• last year
#IntazarHussainPanjutha #PTITickets #GeneralElection #SawalYehHai

(Current Affairs)

Host:
- Maria Memon

Guests:
- Mian Javed Latif PMLN
- Barrister Intazar Hussain Panjutha (Lawyer)
- Shahbaz Rana (Economist Analyst)

When will PTI distribute tickets?? PTI Leader Intazar Hussain Panjutha

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00 Asalam o alikum, program sawali ke saath main hu Maria Meeman, aaj ki top stories hai, siyasi
00:14 jamate tahaal level playing field ki talaash mein hai, tamaam hi jamate issa sawali se koi
00:19 na koi geela kar rahi hai, program ke pehle se main isse mein baat karenge, uske baad ache
00:23 faisle hote hain, buray faisle hote hain, farg sirf usme itna hai ki aapki siyasi taur
00:27 pe agenda ko suit kaunse faisla karta hai, wo achha faisla hota hai, jo aapke siyasi agenda
00:32 ko suit nahi karta, wo galat faisla hota hai, program ke doosra hisse mein iss sawali se
00:36 main baat karenge, aakhar mein People's Party ka intikhabi manchur saamne aaya hai, uspe
00:39 ek nazar daalenge, aur dekhenge ki wo kitna zyada believable hai, kitna zyada applicable
00:44 hai, program ke aakhari hisse mein uspe experts ka tadziya legen, lekin aagas karte hain,
00:49 level playing field ka jee abhi tak sabki tasalli nahi hui hai, PMLN abhi bhi gila karte
00:54 hai, Gulana Fazul Rehman sahab ko lagta hai ki Imran Khan sahab ki projection ki jati
00:58 hai, iske alawa People's Party ke paas bhi level playing field nahi hai, bakaul unke
01:02 Pakistan Tariq-e-Insaf ki jo surat-e-hal hai, wo hum sabke saamne hi hai, toh fir kisi ke
01:06 paas bhi level playing field nahi hai, yeh sab gile, shikwe, yeh kis wajah se hai, Pakistan
01:12 Tariq-e-Insaf ka balle ka nishan restore hone ke baad, PMLN, JIOIF, Pakistan People's
01:16 Party, inki tarf se jo radhya amal saamne aaya hai, usse badi gile hai, unka khayal
01:21 hai ki level playing field nahi hai, aur sab projection Pakistan Tariq-e-Insaf ke liye
01:25 ki jari hai, ispe kya radhya amal hai, balle ka nishan wapsi pe?
01:28 Jo sahulatkaari ke waali se Javed Lateef sahab keh rahe hain, agar hum wo bhi sunwa seke
01:32 hai, unka khayal hai ki abhi tak nizam ki andar se sahulatkaari ho rahi hai, Pakistan
01:36 Tariq-e-Insaf ki.
01:37 Agar hum apko thoda tak yeh baat dubara sunwa deyen, baharal ji, issue yeh tha, ki Pakistan
01:45 Tariq-e-Insaf ko, jo balle ka nishan unse le liya gaya tha, Election Commission of
01:49 Pakistan ki taraf se, Peshawar High Court gai Pakistan Tariq-e-Insaf, waha se unko balle
01:54 ka nishan wapis mil gaya, wo saara faisla jo hai, Peshawar High Court ka uske natije mein.
01:59 Ab jo hai, problem yeh hai, ki jis siyasi Jamaat ka yeh intikhabi nishan hai, zahir si baat
02:04 hai usne adalaton me jaana toh hai, relief lene ke liye, aur agar unka kanuni case strong
02:08 hua toh, adalaton se unko relief milega, yeh nahi milega, yeh unka apna androoni maamla
02:12 hai, jo baaki siyasi Jamaatein hain, JUIF hain, PMLN hain, agar unki qiyadat ka is balle
02:19 ke nishan se kya lena dena hai, wo apne intikhabi nishan pe election ladenge, wo apne manchur
02:23 pe ladenge, unka apna voter, unki apni candidates hain.
02:26 So PTI ko milta hai nishan, yeh nahi milta, isse baaki siyasi Jamaaton ko kya fikr hai,
02:32 Shahbaz Sharif sahab ne toh keh diya, yeh toh Election Commission ki khud mukhtari ke
02:35 upar court ne hamla kar diya hai, zara yeh suni.
02:39 Election Commission ne PTI ke intra party, election me bezabtu kiyon aur dhandlu ke khilaf
02:45 ek fact based faisla diya tha, aur ab Peshawar High Court ka faisla aaya hai, wo Election
02:52 Commission ke ikhtiyar par hamle ke mutraadif hai.
02:57 So Election Commission ne ek siyasi Jamaat ke androoni intikhabat ke walas ek faisla
03:01 diya, us faisla ko adalat me challenge kiya gaya, adalat ne jo hai us faisla ko khatam
03:06 karte hua, balle ka nishan party ko wapas de diya, yeh adalat ka, Election Commission
03:11 ka aur Tehreek-e-Insaf ka mamla hai, lekin kal se jo ek series of press conferences
03:14 hui, aisa lag raha tha ki yeh wo siyasi Jamaate press conferences kar rahe hain, jinka apna
03:18 moral high ground hai, kyunki inke apne intikhabat toh bilkul qaide, kanoon aur jamuriyat ki
03:23 tamam ravaayaton ki mutaabik hui honge.
03:25 So PMLN ke Shahbaz Sharif sahab khud kis intikhabi amal ke tehad party ke andar muntakhib hoke
03:30 aaye hain, zara yeh bhi dekhiye.
03:31 16 June 2023 ko Nawaz Sharif sahab ko Ta Hayat Jamaat ka qaid bar karar rakha gaya
03:38 tha, jab ke Shahbaz Sharif sahab bhi bila mukabla Noon League ke sadar muntakhib ho gaye
03:42 tha, Marim Nawaz sahiba bhi bila mukabla Noon League ki chief organizer, jab ke Ishaq
03:47 Dar bila mukabla Secretary Khizana muntakhib kar liye gaye the.
03:51 So apni jo Jamaat ke elections ka haal toh yeh hai, lekin Pakistan Tehreek-e-Insaf ke
03:57 election hai, unke upar aap jab comment karte hain, toh istana karte hain, jisse apne bade
04:01 jamuri tariqe se apne khud election ka nikat karaya hoga.
04:04 Baaral ji, is waqt PMLN ko khachche hain, unki shikayat hain, unko gile hain, unko lagta
04:08 hai, Pakistan Tehreek-e-Insaf mein, khas toh pe jo 9 Mai ke baad ke maamlaat the, jis
04:12 tarah se mantik ki injaam pe in cases ko ponchana chahiye tha, wo bhi nahi kiya gaya, Irfan
04:16 Siddiqi sahab yeh baat bhi karte hain.
04:18 Program ke pehle iss semein, humare saath Mian Javed Latif sahab, Rehnaumaye Muslim League
04:21 Nawaz, maujood hain, bahut shukriya.
04:26 Javed sahab?
04:29 Ji Javed Latif sahab, aapko awaaz aari hai?
04:31 Ji aar rahi hai.
04:32 Ji, Javed sahab yeh main dekh rahi thi, Moulana Fazlur Rehman sahab ko bhi lag raha hai, ki
04:35 projection ho rahi hai Pakistan Tehreek-e-Insaf ki, aap logon ke bhi khadshaat hai, aapka bayaan
04:39 tha ke yeh chakwal se shuru hua saara maamla, abhi bhi sahulat kaari ho rahi hai.
