Seerat Un Nabi (SAWW) - The Life of Holy Prophet Muhammad SAWW - 15 Dec 2023 - ARY Qtv

  • last year
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as Non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim.
00:07 Alhamdulillahi Rabbil Alameen.
00:14 Wasalatu wasalamu ala khataman nabiyyin.
00:17 Nazirin muhtarim, wasalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:20 Programme Seeratun Nabi Sallallahu Alaihi wa Sallam ke saath
00:23 aapka mezban Dr. Mehmood Ghaznabi hazir hain.
00:26 Aur mere saath tashreef farmahin hum sab ke pasandida scholar Jannab Shuja Uddin Shaikh.
00:32 Seeratun Nabi ke silsile ke is programme mein hamari aapki mulaqat
00:36 har jume aur hafte ki raat 9 baje ARYQ TV par hoti hain.
00:42 Shuja sahab pichle programme mein jo guftagu farmah rahe the uska recap
00:47 main karna chahata hun aur wo baaldein ke huqook ke hawale sata uspe baat karenge.
00:52 Lekin main Shuja sahab se darqas karunga chuke ye aapne dekha hoga pichle programme mein
00:57 dastiaab nahi the mashallah umre par gaye hua the.
01:01 Zara si main chuke bohot arsa ho gaya hai, haram ke hawale se taza tareen surat-e-hal
01:06 pe zara si kuch maluwaat lena chahata hun.
01:08 Wo sakta hai aapmise bhi kuch log jaane ka programme bana rahe hun
01:12 toh kuch taza tareen ho jayegi toh phir baat karte hain.
01:15 Assalamu alaikum.
01:16 [Ghamidi] Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:18 Kaise mizaaj?
01:19 Alhamdulillah, aap khadisa hain.
01:20 Allah ka shukr, kaisa raha aapka ye saadat bhara tour?
01:24 Ji, ji, bas Allah ta'ala, Bismillahir Rahmanir Rahim, Allahumma salli wa sallim 'ala Nabiyina
01:29 Muhammad, Allah subhanaw ta'ala ki taufeeq se hi yaqeenan mumkin hota hai,
01:33 aur zahiri baat hai ye safart-e-barakat-e-rahmat-e-wala hi hua karta hai.
01:37 Aap akele the?
01:38 Nahi, Ahle Khana ke saath jaana hua.
01:41 Acha, mashallah.
01:42 Lekin jais aap isi pe baat karenge chuke sarba-e-khandan ki baat ho rahi thi
01:45 humaare mauzooq par, tab sarba-e-khandan se pehle zara sa interview kar lein chota sa.
01:50 Ji, Alhamdulillah, Ahle Khana saath the aur humare kuch naazeen ko toh maloom hai
01:55 ki gharana thoda bada hai, aur humne programs mein hain pe ghaftu ko bhi ki hai.
02:00 Aur tamaam bache bhi saath the, mashallah.
02:02 Alhamdulillah, aur kuch naazeen ko maloom bhi hai, Alhamdulillah.
02:07 Toh humare teen betiya mashallah hifz kar chuki hai,
02:10 ek bete ka hifz mukambal ho chuka hai,
02:12 aur agli ek beti aur agla ek beta bhi hifz kar rahe hain.
02:15 Toh in bachon se bhi ek commitment tha ki jab Allah ta'ala sahulat ataaf farmayega,
02:19 toh Inshallah ta'ala umre par hum jaayenge.
02:22 Toh poori family saath the, Allah ka shukar hai.
02:24 Iske apne ek asraat hote hain, aur apni ek barkat hua karte hai,
02:28 aur usme bachon ke hifz ka bhi tasal sul, kuch uske daurai ka maamla,
02:33 kuch unke saath deen ke hawalif se guftugu ka maamla,
02:37 isi tarah khaan-e-kabah ke saamne baith kar kuch yaadihaniyon ka maamla,
02:42 duaon ka itmam, toh yeh toh saar gharane ke saath jo bhi sisla raha.
02:46 Aur zayiri baat hai ki jab banda family ke saath jaate hai,
02:48 toh ek pura project hota hai, kaisi yaap kisi safar ko jaate hai.
02:51 Mushkil hota hai.
02:52 Toh woh bharat Allah ta'ala ne bahut aasaniya usme ataaf farmayi,
02:55 apne fazl-o-karam se, aur ek badi positive,
02:59 ya kahi ek encouraging baat humne yeh dekhi,
03:01 ke badi taandaad me lok umre ke liye aaye wae the,
03:03 poori duniya bhar se.
03:05 Aur yani ke ek hajj ka sama toh uski apni shaan hua karti hai,
03:10 leki jiske liye bahut se lok kahte hai,
03:12 jeh badi raunak waha pe lagi hoti hai.
03:14 Acha kabhi kabhi kuch lok kahte hai,
03:16 jeh bada rush hai, masjid-e-haram mein,
03:18 bada rush hai masjid-e-nabawi mein, sallallahu a'la salam.
03:20 Toh ek bazoor ne badi achi isla farmayi,
03:22 ki rush ka lafz theek nahi hai,
03:24 aap kahe raunak bahut zyada hai.
03:26 Rush toh zara angrezi ke aitabar se manfi bhi istimal ho jata hai.
03:30 Car rushed into the wall.
03:32 Rush takleev de hota hai.
03:34 Toh ek raunak ka maamla bahut zyada raha.
03:36 Aur duniya bhar se, mashallah,
03:38 kayi mubalig se musalmano ka,
03:40 waha par aamat ka sislah.
03:42 Albatta yeh hai ke,
03:44 jo ek bahut badey kami ka pehlo hai,
03:46 jo hum hajj ke maukhe par bhi beyan karte hai,
03:48 isi tarah umre ke taluk se koi jara ho,
03:50 ki itna azeem safar hai,
03:52 toh kuch uski tayyari kahte hai maam.
03:54 Duniya mein aatmi kisi office mein jata hai,
03:56 kisi idara mein jata hai,
03:58 kisi majlis mein jata hai,
04:00 uske kuch protocols hua karte hai,
04:02 toh yeh wo kami hai,
04:04 kis ko pura karne ki bahut shadeed aur ashad,
04:06 balke kahiye, shadeed se badkar,
04:08 ashad zarurat hai.
