• last year
#IstehkamePakistanParty #analysis #election2024 #journalist #mariamemon

(Current Affairs)

Host:
- Maria Memon

Guests:
- Raza Rumi (Analyst)
- Ather Kazmi (Analyst)
- Arfa Noor (Analyst)
- Aleem Malik (Reporter ARY News)

IPP Ki Bari Bari Mangeen. .. Wajah Kya?

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00 Assalam o alikum, program sewale ke saath mein hui, Mariam Meevan. Aaj ki top stories
00:12 hai. Election 2024, kaag zaatein, aam zandagi ka pehla phase mukamal ho gaya hai. Kisne
00:16 kahaan se election larna hai, badi dilchas details hai. Program ke pehle isme isme baat
00:21 ho karenge. Uske baad, ache faislein hote hain aur kuch buray faislein hote hain. Ache
00:25 aur buray faislo mein fark yeh hota hai, ki woh jis siyasi Jamaat ke khilafat mein
00:28 usko buray lagte hain, lekin iske haq mein jaye usko ache lagte hain. Pakistan ki siyasat
00:33 ki yeh hi rawayat hai, isme baat karenge program ke dusre isme. Aakhar mein, saal 2023 awaam
00:37 ko bijli aur gas ke jhatke lagata hua jaa raha hai, pehle hi middle class ki bilkul kamar
00:42 toot kar rahe gayi hai, kitni aur sakat hai aur wo kitni dehr tak yeh bojh utha paayenge.
00:45 Program me isme baat karenge aakhar mein. Aaghaas karte hain, pehla marhala khatam ho
00:49 gaya hai, kaag zaatein, aam zandagi pehsh kiye gaye, kuch jagah cheene gaye, phir unko
00:54 kuch election ko dubhara pehsh kiya gaya, wo saare submit ho gaye hain, toh pehla marhala
00:58 bade hi pakad dhakad aur ladai jagde aur chaos ke baad mukambal toh ho gaya hai, lekin iske
01:04 natije mein kis badi Jamaat mein, kaha se, kaun leader election ladda hai, zara iske
01:08 upar hum nazar daavte hain. Shuru karte hain Shibash Sharif sahab se ji, unhone NA-123,
01:14 NA-132 Kasur aur NA-242 Karachi ke liye apne kaagza jama kar aaye hain, jab ke Punjab Assembly
01:20 ke nishiston PP-158 aur PP-164 ke liye kaagzaatein naam zandagi bhi jama kar aaye hain, yaani
01:25 kul mila ke unhone kuch paanch halkon se election ladne ka faisla kiya. Nawaz Sharif sahab ne
01:31 Mansehra se NA-15 aur NA-130 Lahore se kaagzaatein naam zandagi jama kar aaye hain. Lahore ke
01:37 halka NA-128 ke liye People's Party ke chairman Bilawal Bhutto Zardari ne kaagza jama kar
01:42 aaye hain aur takreemal 25 saal ke baad People's Party ki jo mainstream leadership hai wo Lahore
01:47 se apni taba aazmaai karne lagi hain. PTI ke baani Imran Khan sahab ke Mianwali ke halke
01:53 NA-89 aur iske saath saath NA-122 Lahore se kaagzaatein naam zandagi jama kar aaye hain.
02:00 Mariam Nawaz sahiba ne Qaumi Assembly ke halke NA-119, NA-120 aur Subhai Assembly ke halke
02:05 PP-160, PP-159 aur PP-165 se kaagzaatein naam zandagi jama kar aaye hain. Toh kul mila ke
02:11 Mariam BBB paanch naashiston se election ladne jaa rahe hain. Tareen sahab ne teen halke chunne
02:17 hain apne liye election ladne ke liye. NA-155 Lodhra, NA-149 aur PP-227 se kaagzaatein naam
02:24 zandagi jama kar aaye hain. Asif Zardari sahab ne philal halka NA-207 se kaagzaatein naam
02:29 zandagi jama kar aaye hain. Toh bada interesting breakdown hai kyunke humne dekha ki Nawaz
02:33 Sharif sahab bhi Subhai Assembly ka election bhi ladde hain, Qaumi Assembly ka election
02:36 bhi ladde hain. Mariam BBB, Subhai Assembly ka election ladde hain, Qaumi Assembly ka election
02:40 ladde hain. Tareen sahab bhi Qaumi aur Subhai dono assemblies ka election ladde hain. Zahir
02:45 si baat hai abhi yeh tein nahi hua ke CM ship ke hawale se yeh jo kaunsa hatmi umeed waar
02:50 hai toh lagta hai ke sabne apne options khure rakhe hua hain. So election ka pehla phase
02:55 mukamal hua, ab agla jo hai jisme tajweez kundandan pesh honge, uske baad 12 ya 10 January tak
03:03 poore maharaj se guzrege. Lekin yeh election hoga kaise? Is mulke jo mukhtalif tadziya
03:09 nikaar aur opinion makers hain. Iske baare mein kya sochte hain? Zara aapko sunwate hain
03:13 ke election hoto raha hai finally. Lekin yeh kaisa election ho raha hai, uske upar log
03:17 kaise sawalat utha rahe hain? Is mulke kuch tadziya kaaro ki zubani aapko sunwate hain.
03:21 2018 mein bhi kuch isi tarah ki practice ho raha hai. Lekin is tafa practice usse kahin
03:26 badh nahi hai. Is tafa toh usse bahut aage badh ke kiya jaa raha hai. Aur mujhe yeh
03:32 lagta hai ke yeh jo silsla hai, iske rukne ka kul filhaal, income bhi nazra aata hai.
03:38 Aapko lagta hai ke 2024 ka election, jis tarah jis tarah hum jaa rahe hain, election commissioner
03:43 majood hai, ek system machinery majood hai, aapko lagta hai rigged election ho raha hai?
03:45 Rigged election is se jyada kya hota hai? Mere khalbh elections to controversial ho chuke.
03:50 Aap sirf sawal yeh rahe gaya hai, kis had ta controversial hai? Kya us had ta controversial
03:55 honge ke log isse result maanne se inkaar karein? Ya bhikur credibility zilch ho jaye
03:59 domestic front pe, ya usse upar baat ho? Elections ki credibility jo hai, wo bahut
04:04 zyada mushkoob hoti hai. Bureaucracy ke thori yeh zariye ho rahe hain aur pichle kai election
04:09 ke 2018 ka election bhi judiciary ke andar hua aur usse pehle bhi kai election wo judiciary
04:15 ke andar hi hua hai, go ke wo sare hi controversial rahe hain. Aayin aur kanoon ki baala dasti
04:20 ka jo hum sab bhi uska zikr karte hain, agar aap us lens se dekhenge to yakeenan jo kuch
04:25 ho raha hai, wo bahut tashwish naak hai. Na sirf yeh ki elections ke jo process hai,
04:30 uske upar sawanak uth rahe hain, phir level playing field ya fairness ya shafaafiyat ki
04:36 baat ho rahi hai. Mere khayal mein is waqt jo PTI ke carpoolon ke saath aur unke members
04:40 ke saath aur office bearers ke saath jis kis samb ki sakti ho rahi hai, wo shayad usse
04:45 zyada hai, jo 2018 me PMLL ke aam workers ke saath ho rahi hai.
