शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: लोभ-नरक का एक द्वार

  • last year
शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: लोभ-नरक का एक द्वार

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Namaskar, aaye aaj aapko sunate hain Rajasthan Patrika ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:07 ka Sharir Hi Brahmand Shrinkhla me Patrikayan me Prakashit Aaleg, jiska shishak hai Lobh
00:13 Narak ka Ek Dwar.
00:15 Karmano yapi bodhavyam, bodhavyam cha vikarmanah, a karmanashtha bodhavyam, gehna karmano gati
00:22 hi gita 4.7, arthaat, karm ka tatva janane yogya hai, vikarm nishidh ka tatva janane
00:28 yogya hai, a karm karmabhav ka tatva bhi janane yogya hai, karm ka gyan bahut gambhir
00:34 hai, karmanya karm yaha pasched akarmani cha karm yaha, sa buddhiman manushyeshu,
00:41 sa yuktaha krishna karm krisht, gita 4.18, arthaat, jo karm me akarm dekhe aur akarm
00:47 me karm dekhe, wahi manushyon me buddhiman hai, wahi karm yogi hai, wahi sab karmo ka
00:53 karne wala hai, sab karmo ka phal usse prapt ho jata hai, karm hi jeev ki gati hai mukti
00:59 hai, sharir indriya karm me samyak gyan na hone se buddha karm bhi akarm ban jata hai,
01:05 aur karm bhi karm ban jata hai, phal prapti ke liye kiya gaya karm asakti ke karan bandh
01:11 ka karak hota hai, lok ke karan is karm ka sanskar dhril hota jata hai, aur bina prayojan
01:16 ke bhi hota rahta hai, vyakti karm kiye bina ek shand bhi nahi rahe sakta hai, kintu phal
01:22 asakti hona bandh ta hai, phal ke sanskar punaravritti ke liye prerit karte hai, asakti aur lok
01:28 hi karm ka karan bandh te hai, ishwar ke virudh shastra nishidh kiya karm vikarm hai, karm
01:34 yadi ishwar ko arpit na ho to unme bandhan hota hai, sharir me pran sanchar ke saath
01:39 hi man buddhi indriya paida hoti hai, bahi abhisheyon se sampark hota hai, swas prashwas
01:46 bhi bahagi salta hai, isme karm bandhan ki karan yeh akarm hai, punar janma ka bhi karan
01:52 bandh ta hai, jaise jaise man paripakvu hota hai, jagrat hota hai, uska man antar mukhi
01:57 hone lagta hai, indriya vyapar ghatta jaata hai, jo kuch karm rehta hai, wa neshkarmya
02:02 roop vyavasayatmika buddhi se hota hai, yeh karm hai, isi pran karm ko karte karte man
02:09 vyapar shurniya hu jata hai, man ka istil hona hi nishreyas ki uplabdhi hai, yehi karm
02:15 ki antim avastha hai, isi ko vikarm kehte hai, shyam charan lahiri, mool me karm akarm
02:21 vikarm sabhi karm ke hi roop hai, karm me man nahi lagna, shraddha nahi hona, natak
02:26 matra karna, karm ko akarm bana dete hai, chup bathe rehna, kuch nahi karna akarm hai,
02:32 kintu man ka gatiman rehna, us karm ko gatiman banaye rakta hai, bandhan karak ho jaata hai,
02:38 kyuki pravrati ko rokna bhi karm hai, atma me kol karm nahi hai, akarta hai, kintu nivritti
02:45 bhi karm hi hai, vahan me yatra karte same bahar ke istir vishay gatiman dikhai dete
02:51 hai, door ke gatiman vishay istir dikhai parte hai, atma istir hone par bhi usme kartabhav
02:56 ki gati ki anubhuti sada rehti hai, baithe huye bhi sharir me gati rehti hai, aur dhanti
03:02 chup rehne ki rehti hai, siddhiya hota hai ki atma sada akriye hai, prakratik deh sada
03:08 kriyashil hai, yaha hinsa karm ka udharan diya jata hai, bahunaam bhavati kshemas tasya
03:14 punya pradobadh, arthat jaha ek ki hinsa se bahuton ki raksha hoti hai, bhaha satkarm
03:20 kaha jata hai, paritranaya sadhunam vinaashayacha dushrtam iska udghosh hai, hinsa yadi bina
03:27 ichcha ya anjane me hoti hai, keet patangon ki tab bhaha akarm hi hai, upkar ke dauran
03:33 bhi kisi ki mrityu ho jaye jaise chikitsa ke dauran to bhaha akarm hi hai, bandhak nahi