04:43 Sir, ismein agar ek Jamaat ke aur election commission ke aur adalat ke beech mein agar
04:49 ek intikhabi nishan ka maamla hai, toh wo toh unka apna maamla hai, uspe aap logon ko
04:55 kya shikwe yeh gile hain?
04:58 Dekhen, jis cheez ki aap nishan dehi kar rahe hain, usse humein koi gila shikwa nahi hai.
05:05 Nishan ka ya koi digar kisi ki zamanat ho, humein koi ekaaz nahi hai.
05:09 Maka jab aap kisi ke liye masoom ka lafaz istamaal karenge, jab aap kisi ko "good to
05:16 see you" kahenge, jab aap kisi ko "Cecilian mafia" kahenge, toh kya ispe itraaz nahi
05:22 hum karen?
05:23 Kya humein ispe itraaz nahi hona chahiye?
05:25 Aur phir saat, aap saal baad, agar humein beguna hum the bhi, saari duniya maanti hai,
05:32 ke aap log beguna the uss waqt sazaa dena maqsood tha, kyunki aapko nikaalna tha, kisi
05:39 aur ko laana tha, bhai aapne wo kar liya.
05:42 Aur saat saal baad unhi adaalaton se hum bari ho raha hain, toh humein kaha jaa rahe hain
05:47 aap lat le.
05:48 Lekin humare liye yeh lafaz kyun nahi istamaal hota, ke uss waqt ek mansobabandi ke tehad,
05:53 zarurat ke tehad, aapko beguna hote hobe, ek apna khayali jurum par aapko sazaa de di.
06:04 Maka aaj kamaskam yeh toh keh de the, ke aap se ziyasi hui thi, aap bhi masoom the, humare
06:09 liye bhi yeh kehd ke jaa rahe hain.
06:10 Yeh jo baat aapke...
06:11 Yaar yeh manasab nahi hai humaara mitalba.
06:12 Theek hai, theek hai, mera uske huwale se bhi main baat karungi, mera specifically sawal,
06:17 kyunki kal ki press conferences thi, jisme khud Shahbaz sahab keh rahe hain, election
06:21 commission of Pakistan pe hamla kar diya hai Lahore High Court ne.
06:24 Ab yeh kis context mein hum baan sakte hai, hamla kar diya hai, agar unko balle ka nishan
06:29 unko mila ya nahi mila, sorry, Peshawar High Court ne.
06:32 Nahi, nahi, nahi.
06:33 Sir yeh hamle wali baat kaise ho gayi?
06:35 Nahi, nahi, ki dekhein baat yeh hai, ki yeh aisi baat nahi hai, baat asal jo aap moochna
06:41 chahati hain, jo maine bhi ki hai, yaa Maulana Fazl-ur-Rehman sahab, jis parahe mein, woh
06:46 toh, woh batasakte hain, jis parahe mein, main keh rahe hain, saadash ho rahi hai, soolat
06:51 kaari ho rahi hai, woh yeh hai, ki kya, aap ekso navye million pound ka faisla na karein,
06:58 theek hai, mujhe koi sarokar nahi, adalatay jaane, adare jaane, aap Al-Qaeda trust pe,
07:04 aap corruption pe, aap iddat pe, aap uske ghir toh ghoom rahe hain, makar aap yeh batayein
07:10 9, 10 May ko jo jurum hua, jo Pakistan par hamla hua, kya wo hamla nahi hai?
07:17 Kya, aapka ayin, kanoon kahta hai, ki ajazat deta hai, ki jab koi chahe aapki tansibaat
07:24 par, ekti tansibaat par, wo bhi rifai tansibaat par hamla kar de, aur usko jurum na kaha jaye,
07:30 balke usko makbul kaha jaye, balke main, agar ajazat de, toh main yeh poochna bhi chahata
07:36 hu, ki aap, jisne 9, 10 May ko mansoobah bhi karke, aapke rifai tansibaat par hamla kar
07:45 liya, aap usko makbul kahte hain, bakaul aapke, agar main maan hi jaaun, ki wo makbul hai,
07:50 toh kya main yeh samjhne mein haq bhi jaanab hu, ke Pakistani, khudana khasta, Pakistan
07:58 par hamla karne wale, baghawat karne walon ko pasand karte hain, ya unke saath aksariyat
08:04 hai, aur jo Pakistan ko bachane wale hain, ya Pakistan ke upar mar mitne wale hain, Pakistan
08:10 ke Mohsin hain, unke follower ya unke chahane wale kam hain.
08:14 So, Javed Latif sahab, mera abhi dekhe yeh jo aapne baat ki na, ispe ek mera kanooni aur
08:18 technical sawal hai.
08:19 Abhi jo saare cases hai, iske natije mein humne dekha, ghriftaria bhi hui hain, cases
08:23 bhi chal rahe hain, party bhi toot gayi, wo tamam log bars ke peeche, abhi case toh
08:28 prosecution ne banaana hai na, case toh police ne banaana hai, case toh jo bhi waha pe mutallika
08:33 idara hai, usne daalat mein jaa ki case sabit karna hai, yeh in cases mein itni taakhir
08:37 kyun ho rahe hain, aapka kya khyaal hai kyun taakhir ho rahe hain?
08:40 Main yeh hi toh kahna chah raha hu, ki aap batayein, ki foreign funding case tha na,
08:46 11 saal latka raha hai, 11 saal baad uska faisla aaya aur faisla ko istara pawan tale
08:53 roon diya gaya hai, se jo paisa Pakistan Mahalaksh Kumbh te isko deti rahi, inke account mein
09:01 aata raha, agar uski investigation kar li jati, agar uski pawan tale faisla kar liya
09:07 jata toh shayad 9-10 mehi sab aapke peech kaam raha hai.
09:10 Toh rukawat kaun ban raha hai sir?
09:11 Mera sawal yeh hi hai, aapka jo gila hai, jo rukawat kaun ban raha hai, kaun tezi se
09:15 cases ko move nahi kar raha hai, kaun prosecution ustana se speedily nahi kar raha hai, problem
09:20 kaha hai?
09:21 Aapka kya kar?
09:22 Agar toh mujhe koi ladla keh rahe hai toh yeh bhi bata diya jaye, ke mere sab lad kaun
09:30 kar raha hai, aur agar aap sawal karte hain ki unke cases kaun latka rahe hai, toh fir
09:35 unse poochen, ke aapko aaj sohulatkaari kaun de raha hai, mere nazib toh aaj bhi jo baqiyat
09:42 hai, 2017 ke kardaro ki, ya 2017 ke kardar bhale wo retire bhi ho gaye hai, wo aaj bhi
09:51 sohulatkaari kar rahe hai, apna asar sook istamal kar rahe hai, aur Pakistan ki eend
09:57 se eend bajane ka koi mauka nahi jaane de rahe hai, aur mujhe andesha hai, ke agar unko
10:04 samaan na dhali gayi, agar unko katere mein na laya gaya, toh khudana khalsa, wo yeh
10:10 mahaul peyda kar rahe hai Pakistan ke andar, ke dubaara se koi 9, 10 nahi ka saania peysha
10:18 sakta hai, aur wo Pakistan ki tabahi aur barbaadi ka baaj ban jayega.
10:22 Haan, sohut par miya sahab aapki kyadat ne ka, yeh maamla toh humne Allah pe chhod di
10:27 hai na, toh wo toh aap log khud hi se das pardar ho gaye na, yeh on record hai.
10:31 Na nahi, mere baat sunay, jo mere saath hua, wo toh mene Allah pe chhod diya, meri kyadat
10:36 ne Allah pe chhod diya, magar kya Pakistan ke saath zulam jabar karne walon ko bhi aap
10:42 chhod denge, ke nahi theek hai, fir kanoon ko khatam karne.