04:49 So yeh is mulk me kuch taziyakaaro ki maujooda election ki jo process hai usse hawale se
04:55 raaye hai. Program ke pehle se me baat karenge, maaise taarifan Noor sahiba studio me maujood
04:58 hai, Atar Kazmi sahib, Raza Rumi sahib bhi maujood hai. Pehle toh mera khayal hai ye
05:02 jo election campaign ke pehle phase ke nitije me yeh me clear hogaya ki kaun se rehnauma
05:06 kaun se election ladenge. Pehle is pe bhi baat karte hain aur saath saath dekhte hain ki
05:10 kis ki kya prospects hai. Mera khayal hai Arfa, agar jo mene ye paanch constituencies
05:14 identify ki, Shahbaz sahib ki bhi, Qaumi Assembly se bhi lad raha hai, Subahi Assembly
05:18 se bhi lad raha hai, yaani ki status unclear hai. Wazir-e-Azam, CMship, abhi unhone saare
05:22 options khule rakhe hain. Maryam BB ka bhi yeh surat-e-haal hai. Wo CM Punjab banengi
05:29 ya Prime Minister ke saath jo bhi hoga, wahan pe kaam karengi. Yeh bhi clarity nahi aur
05:31 interestingly, Tareen sahib bhi Qaumi Assembly kis bhi aur Subahi Assembly ke election lad
05:34 raha hai. Aur mere khale Aleem Khan sahib ki bhi kuch aise situation hai, toh bahut saare
05:37 candidates, bahut saare positions ke liye hain. So PMLR me aapko kya lag raha hai?
05:41 Shahbaz sahib bhi hain, Maryam BB bhi hain. Clarity nahi hai ya jaanbooch ke ambiguity
05:45 rakhi hai? Bhai hum jo bahir se baith ke dekh rahe hain, humein toh bilkul clarity nahi
05:50 hai. Balke agar aap check kare, maine social media pe aaj jo women's list hai na inki,
05:56 wo dekhi hain. Aur agar maine sahi dekhi hain, toh mujhe yeh baat bahut interesting lagi
06:01 ke Maryam Aurangzeb sahiba provincial list me bhi hain aur national list pe bhi hain.
06:07 Toh usse mujhe yeh andaaza hua, ke abhi shayad faisla nahi hua, kisne kahan jaana hai. Because
06:15 clearly, jab Maryam Nawaz sahiba ka faisla hoga toh shayad unhone socha hua hai, ki Maryam
06:22 Aurangzeb sahiba ki opening ek rakhni chahiye. Mera at least usse yeh assumption yeh thi,
06:29 mujhe usse yeh zyada andaaza hua, ke shayad Maryam Nawaz sahiba ka abhi bhi koi chance
06:36 hai, koi planning hai, ke wo Punjab Assembly mein chief minister banegi, toh Maryam Aurangzeb
06:40 sahiba ke liye bhi dono jagah darwaze khulle rehne chahiye. Ab baaki zyada interesting
06:47 kahe, uncertainty ki wajah se kahe, kuch clear nahi ho raha. Matlab Jahangir Tareen
06:52 sahab jahan ek waqt IPP jo hai abhi tak unke negotiations hi nahi PMLN se khatam ho rahi
06:58 kyunki yeh samjhna ki IPP khud se yeh seats nikal legi, is a bit hard to say. Toh unko
07:04 do yor teen jagon se unki mujhe samjh nahi aare ki uski mantak abhi kya hai. Kazmi sahab
07:12 itna zyada is waqt khilare ka lafz istimal kar lete hain, ki kisi ko bhi clarity nahi
07:16 hai, toh sab ne apne saare bases cover kar liye na. Paan chishton se shahbaz sahab ladenge,
07:20 paan chishton se, matlab isme koi harj nahi hai, maazi mein aisa hota raha hai, karte
07:23 rahe log. Lekin yeh badi interesting breakdown hai, Qaumi Assembly aur Subhai Assembly dono
07:29 ki taraf unhone apna rujan jo hai, wo dikhaya hai. Mere khayal mein, obviously humare liye
07:34 toh isme wo isna itni clarity nahi hai, lekin unke zainu mein hai. Unko ground situation
07:39 ka idrak hai. Jisna Parliament Board ka jo meeting hoti rahi aur usme tickets ka maamla
07:44 sara chalta raha, unko pata hai ki cheezein humare liye ground pe utni muvafiq nahi hai
07:49 is waqt, jitni wo samjh rahe the ki hongi. Jo wo koshish kar rahe the ki Mian sahab ki
07:53 wapsi ke baad ground ke upar unko voter supporter ek tarah se mutharik hoga aur unko
07:58 yeh yaqeen hoga ke janaab yeh wo wo halke hain jahan se humara aalat mein jeet jayenge.
08:02 Toh ek iski bunyadi wajah yeh bhi hai, unko abhi yeh bhi nahi pata, ke hum wafaat mein
08:06 hukumat banayenge ya phir hum subhe ke andar koi makhloot hukumat banayenge, humne kis
08:11 taraf jaana hai. Toh wohi cheezein aapko in sari cheezein ke andar nazar aari hai. Toh
08:15 mere khayal mein yeh jo overall iswaq confusion hai, ke kaunsi jamaat kahan pe khadi hai,
08:20 jisna kaagzaat-e-naamzatgi ka maamla chalta raha, yeh sab kuch chalta raha. Toh wohi
08:24 confusion aapko yahaan pe nazar aari hai. Yeh confusion, humare liye toh confusion
08:28 create kar rahi hai, woh bilkul isme clear hai. Aur unka yeh hai ke agar humein tohda
08:33 se meydan saap mila, toh phir hum idhar bhi jaa sakte hain, udhar bhi jaa sakte hain,
08:36 otherwise woh sare apne corners cover kar rahe hain.
08:39 Yaani plan A, plan B, C, jo bhi unke zehin mein, unhone usse hiwale se yeh ticket ke jo
08:43 selection kiya. Ji Raza, aapka kya khayal hai? Unke main specifically isliye pick kiya
08:46 hai because behavioural air mein baar baar sawal hota hai, PM candidate kaun hoga, CM
08:50 candidate kaun hoga? Kya Nawaz Sharif sahab actually PM bhi banenge? Aur CM jo hai woh
08:55 Mariam bhi bhi banenge? Yeh bahut sare questions hai. Yeh jis tariqe se yeh strategy chuni
09:00 gayi hai, jisme Shahbaz sahab bhi aur Mariam bhi bhi bhi, dono assemblyon ke election ladenge,
09:05 isse aap kya interpret karte hain?
