Daura e Tarjuma e Quran - Shuja Uddin Sheikh - 22nd July 2023 - ARY Qtv

  • last year
Daura e Tarjuma e Quran - Host: Shuja Uddin Sheikh

1st Time In Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer Of Quran Kareem.

#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:25 Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:32 Asalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:39 Alhamdulillah, Daurah Tajimul Quran Ka Sislah Jari.
00:41 Quran Karim ka 24 se pare ka mutalah jari hai.
00:43 Surah Mumin ka mutalah kar rahein.
00:45 Ayat no. 69 se mutalah aage badha rahein.
00:49 A'udhu billahi minash shaitanir rajim. Bismillahir Rahmanir Raheem.
00:53 Alam tara ilal ladhina yujadiluna fee aayatil laahi.
00:56 Kya aapne un logon ko nahi dekha jo Allah ta'ala ki aayat mein jhagda karte hain.
01:00 Amna yusrafoon. Wo kahan phire jaate hain.
01:03 Alladhina kaddabu bil kitabi wa bima arsanna bihi rusulana.
01:07 Jin logon ne kitab ko chutlaaya.
01:10 Wo jin ke saath humne apne rasulon ko bheja mozaat wa nishaniyan.
01:14 Fasawfayu 'alamoon fasan qareeb wo jaan lenge.
01:17 Kya anjaam hoga?
01:18 Idhil aghlalu fee a'naaqihim was salasil.
01:23 Jab unki gardunon me tauq aur zanjeer hongi,
01:25 Yushaboona fil hameen.
01:28 Wo kholte we paani me ghasite jaayenge.
01:31 Thumma finnaar yusjaroon.
01:33 Fir wo aag mein jahannam mein jhok diye jaayenge.
01:37 Astaghfirullah.
01:38 Thumma qeela lahum ayn maakum tum tum shirikoona min doonillah.
01:41 Fir usse kaha jaayega kahan hain wo jinn ke tum Allah ta'ala ki siwa sharik karte the.
01:45 Yeh hain kufur karne wale, shirk karne wale ka bura anjaam.
01:48 Wo jahannam ka saq azaab zanjeera hongi.
01:50 Allahu Akbar tauq hongi.
01:52 Ghasita jaayega kholte paani me.
01:54 Yeh mustaqil azaab ka maamla.
01:55 Allah hume jahannam ke azaab se maafuz farmaye.
01:58 Pucha jaayega kahan hain jinn ke tum Allah ta'ala ki siwa sharik karte the.
02:03 Allah ki siwa sharik karte the.
02:05 Farmaya min doonillah Allah ki siwa.
02:08 Allah ta'ala ki siwa.
02:10 Jinn ko jhoote maaboodon ko pukara.
02:12 Jinn ko tawajjon dilaye jaayenge.
02:14 Hain kuch inme haqiqat.
02:15 Aaj inme se tumhe ko bacha sakta hai.
02:16 Pukaro inko, dekho inko.
02:18 Paalu dallu anna.
02:19 Wo kahenge wo tumse ghum ho gaye.
02:21 Nazari nahi aaye.
02:22 Ballam naku na du'u min qablu shai'a.
02:24 Balki hum to isse pehle kisi cheez ko pukarte hi nahi the.
02:27 Jhoot bolenge.
02:28 Ka thali ke yudhib lullahul kafireen.
02:30 Isi tarah Allah ta'ala kafiron ko ghumra karne ka faisla kar de the.
02:33 Thalikum bima kuntum tafrahoon fil ardi bighayri li haqqi.
02:36 Wabi ma kuntum tamrahoon.
02:38 Ye uska badla hai.
02:39 Ye tum zameen min naha khushiyan manaya karte the.
02:41 Aur badla us baat ka.
02:43 Ki ye tum us par itraaye karte the.
02:45 Baut itraate the.
02:46 Maal par, daulat par, sardari par, duniya par, daulat par.
02:48 Na jaane kis kis yees par.
02:50 Aaj us itraane ka.
02:51 Aur khushiyan manane ka.
02:52 Ye anjaam hai.
