Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 7/28/2023
Mehfil e Manqabat Dar Shan e Imam Hussain R.A

Host: Syed Salman Gul

Sana Khuwan: Mehmood ul Hassan Ashrafi, Qari Mohsin Qadri, Muhammad Waseem Wasi, Zohaib Ashrafi

#MehfileManqabatDarShaneImamHussainRA #HazratIImamHussainRA #ARYQtv

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
Transcript
00:00 Mosey ik baar laga lete jo maula paani
00:17 Mosey ik baar laga lete jo maula paani
00:32 Tashte badme na yon dhokar khaata paani
00:47 Kaun kehta hai ke paani ko taraste the Hussain (a.s)
01:03 Unke hoton ko tarasta raha pyaasa
01:14 Zarf je hazrat Abbas (a.s) ka dekhe
01:30 Neher kadmo methi aur moosey na maaga paani
01:49 Neher kadmo methi aur moosey na maaga paani
02:14 Azmat-e-Fatima Zahra ki kamaai Abbas (a.s)
02:24 Fazal ka baap hai aur Shabeer ka bhai Abbas (a.s)
02:29 Kahin Hamza kahin Jafar ki kalaai Abbas (a.s)
02:37 Karbala wale bahattar ki ikai Abbas (a.s)
02:45 Aisi haibat hai ke fana zulm ka jhanda ho jaye
02:54 Ghoor ke dekh le sooraj ko to thanda ho jaye
03:02 Kinaare jalte rawaani mein aag lag jaatee
03:10 Atash ke harf ho maani mein aag lag jaatee
03:18 Jalal itna tha Abbas ka ke darya mein
03:26 Paseena girta to paani mein aag lag jaatee
03:34 Do kate haath to girte hua dekhe lekin
03:47 Kaun kehta hai ke sakai ka meyaar gira
03:52 Harf aane na diya usne wafa par apni
03:56 Baad mein mashk giri pehle alamdaar gira
04:13 Khuda ke ghar mein aakar bhi khuda ka ghar nahi dekha
04:29 Mere maula ne jab tak roo e peygambar nahi dekha
04:43 Fakat do ungliyon par kya dare khaibar nahi dekha
04:47 Fakat ikbaar likha tha Ali aur paaliya sab kuch
04:52 Abhi to ek saudas baar likhar bhi nahi dekha
04:55 Aur bhawar mein phaske tinke ka sahara dhundne wale
05:04 Are naadaan tune ya Ali kehkar nahi dekha
05:33 Wa Allah aajad shaukatu azmat hai Ali
05:52 Wo dil hai Muhammad ki muhabbat se munawwar
06:08 Jis dil mein iradat hai ataat hai Ali ki
06:17 Imaan ki takmeel muhabbat hai Ali ki
06:26 Lahmuka lahmi wa khusha jismuka jismi
06:33 Zahil ismi parmaan se sabkat hai Ali ki
06:42 Nisbat mein mui mui unki hai zimzum nisbat se saari
06:58 Faizan ka gul dasta vilayat hai Ali ki
07:07 Imaan ki takmeel muhabbat hai Ali ki
07:19 Sabkat na le saki koi aurat butool par
07:29 Bas khatm ho gayi hai fazeelat butool par
07:37 Jis ke huruf chumte hai roz Mustafa
07:44 Shakle hasan mein utri wo ayat butool par
07:51 Apne nana ki nubuwat ka zamana dekha
07:59 Ki risalat pe nazar wahi ka ana dekha
08:02 Hun siyadat ka imamat ka khazana dekha
08:07 Khas quran mizaaji ka gharana dekha
08:10 Ladkiya khel mein jab jama hua karti thi
08:18 Bibi quran ki tafseer kiya karti thi
08:24 Wo jis ke lab par khuda khuda hai Wo Fatima (A.S)
08:42 Wo jis ke lab par khuda khuda hai Wo Fatima (A.S)
09:02 Sula rahi hai wo Shah Ghazadeh Magar nahi rukte kaam ghar ke
09:31 Wo jis ke badle fareeshta chakki chala raha hai Wo Fatima (A.S)
09:54 Wo Fatima (A.S)
10:02 Ya Zahra (A.S)
10:24 Allahu Akbar teri ataon ka andaaz hai ajeeb Hussain (A.S)
10:33 Ghareeb rehne nahi deta tu ghareeb Hussain (A.S)
10:40 Jama rahun teri chaukhat pe dhool banke sada (A.S)
10:44 Khuda kare ke rahun main tere ghareeb Hussain (A.S)
10:48 Guloo e khushk se Quran sunai deta hai Khuda hai kitna zyada tere ghareeb Hussain (A.S)
11:03 Sham e khizaan ko raunaq e subhe bahar de Katre ko zauq e zam zamaye aabshar de
11:19 Uski raza hai jiska naseeba samar de Jisko Hussain de usse parvardhigar de
11:33 Dono ka rang ek hai andaaz ek hai Islam aur Hussain ki aawaz ek hai
11:49 Hussain tere mukabe yeh zeed shay kya tha
12:13 Hussain tere mukabe yeh zeed shay kya tha
