• 2 years ago
Dars-e-Bukhari Shareef - Speaker: Mufti Muhammad Akmal

#MuftiMuhammadAkmal #DarseBukhariShareef #IslamicInformation

Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1

Collect the pearls of wisdom dormant in Sahih Bukhari, Dars-e-Bukhari Shareef is a 30 min long lecture-based program, in which Mufti Muhammad Akmal will explain Ahadith of Sahih Bukhari- the most Acknowledged and authentic collection of the sayings of Prophet Muhammad (PBUH) by Imam Bukhari.

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https: //apple.co/2v3zoXW
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim. Allah tabarak wa ta'ala ke pakiza. Namse aawaz karte hain.
00:07 Jot bahut mehrbaan, nihayat rahim wala hai. Durs-e-Bukhari ka silsila jari-usari hai.
00:14 Aur aapki khidmat mein, hum pishle program me 2430 number hadith-e-pak tak pohnche the.
00:21 Jisme ek tawil hadith ka ek tukda zikr kiya gaya tha.
00:26 Aur time nahi tha ki main uski wazaahat karta. Toh isme inshaAllah karenge.
00:38 Hazrati Abu Huraira radhi allahu ta'ala anhu bayan karte hain,
00:41 ki Nabi-e-Karim Sallallahu alaihi wa sallam ne Bani Israel ke ek shahs ka zikr kiya.
00:46 Aur uska bayan karte weh ishaat farmaya, ki wo shahs us kashti ko dhundne ke liye nikla,
00:51 jo iska maal lekar aayi ho. Toh usne ek lakdi dekhi, usne is lakdi ko apne gharwalon ke eendan banane ke liye utha liya.
01:01 Jab is lakdi ko cheera toh isme se maal aur ek ruka'a nikla.
01:06 Toh ek tawil hadith humne main bayan ki thi, aapne suni hogi.
01:09 Ki ek shahs ne is shahs se kuch maal liya tha, is wade par ki main aapko waqt-e-mukarar par pohncha dunga.
01:15 Lekin fir wo is taraf na aasaka, kashti jo hai wo nahi mili us shahs ko, ki wo aata.
01:21 Toh usne ek lakdi ke andar us paise ko rakha aur ek khat rakha nishani ke taur par.
01:26 Aur usme Allah ta'ala ki bargaam mein guzalish kar diya, Allah ta'ala is maal ko us maalik tak pohncha de.
01:31 Aur usko darya mein baha diya. Aur dekhiye Allah ta'ala ne ussi lakdi ko is shahs tak pohncha ya.
01:36 Isne toh eendan banane ki niyaz se utha hi, utha hi hogi toh khokli si maasus hui,
01:40 aur wazni, zyada wazni maasus hui, nikala toh andar se wo maal bi iska nikalaya aur ruka'a bi nikalaya.
01:46 Lekin ab Imam Bukhari Rahmatullah Ali ne jo baab qayam kiya tha,
01:50 ki jab kisi shahs ko sammundar mein lakdi ya koda ya koi aur cheez mile toh uska kya hukum hai.
01:56 Toh ab yeh shahs toh apna hi maal hasil kar chuka tha,
02:00 lekin fars kar lein, jaise aapne sehlab ki koi clips waghara dekhi hun,
02:04 toh jab sehlab aara hota hai na, toh fir wo drakht beh beh kar aate hain,
02:08 toh log usko utha lete hain, eendan banane ke liye,
02:12 rasiyan pek pek ke ladke hote hain, kisi upar pul waghara pe toh sab cheezon ko side me kar lete hain,
02:16 kyuki wo lakdiyan kaam aate hain baad mein, waise kharidne jaayen toh bahut mehngi aate hain.
02:20 Toh khulas-e-kalaam yeh hai, is tarah dariya ke andar koi cheez behti hui aagayi,
02:24 toh fir wo jo uthaayega, wo ussi ki ho jayegi.
02:27 Wo yeh nahi hai, ki wo asal maalik ki hogi, kyuki pata nahi hota, kahan se behti aa rahi hai.
02:31 Haan agar yeh confirm ho ki kaisi khas jagah ki hai, toh fir maalik ko pohnchana chahiye.