04:10 Aur saath yeh hai ke,
04:12 baharal, badey tajrabat hua,
04:14 mazureen ko humne dekha hai,
04:16 aise logon ko jo,
04:18 bahut zaeef hai, unko humne dekha,
04:20 humare ek rishidar, humare ek maami,
04:22 humare saath hi, wo 80 barat ki thi,
04:24 kher wheelchair par thi,
04:26 makar, mashallah, pabandi ki saath,
04:28 tamam namazin, tahajjud ka itnamin,
04:30 tawaaf ki, ji bilkul tayyaar hai,
04:32 aur humare naziin ko malum hai,
04:34 ab wo jo mataaf ka ilaqa hai,
04:36 wahan wheelchair ki ijadat nahi hai,
04:38 wo ya to first floor pe wheelchair pe
04:40 ijadat hoti hai, agar aap halat-e-ihram
04:42 mein ho, aur agar halat-e-ihram
04:44 mein nahi hai, routine ke kapdo mein
04:46 mardon ki baat ho rahi hai, toh par aapko
04:48 second floor pe jaana padta hai,
04:50 toh wheelchair upar allowed hai,
04:52 neeche mataaf mein wheelchair allowed
04:54 nahi hai, phir ek aur pabandi yeh hai,
04:56 ki aap halat-e-ihram mein ho, toh hi aap
04:58 saada kapdo mein nahi jaana deta hai,
05:00 sada kapdo mein ijadat nahi deta hai,
05:02 sirf hajj ke maukhe pe mujhe yaad hai,
05:04 ke unhone khola tha, jab yeh hajj ke
05:06 ayaam aajaate hai, jisme tawaaf-e-ziyarat
05:08 karna hai, 10 tharik-o, 11 tharik-o,
05:10 12 tharik-o, aur uske baad chand din,
05:12 otherwise ab pabandi hai, ki halat-e-ihram
05:14 mein hi, neeche mataaf ki taraf wo jaane
05:16 ki ijadat deta hai, aur jab aakhri-aakhri
05:18 din mein wapas saare the, toh khaan-e-kaba
05:20 ko bhi, kuch usme aap kahiye ke
05:22 renovation ka kaam, toh wo yeh
05:24 ajeeb shaan ki kaifiyat thi,
05:26 wo toh humesha hi jari rata hai,
05:28 dekhi kaaba-e-sharif ki baat mein karna ho,
05:30 ek toh na masjid-e-haram ki poori building ka waamla,
05:32 wo toh mustaqil kaam jaari hai,
05:34 wo toh Allah baithar jaanein ka mukamal hoga,
05:36 lekin khaan-e-kaba aakhri ayaam, aakhri
05:38 din, chaar din hum waha par the, toh uske aage
05:40 peeshe bhi thodi si rukawate laga kar,
05:42 kaam usme khalsa ho raha tha, aur wo
05:44 jab hotel mein television pe screen dekhte the,
05:46 kaaba-e-sharif ka upar ka hissa dikhate the,
05:48 yaani ek raat Isha ke baat se leke,
05:50 agle din sabah tak bachon ne dekha,
05:52 ji wo toh aaj kaaba-e-sharif dikhai nahi rahe poora,
05:54 mein dekha, Allah khair kare,
05:56 ho sata hai koi renovation ka kaam ho,
05:58 ya baaz martaba ko sarbarahan-e-mumlikat aatein,
06:00 toh kuch der ke liye wo, cordon off kartein,
06:02 taake wo sahur-e-tawaf waghair kar lein,
06:04 lekin yeh ke,
06:06 phir jab hum agle din khud gaye,
06:08 toh pata chala ki wo kuch tamirati kaam hai,
06:10 renovation ka kaam hai,
06:12 ho sakta hai aaj kal bhi agar nazareen dekhein,
06:14 toh mumkine wo tamirati kaam jari hone ki wajah se,
06:16 wo kaaba-e-sharif ka upar ka hissa dikhaenge,
06:18 mataaf ki andar tawaaf karteve,
06:20 log toh dikhaenge,
06:22 lekin jo daayin-baayin rukawatein rakheen hai,
06:24 wo shayad nazar uske andar na hai,
06:26 agli baat hai,
06:28 kis kisi ko ki har musalman ki khwaish hoti hai,
06:30 ko shish karna chahiye,
06:32 ki Allah taala se mange,
06:34 aur apne taayin jo bhi mahinat ho sakte wo kare,
06:36 aur Allah taala sabab ataaf farmane wala hai,
06:38 baaraz yeh ek safar hota hai,
06:40 kiski zindagi bhar ki yaadey raha kartein hai,
06:42 waha ki nuraniyat hai,
06:44 masjid-e-haram ki,
06:46 masjid-e-nabawi salallah-hu-wa-sallam ki,
06:48 waha ki barakaat hai,
06:50 waha muqaddasat hai,
06:52 waha Allah taala ki nishaniyah hai,
06:54 waha Rasool-e-Akram alaihi-salaam 23 baras rahein,
06:56 hum bhi jab yeh program kartein,
06:58 toh baaz marta waho yaadey thaza ho rahi hoti hain,
07:00 toh yeh wo safar hai,
07:02 wo jahan ki apne vacations ke plan banatein,
07:04 travelling ke plan banatein,
07:06 humara pehle ko travelling plan ho,
07:08 yeh tour hona chahiye,
07:10 jaise hum log jaatein hai,
07:12 picnic ke liye, tafri hi tour pe jaarein hai,
07:14 lekin baaz jangon pe dekha tha,
07:16 galiban Philippine ke log the,
07:18 waha pakistaniye me bhi ek community koi aise hai,
07:20 jo mujhe ab yaad nahi,
07:22 unke haan yeh hai,
07:24 jab shadi hoti hai,
07:26 toh unke haan yeh pehle se tay hota hai,
07:28 shadi ke baad wo kapal usse
07:30 forhi taur pe umre pe bheja jaata hai,
07:32 acchi baat hai, bahot acchi baat,
07:34 maine waha dekha tha,
07:36 ek bahot purani baat hai,
07:38 nai nai kapals woh aaye we hain,
07:40 pata chala, jaise Allah maaf kar,
07:42 ek bahot buri si baat mai karo,
07:44 jo mujhe ada karte ho,
07:46 accha nahi lagta zabaan se,
07:48 humare haan jaisna fashion aaya na,
07:50 angrezo ka, wo honeymoon pe jaarein log,
07:52 wo asal mein yeh tour tha unka,
07:54 balke hum jab the toh ek Karachi ki family se mulaqat hui,
07:56 unhone toh nikaah hi,
07:58 yeh Mekkai Mukarrama mein padwaaya,
08:00 kareebi 20-25 log tha,
08:02 Allah taala ne tohfeek ata farmai,
08:04 main isko zyada appreciate karunga,
08:06 is maana mein, ki nikah bhi waha hua,
08:08 barkat wale maqam par hua,