02:54 Udkhulu abawa wa jahannama khaalideena feeha.
02:57 Tum jahannam ke darwadaun mein daakhil ho jao.
02:59 Hameesha usmein rehne ke liye.
03:00 Fabi isa mathwal mutakabireen.
03:02 So bada banne wale, takabur karne waleun ka bura thikana hai.
03:05 Fasbir inna ma'adallahi haqqu.
03:08 Pas aynabis sabar kije.
03:09 Beshak Allah ka wadah sacha hai.
03:11 Fa imma nuriyanna ka ba'dal ladhi na'iduhum.
03:13 Au na tawaffayamna ka fa ilayna yurajaun.
03:16 Pas agar hum aapko us azaab ko kuch hisa dikhayein.
03:19 Jo hum inse wada karte hain.
03:21 Gayse qabl hum aapko wafaat de de.
03:23 Har surat baharaal wo hamari taraf lotaaye jaayenge.
03:26 Adab ka hisa dikhayein.
03:27 Murad ye ke huzoor aalaihissalam zameen par hun.
03:30 Au kuffaar par adab aaye.
03:32 Badr mein sattar mushrikatal huve na.
03:33 Is baat ke tarab ishaar.
03:34 Au bil aakhir sabne lot kar Allah ta'ala ke taraf jaana hai.
03:37 Walaqad arusallna rusulam min qablika minhum man qassasna 'alika.
03:41 Wa minhuman lam naqsus 'aleen.
03:43 Au yakeenan humne aap se pehle bohose rasool bheje.
03:45 Unmiss se kuch hain jinka haal humne aap se bayaan kiya.
03:51 Ma'roof ek riwayat ahadith min 32,25,000 anbiya rusul ki.
03:54 Quran-e-paq mein takreeman 26 anbiya aur rusul ke naam lekar dhikr aaya.
04:00 Aur bohose ke naam hum nahi jaante.
04:02 Magar sab par hamara iman-e-la nafarriq-o-baina ahadim-e-rusuli.
04:05 Al-baqra ke aakhir mein hum Allah ke rasool mein se kisi ek mein bhi farq nahi karte.
04:09 Wa ma kaana li rasoolin ayni aatee bi-ayatin illa bi-idhni Allah.
04:13 Aur kisi rasool ke liye mumkin na tha ki wo koi nishani Allah ta'ala ke hukum ke baghar le aaye.
04:18 Jo pesh hua wa Allah ke hukum se pesh hua.
04:20 Fa idha jaa amrullahi qudiya bil-haqqi wa khasira huna lika-lmubutiloon.
04:24 Pas jab Allah ta'ala ke hukum aagaya to haq ke saath faisla kar diya gaya.
04:28 Aur ahle baatil usi waq ghaate mein reh gaye.
04:31 Allah ta'ala ke neematon ka dhikr hain.
04:33 Allahun ladhee ja'al lakumul ana'ama litarkabu minha wa minha ta'akudoon.
04:37 Allah hi hain jisse tumhari chaupaye banaye.
04:39 Ta'akidum sawaar hun mise baaz par aur unmise baaz ke ghosh ko tum khaate ho.
04:44 Walakum feeha manaafe'u walitab lughu 'aliyah haajatan fee sudurikum.
04:48 Aur tumhari lin mein aur bhi bahus se faide hain.
04:51 Aur ta'akidum in pas sawaar hukar apne dilon ki murad yaani manzir-e-maqsood tak paucho.
04:55 Jahan jaana chahte ho, sawari ki taur ma bhi simal hote thei janwar.
04:58 Ab bhi kuch jagah hote hain.
05:00 Wa 'alaiha wa 'alil-fulki tuhmaloon.
05:02 Aur in janwar upar aur kashtiyon par tum ladhe phirte ho.
05:04 Allah ta'ala ne sabari aataa farmayin. Aur bhi sab sabari Allah ne aataa farmayin.
05:09 Bayurikum aayaatihin. Aur Allah tumhe apne nishaniya dikhaata hain.
05:11 Fa aiyya aayaati Allahi tumkiron.
