प्राण : मन का वाहन

  • last year
प्राण : मन का वाहन
Transcript
00:00 Namaskar, aaiye aaj aapko sunate hain Rajasthan Patrika ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:07 ka Sharil Hi Brahmand Shrinkhala me Patrikayan me Prakashit Aaleg, jiska shirshak hai Prana
00:13 Mann Ka Vahan. Jaise jaise Yoga ka prachar ho raha hai, Prana ki charcha bhi usi gati
00:19 se phel rahi hai. Pranayam Yoga ke madhyam se Vyayam ka ang bankar rahe gaya. Pranayam
00:25 yoga se bade bade visheshagya tayyar ho gaye. Yoga pranayam ek bada vyavasaya ban gaya
00:30 kyunki iss thool drishti se toh swaas ka bahar nikalna Prana kehlaata hai. Jo sharir ke
00:35 paanch thool pranon Prana, Apan, Vyaan, Saman, Udaan me se ek hai. Jabki Prana toh moolatah
00:42 akshar sanstha ka Prana sharir ka Prana main kosh ka aadhar hai. Yahi Prana, Hriday, Brahma,
00:48 Vishnu, Indra roop Prana sammohon hai. Koi vastu jad ho ya chetan, Hriday, Kendra, Nadhi
00:54 bina utpann nahin ho sakti. Prana koi swatantra tatva nahi hai. Sada man aur vaak ke saath
01:00 rahata hai. Teenon milkar aatma kehlaate hai. Prana nikalna hi iska praman hai. Isthool
01:05 Prana annmay kosh sharir ka ang hai. Prana teenon shariron karan sookshma isthool ko
01:11 ek sootra me piro kar rakta hai. Prana ek gatiman tatva hai jo man ka anusaran karta
01:17 hai. Vaak ka nirman karta hai. Sookshma ko isthool bhi karta hai. Ved me Brahm ko ras
01:23 aur maya ko bal kaha gaya hai. Dono me teen prakar ka sansarg hota hai. Vibhuti, Yog
01:30 aur Bandh. Inme teen prakar ki sansthay ban jati hai. Vibhuti sansarg se man, Yog sansarg
01:37 se prana aur Bandh sansarg se vaak sanstha banti hai. Teenon hi aatma ki sansthay hai.
01:43 Isme prana hi akshar sanstha ka nirvikaar gatiman tatva hai. Prana roop hone se yeh akshar
01:49 sarvatra vyapt hai. Sab ka ishwar hai. Prani varg ko ras pradant karta hai. Sab praniyon
01:55 ka jeevan hai. Shabd, ras, gandh, aadhi se rahit evam isthaan nahi gherta hai. Jiske dwara
02:02 sab pranwan hai. Wahi pran hai. Sabhi kriyaon ka upadan karan pran hi hai. Pran me vidharan
02:09 shakti, pakadne ki shakti rhti hai. Isi karan paani milane se mitti ke sabhi parmanon ek
02:15 saath bandh jate hai. Mitti diwaar par chippak jate hai launda. Paani sukhne par mitti niche
02:21 nahi girti. Yeh vidharan shakti hai. Pran kriya hai. Sankoch aur vikas roop hai. Prano me
02:28 gandhi bandhan nahi hai. Sehchar sambandh hai. Ved pran srishti hai. Atah swayambhu ke nishwasit
02:35 ved ko aapaurushe nithya evam vishwateet kehte hai. Is pran srishti ko ishwar ki maansi srishti
02:41 kaha jata hai. Ved trai rik yajuhu saam me yatbhag pran hai, juhu vaak hai. Yatvayu hai,
02:48 juhu aakash hai. Pran ki upasana yajuhu yog roop me hi sampanya hoti hai. Samast bhoot
02:55 prani pran ki shristhata ke karan hi is yajuhu roop pran se sanyukta hote hai. Atah is prakar
03:02 ki upasana yajuhu ke milan ka maarg hai. Pran se hi abhamandal hai. Saam hai. Pran
03:08 hi bal hai, jisse prani pranman banta hai. Brahm ke mann me ichha hoi ekoham bahusyam.