09:07 Shukriya Maria, dekhiye yeh baat toh waze hai, ke agar koi bohot bada upset ya nagahani
09:15 wakya nahi hota toh Mia Nawaz Sharif hi Wazir Azam ke umeedwaar hai. Iska zikr khud Shahbaz
09:20 Sharif sahab bhi kar chuke aur agar aapne dekha ke pehle tanqeed hoti rahi hai, Shahbaz
09:25 Sharif ke daur hain hukumat ke upar toh is bhakt PM LN, jinko na sirf yeh ke mumkina
09:31 taur pe agli hukumat sambhalni hai, balki apni saak bhi bahal karni hai, toh wo yeh
09:35 chahenge ke Nawaz Sharif hi Wazir Azam ho. Zahiri baat hai ke aakhari minute par, wo
09:41 depend karta hai kitni seats win kar sakte hai, agar ek coalition banti hai, kamzor hukumat
09:46 banti hai, toh ghaliban Mia Nawaz Sharif jo hai, wo kisi aur ke hawale kar de, lekin
09:51 abhi tak toh yeh hi clear hai, aur agar wo markas me aate hain, toh fir Mariam Nawaz jo
09:56 hai, wo subah Punjab me toh chief minister banna, meri khal se mushkil hoga, phir shahbaz
10:01 Sharif hi wapas jaayenge Punjab me. Yeh baaral abhi dekhne wali baat, abhi toh bade steps
10:06 baaki hai, abhi toh election ka pura marhala jo hai, agli 45, 47 din jo hai, wo usme kya
10:13 hota hai, abhi toh sabse badi priority toh wohi hogi, tamam siyasi parties ki, ke kista
10:19 se wo numbers game poori kar sakte hai, jo ke ek challenge hai, is waqt har party ke
10:24 liye, chahe aapne PDI ki mushkilat ka zikr kiya, toh udhar PMLK ke liye bhi mushkilat
10:29 hai, aur Pakistan People's Party ke liye bhi mushkilat hai, yeh koi aasaan election
10:34 nahi hai, har tarah se isme bahut rukavate aur bade bade challenges hai, siyasi parties
10:40 ke liye. Raza, likin jo aap yeh baat keh rahe hain,
10:43 ki Nawaz Sharif sahab jo hai, wo Wazir-e-Azam ke strong candidate hai, kahi na kahi, kya
10:47 isme clarity hai, kyunke kuch halke yeh bhi kehte hain, jo ke PMLN ke andar bhi hai, baat
10:52 jab karein, toh unko sawale se thodi clarity nahi hai, ke kya Nawaz Sharif sahab waqt
10:57 candidate bhi honge ya nahi? Wo kehte hai ki jee, jab tak ke yeh campaigning hai, election
11:01 day tak wo candidate hai, lekin uske baad, jo jis kisam ki hakumat aani hai, jis kisam
11:07 ka power sharing formula hai, usme Nawaz sahab fit hote?
11:12 Yeh aapki baat badhi aaham hai, lekin usse pehle ek marhala aur hai, aur wo January me
11:18 Supreme Court ne, Nawaz Sharif ki ehli ka jo faisla hai, wo final karna hai. Kya Election
11:25 Act ke 5 saal ki mayaad jo hai, wo lagu hoti hai, ya jo Supreme Court ki pehle mutnaaza
11:31 judgement hai, Panama case mein, Okama case mein, wo lagu hoti hai, wo uski clarity nahi
11:37 hai, kyunke isliye PMLN ne usko announce nahi kiya, phir baad me agar wo Supreme Court kuch
11:42 aage piche kar deti hai, toh phir is party ke liye mazeed hazimat aur hogi. Toh isliye,
11:49 mere khal se wo January ke us case ki samaat aur uski conclusion verdict ke baad aapko
11:55 clear situation dikhai deki, lekin mere itlaat jo hai, wo yehi hai, ke agar PM honge toh
12:01 wo Nawaz Sharif honge aur unka power sharing bhi wohi karenge, formula mil ke banayenge
12:07 aur galibag ladhai bhi nahi karenge. Ladhai bhi nahi karenge? Jee bilkul. Achha? Is
12:13 bhaat kyu? Nahi. Achi baat hai, nahi honi chahiye ladhai ya bhai, main toh ladhai hoon
12:19 ke khilaf hoon, lekin aapne jo khas taur pe end mein yeh mention ki ladhai nahi karenge,
12:23 toh isliye yeh mere tohda sa chonk gayi iske upar. Abhi sir, Maria yeh kya hum Pakistan
12:30 Tehreek-e-Insaf ki hukumat ke baare mein bhi nahi kehte the jaba 2018 mein? Ladahi nahi
12:34 ho sakti. Inke toh kabhi ladahi nahi ho sakti. Ho gayi na? Ho hoti. Achha ek aur interesting
12:40 take jisme main baat karna chahati hoon, Bilawal Bhutto Zardari sahab Lahore se meydan mein
12:43 utar raha hai. Bold move, risky move, People's Party ka Punjab ke andar vote, jis tarah se
12:49 2008 ki, maini toh pehla election jab dekha hai, kareeb se as a reporter, wo baat nahi
12:55 hai. So yeh bada, agar People's Party ka Punjab mein vote mobilize karna hai, toh shayad yeh
13:01 aisa hi kuch karna padta, ke Bilawal ko khud aana padta meydan mein. Haan, I think yeh
13:06 bilkul sahi hi aapne kahe, bold bhi hai aur risky bhi hai. Main thodi si yahan tanqeet
13:11 karungi, ke mujhe lagta hai, Pakistan People's Party ko Punjab ke andar ek bahut achhi opening
13:17 mili thi aur wo opening thi jab Pakistan Tehreek-e-Ishaq ke sabik chairman hai, wo jail chale gaye
13:23 thi aur Nawaz Sharif sahab bilkul wapas nahi aaye thi, koi siyasat nahi ho rahi thi us
13:27 waqt toh subah mein. That was the time jab Bilawal Bhutto Zardari sahab ko Punjab aana
13:32 chahiye tha, jalsa karne chahiye the. Magar jahan Punjab ka taalok hai, Pakistan People's
13:38 Party aur Bilawal Bhutto Zardari sahab mein, wo nahi sadak pe aake siyasat karte, wo jalsa
13:44 nahi karte, wo Bilawal House mein, Lahore mein. He is a different person altogether,
13:50 Malochistan KP. Punjab wo bar council pe chale gaye, us den wahan ejlaas kiya, students se
13:56 mil gaye, workers ko milaye, but jalsa nahi karte. Punjab is all, you know, aap street
14:02 power dikhaye, aap logon ke saath interact kare, shor daale, wo unhone abhi tak nahi
14:07 kiya, which disappoints me, mujhe nahi samajh aata, jab ke field bhi itna khadi, abhi bhi
14:14 hai, MLN toh nikal hi nahi rahi ho, us conference room se, jaha unki tiktok ki distribution
14:17 ho rahi hai, toh yeh sirf Lahore mein utarna kaafi nahi hai, mere khayal mein unko zara
14:22 aur jalsa bhi karne chahiye thi, logon se connect karte.