08:10 duniya jaah ke aur kharche kar rahe hota hai,
08:12 usse baitara Allah taala ke ghar ki hazri ho jaye,
08:14 raza Rasool sallallahu alaihi wa sallam par hazri ka maamla ho jaye,
08:16 yeh zyada productive iske andar baat hogi,
08:18 toh baara, jis kisi ke liye bhi,
08:20 dil me talab ho, Allah se maangna chahiye,
08:22 Allah taala se tohfeek maangni chahiye,
08:24 aur kya achha hu ke humare gharano ko yeh ziyarat ka mauka mile,
08:26 toh life time ki yeh main aarz karta hu,
08:28 iske impact hua karta hai,
08:30 aur agar chote chote bache,
08:32 iptidaayi umar mein, jink liye tohfeek ho jaye,
08:34 ya nisbatan thoda bache balik ho jaye,
08:36 15 saal, 16 saal, 17 saal,
08:38 toh agar yeh naqsh, yeh yeh naqoosh,
08:40 agar barkat ke aur rahmatun ke bait jaye na,
08:42 toh zindagi bar uska impact rahe gaye,
08:44 Inshallah hu taala, Allah taala tohfeek ata farmai,
08:46 toh baharal, khushi iz baat ki hui,
08:48 bahot badi taadaad mein duniya bar se log waha par maujood the,
08:50 ab Allah se hum dua kartein,
08:52 ki Allah hume bhi tohfeek de,
08:54 waha jo banda maang kar aaya hai,
08:56 aur irada kar ke aaya hai,
08:58 Allah hume bhi tohfeek de, humare gharano ko bhi,
09:00 jo log gaye hain, wapas aarein,
09:02 Allah hume bhi tohfeek de,
09:04 ki yeh barkat ka tasalsul jaadi rahe,
09:06 waha agar hum nawafil kasrat se padh rahe hain,
09:08 toh apne apne maqam pe farais toh pure pakke ada karein,
09:10 waha agar neekiun mein aage the,
09:12 toh yaha kam se kam gunaoh se bachne ki koshish karne wale toh ban jayein,
09:16 waha itne maangne wale the,
09:18 toh aakar bhi Allah se maangne wale banein,
09:20 waha gunaoh se bachne ki koshish karne wale the,
09:22 toh idhar wapas aakar bhi gunaoh se bachne ki koshish karne wale ban jayein,
09:26 aur ummat ka dard de kar aayein,
09:28 saari ummat ko humne dekha,
09:30 Alhamdulillah maha jumme mein humne dekha,
09:32 kuch duaon ka bhi itemaam hua,
09:34 goh ke mehsoos hua ki kami hai,
09:36 maazi mein jab istana ki maamlaat hua karte the,
09:38 khunoot-e-naazla ka itemaam hota tha,
09:40 lekin kami mehsoos hua,
09:42 yeh dard-e-dil hai jo main rakh rahoon,
09:44 lekin jo abhi ab palestine ke musulmanon ka maamla hai,
09:46 Israel ka zulm hai, sitam hai, jabar hai,
09:48 iske talus se jo dard-bandi huni chahiye humare andar,
09:52 jo duaon ka itemaam hona chahiye,
09:54 khunoot-e-naazla ka itemaam hona chahiye,
09:56 unke liye jo kuch kar sakte ho karne ka jazba hona chahiye,
09:59 yeh badi kami mehsoos hua hai,
10:01 is kami ke izale ki bhi boho shadiz zulwat hai.
10:04 Nazir-e-Muqtadim, yeh aap yeh na samajh yeh ga,
10:07 ki sahab yeh jo maine aagaz program ka kiya,
10:11 to wo Shuja sahab ke safar ke hawale se kiya,
10:15 umre ke safar-e-saadat kaita hu main isse,
10:18 main asal mein yeh isli hi kiya,
10:20 taake targheeb rahe,
10:22 isme koi self-projection ki baat nahi thi,
10:24 isme koi jo hai wo,
10:25 qudda na khasta yeh batane ki baat nahi thi,
10:27 ki sahab aisa hua aur aisa hua,
10:29 asal masla yeh tha,
10:30 ki chuka hamara program jo chal raha hai,
10:32 khandaani nizam par chal raha tha.
10:34 To zahir-e-ek khandaan ke sarbara ki jo zimmedariya hoti hai,
10:38 ya usse jaise zindagi guzarni chahiye,
10:40 uske liye aadmi ko amli namune bhi chahiye hote hai,
10:43 jo Rasulullah ne faraham kiye hai,
10:44 aur Huzoor (SAW) ne jaisi zindagi guzari,
10:47 ummat pe laazim hai,
10:48 ke wo bhi waisi zindagi.
10:49 Maine Shuja sahab se yeh safar-e-saadat ki guftugu,
10:52 islihi shuru ki,
10:54 ki targheeb ho,
10:56 aur un logon ko june Allah ta'ala ne bohot paisa diya hai,
10:58 jo log salana tafrihi maqamat pe jaate hain,
11:02 wo apni family ko lekar,
11:04 apni khandaan ko lekar,
11:06 aur waha jaaye aur koshish kare,
11:08 Allah ta'ala mujhe bhi taufeeq de,
11:10 ke main bhi us par amal karun,
11:12 aur hum sab ko karna chahiye.
11:14 Humari naslo mein asal mein kuch cheezein muntaqil hona bohot zaruri hai,
11:18 isko hum kahte hain religious heritages,
11:21 yaani humara mazhabi wirsa jo hai,
11:23 wo muntaqil hona chahiye humari nasal mein,
11:26 aur humari maujoodgi mein ho to zyada chahiye.
11:28 Taaki wo dekhe hain humare bade kya karte the,
11:30 wo hota tha na,
11:32 kisi zamana kahe the humare to bade baap dada yehi karte aaye the,
11:34 to dekhe na baap dada kya karte the.
11:36 To khandaan ka maasla,
11:38 silsila jo chala hua tha,
11:40 wo khandaan ke hawale sata,
11:42 aur khandaan mein humne zikr kiya tha,
11:44 khandaan ke anasir tarqeebi hain,
11:46 jismein waaldein hain,
11:48 pehle toh miya bibi ka rishta hai,
11:50 jo waaldein hain,
11:52 waaldein ke baad aulad hain,
11:54 waaldein aqraaba ke baad phir number ghulamon ka aata hai.
11:58 Toh waaldein ke hawale se guftu goh rahi thi,
12:00 aur badi tabeel guftu goh thi jismein yeh teh hua tha,
12:02 ke waaldein ke,
12:04 Shuja sahab ne fahada hai,
12:06 ghaliban paanch martaba Quran mein,
12:08 Allah ta'ala ne apne hukook ke baad,
12:10 waaldein ke hukook ka tazkira kiya hai.
