ECP chief decisides to respond to the President's letter, ECP sources
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 [PKG] Aham khabar aapko denge Chief Election Commissioner ki zahir-e-sadarat Election Commission ka aham ijlaas khatam ho gaya hai. Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka faisla yeh kena hai zarah Election Commission ka. Mazeed jaanege Zahid Mishwane se. Zahid bataayega iss baare mein.
00:15 Sadr-e-Mumlikat ki taraf se Election Commission ka jo khat laka gaya tha jisme mulaqat ki dawat de gaye thi aur aaj uss hawale se Election Commission me aham ijlaas hua. Chief Election Commissioner aur Election Commission ke digar jo mutlaqa idarein hai, mahirin the aur ahirkaar afzaran unhone shirkat ki aur tajweez de gai ki iss hawale se Sadr-e-Mumlikat ke saath mulaqat na ki jaye aur jo khat Sadr-e-Mumlikat karaf se aam intikhabat ke hawale se aur schedule ke hawale se behja gaya hai.
00:43 Uska jawab aayin aur qanoon ke mutaabik jo banta hai wo diya jaye. Chief Election Commissioner ki taraf se bhi yeh kaha gaya ki yeh baat saamne aayi hai ki woh bhi mulaqat ke hawale se jo hai woh iske haq mein nahi hai. Isliye yeh faisla kiya gaya hai ki Sadr-e-Mumlikat ke haq ka jawab diya jayega aur Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi hai.
01:04 Taham Election Commission ki taraf se jo ek ilaniya hai jiska intizaar hai abhi aana baaki hai ab dekhte hai yeh ki Election Commission issa waale se tabeel tohr par kya jayega.
01:14 Teek hai bahut shukriya. Zahid Mishwani tafseelan aga kar rahe the Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karenge yeh kena hai zara Election Commission ka.
01:22 Intikhabi schedule jaari karne ke ikhtiyaar Election Commission ke paas hai. Chief Election Commissioner ki zaris idarat Election Commission ka aham islaas khatam ho gaya. Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka faisla.
01:35 Aham khabar se aapko aga karein Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karega. Intikhabi schedule jaari karne ke ikhtiyaar Election Commission ke paas hai. Chief Election Commissioner ki zaris idarat Election Commission ka aham islaas khatam ho gaya.
01:50 Zara Election Commission ne kena hai ki Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka faisla. Sadr ke jaanib se Chief Election Commissioner ko khat likha gaya tha. Ab yeh zara Election Commission karein Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka faisla.
02:05 Chief Election Commissioner ki zaris idarat Election Commission ka aham islaas khatam ho gaya. Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karege. Intikhabi schedule se jaari karne ke ikhtiyaar Election Commission ke paas hai. Chief Election Commissioner ki zaris idarat Election Commission ka islaas khatam ho chuka. Zara Election Commission ne kena hai ki Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka faisla.
02:28 Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karege. Ab Election Commission ke zarai ke saamne se yeh baat aa rahi hai ki intikhabi schedule jaari karne ka ikhtiyaar Election Commission ke paas hai. Chief Election Commissioner ki zaris idarat Election Commission ka ek aham islaas hua jisme Sadr ke likhe gaye khat par ghaur kiya gaya aur ab yeh faisla saamne aa raha hai ki wo Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karege. Election Commission ka Sadr-e-Mumlikat ke khat ka jawab dene ka bhi faisla saamne aa raha hai.
02:57 Chief Election Commissioner Sadr-e-Mumlikat se mulaqat nahi karege. Ab Election Commission ke zarai karege. Aur yeh bhi kaha gaya hai ki intikhabi schedule jaari karne ka ikhtiyaar Election Commission ke paas hai.
03:10 Isi bhi baat karenge humaar saath mahir-e-qanoon Qais-ur-Imam saab mauchood hai. Bahut shukriya sir aapke vatya ki Sadr ne taarikh ke liye Election ki Chief Election Commissioner ko bulaaye tha. Lekin ab jo hai wo Chief Election Commissioner jo hai wo nahi jaa rahi hai Sadr se mulaqat ke liye. Toh is baari mein bataye ke kya is tariqah se wo inqaar kar sakte hai?
03:29 Asal mein toh jo aayine Pakistan hai uska jo article 48 hai uski interpretation ke hawale se yeh khat bhi likha jaata hai aur mulaqat ke hawale se kaha bhi jaata hai. Jismein yeh hai ki Sadr saab mein wo koi taarikh de sakte hai. Lekin isko agar hum mila ke padte hai jo Election Act ke andar jo VM hai aur wo amendment bhi hogi uske andar dates ke hawale se.
03:53 Toh ek usme interpretation ka question abhi hai with respect to announcement of the date of the election. Mere kyaal mein ki Sadr saab usko wo interpret kar rahe hunge uss tanazool mein ke jismein wo isko announce kar sakte hain aur phir wo ussi tanazool mein wo ne letter bhi likha.
04:13 Election Commission chunke khud ek aayini idara hai aur wo yeh unki interpretation yeh hogi ki nahi aisa nahi hai ki we are not subordinate to the President. Hum ek independent idara hai aur humne yeh dekhna hai ki yeh saari management yeh sab kuch chunke humne karna hai toh isliye wo saari cheezein mukammal hai ya nahi hai uske baad.