05:13 Pas hum Allah ta'ala ke kin kin nishaniya ka inkar karoge.
05:16 Afalam yaseeru fil ardi. Fayanzuru kayfa kaana aqibatu allatheena minal qablihim.
05:21 Pas kya hu zameen mein chale phere nahin.
05:23 Ki hu dekhtein kaisa anjaam hua un logon ka jo unse pehle the.
05:26 Kaanu akthara minhum wa ashadda quwatan wa aatharan fil ardi.
05:30 Famaa aughnaa 'anhum maa kaanu yakseboohum.
05:34 Woh taadaadat quwat mein se bohot zyada the.
05:37 Aur zameen mein chalat phirat ke itibar se aasaar bhi bohot chod gaye.
05:41 Pas jo kuch woh kiya karte the unke kuch kaam na aaya.
05:44 Murat, bade bade mehlaat, taamiraat koob ki, maal koob jamaa kiye sab kuch.
05:49 Pakad aaya Allah ki, kuch kaam na aaya.
05:52 Falamma jaatuhum rusruhum bil bayyinaati. Fareehuhu bimaa 'indahu minal ilm.
05:56 Phir jab unke paas unke rasool khuli nishaniyon ki saath aaye, toh us ilm par itrane lagaye jo unke paas tha.
06:01 Taakat ka nasha, nakhwat, takabur, daulat, maal, aaj jaise technology wale, apre aap ko samjhte hum supreme power hain.
06:08 Aur itraat-e-duniya ke andar yeh pehle bhi hua aur yeh nazare aaj bhi duniya ke andar nazar aayenge.
06:12 Farmaya, wahaaqa bihim maa kaanu bihim istahzi'oon.
06:15 Aur unhe us adab ne gher liya, jiska umadab khudaya karte the.
06:18 Jab Allah ki pakad aayi, toh mehlaat, daulat, kuch bhi kun kaam na aasaka.
06:23 Falamma rao baasana, qaalu aamanna billahi wahdahu wa kafarna bimaa kunna bihim mushrikeen.
06:29 Phir jab unhe humare aadab ko dekha, toh kehne lagaye ki hum Allah wahid par imaan laaye.
06:33 Aur hum uska inkaar kartein, jisko wa kafarna bimaa kunna bihim mushrikeen.
06:37 Aur hum uska inkaar kartein, jinko hum uske saath sharik karte the.
06:40 Yani jab jaan jaati nazar aayi, toh tauhid par aarein aur jute maaboodon ka inkaar kartein, us waqt koi faida nahin.
06:46 Falam yaku yanfa'oom imaan hum lamma rao baasana.
06:49 Toh ab aisa nahi huwa ki unka imaan unko nafa deta jab unhe humare aadab ko dekh liya.
06:53 Sunnat Allahin ladhi qad khalat fee ibaadihee.
06:56 Ya Allah ta'ala ki sunnat uska tariqah uska dastoor hai.
06:58 Juske bandon ke baarein me guzar chuka.
07:01 Yani pehle bhi ye maamla raha, ainda bhi isi tarah ka maamla.
07:03 Wa ghasee rahuna likal kafiroon.
07:05 Aur usi waqt kafir khasarein me pade rah gayi.
07:08 Yeh surah mumin ka beyaan mukamal huwa.
07:10 Iske baad surah haami mas sajda hai.
07:12 Iska ek aur naam surah fursilat bhi hai.
07:15 Aur isme tawheed-e-baadi ta'ala ka ek jo amali taqaada hai, wo hai daawat ila Allah ka maamla.
07:20 Chaar surah ke baarein me zikr kiya tha, surah-e-zumar, fir mu'min, fir haami mas sajda, aur iske baad surah-e-shura mutaala karenge.
07:26 Inshallah hu ta'ala.
07:27 In surah-e-tawheed-e-amali ke taqaada hai.
07:30 Mehz kalme ka ikraar kafi nahi, uska idhaar bhi amalan zaruri hai.
07:33 Itaat sirf Allah ki, top of the list Allah ki itaat, surah-e-zumar me zohr aaya tha.