02:36 Jaise misal ke taur par koi kareeb baag hai, aur aap jaante hain ke wo seb waghara ka baag hai,
02:42 aur ab koi paani mein seb behta aur aagaya, toh yeh ghalib guman aapka yeh hai,
02:46 ke ussi baag ka hoga, toh behtar hai ke maalik tak pohncha deyen.
02:49 Jaise Ghaut-e-Paak radhiya Allah-u-taala, noh ke walid ka kissa hai,
02:52 ki unhe ishtara mila tha, seb toh unhone wapas pohnchaya tha.
02:57 Agal-e-baap ki taraf aate hain, baabun izza wajada tamratan fit tariq.
03:01 Jab kisi shahs ko raste mein padhi hui khajur mile, iska baab.
03:06 2431 number hadith-e-paak-e-hadrat-e-anas radhiya Allah-u-taala, noh kehte hain,
03:11 ki nabiye karim sallallahu sallam raste mein padhi hui ek khajur ke paas se guzre.
03:17 Aap ne firmaaya, agar mujhe yeh khatara nah hota, ki yeh sadqe ki khajur hoti,
03:22 toh main usko utha kar khaaleta.
03:25 Toh sadqe se muraad sadqaate wajiba, rahmat-e-kaunain sallallahu sallam ke liye
03:30 sadqaate wajiba jaiz nahi the.
03:32 Yani zakat, fitra, wa ghara, yeh kisi ne mannat maani ho,
03:35 toh uske jo sadqa hota hai, wo sarkar ne nahi khaate the.
03:40 Ek defa imam-e-hassan radhiya Allah-u-taala, unhone,
03:43 ek sadqa-e-khajur utha ke mooh mein ghalati se rak li,
03:46 chote se the, sarkar ne mooh se nikal wahi,
03:48 aur firmaaya ki tumhe nahi malum ki hum sadqa nahi khaate hain.
03:51 Toh lihaaza rahmat-e-kaunain sallallahu sallam firmaa rahein,
03:55 ki agar mujhe yeh malum, confirm malum hota ki sadqa ki nahi hai,
03:59 fir mein utha lita aur khaaleta, likin abhi doubtful hai,
04:02 isliye main chhod raha ho.
04:03 Toh yahaan teen baatein pata chalniye,
04:05 pehla yeh hi ki nabiya karim sallallahu sallam ke liye sadqa jaiz nahi tha.
04:10 Isliye hum jo ahnaaf hain,
04:12 wo yeh kehte hain ki chuke imam-e-hassan radhiya Allah-u-taala,
04:15 unhone ko sarkar ne mana firmaaya.
04:17 Isliye toh sarkar ki nasl se hain,
04:19 Syed hazraat jinn ko kaha jaata hai,
04:21 hamaare najdik na Syed kisi ghaire Syed ke zakat le sakta hai,
04:25 na ek Syed, dusre Syed ko zakat de sakta hai,
04:29 kyunke rahmat-e-kaunain sallallahu sallam ne,
04:31 iske halal na hone ka ishaad firmaaya,
04:34 ki hamaare liye halal nahi hai.
04:36 Doosra masla isse pata chala,
04:38 ki jo giri padi cheez agar khaane peene ki ho,
04:41 aur hume guman ho ke thode arse mein kharab ho jaayegi,
04:43 usse aap kha sakte hain,
04:45 faurit aur pe uske ailaan karne ki haajat nahi hai.
04:47 Kyunke sarkar ne firmaaya ki agar mujhe ye pata hota
04:51 ki sadqa ki nahi hai toh main khaa leta,
04:53 yani uthaakar fauran khaa leta,
04:55 iska matlab hai ki itni choti moti cheezon ke indar
04:57 ailaan ki haajat nahi hoti.
05:00 Layaad aapko koi kela padawa mil gaya,
05:02 koi seb giraawa mil gaya,
05:04 aur toh jisse mahallo mein ye phal beshne wale aate hain,
05:07 toh guman ye hi hai ki usse ke thele se pichare ki giri gaya hoga,
05:10 toh aap usko uthaakar bilkul fauran kha sakte hain,
05:13 aur khud dil na chahe,
05:14 ki aapka zain nahi maan raha toh phir aap lekar kisi bhi ghareeb ko de sakte hain,
05:19 lekin usko zaya na hone de,
05:21 na uska koi ailaan karne ki haajat hai.