03:39 karm hai, pandit matusudan oja ne karm ke 6 bhed bataye hai, brahm ke 2 roop hai amrit
03:45 aur mrityu, ye hi gyan aur karm hai, sada saath rehte hai, agni som jaise, isme amrit
03:52 bhaag se mrityu bhaag ko alag dikhana hi karm hai, ise kritu, yatma, kriti, adi kaha jata
03:57 hai, yaha karm cheshta, sharir kiya kriya ko anya vastu par aarokit karna kshan karm hai,
04:03 bhaag bhaavik karm hai, jo to sabhi karm kshanik hi hote hai, kintu inki kshanta swasht hoti hai,
04:10 indriyo ki karm shraman, vaak, drishyata, adi bhaav karm kehlate hai, jiske saadhan kriyavan
04:16 ho, woh kriya kehlate hai, jiske saadhon me halchal naho, spand, usse bhaav kriya kehate
04:22 hai, kriya ko yaha kshan shabd kehate hai, sharir ki dosh marjan, atishaayadhan, sanskaar,
04:28 karm kehlate hai, inka fal bhi sharir par hi hota hai, jo ab vya purush ke virudh paap
04:34 roop karm hai, ve paachve hai, vyakti jo bhin bhin prakaar ki vastu utpanna karta hai, ve
04:39 chhate karm karak karm kehlate hai, inme atma ka virodhi hone se paachva karm sarvatha tyagne
04:46 yogya hai, anya jo bhi karm atma ke virodhi ho tyagne yogya hai, ye vikarm kehlate hai,
04:52 amrit mrityu bhaag saath rehte hai, amrit bhaag ke karan mrityu bhaag bhi amrit jaan
04:57 padta hai, mrityu ka atma swaroop amrit me pravisht hota hai, geeta me kaha hai ki karm
05:02 me akarm pravisht hai aur akarm me karm, karm ke pravisht se brahm ke teen roop ho jate
05:08 hai, karm sahit brahm ya visisht brahm ko satta, chetna, anand roop kaha jata hai, mrityu
05:14 ke bhitar ka amrit satta hai, swatantra satta roop hai, mrityu swatantra nahi hai, satta,
05:21 satta roop amrit bhaag me parivartan nahi aata, satta bhaav abhaav dono me uplavd hai, amrit
05:27 me jab mrityu pravisht ho jaye to vah chetna kehlate hai, chetna hi vishay garbhit gyaan
05:32 hai, vishay ka gyaan hi prakaash roop hai, jo vishay ke saath nahi badalta, mrityu ke
05:37 saath yukt jo amrit bhaag hai, usse sookh roop se alak kar dekhna anand hai, arthaat
05:43 sabhi karm atma par hi ashrit hai, satta aur chetna yadhyapi, karm mishrit hai, unko
05:49 karm ko hata ke dekhna hi brahm drishti hai, aisa vyakti hi buddhimaan kaha jata hai, jabardasti
05:55 karm tyaag karne par ichcha rahit karm nahi ho sakta, tab vihit karm nahi hota, vasna mein
06:01 phal dayak karm rehta hai, ashudh chit se karm tyaag bhi nahi ho sakta, karm ka karta
06:07 ahankar hai, atma me buddhi yeh ahankar peyda karte hai, tab atma hi karta roop brahmit
06:13 karta hai, atma ka chetan dharma buddhi mein aaropit rehta hai, atah aise karm ahankar ko
06:19 hi pravrit karte hai, atma ke dharma nahi hai, karm aur karta mithya reh jate hai, karm karne
06:26 par bhi na karne ke samaan dikhai parte hai, tab karm me akarm dekha ja sakta hai, is gyan
06:32 ke ho jane se ahankar ghatta jata hai, bandhan khulte jate hai, jo log karm bandhan se dar
06:38 karm nahi karte hai aur swayam ko tyagi maan baithte hai, unka ahankar nasht nahi hua,
06:44 atah unki karm shunyata bhi karm se mukta nahi hoti, ve akarm mein bhi karm karte hai, isko
06:51 samajh lena buddhi maani hai, man ko isthir kiye bina buddhi isthir nahi hoti, atma ka
06:56 akarta bhaav samajh mein nahi aata, yagyo me pashuvali anivarya hai, krishna kehte hai
07:02 yagya naam jap yagyos me, meri bhi bhuti jap yagya aur usme bhi ajapa jap, yeh pashuvat
07:09 ke bina poon nahi hota, pashu kaun, manusyo ke chit me kaam, krodh, lobh aadi pashu ke
07:14 samuhu vichran karte hai, sadhak in pashu bhaavon ki bali deta hai, bali ka aarth tyag hai,
07:20 yagya ki poonata ka aadhar hai, sankalp hi bahiye padarthon se jod kar dhakta hai, man
07:26 ko nishkriya nahi hone deta, sadhana se hi karm mein akarm dikhai deta hai.

Recommended