10:45 Sir, toh Faizabad dharna case me jaake fareek ban jaye na aapki Jamaat sir, bada mauka hai,
10:49 golden mauka hai.
10:50 Mere aaj sunay na, aap sirf dharna ki baat karte hai, modak nahi ki baat sunay.
10:56 Sir, start waha se hoga na, jo aap girdaaron ki baat kar rahe hai na, jaake fareek ban
11:00 jaye PMLN usme, jo girdaar aapke nizdik Pakistan me is wake kuch kar rahe hai, wo khud hi pahun
11:04 jayenge, ke fareek girdaar tak.
11:06 Aap pehle karein.
11:07 Baat toh yeh hi hai, jab hum dharna case ki baat karte hai na, aap log karte hai, aap
11:13 toh unke makhalaf hai, isliye yeh baat kar rahe hai.
11:16 Aur aap jo baat kah rahe hai, yeh sauh fissad dhrust hai, ke dharna case me bhi, aur 9,
11:23 10 May ke jo wakyaat huve hai, usme bhi, kya hame fareek banna chahiye?
11:29 Kya fareek banay bagayar state ka kaam nahi hai?
11:33 Aur dharna case hai, uske kya state ka kaam nahi hai?
11:38 Ke wo judgement jo di gayi thi, jo jis par reference file kar diya gaya tha, kya wo reference
11:46 file karne walon ko qatere me nahi khara karta chahiye?
11:49 Toh sir, isme phir siyasi jamaaton ko bhi apna kirdaar da karna hoga na, yeh mauka hai,
11:53 ke isme case hai, aap jaake usme fareek ban jaye.
11:56 Lekin, sir, kyunki guftu ko aapne ki, ke humne maamla Allah pe chhod diya, phir aap fareek
12:00 bante toh, phir wo saare maamlaat aage chalne ki taarum baat ho rahe hai na?
12:05 Nah, nah, nah, yeh baat maine nahi kahi, aur isko agar aapne istara samjhaya toh wo bhi
12:12 manasab nahi hai, main aapki khidmat mein yeh guzaarish kar raho hon, ke 9-10 May ke
12:18 jo kardaar hain, juno ne wo saara kuch kiya aur Faizabad dharne ke jo kardaar hain, juno
12:26 ne wo dharna dalwaya, kya yeh state ka kaam nahi hai, kya wo mera hi saraf kaam hai?
12:32 Aur agar aap yeh samjhayte hain, ke mujhe fareek banay bagayar, riyasat ko insaaf nahi mil
12:37 sakta, toh riyasat ke liye bhai, main fareek banne ko tyaar hun.
12:42 Agar 9-10 May ko, jo jo kuch hua, jo mujram hain, jo suhulatkaar hain, agar mujhe fareek
12:49 banay bagayar, insaaf riyasat ko nahi mil sakta, toh main fareek banne ko tyaar hun.
12:54 Sahe, chale ispe toh nukta aapka aagaya, so abhi issue yeh hai, ke Nawaz Sharif sahab
13:00 jo hain, kya wo unke hawale se Irfan Siddiqui sahab ka ek bayan humaari nazar se guzra
13:03 hoon, unke hawale se, wo wazir-e-azam ke candidate nahi hai, yani unhone khud apne
13:06 aapko us tarah se pesh nahi kiya.
13:08 PMLN ke primary seat candidate Nawaz sahab hai, ya Shahbaz sahab hai?
13:13 Kyunke usse laga ke shayad Nawaz Sharif sahab khud wazir-e-azam na banay hu.
13:18 Nahi, maine naam-o-bayan padha hai, agar aap kah rahi hai toh main yeh wazaahat kar
13:24 doon, ke Nawaz Sharif hi Muslim League ke candidate, pehle aur aakhri wohi hai, unke
13:30 bagayar koi aur banda kabool nahi hai.
13:33 Muslim League ko toh chhodein, Pakistani qaum ko kabool nahi hoga, aap 8 February ke intikhabat
13:39 ke nitaay se aapko pata chal jayega, ke Nawaz Sharif aakhri umeed hai Pakistani qaum ki,
13:46 uske bagayar logon ko ilm hai, ke Pakistan trakki patri par nahi char sakta.
13:51 Aur agar nahi char sakta, toh log Pakistan ke andar, dubara se kya wohi silsala 4 saal
13:59 wala dekhna chahate hain, nahi dekhna chahate hain.
14:02 Aur usse toh jaan chhudana chahate hain, woh aap dekh lenge, 8 February ke nitaay se.
14:07 Mekar jo social media pe ek campaign chalti hai, zameeni haqaaye kuch aur hai, zameen
14:14 pe ek party jo hai, woh campaign kar rahi hai, ek jamaat jo hai, woh social media pe
14:20 campaign kar rahi hai.
14:21 Sir, zameen pe bhi koi aisi tagdi campaign nahi ho rahi hai.
14:22 A boat social media pe padhne hai, ya zameen pe kaam karne walon ne daane hai.
14:25 Sir, zameen pe bhi koi itni tagdi campaign nahi ho rahi hai, ho rahi hai, woh mulakate,
14:29 ticket, distribution wahegara ho rahi hai, lekin jaise, jo proper 6 hafte rah gaye na,
14:34 us tarah ka jo rela hota hai, campaign ka, woh nazar nahi aaya raha PMLN ka, yaha pe
14:37 ilzam hai, baaki siyasi jamaat bhi keh rahi hai, ke aap campaigning nahi ho rahi hai
14:41 toh.
14:42 Acha meri guzares sun le, main aapke program me late paunchne ki wajah bhi yehi thi, ke
14:47 jalsa mein, main nikalke aaro, abhi mene jaa ke phir 8-10 ke kareeb shahar ke andar jalsa
14:54 hain humare, mukhtalif mahalon me jo humne jaa ke karne hain.
14:58 Aur campaign kisko kehte hain?
14:59 Agar toh aap campaign isko kehte hain, ki aap adharon ko gaaliya de.
15:02 Ji sir, campaign mein kehte hain, shahbaz sharif sahab jaa ke jalsa karein, nawaz shahbaz
15:06 sahab ke jalsa karein, marie bibi jaa ke jalsa karein, is tara election ka mahal ban.
15:09 Toh ittazaar kar lein, wo uski wajah ek hai, ke jab parliamentary board faisla kar lega,
15:16 ke kis alaake se, kaun election lad raha hai, toh uske baad wo leadership jo hai, jiska
15:22 aap zikar kar rahein, wo jaayegi.
15:25 Aap yeh batayein, ek alka se 15-15 candidate hain, kiska naam jaa ke leenge, Nawaz Shahbaz
15:31 ke aap isko vote deyen.
15:33 Aap 5-6 din ke andar faisle ho jayenge, aap dekhenge, ke janvary ke pehle week mein, Nawaz
15:41 Shahbaz ke jalsa shuru ho raha hain, aur aap yeh dekhen, jab main aa raha tha aapke program
15:45 mein, toh social media pe, ek fake news yeh bhi chal rahi thi, unhi logon ki jaanab se,
15:53 ke Javed Latif par hamla ho gaya, aur Javed Latif zakhvi hai.
15:56 Main aapke saamne, Alhamdulillah, sahih salamat baitha hua abhi tak toh.
16:01 Toh meri koi 6-7 saal purani jo hai, ek video nikal ke, wo laga di jati hai.