14:24 Ji Kazmi sahab, Bilawal Lahore, 25 saal baad People's Party ki mainstream leader, Central
14:29 Qayyadat Lahore selection ladne jaari hai, it could go either way?
14:33 Dekhe ek cheez toh yeh na, thoda se historic jo iski peeche hai, jo maazi mein hota raha,
14:38 ki Lahore wo hai, jisne Bhutto ko Bhutto banaya.
14:40 Thek baat hai.
14:41 Ladkana ka toh hum bohot zikar sunte hai na, Lahore mein Bhutto sahab ka toti bolta tha,
14:45 jisko wo ticket dete the, wo Lahore se jeete the, wo massively popular the.
14:49 Lekin uske baad isfukh jo Pakistan People's Party ki situation hai, Zardari sahab ke
14:53 hawale se kaha jaata hai, wo siyasat ke PhD hai, wo band kamroon ki siyasat ke PhD hai.
14:58 Dealing and dealing ki hai.
14:59 Usme toh wo aap unko credit de sakte hain, lekin unhone apni siyasi Jamaat ko, jo chaaron
15:05 subuh ki siyasi Jamaat thi, usko unhone sindh ke chand hazla ki siyasi Jamaat banadi hai,
15:09 toh yeh tankeed unke upar hoti hai.
15:11 Ab yaha pe Bilawal sahab koi message bada, koi isme farg daal sakenge, ho sakta hai na
15:16 daal sakenge, lekin siyasat yeh hi hai na, ki aap awaam ke beech mein, ab aap apne samne
15:19 present kar rahe hain, koshish toh karein.
15:21 Doosra jahaan tak unke jalsa karne ka taaluk hai, dekhe unki utni strength nahi hai Punjab
15:26 ke andar.
15:27 Ab isko jalsa nahi kar sakte.
15:28 Ab aap dekhe le, Noor League toh Punjab ke andar unko mukamal aazadi hai, lekin unko
15:33 nazar aa raha hai, ek jo Jalapur Jatta mein hua, Maryam bibi gayi Gujarat ke paas aur udhar
15:39 phir jo aamne dekha, ki awaam total la taaluk nazar aayi, toh ek wo is position mein bhi
15:43 nahi hai, ki awaam ko apni tarah is wo attract kar saken.
15:47 Aur doosra wo yeh hai, ki mere khyaal mein wo yeh samjhte hain, ki Punjab ko hamne kahi
15:51 na kahin se start karna hai, academically apna point of view rakna hai.
15:55 Abhi wo awaami sata pe apna point of view lana, unko pata hai ki awaam mein itni jaldi
15:59 uss tarah humein makboolat nahi milegi, lekin wo inroads wapis bana rahe hai, aur mere khyaal
16:03 mein yeh Bilawal ka ek aisa nikdaam hai, unko Punjab ki taurah toh hujood dene chahiye.
16:06 Bilkot ek baat hai, aur tamam jamaaton ko wifaaq ki party hona chahiye, apne apne koonon
16:09 mein constrain nahi hona chahiye.
16:12 Ji Raza, is Lahore ready for Bilawal?
16:16 Dekhiye bahut jurak bandana faisla hai Bilawal ka, mai samjhta hu ki badi achi baat hai,
16:20 ki wo election ladhe hai, agar che Pakistan People's Party ki wo ground structure, jo
16:27 party structure maujood tha, wo nahi hai is waqt, wo pichle 20 saal mein deplete hua hai,
16:33 lekin Bilawal ki aane se wo mutaharik zarur hoga.
16:35 Mai aaye, jo abhi aap zikr kare the Pakistan People's Party ki tarikh ka, toh dekhiye abhi
16:40 aap logon ne, abh Maria apne bhi apne abtadaaiye mein zikr kiya, ki PTI ke saath jo kuch ho
16:45 raha hai, aur jo kuch hatkande stamaal ho raha hai.
16:48 Dekhiye ye maazi mein Pakistan People's Party ke saath ho chuka hai, main toh uska Annie
16:52 Shahid hu, aap mujhse umar mein choti hai, 1988 mein talwar ka nishan tha, wo le liya
16:58 gaya tha Pakistan People's Party se, jo unka makbul, mashoor nishan tha, aur teer liya
17:03 gaya tha.
17:04 Aur uske baad toh, abhi toh Supreme Court bailout kariye hai, har case ki upar PTI ko
17:09 relief milta hai, People's Party ko kabhi relief nahi mila tha.
17:13 Aur jab wo election jeet kar aayi Benazir Bhutto sahiba, toh unke saath kya kya kiya
17:17 gaya, wo bhi tarikh mein darj hai, 20 mahine ke andar unki government ko farek kar diya
17:22 gaya, Supreme Court ne usko uphold kiya, dubara jab aayi, fir unko farek kiya gaya, unki apne
17:27 party president se assembly thod bhai gayi, puri tarikh hai, is party ko Punjab se destroy
17:33 karne ki.
17:34 Aur usme establishment ka, aur usme kisi hattak media ka bhi role hai, aur aaj wo 20-25
17:41 saal ke baad jo wo baat karte hain, aur unki apni kotaiyaan aur ghalatiyaan hain maujood
17:45 bhai, yeh unko bilkul bailout nahi karna, ki unki apni governance ke jo sim mein baat
17:50 hoti hai, lekin isme bohot bada role hai, jo yaha par kiya gaya, makbul party ko undo
17:55 karna bhi humari history ka hissa hai.
17:58 Aapne dekha hai, noon peak ke saath aapke saamne kya hua hai, aapne dekha hai, PTI ke
18:02 saath kya hua raha hai, PPP ke saath bhi ho chuka hai.
18:05 Ab masla yeh, ke inn teeno parties ne, kya koi sabak seekha hai, aaj yeh jo kuch ho raha
18:11 hai, agar 2018 mein Pakistan People's Party aur Tehreek-e-Insaaf, jo kuch PMLN ke saath
18:17 usbak kiya jaa raha tha, Ali Babasi ko jo saza di gayi, agar wo usbak jo hai, uska hissa
18:23 ko saamne kya hua raha hai, toh aaj hum is magaam pe na khare hote hain.
18:28 Aur aaj agar yeh parties jo isbak mil kar, khamoshi se, maza, wo celebrate kar rahi
18:35 hain, ki PTI kyun pe crackdown ho raha hai, toh yeh, kal ko inn ke saath bhi hoga.