04:31 Lekin is poore tanazool ke andar jo cheezein bahut zyada highlight ho rahi hai wo yeh hai ke unhone unko bulaya aur unhone kaha ke mulaqat karein aur usme taariq deyin. Mere kyaal mein yeh saari zimni cheezein unko bulana ka ikhtiyar shayad jo hai wo hum nahi kaha sakte ki aap ek aayini ek idara ke sarbara ko bulaya jaye aur uske baad unhe direct kiya jaye ki yeh cheezein deyin.
04:52 Yeh baad zarur hai ki iski abhi tak interpretation ki zarurat hai. Meri zaati raayi yeh hai ki jo aayin ki dafah hai wo overall holistically apply nahi ho sakti jo 48-5 hai. Wo apply hogi ek khaas situation ke andar aur usme bhi yeh hai ki jab Election Commission aur President ka jo office hai they are in line with each other.
05:14 Agar Election Commission yeh samajhta hai ki aisi situation nahi hai attending circumstances mein jo koi zaruri cheezein aur usme bhi tyari ki zarurat hai aur wo saar hai toh wo definitely unki report pesh karenge wahapar ki jo aap is time chaar hai immediately wo maroozi halaat uski ijazat nahi dete.
05:31 Toh uske baad kuch scenario hoga lekin yeh koi aisi cheezein nahi hai ke jiske upar main yeh kahe sakoon ki nahi yeh absolutely Sadar sahab ke paas power hai aur ab inhe jaana hi hai aur uske baad wohi isko declare karenge. So I feel ki yeh Election Commission isme independent hai but it needs interpretation.
05:50 The President of the country has written a letter to the Chief Election Commissioner and has invited him for a discussion on the date of the election. But now the President has said that he will not meet the Chief Election Commissioner and will answer the letter. So can the President do anything if he refuses to meet the Chief Election Commissioner?
06:15 Bismillahir Rahmanir Rahim ji aapko bohos shukriya. Is saare case ke teen aspects hai. Ek iska aspects wo hai ki aayini aspects hai. Doosra iska aspects yeh hai ki humare mulk ke andar jo is fakat constitutional controversy chal rahi hai aur jis tara idare ek doosre ke saamne aaye hua hai aur teesra iska yeh hai ki as a head of state bhi aapki kuch responsibilities hoti hai.
06:39 Ki agar aapko cheez likhte hain ya karte hain to aapko itna constitutionally ya legally sound hona chahiye ki Pakistan ka koi bhi idara jo hai wo aapko uska response jo hai wo usi tarah chahein jo kanoon aur ayin ke mutaabik likha hua hai. To yeh teen aspects is cheez ke hai.
06:55 Ab humare mulk ke andar yeh jo controversy chal rahi hai Election Commissioner of Pakistan ki iske andar badi clearly is cheez ke andar hai ki constitution ke andar jo election hai wo hoga article 51.5 ke neeche ki aapki census jo hai jo notified hui hai unke neeche jo aapki limitations, delimitations hongi uske baad hoga aur yeh kanoon ko mandate jo hai ayin ka wo Election Commissioner of Pakistan ko diya hai humari parliament ne article 222 ke neeche.
07:23 Doosra yeh hai ki Election Commissioner kyun yeh kar raha hai? Election Commissioner isliye kar raha hai usko article 153 ke andar humari Council of Common Interest ne jo hai usne ek faisla ki hai. Us faisla ko Pakistan ki kisi adalat ke andar aap challenge nahi kar sakte hai aur sirf aur sirf parliament ka joint resolution jo hai wo us faisla ko undo kar sakta hai.
07:44 Teesra jo iska aspects yeh hai ki kya constitution ke andar jo hai date dene ka ikhtiyar kiska hai? To wo bada clearly is cheez ke andar wazi hai ki jab aapka article 51.5 ke neeche cheezein tay ho gayi hai ki pehle aapka delimitations aayega aur delimitations ke baad jo election schedule ki jaha tak baat hai wo yeh hai ki 2017 ka jo act uske andar clearly likha hua hai ki election commission ka consultation process tha President of Pakistan ke paas wo bhi last jo amendment aapne hai.
08:13 To wo bhi last jo amendment aaye pichle july ke andar wo bhi waive kar diye jaa ab election schedule dena aur usko amend karna uska hai.
08:20 Ab jo Sadr-e-Pakistan ne letter daala hai article 48.5 ke neeche ab jo 48.5 uska koi context nahi banta jitni dekh tak 51.5 ka process complete now. Doosra yeh hai ki President of Pakistan ko jo bhi action karte hain 48 ke neeche unko Prime Minister office ki aur cabinet ke advice jaayi hai. Is maamle ke andar unko wo advice bhi nahi gayi hui.
08:44 Teesri situation yeh hai ki President of Pakistan me jo assembly dissolve ki thi wo ki thi aapke article 58 ke neeche jo former Prime Minister ne ek summary bheji thi.
08:55 Ab jis cheez ko article 48.5 ka kar ke liya gaya hai wo sirf us surat ke andar apply karega ki agar koi sitting Prime Minister uske khilaab vote of no confidence succeed ho aur uske baad yeh hai ki wo naya Prime Minister agar ko aaye saamne aaye elections ke liye to wo assembly se apne 173 votes me uski ikshariyat na le seke.
09:18 To fir constitution yeh kehta hai ki President of Pakistan jo hai us assembly ko bagayar kisi advice ke dissolve kar sakte hain aur nahi elections ka ilan kar sakte hain.
09:28 The President of Pakistan - Sh. A. Singh
09:31 Allah Hafiz, Hassan and Qasim Imam.
09:32 [BLANK_AUDIO]