• 2 years ago
Transcript
00:00 Karachi ki alake IAI chundrigarh road par imarat me lagi aag ko bujhaya ja rahe hai aag bujhane ki koshish ki ja rahe hai aap manase dekh rahe hai Adnan Rajput humare saath maujad de hai unse mazeed jaanege. Ji Adnan.
00:11 Aajibikul deeje tower ke garib imarat me haathis dhagi ka baakiya besh aaya tha. 10 fire brigade ki gadiye unhe aag par kabu paali hai. Cooling ka amal jaari hai. Chief fire officer ka batana hai ki aag ki itla 3 bach ke 1 minute par mili thi. Jabki aag par kabu paali hai tha. Iske baad 5 me floor par dubara aag padki thi. Jisse 10 gadiye ki madad se aag par kabu paaya hai.
00:32 Chief fire officer ka mazeed batana hai ki imarat ke bichle isse par 127 AC lagay hua the. Aag cable ke zariye 11 floor sakh pochi thi. Jabki aag lagne ke baayi kisi kisam ka jaani nuksaan nahi hua. Ek khatun maamuli zakhmi hui thi jine karibi aspataal muntegil kiya gaya tha. Toh tabi imdas param karne ke baad unhe ghar rawana kar diya gaya tha.
00:51 Toh Adnan abhi tak aag lagne ki wajah malum ho sakhi?
00:54 Iptidai toh par chief fire officer ka batana hai ki aag lagne ki wajah malum nahi ho sakhi hai. Aag mukambal cooling ke baad hi aag lagne ki wajah ka sahiw kiya jaa sakhi hai.
01:04 Aur jab aag lagi toh imarat me kitne log maujood the? Kya sabko bahifazat bahar nikal diya gaya?
01:09 Iptidai toh par jab aag lagi thi toh imarat ke andar maujood logon ko kori toh par bahar nikal kar mehpood maqam par muntegili kar diya gaya tha.
01:19 Acha yeh batayega is imarat ke hawale se kuch batayega ki iske overall kitne floor hai aur aag kab tak bhuja di jayegi? Kya kehna hai fire brigade ka?
01:27 Chief fire officer ka batana hai ki 11 manzila yeh imarat hai. 11 floor pe pehle aag lagi thi. Jitte kori door par fire brigade ki 5 gadiye bhuja diya tha. Jiske baad dubara 5 pe floor par ek baap fir aag padgi.
01:44 Aag ki surat aal ko dekhte hua, mazeed gadiye talab ki gayi thi. Cooling ka amal is bagh jaari hai aur cooling is bagh ki jaari hai. Jakki aag par takriban kabhu paaliya gaya hai.
01:57 Theek hai Adnan, bahut shukri aapka update karne ke liye. 5 pe floor par aag lagi hui hai. Iske snarkle ki madad se aag bhuja ne ki koshish ki jaari hai.
02:05 Aur tamam afraag ko jo is building me maujood the bahifazat bahar nikal diya gaya hai. Bahut shukri Adnan aapka update karne ke liye.

Recommended