18:39 Palat ke aayega, palat ke aayega, birkul theek baat hai, mujhe yeh break lehi nahi hai,
18:42 break se wapas aayenge, toh joh mene baat, aur jo candidates kaha kaha se election ladh
18:45 rahe hain, kuch IPP ki baat karenge, kuch Khan sahab ki constituencies ki choices, uspe
18:49 baat karenge, break ke baat humare saath rahe hain.
18:51 Welcome back, Pakistan mein election ke waale se jo pehla marhala mukambal hua hai, us toh
18:59 raan, kis jagah se kaunse candidate ne apne kaagzate daamzat bhi jama karwa hai, program
19:03 ke pehle se mein humne baat ki, usi ko continue karta hai, ab Imran Khan sahab ke dekhte nomination
19:06 papers jo main, ek toh Miawali ka halka, NA89, aur doosra NA122 Lahore se kaagzate daamzat
19:12 bhi jama karwa hain, yeh Sadar Peekh sahab ka halka hai, so Lahore bhi pretty much urban
19:16 centre hai, Miawali ki seat bzahir lagta hai ki aasan hai, lekin PTI ki mushkilat baut
19:20 zyada hai, na koi is wak election symbol hai, iske lawa jo hum dekh rahe hain, ke jis tarah
19:25 se papers jama karwane mein, aur deegar issues ke upar rukavate aarey hain, toh ek aur bhi
19:30 baat, Khan sahab ki apni ahli na ahli, uski bhi talwar latak rahi hai, so yeh dekhna
19:35 hoga ke kya yeh election ke din tak yeh candidate rahenge bhi ya nahi rahenge, so Arfa sahiba
19:40 ek toh Imran Khan sahab ne toh khair Qaumi Assembly ke kaagzat jama karwa hain dono jagah
19:44 pe, so aapko kya lag raha hai, abhi ahli aur na ahli ka bhi sawal hai, bhot saare abhi
19:48 ifs, buts aur landmines hai raste mein, jee bilkul, I think Imran Khan sahab ke case
19:53 mein toh humein yeh dekhna padega, ke yeh abhi jama hogaya, main toh, I mean I was frankly
19:58 speaking surprised, mera nahi khayal tha ke yeh hoga, specially jab baakiyon ke saath
20:03 itne masle ho raha hai, toh cases bhi jo unke jis tarahe chal rahe hain, mujhe yeh abhi
20:10 you know jaise aapne ka bhot ifs and buts hai, but yeh hai ke Khwaja Saad aur Imran Khan
20:15 sahab they have faced off 2013 onward, usse pehle ka toh mujhe yaad nahi hai, mere khayal
20:20 mein 2008 mein toh Pakistan Telecom sahab ne boycott kiya tha, bhai 2013 mein, 2018
20:26 mein in dono ne hi ek doosre ke khalaaf ladha hai, 2013 mein Khwaja Saad jeete the aur
20:31 2018 mein Imran Khan sahab jeete the, jab unhone seat chhod di thi toh Khwaja Saad jo
20:36 the wo by election mein jeete the, but ab Lahore mein bhi kaafi constituencies change
20:42 hui hain and I think that is also a difference, kyunke agar aap mujhe ijazat deyen toh mujhe
20:49 zyada dispi isme hogi ke Sanam Javed aur Yasmeen Rashid jo hai unke kaagzaat jama hote
20:57 hai, wo kiske khalaaf election ladti hai, unke saamne kaun hai aur doosra kuch istare
21:03 ki bhi itlaat thi ki Atta Tarad sahab jo hai, wo bhi Lahore mein election lad raha hai,
21:11 which is very interesting, toh Ali Imran Khan sahab bhi ladna chahate hai, Lahore bhi
21:13 sab log Lahore se hai, aur Chaudhary sahab bhi galban Lahore se hi ladenge, so these
21:17 will all be interesting contests, kyunke IPP ko obvious hi kaha jaa raha hai, ki accommodate
21:22 bhi karna hai PMLN ne, toh Lahore se inko agar accommodate karenge toh aage unko seats
21:28 kam padh rahe hain. Mujhe pataayen Kazmi sahab, kya hum is taraf badh rahe hain ki minus
21:32 Imran, yaani ki minus one PTI election ke andar jaayegi, kyunki kaagzaat-e-naamzaad ki jama
21:37 toh ho gaye hain, lekin ye kisi minus one scenario ki taraf hum jaa rahe hain, chahe
21:40 wo ab acceptable ho na acceptable ho, wo zahir si baat hai, wo nahi hona chahiye minus
21:44 one, dekin kya cheezein udhar hi jaa rahe hain? Dekin minus one apni taraf se toh ho chuka
21:48 ho hai na, jis tariqat unko sazaa ho chuki bhi hai, unka jo Toshakhana wale case ke andar,
21:53 baaki bhi mukadbaat chal rahe hain, media ke samne wo ustara nahi aa sakte, tamam unke
21:57 maamlaat jail ke andar hi chal rahe hain. Toh unko toh kaafi hattaq minus kar diya gaya
22:02 hai, lekin kya wo awaam ke liye wo minus koi farq daal raha hai? Wo farq koi nahi daal
22:07 raha hai. Awaam ke andar abhi bhi aap dekh lein jo unki jamaat ki standing hai, wo wahin
22:11 ki wahin pe hai. Aur doosra jo pehle bhi hum break me baat kar rahe the, aur abhi bhi
22:15 jo arfa ne baat ki ki jo Sanam Javed hai, Yasmeen Rashid hai. Sanam Javed toh mere khayat
22:19 reserve seat se apply ki hai. Unke do reserve seat se apply ki hai aur unke walet bata rahe
22:24 hai ki teen unke doosre halkon se bhi apply kar raha tha, jinn me Mariam bibi bhi khadi
22:28 ho rahi thi, aap pata nahi wo usme ho sake, unke kaafzaat jama ya nahi ho sake, toh ye
22:33 saari cheezein dekhni hongi aur doosra yeh ke Tehreek-e-Insaaf ko jinn halaat ka saamna
22:37 jo hum break me bhi zikr kar rahe the, aisa kabhi bhi kisi saizi jamaat ke sath aisa nahi
22:42 ho election se phale. Peepas party se jo symbol change kiya gaya tha, toh uske baad unko doosra
22:48 symbol de diya gaya tha, yaha pe toh koi symbol nahi hai, reserve seat ki yaha pe bhi arfa
22:52 bhi baat kar rahi thi ki reserve seat se unko koi nahi milengi, toh wo badi unprecedented
22:56 kisam ki surtyaal ka saamna hai, lekin is waqt jo ground pe situation hai, ground pe
23:01 situation yehi hai, ke voter de apna mind bana li hai, usne jisko vote dena hai, usne
23:06 usko vote dena hai, aur ab agar koi surtyaal change hogi toh usse confusion toh phel sakti
23:11 hai, mind set kisi ka change nahi ho sa.