03:15 Mann ke saath pran nahi rahata, toh ichha poori hoti kya? Yeh vaak hi bahusyam hai. Atah
03:22 pratyek vaak ke mann hota hai, kuch bhi nirjiv nahi hai. Pran ka mehtapun rahasya yehi hai
03:28 ki pran vihwar me akshar sanstha hai, dev hai, akshar ke upadaan hai. Pran hi pitar hai,
03:35 pran hi rishi hai aur pran hi brahm hai, jinkoham dekh nahi sakte. Jabki hamare sharir
03:41 ke janak bhi pran hai. Pranayam ke pran inhi ka sthool roop hai.
03:46 Gita me krishna kehte hai, samam kaya shirogrivam dharyan nachalam sthirah samprekshya nasikagram
03:54 svam dishas chanav lokayan. Gita 6.13. Kaya, sir gale ko sthir karke, sthir hokar,
04:02 nachika ke agra bhaag par drishti jamakar, idhar udhar na dekhtahua, mujhme chittvala
04:08 ho. Aage bhi kehte hai, prayan kaale mansa chalena, bhaktya yukto yog balena chaiva,
04:15 dhruvor madhye pranam aavesya, samyak sratam param purusham upaiti divyam. Gita 8.10.
04:22 Jo antakaalme phir yog balse bhrikuti madhyame, pran ko achi prakaad istith karke nishchal
04:29 man se smaran karta hua, toh parmatma ko praptu hota hai.
04:33 Dono shlok bhinne bhinne dharatal ki baat karte hai.
04:36 Pehla shlok nasika ke agra bhaag par drishti jamane ki baat karta hai.
04:41 Shwas ko aate jaate dekhne ki baat kehta hai, yaha kriya isthul pranon se sambandh rakti
04:47 hai. Indriya man ko isthir karne ka upkram karte hai. Isthul pranayam bhi nasika ke shwas
04:53 prashwas aur peth ke phulne sikurne par tika hai.
04:57 Pran niche ki aur bhehte hai.
04:59 Doosre shlok me pran upar ki aur bhrikuti me isthir hote hai.
05:03 Yeh sookshm pran hai, jo aatma se shvo vasiyas man se jodte hai.
05:08 Parmatma se jodte hai.
05:10 Pran hi jeevan ka sutra hai. Pran hi ishwar tak pahuchne ka setu hai.
05:15 Pran hi ishwar hai. Isi me jagat samaya hua hai.
05:19 Sadhana ka lakshya hai, isthul se sookshm me pravesh karna.
05:24 Is sampoon yatra ka adhar pran hai.
05:27 Prithvi ka isthul pran pashu kehlata hai.
05:30 Atah sabhi parthiv prani bhi pashu kehlata hai.
05:33 Pashu kehate hai jo paash se avidya, asmita, asakti, abhinivesh se bandha hota hai.
05:39 Yehi avidya hai.
05:40 Jo humare janam ka adhar bhi hai aur apoonta ka bhi.
05:44 Chandrama ke pran Gandharva, Surya lok ke dev pran,
05:48 Parmeshthi lok ke pitar pran evam swayambhu lok ke pran rishi pran kehlata hai.
05:53 Isi adhar pratiyek lok ki praja ka swaroop samajhna chahiye.
05:57 Chunki srishti kram me rishi pran hi kramasah,
06:00 Isthul bante hue pashu pran roop dharan karte hai.
06:04 Atah prati srishti kram me bhi,
06:07 Pashu pran uttar uttar sookshm hote hue,
06:09 Urdhva gaami hote jate hai.
06:12 Atma ki yatra ka ek matra vahan pran hai.
06:15 Yadi aap mano yag se, trir sankalp se aage barte hai.