16:08 Isi tarah PTI ke ek candidate the, unke baare mein kaha gaya, paper file karne gaye the,
16:16 un par police ne daawa bol diya, aur wo zakhvi ho gaye, uski tasveer de di gayi.
16:20 Jab ki uska apna statement aagaya, ke main 8-10 din pehle, ek naale mein gir gaya tha,
16:28 aur uski wajah se mujhe yeh zakhvi maaya.
16:32 Sir, aakhri sawal bas, Mia sahib, yeh seat adjustment wale maamla taye ho gaye hai, IPP
16:37 ke saath?
16:38 Yeh finalize ho gaye hai?
16:39 Dikhein, jahan tak Punjab ka talak hai, toh main aapko bada wazia kai duun, ke Punjab
16:45 ke andar kisi se hum seat adjustment nahi kar rahe.
16:49 Punjab ke andar hum kisi se itahad nahi kar rahe.
16:52 Maa agar koi majboori bani, toh 2-3 seaton ki Gujarat mein, ya 1-2 seaten Lodhra ke hawale
17:01 se, main keh sakta hu, ke ho sakti hai.
17:05 Magar iske alaawa, hum kisi ke saath seat adjustment nahi kar rahe.
17:08 Sir, Gujarat mein toh Kaaf League ho gayi, Lodhra mein IPP ke ho gayi, woh jo Lahore
17:11 se Aleem Khan aur yeh Chaudhary sahab wali seaten, yeh phir Lahore na samjhe, Lahore
17:15 mein koi adjustment nahi kar rahe.
17:16 So, main wohi toh aapko keh rahe hu, ke 2-3 seaten, jo yeh aap Lodhra wala naam leh rahe
17:23 hain, in se ho sakti hai, aur woh bhi Lodhra ya eka Lahore mein.
17:29 Aur isi tarah Gujarat ki aap baat kar rahe hain, toh waha bhi main aapko bata rahe hu,
17:34 ke 1-2 seaten waha bhi ho sakti hai.
17:37 Iske alaawa, poore Punjab mein, kisi jagah hum seat adjustment nahi kar rahe hain.
17:42 Cheek hai, bahot shukriya miyan.
17:43 Javed Latif sahab mar e saath maujood the, keh rahe the seat adjustment sirf Lodhra ya
17:46 Gujarat ki kuch halkon mein ho sakti hai.
17:48 Iske alaawa, koi bade pehmane pe, koi seat adjustment nahi hogi.
17:51 Break pe jaayenge, ja wapas aayenge, Pakistan Tariq Insaaf ki aaj ka jo press conference
17:56 thi usme, ek bade anokhi baat hui.
17:57 Anokhi baat yeh hui, ke wo press conference PTV pe telecast ki gayi.
18:01 Break ke baat zarur pe baat karenge, humare saath maujood honge, Pakistan Tariq Insaaf
18:04 ke numainde, unse poochenge ki, kya yeh kisi -1 ki buniyad rakhi ja rahe hai, iswa, break
18:10 ke baat humare saath rahe hain.
18:15 Welcome back ji, program kisi se humaare saath, Insidar Hussain Fajood sahab maujood hai,
18:19 rehna maa Pakistan Tariq Insaaf ke, aaj press conference pe ki, Pakistan Tariq Insaaf ne,
18:23 jo PMLN ki jaanib se, khas toh aur pe sabik Wazir Azam Shahbaz Sharif sahab ne, yeh jo
18:27 balle ka nishan milne ke baad, hum mein dekha ki ek poora, ek poora mahaaz khola hai, jo
18:35 Peshawar High Court uske khilaf, uske jawab mein aaj Pakistan Tariq Insaaf ne, ek press
18:38 conference ki.
18:39 Press conferences toh bahut dafa hoti hain, hum ne dekhi hain, lekin aaj ki press conference
18:44 ki kya khaas baat thi, aapko screen pe dikhaate hain, yeh Pakistan Television ne, PTV News
18:49 ne aaj yeh, Pakistan Tariq Insaaf ki press conference ko barahiraas dikhaya hai, iss
18:55 se pehle yeh sagooliyaat inne moyassar nahi thi, People's Party ki press conferences
18:59 jal se hum ne dekhe hain, PMLN ki press conferences jal se hum ne dekhe hain, caretaker set up
19:02 me, lekin yeh, badhi khushgawar hairat hui, jab hum ne Khosa sahab aur Panjoda sahab ko
19:06 dekha ke aaj PTV ke upar unki press conference aari thi, toh yeh aapke liye bhi khushgawar
19:11 hairat thi, yeh kya hua hai, aaj Tariq Insaaf PTV pe kaise aapki press conference aari hai?
19:17 Bilkul Maria Maria yeh humare liye bhi issi tarah se surprise tha aur hum ameed karte hain
19:23 ki iss tarah ki level playing field hai, wo humein har taraf mile, lekin jahan jo asli
19:27 maidaan hai, uske andar toh humein bilkul nahi mil liya, main RO's ne jis tarah se aaj
19:31 aapke saamne social media ke upar bhi maujood hai, ki RO's ne apne offices literally band
19:36 kar diya aaj, poore Punjab mein koi RO apne office mein nahi betha aur unke jo offices
19:43 the infact wo kilon ki tarah unhone banaya wata hai, jaise Mangolo ne koi hamla karna
19:47 hai unke upar aur wo police ki bhaari jo nafri hai, hai tarah taaynaat thi, ek aapko incident
19:55 bataun jagah nahi bataata hai, kyunki abhi final list lag nahi hai, humare candidate
19:59 ne apne jo proposal scanners hain, wo bhes badal kar unko safai wale log dekar, jhaadu
20:06 dekar andar bheja.
20:07 Yeh toh social media pe maloon bhi ho gaye, candidate ka naam Farhat sahab the.
20:11 Acha toh yeh aaj aapki press conference jo hui hai iss sawale se, jo ek tankeed hai,
20:16 jo baar baar ho rahi hai, mukhalif camp ki taraf se, jo aapke siyasi mukhalifin hai,
20:19 wo kehte hai ji ki aap log social media pe yeh baat exaggerate kar rahe hain, aur wo
20:23 kaise quote karte hain, ki jitne bhi kaagzaat yeh naamzadgi jamaa hua hai, usmein sabse
20:28 zyada tehriki-e-insaaf ke hua hai.
20:30 Aap log ek tarah kehte hain, ki kaagzaat jamaa nahi karana de rahe hain, papers cheene
20:34 jaa rahe hain, lekin factually aap log ke sabse zyada nomination papers jo hai, wo accept
20:38 bhi hua hai, jamaa bhi hua hai.
20:40 So phir kaise aapko kaun nahi kaagzaat jamaa karana de rahe hain?
20:43 Dekhi ji hum apni taraf se toh koi baat nahi kar rahe hain, agar social media ki baat
20:47 karte hain, toh har jagah se report ho rahe ho.
20:53 Aapke saamne hai, ki Umair Nail'saab ke waali saab jo hai, wo DSP hain, vardhi ke andar
20:55 unse cheene ke bhaag gaye.
20:56 Aur yeh ek incident nahi hain, hazaaro incidents hua hain, har jagah par yeh report aayi hai.
21:01 Aur uske baad aap yeh dekhi, pehle do din jo the, agar yeh time na badhaya jata toh, ho
21:05 sakta hai PTI ki jaanab se jo number hai, yeh itna na hota.
21:08 Akhari do din jo hai, unko mauka diya gaya, maybe on the interference of Supreme Court.
21:13 Tumke Supreme Court ne yeh jo waazir taur pe kaata, ki inki ab shikait hum tak na aaye,
21:17 jo ke shikaiton ka ambar lag gaya.