07:37 Dua Allah se, mango Allah se, surah-e-mu'min me zohr aaya.
07:40 Ab infaradi sata se aage badkar bhi tawheed ke taqaada hai.
07:43 Aur ishtimai sata ki zimmedariye ki itibaar se, daawat-e-deen ka taqaada, is surah ki ayat number 33 me inshallah aayega.
07:50 Allah ko maante ho, to Allah ki manwane ki koshish karo.
07:53 Allah ki marzi ko nafis, jo marzi ke kaam hai, uske itaat wale maamlaat hai, kaam hai, unki daawat do.
07:59 Aur jis se Allah ta'ala naraz hota hai, unkaamon ko mitane ki koshish karo.
08:03 Amar bil ma'roof kahen, nahi anil munkar kahen, daawat-e-deen kahen, tabligh-e-deen kahen, yeh bhi tawheed-e-aamali ka taqaada hai.
08:10 Yeh zikr aage surah-e-hamimah, sajda me inshallah aayega.
08:13 Is surah me Allah ta'ala ki ni'maton ka zikr bhi hai, akhirat ka tazkira bhi hai.
08:18 Aur iski ibtidai ayat ka kuch basmanzar yeh hai, ki mushrikeen ne nabi-e-mukarram a.s. ko tara tara se rokne ki koshish ki.
08:24 Ek mataba Utbah bin Rabee'ah ko bheja, Quraysh ne jaa kar Muhammad-e-Mustafa a.s. ko ab daawat kaya deeje, peshkash keeje.
08:31 Arre bhai paisa chahiye to paisa de deyen, baadshah banna chahte hain, Makkah ka baadshah bana deyen, kisi khusurat khaatun se nikah karna chahte hain, ma'azallah.
08:38 Yani yeh daawat-e-ho rahein, nikah karna to koi masalah nahi hai, daawat-e-deen jaa rahein, to nikah karwaye deyete hain.
08:43 Khudda na khalsa, ma'adha Allah, kehte hain agar koi aaseb waghara hai to ilaj bhi kara deyenge, astaghfirullah. Utbah bin Rabee'ah huzoor ke paas aaya, sallallahu alayhi wa sallam. Huzoor ne ka, jo kahne kahdo, uske baad huzoor ne firmaaya, kuch kahne karna hi.
08:54 Huzoor bohot baitreen listener bhi the, aaj hum jo, maaf kijiyega, daawat ka kaam karne wale, tablih ka kaam karne wale, khitabat ka johar dikhane wale, Allah meri bhi kutahiyan maaf firma de, main bhi adna khadim hu deen ka.
09:06 Hum sunte ka hum bolte zyada hai, yeh to mushkil hai, life program chalna hai, saamne camera, lekin haadaro afraat apne gharo par dekh rahein, lekin Allah hume taufiq de, hum sunne wale bhi hum.
09:16 Huzoor ne poori baad suni, fir huzoor ne firmaaya, kuch aur to nahi, karne hi, aur kuch nahi. Ab huzoor ne ka, main sunata hum.
09:21 Fir huzoor ne ye ayaat sunai hai, aur wo chup hokar chala gaya, aur qaum se dega, bhai inko inke hal par chhod do. Yek to kaamiyaab ho jayenge, tab bhi tumhara bhala, tumhari fard hai, inko inke hal par chhod do.
09:31 To utba jis shakal ko lekar gaya tha, wo shakal wapis lekar nahi aaya, mushrikin ne ye baad kahi thi. Seerah ki kitab mubaqiyah milaega, yeh ayaat huzoor ne isko sunai thi, utba bin rabi'a ko.
09:40 Surah Haameen wa Sajda ki iptidai ayaat. Ab aayiye mutalaah shuru kartein. Bismillahirrahmanirrahim.
09:45 Haameen, huroof-e-muqatta'at hai, tanzeer-u-minar-rahman-ur-raheem, yeh Quran nazil kiya huwa kalam hai, us Allah ke taraf se jo rahman hai, nihayat rahim farmane wala raheem hai, humesha muslalsal rahim farmane wala.