06:20 Bina man ki ichcha ke pran kaam hi nahi karte hai.
06:23 Jis prakar pran man ko kriya me badalte hue,
06:26 Vaak vishay me badalte rahete hai,
06:28 Vishwa ka nirman karte rahete hai,
06:31 Isi prakar vaak ko man tak pahunchane ka mehti kaadya bhi pran hi karte hai.
06:36 Yaha vaak man ka ann hai,
06:38 Indriye pranon ke madhyam se,
06:40 Vishay man tak pahunchte hai.
06:42 Sharir me ann bhi man tak pranon ki dwara hi pahunchta hai.
06:46 Arthaat man aur ann pranon ki sahayata se,
06:49 Ek doosre me badalte rahete hai.
06:52 Indriya sayam se bahar ka ann bhitar jaana ghatta jata hai.
06:56 Man ki risha srishti se door hote jate hai.
06:59 Avidya ka bhaav vidya,
07:01 Dharm gyan vairagya,
07:03 Aishwarya bhaav se parishkrit hote jata hai.
07:05 Avidya ke saath trigun,
07:07 Satva, raj, tam ke aavrana bhi rahete hai.
07:10 Jaise jaise vidya janit pran,
07:12 Avidya ka parishkar karte hai,
07:14 Vidya bhi simrti jate hai.
07:16 Jaha avidya ka andhkar hata,
07:18 Vidya ki aavishakta bhi samaapt ho jate hai.
07:21 Dhrishtray gunyo bhavaarjuna ki yahi siti ban jate hai.
07:26 Man poon roop se sthool vishwa se nivritt ho kar,
07:29 Vigyan anand ke bhitar utarne lakta hai.
07:32 Man bhu madhyam me pratishthit ho jata hai,
07:35 Pran hi man ko aage aage gatiman karte jate hai.
07:39 Yaha dono slokon ko saath rakhe hai.
07:41 Naasagra par dhyan sthool pranon se juda hai.
07:44 Ab yaha pran bandhu ho chuke,
07:46 Naasika ke bhitar upar khisakte hue dikhai denge.
07:50 Dhru madhyam me lean ho jayenge,
07:52 Naasika me pran pravaha dikhai nahi denga.
07:55 Mano, dhru madhyam se hi swaas prashwaas ho raha hai.
07:58 Sharir shithil ho gaya, pran upar chad gaye,
08:02 Sookshma pranon me jaakar pratishthit ho gaye.
08:04 Jab tak man hai, kamana jivit rehti hai.
08:07 Pranon ki kriya rehti hai.
08:09 Yaha mehen man hi, shvobhasyas man ki aur badhta hai.
08:13 Ab yaha purush ke hriday me pratishthit,
08:15 Brahma, Vishnu, Indra pranon ke sampark me aata hai.
08:18 Man saumya hai.
08:20 Vishnu pran, Saum ka, Parmeshthi lok, Go lok ka adhishthata hai.
08:24 Surya hi Indra pran se bhi jodata hai.
08:27 Surya hamara pita hone se hamari seedhi pahuch,
08:30 Surya takhi hai.
08:32 Indra takhi hai.
08:33 Aage le jane ka kare Indra pran hi karta hai.
08:36 Indra hi aagmeya tatva hai.
08:38 Agni pranon ko kendra se bahar phetta hai.
08:41 Vishnu pran hi ann ko Brahma tak pahuchata hai.
08:44 Yaha saara karya para prakrati ke niyantran me hota hai.
08:48 Yahi Durga hai.
08:49 Isi ki teen prakratiyan,
08:51 Mahakali, Mahalakshmi, Mahasaraswati roop me,
08:54 Hriday me Tridev ki pran roopa shaktiyan karya karti hai.
08:58 Brahma agni pran hai, annad hai, jiv uska ann hai.
09:02 Vishnu pran jiv ko Brahma agni me ahut kar deta hai.
09:06 (chomping)

Recommended