21:20 Aur by force bhi, unhone ne manage kiya humare candidates ne, aur woh pohanch gaye andar.
21:26 Yeh ek aisa process tha, jiske andar jo hai, pachaan nahi paa rahe the, yeh kaunse Jamaat
21:31 se taluk hote hai.
21:32 Unknown cheere the, islihi.
21:33 Unknown cheere the, aur jo known hai, un sab ko rokha gaye.
21:36 Aapke saamne hai, mere apne, mere kaafazat naam zindagi aaj tak jama nahi ho sake.
21:42 Unke cheere nahi liya ho gaye.
21:44 Iske lawa Lahore me incidents hain, humare ek Amar Basheer hain, wo MPA ke candidates,
21:48 unke nahi liya gaye.
21:49 Aasif Bhinder hain, unke nahi liya gaye.
21:51 Toh yeh kaafi hai, aur humne report bhi kiya.
21:54 Unne report bhi kiya.
21:56 So ab scrutiny ke upar kya mamlaat hai?
21:58 Main Umair Niazi sahab ka bayan sun li thi, aap kya kar raha hai?
22:00 Iska khayal hai, koi 1500 ke karib log reject ho jayenge, yeh aapka count hai?
22:04 Dikhi ji, hume toh overall yeh hi hai, kyunki yeh inka planning hai, ki humare first aur
22:08 second tier ki jo hume choices hain, jo bazaar hai, har area se known log hain, jo strong
22:13 hain, candidates hain, wo sabko pata hai, wo kaun hota hain.
22:16 Toh unko yeh pehle toh unke liye masayaj nahi manaya hai, ki unki nomination papers jo
22:21 hain, unko submit karwane mein problem hui.
22:24 Aap, aapke saamne hai, ke unke proposals, candidates hain, unko paunchne nahi diya jaa
22:30 raha hai.
22:31 Aaj bhi Pravej Ilaahi sahab, yeh Mohanas Ilaahi sahab, aur iske lawa Aama Didi ka leadership
22:36 cho hai, unko nahi jaa ne diya jaa raha hai, aapke saamne hai.
22:39 So, kya hum yeh practically isko kaisakte hai, ki minus one formula hai Pakistan Tariq-e-Insaaf
22:44 ke andar, isliye, ki technically Khan sahab election nahi ladh sakte, baaki Tariq-e-Insaaf
22:48 election ka hissa bhi banegi, aur jo bhi aage maamlaat hai 8 February ke baad, toh yeh minus
22:53 one hai, isko hum kaisakte hai yeh?
22:55 Nahi, main isko minus one hai, isko minus Tariq-e-Insaaf kaunga.
22:59 Kyunki har taraf se jo demand aa rahi hai, wo yeh hai, ke Tariq-e-Insaaf, even aap dekhe
23:03 na jo ladlein hain, yeh iske, jinn dhagio mein baith ke jaate the, unhone beyaan diya hai,
23:09 ki Tariq-e-Insaaf ke labha ek qaumi hukummat ho sakti hai, toh yeh choice unki yeh chahte
23:13 hai.
23:14 Toh woh toh opposition mein jaayenge na?
23:15 Nahi, dekhiye opposition mein.
23:16 Aur Khan sahab nahi election mein hissa lehenge?
23:18 Agar humein, dekhiye Khan sahab toh is waqt, hum poor ameed hain, ki Khan sahab bhi ladhenge.
23:24 Khan sahab ki jo conviction hai, wo isko set aside hona hoga, wo toh baad mein hoga, lekin
23:29 yeh jo sentence itself hai, yeh bhi suspend ho chuk ki hai.
23:32 Toh yeh order bhi suspend hona tha, yeh humare saath, humara jo faisla yaha pe aaya hai, usko
23:38 fix nahi kiya jaa raha hai.
23:39 Humne Supreme Court se istada ki, do din ke liye aapke saamne hain, unhone ne kaah ke hum
23:43 fix ka rahe hain.
23:44 Bench ki availability ke wajah se nahi hua, maybe next week mein, wo bhi ho jaye.
23:47 Sahe.
23:48 Wo ho jaye, uske labha Tariq-e-Insaaf ko agar mauka milta hai, toh Tariq-e-Insaaf ke labha
23:53 kisi aur ki hukummat banti hi nahi hai.
23:55 Yeh sirf Tariq-e-Insaaf ko, ek London Agreement tha uske taih, dismantle karna, jo plan hai,
24:00 wo uspe implement ho raha hai, usme Imran Khan saab ko jail mein hona bhi zaruri tha.
24:04 Yeh wohi hai.
24:05 Yeh mere liye sawal, isliye main important pooch chahiye, agar Imran Khan saab is electoral
24:08 process ka hissa ghar nahi hote, because humne dekha ke maazi mein hessa hua hai.
24:11 Toh dono possibilities hain.
24:12 Agar woh nahi hote, aaj mein aapka bayan dekh rahi thi press conference, aapne ke, Nawaz
24:18 Sharif saab ki election mein hissa lene ko bhi aap challenge karne jaa rahe hain.
24:21 Yeh durust hai, jisme aapne kaah ki aap fareek banege.
24:23 Bhilkul durust hai aur hum na sirf fareek banege, fareek toh hum already usme nahi hai
24:28 kyunki ek general advertisement ke through saab ko bulaya gaya, jo bhi isme concerned
24:33 hai, wo aa sakte hain.
24:34 Toh hum bilkul wahan jaayenge.
24:35 Toh aap kaise concerned hai isme, because ek siyasi jamaat ke leader ke liye, toh phir
24:40 toh wo hi baat hai na, sab election nahi ladein.
24:43 Toh phir yeh toh free and fair election ki taraf, agar jo aapki khwais hai ki aapki leader
24:46 bhi ladein, unke leader bhi ladein, lekin aap keh rahe hain ki hum unke leader ke ladein
24:50 ko challenge karenge.
24:51 How does this work?
24:52 Dekhi ji, agar aap Imran Khan aur Nawaz Sharif ko compare karenge toh yeh toh zameen ismaan
24:56 ka fark hai.
24:57 Imran Khan ke upar ilzamat aap dekhen, wo aise ilzamat hain jo kisi juga pe nahi rahi ho
25:02 raha hai.
25:03 Dekhi ilzam, technical.
25:04 No, mujhe ab zara isme aane dijiye.
25:06 Ke Nawaz Sharif ko jo sazaa mili, wo Panama Papers ki wajah se mili.
25:11 Usme Nawaz Sharif, Imran Khan ya Pakistan Tehreek-e-Insaf ya Pakistan ke kisi agency
25:16 ka koi kardaar nahi tha.
25:17 Woh ek aap sab ko malum hai international journalist ka consortium thi, unhone khabar
25:25 nikaali.
25:26 Uske baad Supreme Court ne, Supreme Court ne 62(1)(f) ke andar, jiski abhi tak duration
25:32 fixed nahi hai.
25:34 Jab aayin ke andar ek duration fixed nahi hai, toh without amending the constitution, yeh
25:40 kaise isko election ladni diya jaa sakta hai aur uske papers bhi saar jagah se ho rahi
25:45 hai aur jis tarah se sazaayin muhtal hoi hai aur baad mein ultimately convictions unki
25:50 khatam hoi hai.
25:51 Kabhi aapne sunaya ke Naib apna case wapas le le?
25:55 Kabhi aapne dekha hai Imran Khan ke case ke andar Naib har rukh pesh hote hain, hume
25:59 toh yeh nahi pata chalta ke humari date kaunsi hai next.