09:58 Kitab-un-fussilat ayaat-u-Quran-an-Arabiyya liqawmi-y-ilamoon. Yeh kitab-e-Quran uski ayaat waze kar di gayi hain, yeh Quran-e-Arabiyya hain un logon ke liye jo ilm rakhtey hain, ya ilm rakhna chahtey hain.
10:09 Arabiyya apni jagah uski badi ahmiyat hai, Allah ta'ala ki zabaan, nabi-e-karam a.s. ki zabaan, ahl-e-jannah ki zabaan, Arabiyya badi rich zabaan hai.
10:17 Aur jin ke saamne awwal nazil huwa unke liye bada aasaan maamla tha, samjeh ghor karein.
10:21 Basheera wa nadeera, hushkabri sunanewala, dar sunanewala kalam hai. Fa a'arada aksaruhum, fahum la yasma'oon.
10:28 Sun misi aksar ne moo phed diya, bas wo sunte nahin. Wa qalu qulubuna fee akeenatim mimma tadu'una ilayhi, wa fee aadhanina waqroon, wa mim baynina wa baynika hijabun.
10:38 Aur un logon ne kaha, is baas hai ki jiski tarah tum humein bulate ho, humare dil pardon mein hain, aur humare kaano mein boj hai, aur humare tumare darmian ek parda hai.
10:47 Fa amal innana aamiloon, bas hum apna kaam karo, hum apna kaam karte hain.
10:51 Yani dhadallay ke saath zid par aakar inoone haqka inkaar kiya hai.
10:55 Qul, ay nabi aalaihissalaam firma dijiye, innama anabasharum mithlukum yuha ilayya, beshag main to tumhari tara ka ek insaan hun, haan, mushpar Allah taala ke taraf se wahi ki jaati hai.
11:06 Annama ilahukum ilahun wahid, ki tumhara maabood maabood-e wahid hai.
11:11 Yaad rahe, anbiya aur rusul insaan hun meise chunay gaye, magar wo aam insan nahi, khas log hai, chunay hui banday, aur Allah ke nigrani maa, aur Allah ke wahi ka unper nuzul hota hai.
11:20 Us wahi ki taaleem ka hasal kya hai?
11:22 Annama ilahukum ilahun wahid, ki tumhara maabood maabood-e wahid hai, fastaqeemoo ilay, pas tum seedha ruh rakho usi ke huzoor, buraad apne maamlaat ko durs rakho, uski itaat mein aajao,
11:34 wastaghu firoob aur usse bakhshish maangoo, wawailoo lil mushrikeen, aur tabaai barbaadi hai shirk karne walon ke liye.
11:41 Alladheena laayootoonal zakatha, wo ki zakat ka amal nahi karte, ek tarjama yeh kiya gaya, aur yeh tarjama wo zakat nahi dete.
11:49 Mushrikeen ke baare mein is ayat ke is hisse talo se do baate mufasreen ne beyan farmahi.
11:53 Number one, taskiya ka amal nahi karte the, jo shirkiya, kufriya aqaid hai, aur gande bore kaam hai, unka taskiya nahi karte the.
12:02 Number two, zakat ada nahi karte the, in ke haan Ismail alaihissalam ki taadimat mein baat maujood hai,
12:08 namaz ka hukum bhi tha, zakat ka hukum bhi tha, usme dandi maarte the,
12:12 Surah Maryam ki ayat number pachpan mein Ismail alaihissalam ka zikr tha,
12:15 ki namaz aur zakat dono ka hukum wo dene ki zimmedaari unper aayit ki gayi the.
12:19 Yeh do baatein mufasreen ne yaha naqal ki hai, wallahu aalam.
12:23 Wallahu aalam kis baat ke liye saheed tar raayi kya hai, wo Allah taala behtar jaanta hai.
12:27 Wahum bil aakhirati hum kafiroon aur wo aakhirati ke munkir hain.
12:30 Innal ladheena aamanu wa aamilus salihati lahum ajrun ghayru mamnoon.
12:35 Beshad jo log imaan laayein aur unhone nek aamaal kiye, unke liye na khadam honewala ajar hai.