12:35 Hussain toh ek tere Asghar ne maar daala hai
12:55 Hussain tera lahor Hussain zinda hai mazloom ki himayat ko
13:24 Hussain zinda hai mazloom ki himayat ko
13:46 Isi liye tere par cham cham ka rang kaala hai
14:02 Hussain wa sayyidina Hussain wa ala aalihi wa sahbihi wa barik wa sallim
14:15 Pyare nabi ki saath pand par Rab ka durood hai
14:35 Sultan do jahan par sab ka durood hai
14:42 Allahumma salli ala sayyidina wa mawlaana Muhammad wa ala sayyidina Ali wa sayyidina Fatima wa sayyidina Zainab wa sayyidina Hussain wa sayyidina Hussain
15:10 wa ala aalihi wa sahbihi wa barik wa sallim
15:18 Padhye agar durood toot to milta sawab hai
15:39 Padhye agar salaam toot to aata jawab hai
15:46 Allahumma salli ala sayyidina wa mawlaana Muhammad wa ala sayyidina Ali wa sayyidina Fatima wa sayyidina Zainab wa sayyidina Hussain wa sayyidina Hussain
16:14 wa ala aalihi wa sahbihi wa barik wa sallim
16:24 Tere ilm o aalam e asraar e khushk o tar Tu baadshah e deen hai tu sultan e behro bar Idraak o aagahi ki zamanat tera karam Eqaan o aitaqad ka hasil teri nazar Tere huroof nutq e ilahi ka mawjaza Tere hadees sajh se zyada hai mautabar Quran teri kitab shariat tera libaas Tere zirah namaz hai roza teri sipar
16:50 Ye kahkashan hai tere mohalle ka raasta Taaron ki roshni hai teri khaak e reh guzar Meri nazar me khuld se badkar teri gali Rif'at me misle arsh e bari tere baam o dar Jibreel tere dar ke nigehbaan ka hum mizaaj Baqi malaika teri galiyon ki koozagar
17:10 Mehfooz jisme ho tere naqsh e qadam ka aqs Kyun aasma ka sar na juke aisi khaak par kya shai hai bark tabish e jaste buraak hai Miraaj kya hai sirf teri sarhad e safar
17:24 Mawj e saba ko hai teri khushboo ki jistojoo Jaise kisi ke dar ki bhikaaran ho dar badar Qaamat tera hai roza qayamat ka aasra Khursheed e hashr ek nagi tere taaj par
17:44 Har raat tere gesu e ambar fishan ki yaad Tere labon ki aayina bardaar hai sahar Aayat tere husne khaddo khaal ki misaal Wal lail tere zulf hai rukhsaar
17:56 Wal qamar wal asr zawiya hai teri chashme naaz ka Wal shams tere garmi e anfas ka sharar Yasin tere naam pe ilhaam ka ghilaf
18:07 Taha tera laqab hai shafaat tera hunar Tere faqeer abhi salateen e kajkula Tere ghulam abhi zamanein ki chaar agar
18:16 Ye bhi nahin ki mera maraz la ilaaj ho Ye bhi nahin ki tujhko nahin hai meri khabar De risq e nutko mujhko banaam e Ali Wali
18:25 Ya behre Fatima wo tera paara e jigar Hasnein ke tufail ata kar mujhe bahisht Meri dua ke rukh pe chhidak shabnam e asar Tere sewa dua ke liye kiska naam loon
18:42 Baad az khuda buzurg tui qissa muqtasar
18:49 Ummah salli ala Sayyidina Mawlana Muhammad wa ala Sayyidina Ali wa ala Sayyidina Fatima wa ala Sayyidina Zainab wa ala Sayyidina Hasan wa ala Sayyidina Hussain
19:15 Wa ala lahari wa sahbihi wa barik wa salim Allah ki shahid hai dara dara qarar par durood
19:44 Hazrat Hasan Hussain ke irdaar daar durood
19:51 Ummah salli ala Sayyidina Mawlana Muhammad wa ala Sayyidina Ali wa ala Sayyidina Fatima wa ala Sayyidina Zainab wa ala Sayyidina Hasan wa ala Sayyidina Hussain
20:19 Wa ala lahari wa sahbihi wa barik wa salim
20:29 Allah ki shahid hai dara dara durood
20:32 Fir ke dekh le nagar nagar tazkira gali gali me hai
20:41 Baad wo kisi me bhi nahi baad jo ali ali me hai
20:51 Meri nijat ka baiz tere imamat ho
20:54 Yehi dua hai khuda se ke jab qayamat ho
20:57 Meri jabin pe rakam ho yehi huroof e jali
21:00 Ali imam e manasto manam ghulam e ali
21:04 Hazar jaan e ghirami fida banaam e ali
21:08 Hai dariyam qalandaram mastam
21:11 Banda e murtaza ali hastam
21:14 Peshwa e tamam rindanam
21:17 Ke sage ku e shere yazdanam