23:13 Par jo confusion hai Raza, wo hi ek bahot bada marhla hai na, chale agar aap PMLN walon
23:20 se baat kare toh urban areas me wo parishan hai, wo kehte hai ke hame maar padegi, jitne
23:26 bhi urban centres hain, rural areas ke andar wo kehte hai ki theek hai hum kisi na kisi
23:29 na kisi tariqe se manage karne hi koshish karege, toh yeh jo confusion create hai, jisme
23:34 symbol abhi wo challenge karne ja rahe hain, jo PGI lawyer se baat karein toh wo kehte
23:37 hai, hum 90% sure hain ki hum apna symbol wapas le lege, so kanuni taur pe wo samjhte
23:42 hai ki yeh possible hoga ki wo balle ke nishan pe election ladein, lekar agar nahi lad paate
23:47 toh phir yeh confusion ka kaha faida hoga, kisko faida hoga, PMLN ko, IPP ko, kisko?
23:54 Ji Maria, confusion ka, aap jisko confusion keh rahi hai, usko mai kahunga ki political
24:01 engineering ka jo poora bandobast hai, wo isi liye hai na, ki agar balle ka nishan wapas
24:08 le liya hai, yeh ek adalat me jaayenge samaat hogi, adalat wapas de degi, aur din ghuzar
24:14 jaayenge, aur wo ek jo beyakini, jisse aap keh rahi hain, hausle pasth hote hain, workers
24:19 ke bhi, voters ke bhi, toh yakeenan wo us tarah ki engineering ka bandobast hai, aur uska
24:24 faida seedha seedha PMLN ko hoga, kyuki jab PMLN hi asal me PTI ka mukabla toh PMLN se
24:31 hai and vice versa, Punjab me mai baat kar raha hun, uske aksar shehri halke hoon, ya
24:36 dahi halke hoon, aur kuch azad seeds hain, jo purani khandaan electables ki hoti hain,
24:42 unke ilawa toh inhi do parties me hain, toh jab PMLN ka harif jo hai, uske upar is tarah
24:46 ki mukhlik pabandiyan, cases, aur restrictions hongi, toh phir iska yehi matlab hai, ke
24:53 unke liye kaam jo hai mushkil hoga, aur PMLN ko faida hoga, toh yeh toh ek badi waze,
24:58 cheez hai, aur doosri yeh baat hai, I know ke aap yeh halka bhalka jaa rahi hain, aur
25:04 woh jukul baad bhi huni chahiye, lekin ek broad cheez bhi aap dekh lijiye na, May 9 ke baad
25:09 jo ek badi clear waze, jo hume is waqt policy dikhai deri hai, muktadara halkon ki, woh
25:16 yehi hai, kisi bhi surat Pakistan Tehreek-e-Insaf ko iqtadaar nahi dena, aur uske liye jo bhi
25:23 instruments available hai, neem kanuni, unka bharpoor istamaal hona hai, usme administration
25:31 bhi hai, usme police action bhi hai, usme election commission ke muktalif instruments
25:39 bhi hai, aur woh aapke saamne sab kuch ho raha hai, aur dekhiye yeh jo Qadvi sahab bhi baat
25:43 keh rahe hain, yeh baat bhi bohot zyada, main thoda sa mazard ke saath ikhtalaaf karunga,
25:47 ke pehle kabhi aise nahi hua, main yeh nahi keh raha hai, ke chuke pehle hua tha, toh
25:51 isliye yeh jo bhi ho raha hai, woh sahi ho raha hai, bilkul bhi nahi, yeh mera argument
25:54 nahi hai, lekin mera argument yeh hai, ki yeh ek, jaise aapne kaata hai, yeh silsile
25:59 ki kadhi hai, aur yeh tariqat se ke dhare ki ek baat hai, kyunki yeh cheez ho chuki
26:05 hai, kya 2008 ke election me Pakistan People's Party ki rahnuma ko, maidaan se hi gaib
26:10 nahi kar diya gaya tha, jo sabse makbool tareen siyasatdaan thi Pakistan ki Benazir
26:14 Bhutto Shaheed, uske baghar wo party election me gayi thi, kya aapne, kya Nawaz Sharif
26:19 ko ijazat nahi, nahi de gayi thi, election me contest karne ki, aur uske baad wo 2013
26:25 me, 1999 me unko coup ke zariya nikaala, 11 mahine bandh kiya, mulk badar kar diya, uske
26:32 baad jaake 14 saal ke baad, jo hai unki, unko dubara iqtadar me aane ka election ladne ki
26:39 ijazat mili, usse pehle wo election ladne ki ijazat hi mili.
26:42 Lekin gaza, wo hum military dictators ke zamane ki baat kare na, wo toh hum military dictators
26:47 ke daur ki baat kare na, yah pehle hum maan lege.
26:50 Nahi, usme military dictators bhi the, usme Jamali sahab bhi the, usme phir Shaukat Aziz
26:54 sahab bhi the, un sab bhi, un sab bhi toh legitimize hi karte rahi na, humara media,
26:59 humari adliya, humari bureaucracy, toh baat hi hoti hai, aur uske baad, aur abhi kaun
27:04 se jamuhriyat hai, bhai dekhe pichle saal se, agar hume kisi mughalte me nahi rahna chahiye
27:09 ki Pakistan me koi jamuhriyat iswaq qaim hai, hybrid nizam yaha pe launch kiya gaya tha
27:15 2017 me aur 18 me, wo hybrid nizam ista hal chal raha hai.
27:20 Acha mere toh isse pe aap se disagree, mere khale 2002 se 2008 ke darmian bhi kuch hybrid
27:25 hi tha, mere iske upar, toh das mai aage badhti hu, IPP ki confidence ki kya wajah hai, saat
27:29 nishiste chahiye hain, wo toh bade bade maange kar rahe hain, wo vote kahan se lehenge, kaise
27:34 lehenge, PM LN ka voter bethega, ka candidate bethega, PM LN ka voter jaake IPP ko vote
27:39 dalega, kya hoga, kaise yeh dream number wo kaise achieve karenge?