12:40 Agli aayat note kijiyega, aayat 9 se lekar 12,
12:44 Zameen wa asmaan 6 dinon mein banaye gaye, maaf kijiyege naazi kiram,
12:49 Zameen wa asmaan 6 dinon mein banaye gaye, yeh zikr baar baar Quran-e-paq mein aata hai,
12:53 yeh wahid maqam-e-jahan 6 dinon ki thodi si wadahat aa rahi hai.
12:57 Asal to Allah taala hi jaanta hai, thodi si wadahat.
13:00 Qul, aap firma dijiyein,
13:01 a-innakum latakfiruna billadhi khalaqal arda fi yawmeini, wa taja'aluna lahu andaada.
13:06 Kya tum uska inkar karte ho Allah ka, jisne zameen ko 2 dinon mein peyda farmaya,
13:10 aur tum us Allah taala kere shariik thairate ho, thalika rabbul aalameen.
13:14 Yeh hai Allah, tamam jahanon ka Rab, sab kush peyda farmane wala.
13:17 Waja'ala feeha rawasiha min fauqiha, wabaraka feeha, wa qabdara feeha aqwataha fee arba'ati ayaam.
13:24 Aur us Allah ne, is zameen mein iske ober pahad banaye, aur ismein barkat rakhi,
13:28 aur ismein 4 dinon mein inki khuraqin mukarrar kardi.
13:32 Sawa'al lisa'ineen, yaksa tauba tamam sawal karne walon ke liye,
13:36 zameen bana kar Allah ne sajai, aur wasail rakdiyein.
13:39 Wasail ki kameen nahi, zalim aur jabir qabiz hokar baid jate,
13:43 in zalimon ke zulm ko khadam karne ki zaroorat hai, yaksa taub par Allah ta'ala ne zameen walon ke liye wasail rakdiyein.
13:49 2 din mein zameen ki takhliq, aur 4 din mein khuraqon ko mukarrar kiya jaana.
13:54 2 jama 4 sabko padha hai, kitne ho gaye? 6.
13:56 Aage 2 din aur aar rahe hain, wo alag 2 din nahi, wo simultaneously hain,
14:01 at the same time hain, saas saath hain, abhi aage aur zikr aayega Inshallah.
14:06 Saas saath aage firmaaya, thumma sawa ilas samaa'a.
14:10 Fir Allah ta'ala mutawajja hua aasmaan ki tarah,
14:13 aur ye thumma ka tarjama baaz mutarjameen ne kiya, saas saath ussi waqt, at the same time.
14:20 Thumma sawa ilas samaa'a, fir Allah ne tabajjo firmaaya aasmaan ki tarah,
14:24 wahiya dukhaanum, jab ki wo dhue ki shakal mein tha.
14:27 Ye ek tasawwur Big Bang ka hai, aagaz-e-kaainat ka hai, uswa kaifiyat wo gases ki tarah ki thi,
14:33 aur usko bayan karne ke liye behitreen lafz agar ho sakta hai,
14:36 smoke ka ho sakta hai, ya dhue ka ho sakta hai,
14:39 wallahu a'alam, ye ek ishaara bhi shayad uski taraf ho, wallahu a'alam.
14:44 Wahiya dukhaan, jab ki wo dhue ki shakal mein tha,
14:47 fa qaula laha walil ardi itiya taw'an au karha,
14:50 to Allah ta'ala ne us aasmaan se zameen se firmaaya,
14:52 thum dhunu khushi khushi aao, ya na khushi se.
14:55 qaulata atina qa'ee'een, un dhunu ne kaha, hum dhunu khushi khushi haadir hain.
15:00 Ab Allah ne kaise kalam firmaaya, zameen wa aasmaan se Allah baitar jaanta hai,
15:04 Allah ta'ala batata hai ki har shay Allah ki tasbih karti hai,
15:06 har shay ko zumaan Allah ne di hai, magar hum nahi samajh sakta hai uski tasbih ko,
15:10 surah bane isra'il ayat 44, patthar bhi Allah ki tasbih karte hain, hum samajh nahi sakta hai.