05:24 Teesri cheez ye hai ki rahmat-e-qaunayn sallallahu alaihi wa sallam ko,
05:28 agarche aapke liye ye confirm nahi tha,
05:30 ki ye sadqa ki hai,
05:32 ya sadqa ki nahi hai,
05:35 toh ye bhi toh confirm nahi tha ki sadqa ki hai,
05:38 nahi hai confirm nahi, ye toh ye bhi nahi,
05:40 iska matlab hai wo khajur hogayi mushtabe,
05:42 aur jab shuba paida hogaya,
05:44 toh rahmat-e-qaunayn sallallahu alaihi wa sallam ne usko tanawul nahi firmaya.
05:48 Iska matlab ye hua,
05:50 ki hamme mushtabe cheezon se bachna chahiye,
05:52 aur khaas toh aapke jo muttaqi pareezgaar hazarat hain,
05:55 wo har shube ki cheez se bachayen.
05:58 Jaisa aapke koi aapko offer karta hai,
06:01 kisi kaarubari deal ki,
06:03 paisa invest karne ki,
06:05 aur aapko koi fars kar le,
06:07 batane wala bhi nahi hai,
06:08 aur aisi surat-e-haal wo pesh kar raha hai,
06:10 aisi conditions laga raha hai,
06:12 ki usme aap samjhte hain ki,
06:13 yaar mujhe nahi pata hai yeh sahi hai ya nahi hai,
06:15 toh yehi shuba paida hua,
06:17 sahi hai ya nahi hai.
06:19 Aur shube ke waqt mein aapko peechhe had jaana chahiye,
06:21 agar aap shube,
06:23 is tarah ki mushtabe umoor mein padeyenge,
06:26 toh ankarib ho sakta hai,
06:28 ki haram mein mubtala ho jayen.
06:30 Hazrat-e-Umar-e-Farooq radhiya Allah-u-ta'ala anhu firmaya karte the,
06:34 ki maine sattar halaal cheezin sirf is khauf ki wajah se chhod di,
06:38 ki main haram mein na jaa paro.
06:40 Toh humare akabireen ka yehi tariqa tha,
06:43 hum toh baba bas bilkul,
06:45 maadallah aisa tarz-e-amal ikhtiyar karte hain,
06:47 jaise marfu'al-qalam hai.
06:49 Toh jo musalmaan qaum jaanboosh kar jhood bole,
06:54 dhoka de, fraud kare,
06:56 gande maal ko achha keh kar bechhe,
06:59 uske liye toh jo yeh haram cheezin,
07:01 usi se woh khauf nahi khaata chahe jaaye,
07:03 ki mushtabe umoor ke andar,
07:04 wo apne aap ko roke,
07:06 lekin baharaal yeh aam logon ka tarz-e-amal hota hai,
07:09 buray logon ka tarz-e-amal hai,
07:11 ek kaamil momin ko chahiye,
07:12 ke aisi koi deal na kare jisme shuba hai,
07:15 agar aapke dost hain,
07:16 fars kar le,
07:17 aur aap wo kehte hain,
07:18 yeh liye khaana khaale,
07:19 ya koi cheez khaale,
07:20 agar aapko gumane ke fraudiya kisam ke hain,
07:23 aur possible hai,
07:24 ke yeh chori karke laaye hunge,
07:26 ya inone koi aisi maal-waal uthaaya hoga,
07:28 usse kharid ke le kar aaye hunge,
07:30 toh aap hargiz na khaaye.
07:31 Pehli baat toh ek aise dosti na banaye,
07:33 jo itne kharaab kisam ke hun,
07:34 aur fars kar le,
07:35 jisse school, college,
07:36 waqara ke andar,
07:37 thoda bohot aadmi close ho jate hain,
07:40 agar che dosti nahi hoti,
07:41 lekin baharaal,
07:42 rozana mulaqat hoti hai,
07:43 toh phir baharaal,
07:44 is kisam ke khaane se bachaye.