27:44 Yeh toh mere khayal mein kuch na kuch toh PM LN ka candidate bethega, mujhe yeh hi lakhta
27:51 hai, PTI ka voter pata nahi wo nikal sakte hain ki nahi, kuch logon ka khayal hai ki
27:56 unke paas IPP ka, IPP ka, nahi nikrega toh Jahangir Tareen sahab ke saath toh association
28:01 PTI ki hi hai na, toh Jahangir Tareen sahab ka voter hoga, ya PTI ka hi voter hoga, yeh
28:08 hi assumption thi jab IPP banayi gayi, ya toh hota ki hum kehte hai ki Jahangir Tareen
28:12 sahab ne ab tak ek party ko, ya Aleem Khan sahab ne party ko us point pe poncha diya
28:18 ki jahan IPP ka ek voter hai, toh ya toh wo voter hoga, ya PM LN ka candidate bethega,
28:24 ya electable ka vote hoga, bahut se logon ka khayal hai unke paas electables hai, magar
28:29 jo confidence hai, wo confidence toh kahin aur se aara hai, matlab ki wo confidence koi
28:35 unko de raha hai ki aap yeh maangeyin PM LN se, toh PM LN aapko agar saath nahi degi
28:40 toh 40 toh de degi, aim high aur kehin settle in the middle, ji aapko kya lagta hai IPP
28:46 jo yeh CM ship ki baat kyun kar raha hai baar baar, IPP ke khud jo leaderaan hai, CM ship
28:51 ke bhi vade, wo serious candidates hai, mere khayal mein phir toh unko Wazaarat-e-Uzma
28:55 hi maangni chahiye, matlab ki agar is kisam ka, surprise na mil jaye aapko baad mein,
29:00 aur sharba kisam ka mutalba karna hai, koi kabuliyat ni gadi bhi hoti hai, toh phir wo
29:04 yeh hi hai, kuch bhi ho sakta hai, issu yeh hai, kaakat sahab bhi toh PM bani gaye,
29:08 sorry main aapki baat toh phir, matlab you know, nahi nahi kaakat sahab ko toh dekhen
29:12 hai ki PDM ki jamuriyat ne jo kuch bhi hume diya hai na yahaan pe, jahan pe IPP yeh maang
29:17 rahi hai, wo wo maang raha hai, IPP poore mulk ke andar do alke aise nahi hai, jidhar
29:20 wo yeh daawa kar sakein, ki yeh alke hum jeet sakte hain, lekin jo Ravi Raza sahab firma
29:24 rahe the, boh sari baaton se mai agree karta hu, lekin yeh sab kuch hume, in jamaaton ki
29:28 jamuriyat deke gayi hai, 16 maheenon ke duran, aaj jo kuch hua hai, yeh out of blue nahi
29:32 ho raha hai, yeh uska tasalsul hai, jo in logon ne kiya jamuriyat ke saath, uss parliament
29:39 ke saath, jahan pe Raja Riaz aapke opposition leader the, aur wo sab kuch yeh karte rahe
29:41 ho, uska climax hum dekh rahe hain, toh yeh aaj koi isolation toh kuch nahi ho raha hai.
29:45 Theek hai, bahot shukri aap teeno ka, break pe jaayenge jab wapas aayenge, yeh bhi dilchas
29:49 baihs thi, toh ab hum zara aage badh ke ek aur depressing topic pe baat karein ge, jee
29:53 jo gas ke, bijli ke, jo sare nark badh rahe hain aur mazeed badhne hai, yeh kaha tak baat
29:58 karein, yeh aayenge break ke baat pe baat karein, humare saath pe.
30:04 Welcome back, ki agar hum baat karein toh 2023 jo hai, wo bijli ke saarfeen ke liye bhaari
30:09 tareen saal raha hai, is tafah hum sab ko lag bata gaya hai, ki bijli ke bil kitne teji
30:14 se badhe hain, aur humari tankhaon me se, humare jo kharcha hai usme se kitne jaldi se, yeh
30:19 sara kharcha hawaan me udh jata hai.
30:21 Adha toh shumar ke potaabik, fuel cost adjustment ki madh mein, bijli ki narkhon me saath baar
30:25 azafa hua hai, aur do baar kami hui hai, jab ke semai adjustment ki madh mein teen martaba
30:29 azafa hua hai, chaar martaba mukhtalif surcharges aayid kiye gaye hain, aur usme uski madh mein
30:35 mukambal taur pe gharam dekhein toh bais rupay athaara paise fee unit bijli mehngi hui hai.
30:40 Gurdish ki karze ke khatme ke liye, IMF ki shard par, bijli ki muniyadi keemat me saath
30:45 rupay paichas paise fee unit azafa kiya gaya.
30:48 Wifaqi ghumat ki darkhas pe pe bijli ki kamas kam keemat, pachis rupay aur zyada se zyada
30:53 43 rupay fee unit tak mukarrar ki gaye.
30:56 Aur agar hum iski shara dekhe mehngai ki, toh junubi Asia mein yeh sabse zyada hai.
31:02 Mehngai ki wajbui shara tahal 42 feesat se zayad record hui hai, aur ab ne dekha hai ki
31:07 yeh badi tezi se poora circle upar jaara hai.
31:10 Gas ki keemton mein agar hum dekhein toh teen dafa azafa hua hai is saal ke andar.
31:14 Aur ek saal mein do dafa gas mehngi kiye gayi hai.
31:17 Teesi dafa ki darkhas abhi Ogra ke paas hai.
31:20 February 2023 mein gas ki keemton mein 112 feesat tak azafa kiya gaya tha.
31:24 Gas ki keemton mein azafa katla ki yakam January 2023 se tha.
31:27 Aur gas tariffin par January 2023 se 310 arab rupay ka azafi bojh dala gaya hai.
31:33 Aur ab dekha hai yeh gas ki keemten, bijli ki keemten aur overall jo aapki humari jeb se
31:38 mazeed kharche hone jaa rahe hain.
31:39 Ali Malik sahab sahafi hai, airway news ke mamlaat pe nazar daalte hain.
31:42 Unse puchte hain jee ki ab aage kya hone jaa rahe hain.
31:44 Ji Ali sahab, kya achi khabar toh koi nahi ho gaye.
31:47 Unfortunately...
31:49 If we talk about the power sector,
31:51 power sector mein achhi baat isli nahi hai na
31:53 power sector mein aapne baat ki ki hum bojh bardaash kar rahe hain.
31:56 Hum bojh bardaash kar rahe hain lekin hume uska fruit nazar nahi aara
31:59 ke kahin circle of debt kaum ho raha hai.
32:01 Chale kahin hum jaa ke dekhenge ki hume policy nazar aati hai
32:04 ki yeh yeh saad tak toh humne prices ka burden bardaash kar raha hai
32:07 lekin iske baad hum nahi karenge.
32:09 Toh aisi surat-e-haal nahi hai.
32:10 Jitni bhi gas ke keemt mein hai,
32:12 PDM ne toh khyar bahut tabayi ki,
32:13 unhone toh record badaya hai,
32:14 lekin nigrano ne bhi bhi agar hum dekhenge
32:16 saad-e-saat upay fee unit agar izafa kiya gaya,
32:18 tihar upay tees paise ka surcharge lagaya gaya,
32:21 quarterly adjustment hum alag se dey rahe hain,
32:23 mahana hum alag se dey rahe hain.
32:25 Toh uski baawjood agar hum dekhenge toh humara circle of debt
32:27 aaj bhi power sector ka sirf,
32:29 bijri ka jo hai,
32:30 wo 2600 arab se upar jaa chuka hai.