15:15 Zameen wa aasmaan se Allah ka kalam hua, Quran bata raha hai, bilkul haq baat hai,
15:19 aur zameen wa aasmaan Allah ke muti' au farma bardaar, ya na muslim hain, subhanallah.
15:24 Ab dhue dinon ka alak se zikar aa raha hai,
15:26 fa qadahunna sama'a sama'atin fee yawmeen,
15:29 phir Allah ne dhue dinon me sa'at aasmaan banae, wa au'haa fee kulli sama'a in amraha,
15:34 aur har aasmaan me uske kaam ki waheef farma dee, aur saare maamlaat ko Allah ta'ala ne tayyef farma dee.
15:39 To dhue jama'a chaar chhe, jama'a dhue aat nahi hai,
15:43 kul chhe din hai, zameen dhue din me bani, chaar din me khuraa ke mukarrar hui,
15:47 saas saad dhue din me Allah ta'ala ne aasmaan banae.
15:50 Ek badi building banti hai, matti gare ka kaam bhi chalta hai, uske baad plaster bhi challa hota hai,
15:55 saas saad wo concealed wiring bhi challa hai hoti hai, aur ye bhi challa hota hai, aur wo bhi challa hota hai,
16:00 to ye nahi kaha jaata hai, teen maine usmein lagge, chhe usmein lagge, paanch usmein lagge, das usmein lagge, nahi.
16:04 Ho sakta hai saal bhar me mukammal ho rahi ho, ye kaam teen maine lagge the,
16:08 saas saad ye kaam bhi challa hai, to usmein due maine lagge the, to saas saad ke das ko zain me rakhega.
16:12 Ye wahid maqame jahan chaar jama'a dhue ki, thodi si wadaat Allah ta'ala ne chhe dinon ke ta'ala usse farmaee,
16:18 phir bhi asal baat Allah ke ilme hai.
16:20 Wazayyamna sama'a dunya bhi masabih, aur humne aasmaane dunya ko sitaro se zeenat di,
16:26 wa hifzaat aur hifadat ka zariya banaya, yaani wo wahi ki hifadat.
16:30 Aur shayateen ko chushak lene ki koshish karte to unko maara jaata.
16:33 Thalika takdeerul azeezil 'aleem, ye Allah subhanu wa ta'ala ka mukarrar karda nizam hai,
16:41 faisla hai, jo Allah ghalib hai aur ilm rakne wala.
16:44 Fa in a'aradu, faqul anzartukum sa'iqata mitla sa'iqati aadiun wa thamud.
16:49 Phir agar wo iras karein, to aynabi sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam,
16:53 aap firma dijiye, main tumhe darata hun, haulnaak cheekh se,
16:57 jaise ki haulnaak cheekh, zeordaar awaz se, qaumi'aad us samood par adab aaya tha.
17:03 Jab ye suna rahe the huzoor nabiya karam alaihi wa sallam,
17:05 to utba bin rabiya ne haath rak diya,
17:07 ay Muhammad issi aage na padhe, sallallahu alaihi wa sallam.
17:09 Usko pata tha, agar ye nuh ne firma diya, to humper adab na ajaaye,
17:13 usne rok diya huzoor ko, sallallahu alaihi wa sallam,
17:15 aur khamuchi se uthkar waha se chala gaya.
17:17 Arabi aati thi na, to ye athar hua hai uske upar.
17:20 Allah ta'ala Quran-e-Paq ka athar, hum to musalman hain.
17:23 Talab-e-hidayat ke saa seekhenge, to Allah hume bhi aur samaj ataa firmaayega.
17:27 Allah Quran-e-Paq ki mazeez samaj hume ataa firmaaye.
17:30 Wo utba bin rabiya jo peshkash hai lekar aaya tha, ye sunkar wapas lot gaya.
17:34 Id ja'at humur rusulu, mim bayni aydihim wa min khalfihim, Allah ta'abudu illa Allah.
17:40 Jab ki unke paas rasool aaye, unke saamne se aur unke peeche se,
17:43 waraad har aidaas se rasool unko samjaya,
17:45 Allah ta'abudu illa Allah, ki tum Allah ke sewa kisi ki ibadat na karo.