12:12 Toh recap letein Shuja sahab se.
12:14 [Hassan] Jisne aapne fahaya ki,
12:16 jo anasir hain,
12:18 ek family ka composition jo banta hai,
12:20 toh nikah se ghar wujood mein aata hai.
12:22 [Ghamidi] Bilkul, toh yeh shohar bibi ho gaye.
12:24 Inne Allah aulad ata farmade,
12:26 toh yeh shohar bibi maabab ban gaye.
12:28 Phir inki aulad hai,
12:30 aur aulad aapas mein bhai bhen bhi hai.
12:32 Phir rahmi rishton ka maamla aajaayega,
12:34 aur phir door ke rishtedaron ka maamla aayega.
12:36 Aur ek badi achi baad aapne beyaan farmaayi,
12:38 ki agar ghulam aur kanees,
12:40 woh toh ek hangami,
12:42 waqti nauiyat ka maamla,
12:44 magar unke baare bhi bhi hidayat,
12:46 deen ne hme aata farmaayi.
12:48 Pishri program mein,
12:50 yeh isse recap ke dauran,
12:52 humara waqfah aagaya hai,
12:54 toh waqfah letein phir inshaAllah chaltein.
12:56 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu.
12:58 Welcome back, naazim. Waqf-e-khawaat program,
13:00 seerat-un-nabi sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
13:02 mein aapka khair magdam hai.
13:04 Waqfah se pehle humara recap challa tha,
13:06 isme khandani nizam ke baare mein guftagu jaari thi.
13:08 [Hassan] Jazaakallah khair.
13:10 Jaisa ek baat hui,
13:12 khandan, yeh ek gharana wujud mein aata,
13:14 nikah ke bandhan ke zariye,
13:16 shohar bibi, fir inna Allah auladh ataab firmaatein,
13:18 toh yeh walidein ho jatein,
13:20 fir inki auladein toh wapas mein behen bhai hain,
13:22 fir aur rahmi rishton ka maamla,
13:24 fir door ke rishidaro ka maamla aajaata hai.
13:26 Gudishar program ke recap ke taraf chaltein,
13:28 jismein baat kar rahe thein walidein ke taluq se,
13:30 Quran-e-Hakim mein kamaskam paanch martaba,
13:32 Allah-ta'ala ne apne haq ke fauran baad,
13:34 maabab ke haqook ko bayan firmaaya.
13:36 Isme yeh nuqta bhi humne samajhne ki kushij ki thi,
13:38 ki Allah-ta'ala khaliq hai,
13:40 maagar zahiri sabab humari takhliq ka maabab,
13:42 Allah-ta'ala raziq hai,
13:44 maagar rishk humein jo awwalan pohucha
13:46 wo maabab ke zariye,
13:48 Allah-ta'ala muhafid hai,
13:50 maagar humari ifadat maabab ne ki,
13:52 kayi martaba banday Allah ki na shukri par aajaatein,
13:54 ehsaan faramooshi par aajaatein,
13:56 kayi martaba aulad maabab ki ehsaan faramooshi ki ravish par aajaatein,
13:58 toh bataya jaa raha hai,
14:00 ki haqiqat mein Allah hai,
14:02 zahiri asbaab mein tumhari walidein thein,
14:04 jo yeh walidein ko zahiri asbaab mein
14:06 toh haqiqat mein Allah hai,
14:08 zahiri asbaab mein tumhari walidein thein,
14:10 jo tumhari wiladat,
14:12 tumhari parwarish,
14:14 tum takh riske pohuchnein,
14:16 aur tumhari ifadat ka zariya banein.
14:18 Kayi ahadith-e-mubaraka ka zikr pishni shihz mein hua tha,
14:20 ki tumhari maabab tumhari jannat mein aur jahanam bhi.
14:22 Yeh zikr bhi hua ki jannat
14:24 maa ke qadmon ke paas hai.
14:26 Yeh zikr bhi hua ki
14:28 Allah ki raza
14:30 walid ki raza mein hai,
14:32 aur Allah ki narazgi
14:34 mein hai.
14:36 Yeh zikr bhi aaya tha ki maabab ko
14:38 shafqat ke nigaah se dekho toh
14:40 yeh hajj ka maqbul hajj ka sawab aataa hota hai.
14:42 Yeh zikr bhi aaya tha ki Jibreel-e-Ameen
14:44 aalaihiss-Salaam ne kuch aise kalimat kahein
14:46 jinn ko badduaah kahein,
14:48 ki tabah barbaad ho jayein wo shahz
14:50 ke jiss ke saamne uske maabab
14:52 ek e duno burhaabe ko pohchiin,
14:54 aur wo unki khidmat karke jannat na kamaa sakayin.
14:56 Nabi-e-Akram sallallahu alaihi wa aalihi
14:58 wa saallahu alaihi wa saallam. Ameen yeh shastaba ho jayein aur
15:00 barbaad ho jayein. Yeh wo guftugu
15:02 hai jo ayaat-e-Qurani aur
15:04 aah-hadith se mubarakah ki roshni mein humare saamne aayin.
15:06 Phir yeh ke maabab ka haq toh ada
15:08 nahi ho sakta. Toh Surya Bani Israel ki
15:10 ayaat ka humne hawala diya tha, ki ab
15:12 dua karu rabbir ham huma
15:14 kamaa rabba yaani sagheera.
15:16 Burhaaba aagaya, uf bhi na kaina,
15:18 na jhidakna, narmi se baat karna,
15:20 aajizi se kando ko shafqat karte hue
15:22 jhukaaye rakna. Lekin maabab ka haq
15:24 ada nahi ho sakta. Toh dua karna
15:26 rabbir ham huma kamaa rabba yaani sagheera.
15:28 Yeh Surya Bani Israel ki aayat-e-Himba
15:30 24 hai. "Aye mera rab mera in duno maabab
15:32 par raham farmaa ussana ki jab main chhota tha
15:34 toh shafqat ke saath inoone meri parwarish
15:36 ki thi. Maabab intiqaal kar jayein
15:38 toh unke liye sadqa-e-jariya banna.
15:40 Unke liye khud naik amal karke, unke liye
15:42 sadqa-e-jariya banna. Unke liye dua
15:44 ka itimam karna. Isi tariqi se aah-hadith
15:46 mein zikr aata hai, "Walid ka intiqaal ho gaye
15:48 toh chacha ki khidmat karo. Agar walda
15:50 ka intiqaal ho gaye toh khala ki khidmat karo.