26:02 Hume toh aadi raat ko phone aata hai.
26:03 So ab Pakistan Tehreek-e-Insaf ki ab yeh asooli aapne policy level faisla kar liya hai, ke
26:07 Nawaz Sharif sahab ke election pe hissa lene ko aap kanuni taur pe rokne jaa rahe hain,
26:11 challenge karne jaa rahe hain.
26:12 Ab yeh aayin ke baat hai, agar toh aayin isme amend kar liya jata, inki hukumat bhi rahi
26:21 hai, us waqt inke paas tha, iktidar yeh kar lete.
26:23 Jab aayin waze hai, hum toh rule of law ke liye hain, har kadam utheyenge, rule of law
26:28 ke liye khade hain.
26:29 Humne koi gaya kanuni kaam nahi karna hai, hum koi deal nahi kar raha hai.
26:33 Sabse badi baat yeh hai, hum kanun ki jang ladh rahe hain, kanun ke andar hukumat bhi,
26:39 haqqansil hai, batore shahiri bhi aur batore shahsi Jamaat bhi.
26:42 Hum wo istamaal karenge aur hum har level pe contest karenge.
26:46 So kya kahin aapke plan of action me yeh possibility bhi hai, ke shahid Imran Khan sahab ko election
26:51 na ladhne diya jaye, by hope or by crook, fair hai, unfair hai, yeh kale da debate hai.
26:56 Jo aapki siyasi poori planning ke andar yeh possibility hai, ke Khan sahab na ladhe?
27:01 Dekhi jee is waqt tak jo case nahi laga toh shahid jo hai unko naa, lekin hum bade poori
27:10 ameed hain, is tarah se nahi kahta ki ab Khan sahab mein aayi, is waqt tak Khan sahab game
27:13 ke andar wujud hain, aur Khan sahab yeh election ladhte huye nazar aate hain mujhe, zaati taur
27:18 pe main aap se kaun.
27:19 Toh agar dekhi yeh har kism ki qurmani ke liye bhi Khan sahab tihar hain, tahrik-e-insaaf
27:24 ne jis tarah se struggle kiya hai, Khan sahab bhi yeh message bhej rahe hain, ke aap logon
27:29 ne kisi cheez se kabrana bhi nahi hain, aur ladhte rahe na hain, wohi jang hai jo.
27:33 So mushawarat bhi bhi aap logon ne karne hain, aaj adalat ne aapko is baat ki yeh indizamiya
27:38 ko dayat karne, yeh mushawarat kab ho ni hain, kab mulaqat hain, aur yeh jo tickets hain,
27:42 isme se kitne finalize hain, kitno ke upar abhi mamla fasa ho hain?
27:46 Dekhi jee hum pehle din se announce kar rahe hain, ke Khan sahab hi faisla saazi karenge,
27:51 humein wohi guide karenge, toh Khan sahab isme decision lehenge, aur Khan sahab takreeban
27:56 jo hain, woh har jagah se logon ko jaante hain, unhone pehle bade detailed interviews bhi kiya
28:00 the, May ke elections mein, toh abhi bhi decision woh lehenge, uske upar yeh nahi kaa jaan sakta
28:06 ke falaan ko ticket milega, falaan ko nahi milega, kuch fake list bhi jo hai, woh pay
28:10 nahi hain social media toh.
28:11 Aur yeh mulaqat monday ko hai?
28:12 Abhi fix nahi hain jee, kyunki scrutiny ke baad cheezin hain hongi, toh abhi aaj yeh
28:17 me order bhi mil hai, humne convey kiya hai, toh yeh ek meeting nahi hain, isne jo hukam
28:23 aaya hudalat ka, humne request ki thi ki humne, kyunki yeh bahut badi taadhaat hai poore Pakistan
28:27 se tickets dena, toh ek list bhi lambi hogi, toh humne meetings tarka aarohi ho, toh yeh
28:33 meetings ka hi order aaya hai.
28:34 Aur yeh kap tak announce hone ka imkaan hai, jo final list, because PM LN se bhi baat hoi,
28:38 woh karenge, koi 5-6 din mein hum finalize kar lenge candidates.
28:42 Probably hum usse pehle kar lenge, hum usse pehle kar lenge, toh humara aung baag hua hua
28:46 hai.
28:47 Bahut shukriya, Intizaar Usain Panchoda sahab maajid sahab maujood the, jo Pak-e-Insaaf
28:49 ki kanuni strategy hai, usse hawale se baat karete hai, break pe jaayenge, ja wapas aayenge,
28:53 toh is waqt toh guftagu hone chahiye thi Jamaaton ke Mansoor ki.
28:56 Lekin unfortunately, sawahi Pakistan People's Party ke kisi aur ka, humne dekha, uss tana
29:00 se elaborately, Mansoor nahi aaya hai, lekin wo kaisa Mansoor hai Pakistan People's Party
29:03 ka, zarar isko bhi hum jaayza lehenge break ke baad, ki technically kya yeh possible bhi
29:08 hai, yeh sirf waadein.
29:09 Break ke baad humaare saath lenge.
29:10 Welcome back ji, Intiqabad se hum takreeban 6 hafte door hai aur is waqt agar siyasi activity
29:21 hone chahiye toh wo uss Mansoor ke idgid hone chahiye hai, jo siyasi Jamaaton ne pesh
29:26 karna hai.
29:27 Lekin unfortunately, sari campaigning rhetoric ke upar, waadein, wahi dukhiye jo jaa rahe
29:32 hain, uske upar hum dekh rahe hain, ki koi substance nahi hai, Mansoor, jis tarah se
29:37 debate hone chahiye, jis tarah se pesh hone chahiye, wo hua nahi hai.
29:40 Baharaal, isme Pakistan People's Party ki kaar kardagi thodi se behtar hai, kyunki Bilawal
29:44 Bhutto Zardari sahab ne apna Mansoor at least announce toh kal kiya hai.
29:48 Unhone mukhtalif jalson ke andar aur baad mein press conferences ke andar bhi bata diya,
29:51 ki Pakistan Tariq-e-Insaf ke wo 10 dakat, Pakistan People's Party ke wo kaunsa 10 dakati
29:57 jo Mansoor hai, jispe wo amal karenge.
29:59 Doosri jo ek badi mainstream party hai, Muslim-e-Nawaz, unka Mansoor is waqt zere taameer hai, aur
30:05 wo taameer kaun karenge ji?
30:06 Aap log, awaam unka voter unhe feedback dega, yeh Shabaz Sharif sahab ne ka, ki wo prepare
30:11 kar rahe hain, committee toh banayi hai, lekin log bhi apne suggestions deyen.
30:14 Toh unka jo isfak manifesto hai, wo kisi ko nahi malum, wo bhi tarteeb diya jaa raha hai,
30:19 unki progress yeh hai.
30:20 Tariq-e-Insaf, zahir si baat hai, unki toh isfak baka ki jung hai, wo toh apne nishan
30:24 ki jung ladh rahe hain, wo kaha manifesto ke upar baat karne, kyunki unki isfak capacity
30:28 opposition hai.
30:29 Lekin baharaal ji, People's Party ko credit dete hain, unhone Mansoor ehlan kiya, lekin
30:33 yeh kis tarah ka Mansoor hai, sarah quickly ispe nazar bhi daalte hain.
30:36 Kyunki sirf Mansoor dena hi kaafi nahi hota, wo applicable bhi hona chahiye, wo realistic
30:40 bhi hona chahiye.