21:20 Chu Ali sheikh bar zabardastast
21:22 Man ghulam e ali zabardastam
21:25 Man ghulam e ali
21:27 Mai jab likhoon yehi likhoon maula e kainat
21:32 Mai jab likhoon yehi likhoon maula e kainat
21:37 Tujh sa jo doosra ho to liya e kainat
21:41 Tujh sa jo doosra ho to liya e kainat
21:45 Tujh sa jo doosra ho to liya e kainat
21:52 Tujh sa jo doosra na kahin paay e kainat
22:00 Tere hi dar pe kyun na chali aaye kainat
22:07 Kya fakr hai ke naan e jami todte hua
22:15 Larze jab uska haath laraz jaaye kainat
22:24 Mai jab likhoon ranak hai aisi zikr e janab e ameer mein
22:34 Mahsoos kar raha hu mai khud ko ghadeer mein
22:38 Mai ne sharab e ishq e ali ab nahi chakhee
22:45 Maula ne khud milaee thi mere khameer mein
22:50 Mai jab likhoon yehi likhoon maula e kainat
22:54 Tujh sa jo doosra ho to liya e kainat
22:58 Tujh sa jo doosra ho to liya e kainat
23:06 Wa ala sayyidina Ali wa sayyidina Fatima wa sayyidina Zainab wa sayyidina Hasan wa sayyidina Hussain
23:25 Wa ala Ali wa sahbihi wa barik wa salim
23:34 Zahra pe bejte jo durood o salam hai
23:53 Sach e guna mein Mustafa hai nek naam hai
24:00 Ya Zahra
24:22 Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammad
24:30 Wa ala sayyidina Ali wa sayyidina Fatima wa sayyidina Zainab wa sayyidina Hasan wa sayyidina Hussain
24:49 Wa ala Ali wa sahbihi wa barik wa salim
24:58 Allahu Akbar
24:59 Zato sifat hai kooze mein samandar ki tarha
25:04 Sayyida Fatima Zahra salamullahi alaiha
25:08 Surah e Kausar
25:10 Allahu Akbar
25:11 Lafza e Kausar ghor ki jayega
25:14 Zato sifat hai kooze mein samandar ki tarha
25:18 Mukhtasar umr mili surah e Kausar ki tarha
25:26 Yeh faqa kash bahisht ki jagir paayegi
25:34 Tofe mein haq se aya e tatheer paayegi
25:41 Rehmat karegi naaz wo taqeer paayegi
25:44 Yani khuda se shabbar wo shabbir paayegi
25:51 Dil hai ghani ki madar e aal e rasool hai
25:55 Haq ki amanaton ka khazana butool hai
26:02 Allah re Fatima ki buzurgi zahe sharaf
26:05 Baba mila to fakhre rasool ane ma salaf
26:09 Shauhar mila ameer e arab aur shah e najaf
26:12 Allah ne Hussain aur Hassan se diye khalaf
26:16 Dono imam khalq ke haajat rawa hua
26:20 Mushkil kusha ke bete bhi mushkil kusha hua
26:27 Aur ikhtitam par jab is madar e aal e rasool ki baat aayi hai
26:31 To Ali ki beti ko bhi salam karna banta hai
26:34 Fatima ki beti ko bhi salam karna banta hai
26:37 Khuda ki rehmat madam tum par
26:40 Ridha e khairul anam tum par
26:43 Butool ka noor e taam tum par
26:46 Ali ki beti salam tum par
26:48 Ali ki beti salam tum par
26:50 Mulukiyat jaise gham kadha thi
26:53 Yazidiyat zalzala zada thi
26:56 Hai khatam zor e kalam tum par
26:58 Ali ki beti salam tum par
27:01 Wafa ke paikar shumar hote
27:03 Wahaan jo hote nisaar hote
27:06 Nabi ke saare ghulam tum par
27:08 Ali ki beti salam tum par
27:11 Jo berida thi uthi aur durun e kasr damish
27:15 Bade badon ki ridha karke chaak bait gayi
27:18 Bade badon ki ridha karke chaak bait gayi
27:21 Ali ki beti salam tum par
27:25 Allahumma salli ala Sayyidina Muhammad
27:33 Wa ala Sayyidina Ali
27:38 Wa Sayyidina Fatima
27:41 Wa Sayyidina Zain
27:45 Wa Sayyidina Hasan
27:48 Wa Sayyidina Hussain
27:52 Wa ala Ali
27:54 Wa sahbihi wa barihi
27:58 Wa sallim liyaz
28:00 Zainab ki baar ghaam salam e niyaz hai
28:16 Jo murtaza ki laadili sahra ka naaz hai
28:23 Allahumma salli ala Sayyidina Muhammad
28:31 Wa ala Sayyidina Ali
28:36 Wa Sayyidina Fatima
28:40 Wa Sayyidina Zainab
28:43 Wa Sayyidina Hasan
28:46 Wa Sayyidina Hussain
28:50 Wa ala Ali
28:53 Wa sahbihi wa barihi
28:57 Wa sallim liyaz
29:02 Subhanallah, subhanallah, subhanallah.

Recommended