15:52 Agar yeh rishidar bhi nahi toh walidein
15:54 ke doston ki khidmat karo." Yeh tafseel
15:56 bataye gayi hai, ke marne ke baad
15:58 bhi maabab ka haq ada karne ki
16:00 koshish kis tarah ki jaye. Aur phir hum
16:02 ne, jo aqal parasto ke fitne
16:04 hai, ki sahab, kya hum par maabab
16:06 ki koi zibidari ka maamla? Ki toh inone
16:08 nikah kar liya, musibat mein hum pehda ho gaye.
16:10 Astaghfirullah. Wahi agar saamne
16:12 na ho, wahi ki taalim na ho,
16:14 toh insaan andha bankar isi tarah ki
16:16 baate karta hai. [Hassan] Toh musibat mein kya pehda
16:18 ho gaye? Allah ta'ala ke takhliq ka
16:20 ek process hai, kainat mein,
16:22 usse isi tarah logon ko duniya
16:24 mein bhejna hai. Aur Allah ki marzi
16:26 aur mansha ke bagahar kaise koi
16:28 duniya mein aasita hai? [Ghamidi] Ji, ji, guya asal
16:30 mein toh yeh khaliq par itiraaz ho raha hai.
16:32 [Hassan] Ji, ji, parairaast. [Ghamidi] Toh yeh toh
16:34 itihaag ki baat hai na. Toh Allah ta'ala hidayat
16:36 din, aur hamein, jo hayat hai hum log,
16:38 Allah hamein taufiq de ki hum
16:40 apne maabap ki qadar karein. Agar hayat
16:42 hai, Allah khidmat ki taufiq
16:44 ataaf farmayin. Agar chale gaye hain,
16:46 toh dua, istighfar karna, khud nek
16:48 bankar, unke liye sadqa-e-jhaariya banna,
16:50 yeh raasta humare saamne khula ho gaye.
16:52 Aur sachi baat yeh hai, ki aaj agar
16:54 main apne maabap ke saath yeh kirdar
16:56 ikhtyaar karunga, toh neeche
16:58 meri aulad mujhe dekh rahi hai.
17:00 Uske liye role model bano. Mukafat-e-amal
17:02 Aur agar nahi, toh
17:04 aaj main agar maabap ko sata raho,
17:06 toh karna meri aulad mujhe sata rahi hai.
17:08 Yeh abhi Shoaib saab ne
17:10 joye, surah bani israeel
17:12 ke hawaali se tazkara kiya,
17:14 waldein ke liye wahaan.
17:16 Surah bani israeel ki in ayaat
17:18 mein, waldein ke budhape
17:20 ke jo masayil hain,
17:22 bishtar naujawaan jo hain, unke
17:24 waldein, zahir hai, naujawaan honge toh
17:26 waldein budhe hi ho gaye honge, toh jawaan hain,
17:28 shadi shuda log hain, unke waldein
17:30 us umar ke us hisse mein honge,
17:32 jiska tazkara bani israeel,
17:34 surah bani israeel mein kiya gaya hai.
17:36 Budhape ke masayil discuss hoon.
17:38 - Alfaz hi aaye hain, surah bani israeel ke ayaat
17:40 balke main guzarish karunga,
17:42 jo paanch maqamat maine zikr ki hai na,
17:44 unmein se yeh maqamat jahan
17:46 qadr-e-tafseer se maabap ka tazkara aaya hai.
17:48 Surah bani israeel,
17:50 pandarve paare ki pehdi surah hai.
17:52 - Surah nisa? - Surah nisa hai,
17:54 surah bani israeel hai,
17:56 matsh kar deta hoon,
17:58 al-baqarah ki ayaat 83 hai,
18:00 surah nisa ki ayaat number
18:02 36 hai,
18:04 surah tul an'aam ki ayaat
18:06 number 151 hai,
18:08 surah bani israeel ki ayaat number
18:10 23, 24 aur 25 hai,
18:12 surah tul ahqaf ki ayaat number
18:14 14 aur 15 bhi hai.
18:16 Yeh kamas ka maqamat hain,
18:18 jahan Allah ta'ala ki haq ke baad wale-dein ka zikr aata hai.
18:20 Al-batta in tamaam maqamat mein,
18:22 ayat-e-shaim-i-saih bayan ka jo nukht-e-urooj hai,
18:24 wo surah bani israeel ki ayaat hai.
18:26 Main guzarish karunga nazim se,
18:28 tafaseer ka mutaala karein, khulkar padein,
18:30 agar aap aulad hain to bhi padein,
18:32 apne maabab ke taalukh se,
18:34 agar aap wale-dein hain, tab bhi padein,
18:36 aur apne aulad ko targheeb dilayein.
18:38 Allah ke kalam ke zariye se targheeb behitreen hoti hain.
18:40 To surah bani israeel ki ayaat 23 mein zikr aata hai,
18:42 burhape ko jo aapne zikr farmaaya,
18:44 imma yablughanna 'indakal kibara ahaduhuma awkilaahuma.
18:50 Agar un maabab mein se ek ya dono burhape ko tumhare saamne pohut jayein,
18:54 falaa takullahuma uf, to unhe uf bhi naa kaina.
18:56 Aur humne yeh samjha tha,
18:58 uf kaitein halkeesi bhi naagawari ki baag.
19:00 Aur yeh arabi ka uf hai.
19:02 Yeh table pe agar mera ghutna lagta hai,
19:04 iske corner par,
19:06 to uf nikalta hai. Yeh urdu ka hai.
19:08 Wo fujaiya hai.
19:10 Aur jo arabi ka uf hai,
19:12 wo hai halka sa naagawari.
19:14 Yeh hum yeh bhi naa.
19:16 To naa uf kaina,
19:18 walaa tanharhumaa naa unko jhidaknaa,
19:20 wakullahumaa qawlan kareemaa,
19:22 aur unse narmi se baat karnaa.
19:24 Chir chir hat aajati hai, burhapa hai, bimari hai, maazuri hai.
19:26 Naa narmi se baat karnaa.
19:28 Wa ghufit lahumaa janaha dhulli mina rahmaa,
19:32 aur shafqat aur aadisi ki saal apne kaandho ko unke saamne jhukaya raknaa.
19:36 Jaise ke, tashree hai,
19:38 jaise ke koi ghulam ba aadab khadaa ho apne aaka ke saamne.
19:42 Aise apne kaandho ko shafqat aadisi se jhukaya khadde rahnaa.