30:41 So unke Mansoor ke mutaabe ji, haqobat bilne par 5 saal me tankhaayen dugni kar denge.
30:45 Yeh IMF kaise allow karega?
30:47 Yeh bhi ek bada aaham sawal hai.
30:50 Gareebo ko 300 unit ka solar system laga kar denge.
30:53 Har zela mein green energy park banayenge, yeh bahot achi suggestion hai, I think yeh
30:57 bahot, yeh badi hi futuristic baat hai.
31:00 Kisano ko Hari card milega, barahiraaz subsidy di jayegi, yeh kaise hoga?
31:05 Again IMF yeh kaise allow karega?
31:07 Yeh ek aaham sawal hai.
31:09 Gareebo ko 30 lakh ghar banayenge, mazdooro ko social security denge, mulk bhar mein sehat
31:15 ki muft sahulat milegi, yeh bhi hum dekhenge ki yeh kaise kar paayenge.
31:20 Har bache ko talim ki farami yakini banayenge, naujawano ko vocational training di jayenge,
31:25 awam division mein youth centre banayenge, mazdooro ko benazir mazdoor card banayenge.
31:30 Theek hai, isme se bahot sare naqaat bahot ache hain, kuch naqaat questionable hain,
31:34 kuch naqaat ke upar IMF yeh taraz karega.
31:37 Lekin zahir si baat hai, sabse pehla sawal to yeh hoga ki People's Party, jiski teen
31:41 is waqt governments back to back Sindh mein bani hain, is manchur mein se kitni cheeze
31:45 pehle unhone sindh mein hume karke dikhai hain aur jisko wo replicate karna chahate
31:49 hain poore mulk ke andar.
31:50 Sindh ke ishaariye kuch yun hai ki Pakistan ek ekonomic survey hai, wo kahte hain ki
31:55 heraankun taur pe Sindh ke andar hum dekhte hain, ki jo bachche hain, wo school se bahar
32:01 hain unki taadaat, jo percentage hai, wo 37% hain, usme 44% usme se ladkiya hain.
32:07 Yeh baat kar rahe hain aur keh rahe hain ki 32% bachche Pakistan mein jo school mein
32:12 nahi jaate, unme se Sindh jo hain, usme se 44% sirf hain.
32:17 Acha ji, uske ilawa jo youth ko talim mil bhi jaati hai, to uske saath hota kya hai,
32:22 usko kya naukriya milti hain?
32:23 So ji, high number of educated youth facing unemployment in Sindh.
32:27 So Sindh ke andar kya aapne sab kuch kar liya hai, jo bifaag ke andar replicate karne
32:31 kya aap waade kar raha hai, employment ka jo unemployment rate hai, ye bhi staggering
32:35 hai agar hum dekhen Sindh ke andar.
32:37 World Bank ki report ke mutaabik 2022 mein 37% dehi abadi khate gurbat se neeche guzaar
32:44 rahi hai Sindh ke andar.
32:46 So jo saare waade hain, theek achi baat hai Manchur ke andar, aap logon ke saath waade
32:50 karne hai, lekin ye aapne apne 16 saala daur mein, kya Sindh me se isme se kitna achieve
32:55 kiya jo aapka khayal hai ki aap ye isko bifaag pe jaake replicate karne jaa rahe hain, isme
32:58 se IMF ki kitne tarazaat aayenge, ye saare mamlaat pe baat karenge, Shabaz Rahim sahab
33:01 mahai saath maujood hai.
33:02 Shabaz sahab ye jo People's Party ka Manchur hai, chalain ye hi hum samjh lein ki achhi
33:07 baat hai, Manchur toh diya, lekin iske andar jo unhone bho saari subsidies ki baat ki hai,
33:12 ye tankhaye dubni karne ki baat ki hai, barah-e-raas subsidies ki baat ki hai, ye iski space hogi
33:18 koi bhi jo nahi government aayegi, iski gujaish hai humke paas?
33:22 Bismillahir Rahmanir Rahim, dekhiye aapne jo apna intro diya na, ye bada excellent intro
33:29 hai, ki aapne iske andar jo Sindh ka ek element le aayi hai, dekhiye is waqt agar kisi ke
33:35 paas paisa hai, toh wo subon ke paas hai, wafaag ke paas bilkul paisa nahi hai, jo
33:39 chaaro subaayi hukumtein hai, wo unke apni mismanagement hai, jaise abhi Punjab mein
33:42 ho raha hai, wo deficit mein chale gaye, ya Khyber Pakhtunkhwa jo PTI ke time se deficit
33:46 mein tha, wo mismanagement hai, lekin kitabon ke andar, jo subaayi hukumtein hain unke paas
33:52 cash surplus hai, aur wafaag cho hai, wo khasare mein chal raha hai, toh aapne sahi ka
33:57 ke teen hukumtein toh ye subaayi kardar chala chuki hai, toh agar waha pe ye apna Mansoor
34:02 implement nahi kar paaye, jahaan pe cash surplus mein hai, toh ye wafaag mein kaise
34:06 karenge, toh yahi sa sari tone hai, wo set ho jati hai, ab do teen cheezein agar iske
34:10 andar aap dekh lein, number one, agar overall aap Mansoor ko dekhein toh, ye ek aisa inki
34:16 ek attempt hai, ki jo voters hai, usko appease karne ki ek koshish hai, ye ek realistic Mansoor
34:22 aap isko qatan nahi kai sakte, do teen point iske bade general kism ki hai, jiski upar
34:27 har koi political party aaye statement degi, ki talim ka jo nizam hai, wo sab ke liye
34:31 yaksa hona chahiye, bachon ko school jaana chahiye, kaun isse disagree karega, ye already
34:35 ek prevental subject hai, toh subon mein inko kar leina chahiye, abhi bhi aapko pata
34:40 hai, ki average school going bachay hain, unki average schooling ki age hai, wo 8 saal
34:44 se zyadon ki schooling nahi ho rahi, toh subon ke andar jahaan pe 2010 ke baad itna cash
34:49 tha, ki wo tamaam social indicators theek kar sakte the, unhone social indicators theek
34:53 nahi kiye, unhone ne boh sari apni jo Marathi bureaucracy unhone ne woh badhaayi, isi tariqe
34:58 se boh sari aur fuzool kism ki kharche sube karne lag pade, aap aaja jayete hain wafaag
35:02 ke upar aur IMF ke upar, aap Miss Maria ek example le liyejiye, ye jo humari caretaker
35:07 government hai, jab inon excessive billing ki july aur august ke mahino mein, wo basically
35:11 toh PDM ke time pe kaam tha, lekin padhe inke gale gaya, toh jab inki excessive Bijli
35:16 ke billon mein, logon ko bills ghar paunche, toh Prime Minister ne aapko yaad hoga, chuti
35:21 wale din ek meeting call karli, aur kaha ji ki main inko foray relief doonga, foray
35:25 relief se baad chalege ki hum Bijli ke billon ki kiste karenge, ye 3 kiste karna chaha
35:30 rahe the, maaf nahi karna chaha rahe the, IMF ne un 3 kiston ko bhi inki ijazat nahi
35:36 diye se govt ko, wo 3 ek saath karke, jo sarif hi ne unse ye paisa recover karne, ab ye
35:42 300 units ka sarif hai aapka, uske andar frankly sardiyon mein main bhi aata hun, toh mujhe
35:47 bhi ye Bijli free denge, toh ye nizam nahi chalne wala, is tarah ke waade inko karne
35:51 nahi chahenge, jo unke gale padne, agar ye free Bijli denge, IMF ka program bhi nahi
