: Polling time ends in Pakistan
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 To Pakistan ki tarikh ke sabse aaham aur baarve intikhabat ke liye polling ka waqt ab khatam ho chuka hai.
00:08 Polling station ke ahate mein wakt ka ghehmi rahi hai aur ab polling ka waqt apne ikhtitam tak jaa pocha hai.
00:14 Ham Intikhabat 2024 Pakistan ki tarikh ke sabse aaham aur baarve intikhabat ke liye polling ka waqt khatam ho gaya hai.
00:21 Lekin jo polling station ke aahate mein log abhi bhi maujood hain, wo vote cast kar sakenge.
00:27 Mulk bhar mein polling ka amal majbooi taur par puram raha, subah 8 baze voting ka amal shuru hua
00:32 aur iske baad polling stations ke baahar qatare lagi.
00:35 Karachi se leh ke Khyber tak, tamam ke tamam tar polling stations pe logon ka jamm-e-ghafi nazar aaya.
00:40 Lahore ki agar baat karein to voters mein josh-e-khurosh dekhne mein aaya.
00:44 Aur Karachi mein bhi bahut se maqamat par voters ki tawveel qatare lagi rahi.
00:50 Lekin Karachi se khabar ye aayi ke kayi halko ke polling stations par 3 baje tak polling hi shuru nahi hui thi
00:56 aur iske saath hi saath internet aur mobile phone ki bandish se voters ko polling station
01:02 aur polling booth talaash karne mein bhi shadeed mushkilat ka saamna karna pada
01:07 aur aise mein wo shikayat bhi apni na pohcha sake.
01:10 Lekin ab situation ye hai ke Pakistan duniya ki paanch bhi badhi jamhooriyat
01:15 aur is paanch bhi badhi jamhooriyat ke baarve intikhabaat ke liye polling ka waqt khatm ho chuka hai.
01:21 Lekin jo ahate mein abhi bhi polling stations ke maujood hai wo log vote cast kar sakeyenge.
01:27 Kujha ye bhi ke do aise halke bhi hai ke jahan pe 2 ghante extend kiya gaya hai waqt
01:32 aur wahan abhi bhi 2 ghante mazeed baaki hai polling karne mein.
01:36 Lekin is waqt aapko aam khabar de rahein mulg bhar mein polling ka aamal majmui taur par toh puram raha hai.
01:42 Sobha 8 baje voting ka ye aamal shuru hua polling stations ke maujood.