07:46 Aisi jo sahib-e-taqwa hain,
07:48 agar aapka koi rishtedar aisa hai,
07:49 ke jo haraam kaamon me bhi involved hai,
07:52 halal rozi bhi hai,
07:53 lekin haraam kaam bhi,
07:54 toh yeh main sirf deendaro ke baarein mein kah rahe hoon,
08:01 aap uski shaadi mein jaa sakte hain,
08:02 khaa bhi sakte hain,
08:03 lekin jo muazzam-e-deeni ho,
08:04 yaani jo bade maroof aalim ho,
08:05 bade log unko apne liye ek dalil tasawur karte hoon,
08:09 aise logon ko thodi si ehtiyaat karne chahiye.
08:12 yaani yeh wahaan pe ehtiyaat karenge,
08:14 jab wo shaks apne haraam muaamlaat ke andar maroof,
08:16 mashoor hai,
08:17 poore khaandaan me pata hai,
08:18 ya phiradiya hai,
08:19 ya yeh haraam khaata hai,
08:20 rishwat bhi khaata hai,
08:21 aur halal salary bhi le raha hai,
08:22 toh aam rishtedar toh jaa sakte hain,
08:24 kyunke jo wo khaarein,
08:25 kuch kuch confirm nahi,
08:26 ke yeh haraam roozi wala hai,
08:28 aur halal ka,
08:29 yeh hi cheez unke liye aasaniy peyda kar deti hai,
08:31 wo khaa sakte hain,
08:32 lekin jo muazzam-e-deeni hai,
08:34 yaani jo deen ke alamat hai,
08:36 jisse mase aalim hai,
08:37 mufti hai,
08:38 koi peer sahib hai,
08:39 baamal,
08:40 isi tarah haafiz-e-quran hai,
08:41 baamal haafiz-e-quran hai,
08:42 in ko avoid karna chahiye,
08:44 aise logon ke paas jaane mein,
08:56 ehtiyaat chahiye,
08:57 lekin main aap se guzarish kar deta hu,
09:00 main kyunke ek aalim hu,
09:02 mujhe nahi pata hota,
09:03 ke saamne wala kaun kya hai,
09:05 kyunke hum log zara maroof hote hain,
09:06 toh har log,
09:07 bahot saare log,
09:08 aqeedat aur mahabbat rakte hain,
09:10 uska izhaar karte hain,
09:11 bahot se log shadi bhi aime bulaate hain,
09:13 kyunke ise nikah waghara ke takrebaat ke andar jaana hota hai,
09:16 ab humein nahi pata hota,
09:17 ke inke zariyai aamadni kya hai,
09:19 ho sakta hai,
09:20 wo apne khandaan mein faradiya mashoor ho,
09:21 lekin humein toh nahi pata,
09:22 humarein le toh ek ajnab hi hota hai,
09:24 toh fir istara,
09:25 agar koi aapko kisi shadi biya ke andar,
09:27 koi aise aalim-e-deen,
09:28 mufti sahib tashrif farma nazara hain,
09:30 toh khudara,
09:31 foran badzan na ho jaye,
09:32 ki yaar dekho,
09:33 toh itna bada faradiya aur aalim sahib aake bethe hoon hai yaha par,
09:45 ab humein nahi pata hota hai,
09:47 yeh kaun hain,
09:48 smuggler hain,
09:49 chaur hain,
09:50 daakoo hain,
09:51 mujrim hain,
09:52 qatil hain,
09:53 ya aam shehri hain,
09:54 lag toh aam shehri rehte hai,
09:55 naujawaan se bachche the,
09:56 aur nah main koi badgumani kar raha hoon,
09:58 lekin main aapko batara hoon,
09:59 yeh kaise aadmi jaansakta,
10:00 yeh kaun hain,
10:01 ek ajnabi ke baare mein,
10:02 aur investigation karna bhi sharan,
10:03 har jagah durst nahi hota,
10:04 ab agar kisi koi social media pe,
10:05 aap ek picture dekhen,
10:06 koi humare saath khada hoa hai,
10:07 aur aap mein mufti sahib,
10:08 is faradi ke saath khada ho hain,