19:46 Aur firmaaya ki,
19:48 waqurrabbirham humaa kamaa rabbayaani sagheeraa,
19:50 aur yun dua karnaa,
19:52 "Aye mere Rabb, mere in maabaap par raham farmaa,
19:54 jab main chhota tha, jaise ino ne mere saal shafqat ki saal parwarish ka maamla kiyaa."
19:58 Acha, uf bhi naa kaho, naa jhidko,
20:00 narmi se baat karo,
20:02 kande aadisi se shafqat ki saal jhukaya rakho.
20:04 Itna saara karne ke baad bhi tum koi maabaap ka haq adaa nahi kar sakte.
20:09 Allah se dua karo, jisne maabaap ko bhi paidaa kiyaa,
20:12 jisne maabaap ke dil me tumhare liye shafqat dali,
20:15 jisne tumhare maabaap ko tumhari kifalat,
20:17 aur tumhari parwarish ke asbaab diye,
20:19 usse dua karo,
20:21 "Allah, tu rahmat-e-naadal farmaa,
20:23 mere bas mein nahi ke main inka haq aadaa kar sakoo."
20:25 Ek hadith shayad beyan hone se raay gayi,
20:27 usse aur wadaat ka ek pehloo saamne aata hai.
20:29 Baaz martaba, humare zehno mein ek baat aati hai,
20:32 hum toh kamane ke qaabil ho gaye,
20:34 hum toh degree holder hain,
20:36 hum toh do laag, ek laag, teen laag, chaar laag, paanch laag kamare hain,
20:39 humne maabaap ko achh saa bed bhi laga kar diya,
20:41 achh saa room bhi diya, achh saa LCD bhi lagaya,
20:43 humne shayad maabaap ke liye koi mulaazma ya mulaazim bhi rag diya,
20:47 humne maabaap, humne ye, humne wo,
20:49 kataan kuch nahi hain.
20:51 Ek sahib Nabi sallallahu alaihi wa sallam ke paas aaye,
20:53 apne waalid ko lehkar,
20:55 tafseeri waqia hai.
20:57 Aur in sahib ne,
20:59 apne waalid ke baare mein,
21:01 Nabi ali sallallahu alaihi wa sallam ke saamne,
21:03 goya ke, ek baat arz ki shikayatan,
21:05 ki, "Ey Allah ke Rasool alaihi wa sallam,
21:07 ye mere waalid hain,
21:09 ye musse paise maangte hain,
21:11 kharcha maangte hain,
21:13 jeb kharch maangte hain,
21:15 aur mere maal mein se maangte hain,
21:17 zara ye zain mein rakhein."
21:19 Achha, poora tafseeri waqia ahadith mein aata hai,
21:21 jab ye waalid, is bachay ka chale aar rahe the,
21:23 toh dil hi dil mein inone kuch ashaar kare hain,
21:25 ashaar gun gun aate ho,
21:27 badbad aate huye aa rahe the.
21:29 Aur, shiddat-e-taasur bhi tha,
21:31 ji, yaani un ashaar ke ek shair ka hasil,
21:33 aarabi mein hai, wo mujhe mustahzar nahi hai,
21:35 uske ek shair ka hasil ye hai,
21:37 "Agar tusse beta kuch na ho saka,
21:39 toh theek,
21:41 kam se kam ek sharif padosi,
21:43 ek sharif padosi,
21:45 jo padosi ka khayal karta hai,
21:47 utna toh mera lihaas kar leta,
21:49 Allah-u-akbar hila dene wala shair hai."
21:51 Toh, ye sahib jab Allah ke Rasool ke saamne kehte hai,
21:53 ki, "Mera baap musse mera paise maangta hai,
21:55 aur huzoor ko ilqa hui wahi,
21:57 ke iske baap ne,
21:59 is shas ke waalid ne,
22:01 aate aate ye ashaar dauraaye hai,
22:03 toh Allah ke Rasool aalaihis salat-u-salam
22:05 ne shiddat-e-taasur farmaya,
22:07 "Anta wa maaluka
22:09 li waalidi ka,
22:11 tu bhi, aur tera maal,
22:13 dono tere baap ke hai."
22:15 Yeh, main dubara daura raha hoon.
22:17 - Naajwaano ke liye bahoti tambi wali baat hai.
22:19 - Ji, "Tu bhi, aur tera maal,
22:21 dono tere baap ke hai."
22:23 Yeh, main jaanboosh ke tarjam hai, is andaas se kiye.
22:25 Kyu? Ab zara iski tashree hai.
22:27 Yani, agar hum apne maashre ki
22:29 zabaan me tashree karein, tum bechte
22:31 kya, tumhari aukaat kya, tumhari haisiyat kya hai?
22:33 Tum toh, bisr pa lete
22:35 jab the, pehda hone ke baad,
22:37 toh karwat lene ke qaabil
22:39 nahi the. Tumhari
22:41 pishaa pakhaane ki gandagi ko saaf karna,
22:43 tumhari cheekhne chillane pe
22:45 tumhari madad ko paunchna,
22:47 tumhari bimari me tumhe lekar, daudkar
22:49 hospital paunchna, tumhari takleef
22:51 ko bardaash karte karte, puri raat
22:53 ko guzaar dena, apne aaraam
22:55 ko qurbaan karke, tumhari janam dene
22:57 ka maamla, tumhari wiladat ka maamla,
22:59 tumhari kifalat ka maamla, tumhari parwarish
23:01 ka maamla, tumhari sardhi garmi ki sakhtiyon
23:03 ko jhelne ka maamla, tumhari aukaat kya,
23:05 tumh bheshte kya ho? Yeh sare
23:07 mahabab ke tumhar ihsaanaat the,
23:09 jo aaj tum kisi qaabil hobe ho.
23:11 Aur tumh yeh samjhte ho, ke mera maal hai,
23:13 meri qualification hai,
23:15 meri quwate baaz hu hai, mera ka maal hai.
23:17 Aur tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:19 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:21 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:23 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:25 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:27 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:29 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:31 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:33 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:35 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
23:55 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
24:17 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
24:37 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
25:01 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
25:21 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
25:41 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
26:01 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
26:21 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
26:41 tumhari aapka maal bhi, tumhari aapka maal bhi,
27:01 Assalamu alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu.
27:13 After the Waqf, we have your good time in the programme
27:15 Seeratun Nabiyeen Sallallahu Alaihi Waalaihi Wasallam.
27:17 The point was that the rights of parents,
27:21 we say what rights, the problem is that we cannot deny them,
27:26 we cannot ignore them because it is not a matter of parents,
27:31 it is the command of Allah.