35:55 hoga, World Bank bhi aapko paise nahi denge, Asian Development Bank bhi paise nahi denge,
35:59 ye lehi power sector jo hai, it is one of the worst performing sectors of Pakistan,
36:03 aur kaha jaata hai, jo Pakistan ekonomi nicha jaa rahi hai, usme bohot badi jo drain
36:07 hai, wo power sector ki wajah se hai, Pakistan ek naya IMF ka program sign karne jaa raha
36:12 hai, jiski indication jo hai, interim finance minister ne khud de diya hai, ki hume ek
36:17 long term, unhe na program ka naam bhi badaya hai, extended fund facility, EFF, hume wo
36:21 sign karna hai, toh mansur sahab party iske aane chahiye, hume debate bhi karna chahiye,
36:25 aap bhi kare, hum bhi karege, lekin eventually ye jithene bhi mansur hain, is cheez ko madde
36:31 nazar rakh le, ki agla jo 3 saal ka arsa hoga Pakistan ekonomi ka, wo under the IMF mansur
36:37 chalega, OPP, PTI, PMLR mansur nahi chalega, agar ye log realistic mansur iska samgah denge,
36:44 ki ye Pakistan ekonomi ke 4-5 fundamental flaws hain, inko humne theek karna hai, aur ye
36:50 iska solution hai, toh wo mansur ki samajh aati hai, aap kahen ki humne tankhai 5 saal
36:54 mein double karne hai, which means on an average har saal aapko 20% tankhaon mein izafa
36:59 karna hai, kya wafaaqi hukumat, jo salana 850000 arab rupay ka khasara kar rahi hai,
37:06 wo apne khasara mein mazeed izafa kar sakti hai, is waqt jo federal government hai, uski
37:11 running of the federal government ki cost hai, wo 700 arab rupay se zyada hai, iska more
37:16 than half sirf tankhaon mein jata hai, toh uske andar koi 1500-200 arab aur tankhaon
37:20 mein add karna chah rahe hain, pension bill jo aapka pehle balloon kar chuka hai, jab
37:26 pension bill aapka balloon kar chuka hai, toh jab tankhaon badegi toh pension bhi badegi,
37:30 toh kya phira pension mein izafa karne jaa rahe hain, toh ye sari soch samajh ki unko
37:33 waade karne chahiye, waade ache hain, lekin unko waado ki agar abhi se hum accountability
37:37 shuru kar denge, toh ho sakta hai, jo baaki political parties hain unhone apna mansur
37:41 dene hain, toh wo thoda sa ek realistic mansur denge.
37:44 Ye jo baat ki ja rahe hai ki kisano ko barahira subsidies di jayegi, ye subsidy ki kitni gunjayish
37:49 hoti hai, kya subhon ke paas toh apne jaise aapne kaah ke udhar toh shayad ho paye, ye
37:54 bhi ek aisa waada hai jo shayad poora na ho paye, ispe bhi kya IMF ka itraaz aayega?
38:00 Ji bilkul subsidy kisi kisam ki bhi jo hogi, untargeted hogi, uske upar IMF itraaz karega,
38:06 aap iski example aise le lijiye, ab khaat ki upar jo subsidy hai, ye toh kisanon ki overall,
38:11 ab kisanon sen ki kya murad hai, unko muft bijli, unko wo khaat, muft unko beej, aur baaki
38:17 jo inputs hai agriculture ki, wo firam karenge kya karna chahare hain, ab ek example le liye
38:21 ab khaat ki, khaat Pakistan me bhi banti hai, lekar aapki requirements hai, usse har saal
38:25 2 se 3 lakh, sometimes 5 lakh aapki jo khaat hai, aapki requirements se kam jo hamaare
38:30 karkhanein wo banate hain, toh khaat jab import karte hain, wo bhair se khaat aati hai, wo
38:34 mehngi aati hai, uske upar hoti hai subsidy, yaha pe wafaq me aur sabahi hukumat me yehi
38:39 jagda pada rahata hai, ki ye wali jo subsidy hai, ye kaun dega, ab iske ek example aise
38:43 le le, ke 2 karkhane iswad Punjab ke andar hain, wo usko SNGPL subsidized gas provide
38:49 karte hai, toh ye hukumat, wo wafaq ki interim government hai, uski jo subsidy withdraw
38:54 nahi kar se ki, kyunki wo powerful log the, toh uski jo khaat ki subsidy hai, jo unko
38:58 in shape of cheaper gas di jaati hai, wo aapke aur mere gas ke bills aayenge, jo agla aapka
39:06 gas prices ka increase aarha hai, january se, jiska aamne wada kiya hoa, MF se, usme
39:10 wo pass on ho jayega, toh aap koi 50, 60, 30, 40,000 rupee ki subsidy toh de nahi paare
39:16 hai, aap pure mulko, ek subsidized, jo farmer usko karna chah rahe hain, aur jo subsidy
39:21 hoti hai na, kisan ko, aur khaas toh ko indirect subsidy hoti hai, uski waja se, aur iske saath
39:26 ek mechanism, aapka support price ka chahiye, wo gandam ka, ye ganne ka hai, hamara jo
39:31 agriculture sector uske tak inefficiencies bohot zyada aa gaya hai, paani ka ziya ho raha
39:35 hai, baaki, aapko pata hai ki aapki jo short shot hai, aap gandam ho gaye hain, aapko 4000
39:40 rupee hai, jo aapko wafaaqi khumat de degi, ya aapki purushli government, jo bhi usse buy
39:44 karta hai, toh wo phir, jo zimmedaar hai, wo apni efficiency boot nahi karna, toh ko
39:48 ne re-apply nahi jata, toh mera khayaa people's party ne wrong start le liye hai.
39:52 Haan, theek hai, so agar in all fairness mein baat kahun ki yeh ek subahi level pe implement
39:57 hone wala budget toh zarur hai, yeh wafaaqi level pe implement hone wala budget nahi
40:01 hai, toh yeh kya ek subahi level ka budget hai?
40:05 Bilkul inka jo manshoor hai, usme lag aise raha hai ki zaratar cheezin jo provincial level
40:09 pe karne wali hai, lekar maha pe bhi yeh kar nahi paar hai.
40:12 Ab is waqt jo debate chal rahi hai na, jo jo Benezer Income Support Programme hai, jiska
40:16 salana budget is waqt ko 400 arab rupee hai.
40:18 Is waqt jo civil aur military establishments hai, dono unki yeh khayas hai ki jo BISP
40:23 ka kharcha hai, yeh bhi subhoon ko pass on kar diya jaye, wafaaq ke paas bunjaayish
40:26 nahi.
40:27 Yeh surat-e-aal mein pehle hi wafaaq aur uske saa federal ministries hai, jiska khud bhi
40:31 Bilawal Bhutto Zardari sahab ne unhone zikar farahe hai ki jis 17 wazaarate hain unko band
40:35 kar dunga, kyunki yeh maamla sumoon ko chale ke jaa chuke hain.
40:38 By the way, ismein kuch wazaarate inki apni haqoomat ne banayi thi, evolution ke baad.
40:42 Toh yeh behtar hai ki subahi level pe jo cheezin karne wali under the 18th Constitutional
40:46 Amendment, wo kar le.
40:47 Wafaaq ke liye frankly yeh wala jo manshoor hain wo chal nahi sakta hai.
40:50 Bahut shukriya Shahbaz.
40:51 Yeh contrast kar raha hai with the IMF and the World Bank.
41:05 Programme ka waqatam ho gaya aapna. Feedback dana mat bholeyega. Khayal bhakkiye. Khuda hafiz.

Recommended