10:09 yeh toh pakka chaur aadmi hai,
10:10 phula aadmi hai,
10:11 phula aadmi hai,
10:12 toh bhai humein kya pata,
10:13 usmein phir hum par blame nahi hoga,
10:14 haan agar humein malum ho,
10:15 aur phir is tarah,
10:16 koi aalim-e-deen,
10:17 aise logon se raapta rakhe,
10:18 wo kaabal-e-gareeft ho sakta hai,
10:19 toh khudara, badzan hone mein bhi jaldi na kiya karein,
10:42 ki aap jahnboosh ke gaye the inke paas, jawa koi pata hai,
10:55 ek bura aadmi toh kyun gaye,
10:56 agar wo kehte hain,
10:57 toh phir unko aap tauba karwaaye,
10:58 ki bhai aayinda na jaaye,
10:59 yeh pata hai,
11:00 wo kitna bura aadmi hai,
11:01 lekin agar wo yeh uzar pesh karte hain,
11:02 bhai mujhe nahi pata tha,
11:03 mujhe toh kisi ne daavat di mein chala gaya,
11:04 yeh nikah padhane chale jaate hain,
11:05 jaise imam hazrat,
11:06 ab unhe kya pata hai,
11:07 ki doolan wale kaun hain,
11:08 doola wale kaun hain,
11:09 ajnabi pe bhi,
11:10 ab aap unpe blame rakhein,
11:11 yeh sahi nahi hai,
11:12 toh agar unki wazaahat a jaate hai,
11:13 wo yeh bayan de dete hain,
11:14 toh usko qabool karna chahiye,
11:15 umeed hai ke aap podisi baat ko samje hunge,
11:16 agli hadith ki taraf aate hain,
11:17 hadith number hai 2432 number,
11:18 aur hazrati abu hurairah radi allahu ta'ala anhu,
11:19 iske raavi hain,
11:20 wo kehte hain ki nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam,
11:21 ne ishaad farmaaya,
11:22 ki ab aap unke blame rakhein,
11:23 yeh sahi nahi hai,
11:24 toh agar unki wazaahat a jaate hain,
11:25 umeed hai ke aap podisi baat ko samje hunge,
11:52 agli hadith ki tarafaahat a jaate hain,
12:20 iske raavi hain ki nabiye kareem sallallahu alaihi wa sallam,
12:23 ne ishaad farmaaya,
12:24 ki agar unki wazaahat a jaate hain,
12:25 umeed hai ke aap podisi baat ko samje hunge,
12:26 agar unki wazaahat a jaate hain,
12:27 toh agar umke blame rakhein,
12:28 yeh sahi nahi hai,
12:29 umeed hai ki tarafaahat a jaate hain,
12:30 umeed hai ke aap podisi baat ko samje hunge,
12:31 agar umke blame rakhein,
12:32 toh agar umke blame rakhein,
12:33 umeed hai ke aap podisi baat ko samje hunge,
12:34 umeed hai ki tarafaahat a jaate hain,
12:35 umeed hai ki tarafaahat a jaate hain,
12:37 tamaam nabiyon se afzal aur ala hai,
12:38 iske bawajud in tamaam cheezon ne aapko beparwah nahi kiya,
12:42 aapko ghair muhtaat nahi kiya,
12:44 aapko rah-e-taqwa se judha raasta ikhtiyar karne ke taraf maadallah maail nahi kiya,
12:51 isse mere bhai aur bhain ghor karein,
12:53 ke jo aalim hain, mufti hain, bachiyan aalima hain, muftiyan hain,
12:57 yeh peer hazraat hain,
12:58 ke wo ek mansab hasil karne ke baad,
13:00 harik ki baat nahi kar rahu,
13:02 agar koi aisa hai toh,
13:04 agar koi yeh guman karein,
13:06 ke aap theek hai, thodi bahut behatiyati ho jaye,
13:08 koi baat nahi, mein aalim bhi ho,
13:09 mein mufti hoon,
13:10 mein ek bada peer hoon,
13:11 mere itne saare murideen hain,
13:13 toh kya hua thoda bahut kar liya toh?
