar shamil kar rahi hain,
31:27 toh kya nikah karna band kar rahi hai?
31:29 Tijarat ke bazaaru ke andar huzoor ne farhaya hai,
31:31 jo tujjar hain,
31:32 saliheen hain,
31:33 sache hain,
31:34 farhaya hai wo shuhada ke saath honge,
31:35 aaj dekhe bazaaru ke andar kya nahi hota hai,
31:37 toh kya hum yeh kahenge,
31:39 ke bhai aap khabardar ko tijarat kare,
31:41 isre yeh ke humare bazaaru ke andar bozada khurafaat hogi,
31:44 hum yeh kahenge,
31:45 ke nikah ke andar jo khurafaat aagey hain,
31:47 tijarat ke andar jo khurafaat in ko bad karo,
31:50 nikah ko bhi jari rakho,
31:51 tijarat ko bhi jari rakho,
31:53 is mubarak raat ko na chhodo,
31:55 yeh ummat ka ek musalsal silsila chalta hua aa raha hai,
31:59 haan iske andar se bidaat aur khurafaat in cheezu ko,
32:03 aur behnu par bhi thodi se rehm kar do,
32:05 unko kisan se nikal ke thoda musallay ke tabne ka aaj.
32:07 Unhe bhi musallay ke pehrane ka maukah diya jaye,
32:09 bahut achi baat,
32:10 yeh ek badey mutadil guftagu aur bahut achi islahi andaz,
32:14 taaki log sunay aur uspar amal kare,
32:16 ismeh maanne ki koi baat nahi hai.
32:17 Pehgaam kya dijiyega amaare nazareen ke liye,
32:19 maah-e-shaban-ul-mawazzam ki fazeelat ke hawalat se,
32:22 uske fazail ke baab mein humne baat ki,
32:24 kya pehgaam dijiyega?
32:26 Dekhiye pehgaam to is maah-e-mubarak ka bhi,
32:29 balke tamam mahino ka pehgaam to hai bandagi ka,
32:33 ke insaan ko kisi na kisi bahane sahi,
32:36 Allah ki ibadat aur bandagi ki taraf aajana chahiye.
32:39 Kyuki Allah ta'ala ne insaan ko takhliq firmaaya,
32:41 aur wo jaanta hai,
32:42 ke is insaan me ghaflat bhi hai,
32:44 ismeh nisian bhi hai,
32:46 aur ye duniya jis tarah Allah ta'ala ne sajai hai,
32:49 aur sajaa kar uske saamne muzayyan kar di hai,
32:51 to uske andar wo behl bhi jaata hai,
32:54 aur usmeh mashgool bhi ho jaata hai.
32:56 To ye Allah ta'ala ka ek nizam hai,
32:58 ke wo khaas raatein bhejta hai,
33:00 khaas mahine bhejta hai,
33:01 khaas aukaat ko bhejta hai,
33:03 aur khaas cheezon ko bhejta hai,
33:05 taake wo jo duniya me mashgool insaan hai,
33:07 usko waahan se nikaal kar apni taraf mutawajye kare.
33:10 To lihaaza ye mahina jo hai,
33:12 ye peghaam hume deta hai,
33:14 Allah ki taraf ruju karne ka,
33:16 ki Allah ki taraf palat aayiye,
33:18 apni akhirat ki fikr kijiye,
33:20 aur is duniya se ibrat haasil kijiye,
33:22 apne aap ko ibadat aur bandagi ke zauk aur shauk ki taraf laayiye,
33:26 aisa kyun hai ke humari tabiatin ibadat se bezaar hun,
33:29 aisa kyun hai ke humari tabiatin faraiz ki adaigi se bezaar hun,
33:33 aisa kyun hai ke humare gharun ke andar,
33:35 Allah aur uske Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ki
33:37 itaat aur firma bardari ke tazkare na hun,
33:39 aur isko fir hume apne bachun mein,
33:41 apne khawateen ki taraf, ghar ke poore maahol ko,
33:44 usko paagisgi ki taraf lekar aayen,
33:46 aur ye jo is waqt jo haalaat hain,
33:49 hum dekh rahein,
33:50 ke social media ke zariye se,
33:52 internet ke zariye se,
33:53 applications ke zariye se,
33:54 mukhtalif devices ke zariye se,
33:56 ye hum dekh rahein,
33:58 ki jo fitne hain,
33:59 wo multiply hote chalaya hain,
34:01 lihaaza wo jo barte huye fitne hain,
34:04 un fitnu mein,
34:06 hume apne deen, imaan, taqwa ko bachane ki tago daubi zyada karni hogi,
34:11 aur ye tabhi hoga,
34:13 jab hum ijtimaayi maahol peyda karein,
34:15 to apne gharun mein bhi,
34:16 aur muhallun mein bhi,
34:17 shahroon mein bhi,
34:18 ijtimaayi maahol peyda karein,
34:20 ibadat aur bandagi ka,
34:21 neki aur taqwa ka.