27:33 And my request would be with reference to this programme,
27:36 to all the viewers who watch this programme all over the world,
27:39 that especially the verses of Surah Bani Israel,
27:44 in which the rights of parents are mentioned,
27:47 they necessarily teach their children,
27:51 they teach the Nazra, they teach the Hifz,
27:54 and the Imams who teach the children in the mosques,
27:59 they teach the Quran,
28:01 they should also take care that when they reach Surah Bani Israel,
28:05 the translation of these verses should be given to every child,
28:10 rather, they should be given as an assignment,
28:12 that memorize it well and tell us tomorrow.
28:15 Whether they teach the whole Nazra or not,
28:18 when these verses are revealed, parents and the scholars should also be concerned,
28:23 the teachers who teach in the Madrasas,
28:26 they should teach the children that,
28:28 we say that our children are disobedient,
28:30 the reason for this is that we do not tell them all these things.
28:33 Thousands of people do not know.
28:35 Once there was a religious programme on a channel,
28:41 and a call came from the US,
28:43 and a live programme was going on.
28:46 The caller was a father,
28:48 he said that there is a good thing going on in your programme,
28:51 it is about religion,
28:52 so please give some guidance about our children.
28:56 I have started to tell this to him with all my heart,
28:59 I said that we will definitely tell,
29:01 but my first question is,
29:02 why did you leave Pakistan and go to America?
29:04 For economic happiness.
29:07 Why else?
29:08 Yes, most people go because our economy will improve.
29:12 So that the economy improves, the house improves,
29:14 the business improves,
29:15 revenue generation improves,
29:17 if this was the only purpose.
29:19 Yes, this was the only purpose.
29:21 So what role model have we presented to the children?
29:24 The real thing is wealth.
29:26 A non-religious culture.
29:28 Yes, the real thing is wealth,
29:30 and eating and drinking well is this.
29:33 Now when these children are growing up,
29:35 they are considering you a burden.
29:37 I earn myself,
29:38 now should I feed this too?
29:39 Should I feed the mother and the father?
29:41 This will be very difficult.
29:43 My mother will be in danger,
29:45 my beautiful dreams will be incomplete,
29:49 my good objectives,
29:51 my big plans will be stopped.
29:54 So what will the children understand?
29:56 They will understand the burden.
29:58 So I asked him,
29:59 he was on the line,
30:00 I said, is this the way?
30:01 He said, yes, this is the way.
30:02 I said, I am not condemning you,
30:04 I am not mocking you,
30:05 first you accept that this is wrong.
30:08 That we should make only wealth and the world our goal.
30:12 When you make wealth and the world your goal,
30:14 and give this example to the children,
30:16 then the children will also make the world their goal.
30:18 And when the expenses on the old parents,
30:20 or the time given to them,
30:22 will be a hindrance to their dreams,
30:25 then they will throw the parents in the old house.
30:28 Then what is the point of treating them well?
30:30 So first you accept this,
30:32 number one.
30:33 However, number two,
30:34 if your children are listening to this program,
30:36 then you will say about the children,
30:38 if at any time someone's parents make a mistake,
30:41 then someone's mistake is not a reason for you and me to be wrong.
30:45 As children,
30:46 religion teaches good treatment to polytheists.
30:50 Even to polytheists,
30:51 good treatment.
30:52 If we don't accept their wrongdoing,
30:53 then our parents are Muslims.
30:55 So we will also make the children understand.
30:57 And now the last thing is,
30:58 that you also make the hereafter your goal.
31:01 Make the children understand,
31:03 that the world is not real,
31:04 the hereafter is real.
31:05 Until this feeling that I will have to answer tomorrow,
31:09 this is not going to be understood by reason alone.
31:13 This is understood in the light of the teaching of Wahi,
31:16 this is understood in the light of the feeling of answering,
31:19 that now my parents are not a burden,
31:21 they are my heaven.
31:23 If I leave my entertainment and things for a while,
31:26 and focus on my parents,
31:28 then this is a matter of attaining my heaven,
31:30 which ultimately is my greatest happiness.
31:34 Which ultimately is my greatest benefit.
31:37 So today if I spend on my parents,
31:39 I give time to my parents,
31:41 I am not doing a favor,
31:43 I am fulfilling their right.
31:45 Although my Lord is so generous,
31:47 He says that your heaven will be established on this.
31:50 I will give you your heaven on this.
31:52 And happiness like heaven cannot be found anywhere.
31:54 It cannot be found anywhere.
31:56 It will not be found in dollars.
31:58 And it will not be found where we go to improve the economy.
32:01 Most people migrate from their country for money.
32:05 For status.
32:07 For bank balance.
32:09 We will not get any reward for this migration.
32:12 In fact, it will cause social harm.
32:15 Social happiness will come,
32:17 but social harm is very terrible.
32:19 Anyway, this is my point of view.
32:22 I have kept my point of view.
32:24 It is not necessary for you to agree with this.
32:26 But it is a point that should be said.
32:29 I remembered an incident during your conversation.
32:32 I read somewhere that a German woman,
32:34 a non-Muslim,
32:36 took her young son,
32:38 she was a good aged woman,
32:40 she took her young son to an Islamic center.
32:44 And she called all the people responsible for her
32:48 and asked them to convert her son to Islam.
32:51 She was very surprised.
32:53 She asked, "Are you a Muslim?"
32:56 He said, "No, I am not a Muslim."
32:58 She said, "Then convert your son to Islam."
33:00 He said, "Yes, I want to convert my son to Islam."
33:02 She asked, "Why do you want your son to convert to Islam
33:04 when you are not a Muslim yourself?"
33:06 He said, "I want my son to convert to Islam
33:08 because the family that lives in the flat opposite to mine
33:10 is a Muslim."
33:12 When his son leaves home in the morning
33:14 and his mother comes to drop him at the door,
33:16 he kisses her hands,
33:18 touches her feet,
33:20 and goes to her house.
33:22 When he comes in the afternoon and opens the door,
33:24 he kisses her hands.
33:26 When I go to his house,
33:28 I see him standing with his hands tied in front of his mother.
33:30 I feel very good about it.
33:32 I am afraid that
33:34 I am getting old and my son will put me in an old house.
33:37 So, I should convert him to Islam.
33:39 SubhanAllah.
33:41 So, this is called impact.
33:43 With your permission.
33:45 You must have seen that
33:47 the problem of drug use is prevalent all over the world.
33:50 But in many non-Muslim countries,
33:52 you must have seen that
33:54 some Muslims worked hard
33:56 and converted to Islam.
33:58 So, they stopped using drugs.
34:00 Similarly, we know that
34:02 in some non-Muslim countries,
34:04 Muslims are allowed to go to jail
34:06 and preach.