13:14 nahi,
13:15 jeetna insaan Allah ke qareeb hota hai,
13:17 utna hi uska taqwa badta hai,
13:19 parehzgaari badti hai,
13:20 jis usne maqam, martabe ko,
13:23 izzat, ehteram, rohaniyat ko,
13:26 aur apne baatin ke safai ko,
13:28 ek arsa-e-daraas tak mehnat se hasil kiya hota hai,
13:31 wo nahi chahata ki ek khajur,
13:34 ya ek roti ka tukde,
13:35 main usko tabah kar doon,
13:37 kyunki bigaad naar daakhil ho jaye,
13:39 toh aise tabahi machata hai,
13:40 ki baaz uqat saare rohaniyat salb ho jati hai,
13:42 ek haram ka luqma khas toh par,
13:44 aise tabahi macha deta hai,
13:46 izz liye,
13:47 jeetna jo Allah ke baargaah mein,
13:49 buland maqam rakta hai,
13:51 aap usse utne zyada muhtaat paayenge,
13:53 yeh nahi hai,
13:54 ke jaisa isse upar aaye,
13:55 utne hum beparwa hote chale jaye,
13:57 phir iska matlab yeh hai,
13:58 yeh shahs cho hai haqiqatan abhi maqam-e-budurgi ko samjha nahi,
14:02 na isko maqam-e-budurgi hasil hai,
14:04 toh naaraz na hoon,
14:06 ehtiyaat zyada hone chahiye,
14:08 toh lihaaza,
14:09 yeh zarur main aapko zimran arz kar deta hu,
14:11 aur yeh peechhe bhi baat guzar gyi,
14:13 aage bhi hadithin aayenge,
14:15 rahmat-e-qaunayn sallallahu wa sallam,
14:17 hazrat-e-barira radi-allahu ta'ala anha ke paas jaya karte the,
14:21 yeh sayyida Ayesha Siddiqa radi-allahu ta'ala anha ki,
14:24 aazaad karda kanees thi,
14:26 aur zayiful,
14:28 yaani badi umar ki thi,
14:29 rahmat-e-qaunayn inke paas chale jate the,
14:31 ek defa gaye ghar mein,
14:33 toh ghar walon ne koi aam kisam ka koi cheez la ke rakhi,
14:36 toh rahmat-e-qaunayn sallallahu wa sallam ne firmaaya,
14:38 ke jab hum andar daakhil huye the,
14:40 toh humne awas suni,
14:41 chule ke par koi handiya ubal rahi thi,
14:43 wo kya hai?
14:44 toh arzi yaasurillah,
14:45 wo sadqa hai jo barira ko kiya gaya,
14:48 toh sarkar sallallahu wa sallam ne shahad firmaaya,
14:50 ki wo tumhare liye sadqa hai,
14:51 aur humare liye hadiya hai,
14:54 toh wo bakri thi,
14:55 wo aapko dasti la kar di gayi,
14:57 yaani agla ka agla bazoo,
14:59 aapne ek tanawul firmaaya,
15:01 firmaaya aur lao,
15:02 doosra bazoo laaye,
15:03 sarkar ne firmaaya aur lao,
15:05 arzi yaasurillah,
15:06 bakri ke toh do hi bazoo hote hain,
15:07 aapne shahad firmaaya,
15:08 ki agar tum mana na karte,
15:10 tumhe mangwaata raheta,
15:12 aur bazoo nikalte rahete,
15:14 yaani bat tariq-e-mujaza,
15:16 toh isse ye malum hua,
15:17 ke jab sadqa ada kar diya jaye,
15:19 toh jis shahad ko ada kiya,
15:20 aapne kisi sharai faqeer ko de diya,
15:22 wo sadqa ada ho gaya,
15:24 ab ye sadqa nahi hai,
15:25 ye wo sharai faqeer ka maal hai,
15:27 wo agar kisi sayyid sahab ko dena chahe,
15:29 wo agar kisi ki alim-e-deen ki daawat karna chahe,
15:32 toh bilkul wo tayyib aur halal hai,
15:34 jaise mere aqas wallalahu wa sallam ne daawat ko qabool firmaaya,
15:38 balki khud talaf firmaaya,
15:40 toh isliye khulas-e-kalaam ye hua,
15:42 ki jo barah-e-rast sadqa hai,
15:44 agar koi nabi-e-karim ko deta,
15:45 toh aapke liye tayyib halal nahi tha,
15:50 toh sadqa raha nahi,
15:52 balki wo us shahad ke liye sadqa tha,
15:54 lekin jab waha se sarkar tak pohncha,
15:56 toh wo ek hadiya aur tohfe ke taur par aaya,
15:58 toh lihaaza uske haisyat aur uska maqam tabdeel ho gaya,
16:03 jab milkiyat tabdeel hoti hai,
16:05 toh maal ka hukum bhi badal jata hai,
16:07 lihaaza wo sarkar ke liye tayyib aur halal tha.