34:22 - Baudh achba.
34:23 Ye 8 wa maeenah hijri saal ka,
34:24 Shaban ul Muazzam,
34:25 iske fazail par baat hui hai,
34:27 kya pehgaam deejayega,
34:28 Wal Na'inaar,
34:29 humare nazareen ke liye.
34:30 - Dekhein,
34:31 ye 8 wa maeenah hijri saal ka,
34:32 Shaban ul Muazzam,
34:33 iske fazail par baat hui hai,
34:34 kya pehgaam deejayega,
34:35 Wal Na'inaar,
34:36 humare nazareen ke liye.
34:37 - Dekhein,
34:38 ye 8 wa maeenah hijri saal ka,
34:39 Shaban ul Muazzam,
34:40 iske fazail par baat hui hai,
34:41 kya pehgaam deejayega,
34:42 Wal Na'inaar,
34:43 humare nazareen ke liye.
34:44 - Dekhein,
34:45 ye 8 wa maeenah hijri saal ka,
34:46 Shaban ul Muazzam,
34:47 iske fazail par baat hui hai,
34:48 kya pehgaam deejayega,
34:49 Wal Na'inaar,
34:50 humare nazareen ke liye.
34:51 - (Arabic)
34:59 - Subhan Allah.
35:00 - Ye Shaban ka maheena hai,
35:01 ka Ramazan ke aane se pehle,
35:03 Shaban ke aakhri din jo hai,
35:05 Huzoor ne istiqbal-e-Ramazan ka khutba diya.
35:08 - Subhan Allah.
35:09 - Toh sunnat-e-mubarakah ye hai,
35:10 ke Shaban ke andar ulama, khutaba, media,
35:14 wa istiqbal-e-Ramazan ka khutba.
35:16 - Wow, wow.
35:17 - Bahut achi baat.
35:18 - Alvida nahi hai kahin bhi,
35:19 lekit istiqbal sunnat-e-shaban.
35:20 - Bahut achi baat.
35:21 Main bahut shukriya da karunga,
35:22 Allama sahab aapki tashreef-e-Amerika.
35:23 Mufti sahab aap tashreef laaya,
35:24 aapki tashreef-e-Amerika,
35:25 bahut shukriya.
35:26 Main ibtidah mein bhi,
35:27 apne sarnama-e-kalaam mein arz kiya tha,
35:28 ke ye istiqbal-e-maah-e-Ramazan ka maheena hai,
35:31 aur aakhir mein jis sarah Mufti sahab ne firmaaya,
35:33 ke sunnat-e-Rasool sallallahu alaihi wa sallam,
35:35 jaisa ke aapne Shaban ke aakhri shab khutba irshaad firmaaya,
35:38 aur maah-e-Ramazan ka istiqbal firmaaya,
35:50 aur uski fazilat-e-bayaan firmaaya,
35:51 aur uski fazilat-e-bayaan firmaaya,
35:52 aap alaihi salatu salam ne.
35:53 Is itabar se jahan isme hmein roze rakna hai,
35:54 qayam-ul-laal karna hai,
35:55 raat ko qayam karna hai,
35:56 usme apne aap ko mustahid karna hai,
35:57 is awale se tayyari karna hai,
35:58 ki ek bahut bade maheena ki jaanib hum badh rahe hain,
35:59 jo shahar-e-Ramazan hai,
36:00 jo maah-e-Ramazan hai,
36:01 uski jaanib badh henge inshaAllah.
36:02 Aapka bahut shukriya,
36:09 yeh ek tarbiyyati nashisht hoti hai,
36:12 pehagamaat hoti hai,
36:13 apne waqeeb-u-talli ki roshni mein,
36:15 scholars aap tak apne jawabat inayat firmaate hain,
36:18 in ke liye bhi dua kiya karein,
36:20 aur ARYQ TV ke liye khususi dua kiya karein,
36:22 ki Allah ta'ala is network ko salamat rakhe,
36:24 ki yaha se ek aisa pehagam jaa raha hai,
36:26 jis se hazaaro nahi,
36:27 laakho nahi,
36:28 balke karo lok jo hai,
36:29 unko line of direction mil raha hai,
36:31 unko line of direction mil raha hai,
36:32 aur deen ka pehagam mil raha hai,
36:33 iske saath hi apne mezban,
36:34 Muhammad Rahi-e-Sahabat ko ujazat dijiye.
36:36 Allah Hafiz.
36:37 [BLANK_AUDIO]

Recommended