32:32 Har teen mene baad hum arab-o-rupey ki
32:34 capacity payments dey rahe hain,
32:36 uske alaba jo do mene mein humne
32:38 jo over-billing company ki nahi li hai,
32:39 uska khamiyatar bukhta hai.
32:41 Toh us surat-e-aal mein,
32:42 abhi hum yeh nahi kaisakte,
32:43 jo surat-e-aal abhi jaa rahi hai,
32:44 matlab jaa toh yeh hota hai,
32:45 ki circle of debt ek hatta hai,
32:46 kumare jo abhi nigrano-fazir hain,
32:48 wo kehte hain ki circle of debt,
32:49 ab yeh isni keemto badha raha hai,
32:50 ke circle of debt ko hum rokh lein.
32:52 Cheek baat hai.
32:53 Abhi apna peht kaat lein,
32:54 lekin aage jaa ke
32:55 jab hum yeh circle of debt ko rokh lege,
32:57 toh asani relief dey denge,
32:58 wo relief nahi nazaraata hai.
32:59 Wo relief kahan se nazaraayega?
33:11 Abhi abhi figures dekhenge,
33:12 aakhir zayi si baat hai na,
33:13 jo 2600 aurab tak pohch chuka hai,
33:14 wo kahan se niklega?
33:15 Yeh kehte hain ki,
33:16 wo baat hai kaun ko udhar se na pakhne,
33:17 udhar se pakhne,
33:18 baat hui ho jayegi ki,
33:19 awaam ki jeb se niklega na,
33:20 pehle bhi ek jo sarcharge lagaye gaye the,
33:21 sarcharge ki sabse badi lagaye,
33:22 yeh ek argument yeh hi diya gaya,
33:23 ke circle of debt ko zeere kaunne ke liye la ke,
33:24 hum laane ke liye aar rahe hain.
33:25 Yeh anahili power sector ki hai,
33:29 toh consumer kyun pay kare?
33:30 Kya consumer ne bill nahi diye?
33:31 Consumer ne bill bhi diye hain.
33:32 Toh phir agar bill dera hai,
33:33 toh uski yeh company ko anahili hai,
33:34 bhajaye iske ke wahan usko reforms hain,
33:35 wahan lai jaye,
33:36 aar dafa kaha jata hai,
33:37 ki IMF ke kahne pe hi kya,
33:38 aur IMF ke kahne pe wo kya jara hai,
33:39 IMF aapko reforms ka bhi jata hai.
33:40 Chhi baat hai,
33:41 wo kahe distribution betar karein,
33:42 aap leaks rokein,
33:43 aap isko load management betar karein,
33:44 wo nahi karna.
33:45 Acha bhi mujhe batayi hai,
33:56 ki 2024 ke andar wo kya expect karein?
33:57 Gas ki keemat mazeed aur badegi,
33:58 Bijli ki keemat mazeed aur badegi,
33:59 taake mentally tayar toh ho jayein,
34:00 na kis shock se pehle.
34:01 Jo gas ki keemat toh,
34:02 jo company ne apna argument diye hai,
34:03 kyunki do dafa,
34:04 jaise aapne aaris kiya,
34:05 pehle bhi wo iska fa ho chukha hai.
34:06 Ab iska fa unhone argument hi yeh diya hai,
34:07 ki jo apne pishi dafa,
34:08 July mein keemat badhayi thi,
34:09 uske baaujud bhi amara shortfall hai.
34:10 Chhaa.
34:11 Malab yeh hai,
34:12 ki yeh keemat bad gayi hai,
34:13 iske baad nahi badegi,
34:14 kyunki amara pishla back log khatam ho gaye.
34:15 Agar back log hai,
34:16 aur iske baaujud unhone ne kahe,
34:17 ki hume ko thodi bhi nahi maange,
34:18 137 peesat tak hume mazeed,
34:19 wo increase ke ijazat di jaye.
34:20 Usse wale se kafiyat tak,
34:21 toh Okra mukhtalif alakon mein,
34:22 uska jo set up,
34:23 tariqa kaar uske taar sambhate kar chukha hai.
34:24 Umeed hai,
34:25 ki jaldi usse isse hume,
34:26 hume wahan se bhi ek azafa a jaayega,
34:27 kyunki almost sambhate mukamal ho gayi hai.
34:29 Ogran ek paisa de de na hai,
34:30 Federal Government toh tayyar beti hoti hai,
34:31 ki amare taraf koi cheez aaye,
34:32 aur hum awam pe quaasan karein.
34:33 Uske baad se,
34:34 yakeen tohat pe,
34:35 agar December ke aakhri date ho mina hoa,
34:36 toh nair saal mein toh awam ko yeh tohfal
34:37 lazmi tohal pe mal jayega.
34:38 Kyani ki January ka agaaz hoga,
34:39 aur Bijli ki keemto mein azafa hoga,
34:40 apne aapko mentally tayyar kar le.
34:41 Birkun,
34:42 dekhe ab tak ki surat alam dekhe na,
34:43 ki hum chale theek hai,
34:44 ek kaid ki,
34:45 ek kaid ki,
34:46 ek kaid ki,
34:47 humarein ek nair precedent set hone jaa raha hoga,
34:58 shayad ho jaye,
34:59 ek ke na humne maazi mein dekha nahi na,
35:03 hum toh har mahine,
35:04 ek toh feel adjustment,
35:05 aapne khud jaise kaha,
35:06 ki humne har mahine,
35:07 takyaban saat aad tafa,
35:08 ek saal mein toh hum,
35:09 mahana feel adjustment dete hain.
35:10 Uske baad har teen meine baad,
35:11 ek quarterly adjustment aajati hai,
35:12 jisme jo bada share hota hai,
35:13 wo capacity payments ka hota hai,
35:14 kyunki humne,
35:15 muahede aise ki hai,
35:16 kharee de hai,
35:17 na kharee de hai,
35:18 humne toh payment deni hi deni hai,
35:19 ab agar humne,
35:20 2000 Arab ki capacity payments deni hai,
35:21 humari power sector,
35:22 jitni humari generation cost hai,
35:23 usme agar 70% ka capacity payment jaa rahi hai,
35:24 toh hum kaise kaisa ke sakte hai,
35:25 ki aane wale dul mein,
35:26 humne relief mila rahi hai.
35:27 So,
35:28 ye jo muahede ki hai,
35:29 jo bhehenge muahede ki hai,
35:30 ye jo paise humne dene hai,
35:31 chahe hum bijli istimal kare hai,
35:32 na kare hai,
35:33 ye kab tak hai,
35:34 ye kab inse jaan chhut rahi hai,
35:35 inki koi expiration date pe hote hai,
35:56 toh humne toh payment deni hai,
36:17 toh humne toh payment deni hai,
36:42 toh humne toh payment deni hai,
36:49 toh humne toh payment deni hai,
36:58 toh humne toh payment deni hai,
37:18 toh humne toh payment deni hai,
37:38 toh humne toh payment deni hai,

Recommended