16:10 Aagla baab hai, baabun kaifa tu'arrafu luqtatu ahli makka,
16:15 ahli makka ke luqta,
16:17 ahli makka ke luqta ka bayan,
16:21 ki wo kis tarah uska ailaan karein,
16:23 hadith hai 2433,
16:26 aur hadrat-e-ibni-abbas radi-allah-u-taala anhuma iske raavi hai,
16:30 ki rasul-Allahi sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya,
16:32 ki makka ke kaanto wale drakhton ko na kaata jaye,
16:37 aur iske shikaar ko mutanaffar na kiya jaye,
16:40 yani us zamane mein shikaar hote the,
16:42 hiran waghara aam hote the,
16:43 ab toh khar sab khatam ho gaya,
16:45 toh yeh jangli jaanwar the wo aajaaye karte the,
16:48 toh sarkar ne mana firmaaya,
16:49 ki makka ke kaanto wale drakht toh usse bhi na kaata,
16:52 aur jo jaanwar aajaye,
16:54 toh unko tang mat karo,
16:55 mutanaffar na karo,
16:56 yani maaro nahi, peeto nahi,
16:57 unko shikaar na karo,
16:58 chhod do, unko jaane do,
17:00 aur wahan ka luqta uthana,
17:02 sirf ussi shas ke liye halal hai,
17:04 jo iska ailaan karne wala ho,
17:07 aur iski khushk ghaas ko bhi kaata nahi jaayega,
17:11 hazrati ibn-e-abbas radhiya Allah-u-taala anhu ne arz ki,
17:14 yaasulillah,
17:15 idhkhar ghaas ko mustasna kar dijiye,
17:18 toh aapne firmaaye,
17:19 siwai idhkhar ke,
17:21 idhkhar ek ghaas thi,
17:22 wo aagey hadees mein aayega,
17:23 ki wo usse ghar ki chhaton ke upar wo ghaas daala karte the,
17:26 aur murdoon ko dafnaane ke liye,
17:28 uske niche bichaya karte the,
17:30 toh unhone ka,
17:31 yaasulillah,
17:32 iske hum istisna de deyen,
17:33 wo aapne ghaas ko kherdhte hain Mekke ki,
17:35 toh humare liye zarurat hai,
17:36 toh Sarkar ne firmaaye,
17:37 theek hai aap zarurat poori kar sakte hain,
17:39 isse malum waa ke Mekke ka ek adab hai,
17:41 ek ihtaraam hai,
17:42 aur uska hume khayal karna chahiye,
17:44 Mekke mein bhi agar aapko,
17:46 Mekke Madina mein bhi koi giri padi cheez milehi,
17:48 toh ye nahi ke ye toh Sarkar ne de diye,
17:50 toh Allah ne mujhe de di,
17:51 balke aapko usse malik tak ussi tara pohnchana hoga,
17:55 jis tariqa se apne alaqe ke luqta ko aap pohnchate hain.
18:04 Al Fatiha.
18:06 Al Fatiha.
18:08 Al Fatiha.
18:10 Al Fatiha.
18:12 Al Fatiha.
18:14 Al Fatiha.
18:16 [BLANK_AUDIO]

Recommended