34:08 Their own objectives are
34:10 the will of Allah.
34:12 They said that they convert to Islam
34:14 and they join the mosque
34:16 and stop using drugs.
34:18 And they leave the crime
34:20 and convert to Islam.
34:22 So, the question is
34:24 how will they handle the drug users
34:26 and how will they handle the big criminals.
34:28 Go and convert them to Islam.
34:30 Those non-Muslim governments
34:32 will have their own objectives.
34:34 But the one who will have to accept Islam
34:36 will get the wealth of faith.
34:38 Allah has created a means for that.
34:40 Now, what is happening?
34:42 Like this woman said
34:44 that convert my child to Islam.
34:46 I say that one child has become Muslim.
34:48 Convert this child to Islam
34:50 so that our expenses are reduced.
34:52 Convert these criminals to Islam
34:54 so that our expenses are reduced.
34:56 Islam is so beautiful.
34:58 If someone wants to take a little benefit
35:00 of the world, he will give.
35:02 Islam is so beautiful
35:04 that you and I,
35:06 thousands of our viewers,
35:08 we are going to believe.
35:10 If those who follow the Islamic principles
35:12 do not even have the Kalima,
35:14 Islam is a religion of peace and security.
35:16 So, peace is given to them
35:18 and security is given to them.
35:20 This is a different thing
35:22 that in their matters of faith,
35:24 the matter will be somewhere else.
35:26 But the worldly benefits,
35:28 when they get those who do not have faith in God,
35:30 they get benefits,
35:32 then those who have faith,
35:34 those who read the Kalima,
35:36 what will they not get?
35:38 But we do not believe in it.
35:40 Actually, the whole matter is of conviction.
35:42 The view of belief.
35:44 Our belief is weak.
35:46 But the one who does not believe,
35:48 he is taking benefit.
35:50 So, the world of the believer's benefits.
35:52 And what big benefit are we talking about?
35:54 We are not talking about here.
35:56 Yes, here we are talking about meeting.
35:58 In what sense?
36:00 Subhanallah, the famous hadith
36:02 that is mentioned,
36:04 a Sahabi (ra) made a window from this.
36:06 So, the Prophet (pbuh) said,
36:08 "Why did you make it?"
36:10 "Light will come, air will come."
36:12 The Prophet (pbuh) said,
36:14 "Keep your intention,
36:16 the voice of Adhan will come,
36:18 light will come, air will come."
36:20 Light is natural,
36:22 when the sun rises,
36:24 light will come.
36:26 The real is the hereafter,
36:28 we believe in it.
36:30 So, the world will be humiliated
36:32 and put at our feet.
36:34 And this is an experience.
36:36 You start moving away from the world,
36:38 the world follows you.
36:40 And the more you get stuck in the world,
36:42 there is no solution for it.
36:44 There is no solution for it.
36:46 There is a meaning of a blessed hadith,
36:48 that if a person,
36:50 you can check the verse of the Quran,
36:52 if the mountains are made of gold,
36:54 he will say, make another mountain.
36:56 This is a blessed hadith,
36:58 that a person can get a valley full of gold.
37:00 A valley full of gold.
37:02 He will say, "Can I get another one?"
37:04 If he gets another one,
37:06 he will say, "Can I get another one?"
37:08 The hunger of his stomach,
37:10 he can get it.
37:12 This is the world.
37:14 This is the world.
37:16 It is not a far thing.
37:18 Think among us,
37:20 we have many merchants,
37:22 who don't know how much wealth they have,
37:24 and how many accounts they have.
37:26 We have some great people,
37:28 who don't know their wealth,
37:30 but they are satisfied with that wealth,
37:32 that this is enough,
37:34 now we will spend our life.
37:36 They are not living with this luxury.
37:38 They can get a valley full of gold.
37:40 Or, the one who is certain about his grave,
37:42 the one who is certain about his death,
37:44 he will have a stable life.
37:46 In this program,
37:48 a few days ago,
37:50 we talked about the companions,
37:52 they were seeking the hereafter.
37:54 A companion left home for the shop,
37:56 "The sun has just risen."
37:58 "The sun has just risen."
38:00 He went back to the shop,
38:02 "Where are you going?"
38:04 He said, "I have fulfilled my need."
38:06 "I am going, I will pray to Allah,
38:08 and my other brother will earn,
38:10 and by the will of Allah,
38:12 my need will be fulfilled."
38:14 "What is our matter?"
38:16 "He closes at 9 at night,
38:18 I will close at 9.30."
38:20 "He closes at 9.30,
38:22 I will close at 10."
38:24 "He closes at 10,
38:26 I will close at 11."
38:28 "I will not get up before that."
38:30 "I don't know about the rest of the city,
38:32 I am talking about Karachi,
38:34 and then something else happens."
38:36 "Yes." "May Allah protect us."
38:38 "Ameen." Viewers, we have been talking
38:40 and we have been moving forward,
38:42 and we have to talk about a lot of things,
38:44 but the time of the program is running out.
38:46 So before asking for permission for today's program,
38:48 I will ask Shuja Sahab to give us the Hadith of the day,
38:50 and then we will leave.
38:52 The Messenger of Allah (PBUH) said,
38:56 "When a person passes away,
38:58 three things go with him.
39:00 Two come back, one goes with him.
39:02 When he is buried,
39:04 he has relatives,
39:06 and if he is killed,
39:08 he comes back.
39:10 Either he stays at home,
39:12 or if he has a son,
39:14 he comes back.
39:16 Relatives come back,
39:18 wealth comes back.
39:20 What goes in the grave?
39:22 His belief and his actions.
39:24 This is the wealth that we have to take from the world.
39:26 We should worry about this.
39:28 Viewers, with this blessed Hadith,
39:30 please give permission to Dr. Mehmood Ghaznavi,
39:32 who is our guest,
39:34 Allah negheban.
39:36 Wa-Salaam-o-Alaikum wa-Rahmatullah-e-Barakatuhu.
39:38 www.fashionecstasy.com
39:40 www.FashionEcstasy.com
39:42 www.FashionEcstasy.com
39:44 www.FashionEcstasy.com
39:46 www.FashionEcstasy.com
39:48 www.FashionEcstasy.com
39:50 www.FashionEcstasy.com
39:52 www.FashionEcstasy.com
39:54 www.FashionEcstasy.com
39:56 www.FashionEcstasy.com
39:58 www.FashionEcstasy.com
40:00 www.FashionEcstasy.com
40:02 www.FashionEcstasy.com
40:04 www.FashionEcstasy.com
40:06 www.FashionEcstasy.com
40:08 www.FashionEcstasy.com

Recommended