17:49 Qalu laushaa'a Rabbuna la'anzala mala'ikatan, fa inna bima urusiltum bihi kafiroon.
17:54 To un logon ne jawab diya, agar hamara rab chaata to zurur fareeshte utaar deta,
17:58 fas tum jis pehgaam ke saath bhejay gaye ho,
18:00 rasool unko kaha, hum beshk uske inkaar katne wale hain.
18:03 Ab unke upar nataayt jo hua aur anjaam jo hua usko Allah ta'ala beyaan firma raha hai.
18:07 Fa amma aadun fas lagbaru fil ardi bigayril haqqi.
18:10 Fas jo qaumi aad ke log the, wo zameen mein ghuroor karne lagay, na haq.
18:13 Wa qalu man ashaddu minna quwaar, aur kehne lagay ham se zyada quwat mein kaun hain?
18:18 Awalam yaro anna Allahal lazee khalaqahum wa ashaddu minhum quwaar.
18:22 Kya wo dekhte nahi ki Allah hain, jisse inne peyda firmaya,
18:25 wo quwat mein inse sas se zyada badkar hain.
18:28 Wa khanu bi aayati na yajhadoon, aur wo hamari aayat ka inkaar karte the.
18:32 Fa arsalna alihim reham sarsaran fi ayaamin nahi saatin.
18:36 Fas hamne bheji khair se khaali dino mein unpar tund aur tez hawa.
18:41 Linoo deekahum aadhaamil khizzi fil hayati duniya,
18:44 ta ki ham unne ruswaai ka aadhaab chakhaayin duniya ki zindagi mein.
18:47 Wala aadhaabul aakhirati akhza, wahum la yumsaroon.
18:51 Lakin al aakhirat ka aadhaab zyada ruswaai kar denewala hain, aur unki koi maddat nahi ki jayegi.
18:56 Wa amma thamudu fahadaynahum, fas sahabbul aamaa alal hudhaan.
19:00 Aur rahe paum-e-thamud ke log, to hamne unne rasta dikhaya,
19:03 to unn logon ne hidayat ke mukabale mein, andha bana rehna pasan kiya.
19:07 Fa akhadathum sa'ikhatul aadhaabil hooni, bimaa kano yaksiboon.
19:12 Pas unne haulnaan cheekh, yani zillat ka aadhaab ne aa pakada,
19:16 uski saza mein jo wo aamaal kiya karte the.
19:19 Fa najji'inallazeena aamanu wa kaanu yattaqoon.
19:21 Aur hamne unn logon ko bacha liya, jo imaan lai, aur jo taqwa ikhtyaar karte the.
19:26 Wa yawma yuhsharu aadhaa'ul laahi ilal naari, fahum yuza'oon.
19:30 Aur jizil Allah ke dushman jahannam ke taraf jamaa karke haanke jaayenge,
19:33 to giroh dar giroh takhseem kar diye jaayenge.
19:36 Mujrimeen ki jurm ki shiddat ke itibar se bhi categories banai jaayenge.
19:40 Hatta idha ma ja'uha, shahida 'alihim sam'uhum, wa bisaaruhum wa juruduhum.
19:45 Yaha tak ke jab wo uske paas aayenge, to unpar unke kaan, aur unke aankhen,
19:49 aur unke khaale ghagahi denge, bima kaanu ya'manoon, uske baare mein jo wo aamaal karte the.
19:54 Wa qaulu li jurudihim lima shahidtum 'alaina.
19:57 Wo apni khaalo se kahenge, tumne hamare khilaf kyun ghagahi de deen?
20:01 Qaalu amtaqanallahu lazi amtaqa kulla shahid.
20:04 Wo khaale jawab mein kahenge, hame us Allah ne bolne ki salahiyat ataafar maadi,
20:08 jis Allah ne har shayh ko bolne ki salahiyat di hai.
20:11 Wa huwa khalaqakum awwala marwa, aur us Allah ne tumhe pehdi martaba pehda kiya tha.
20:15 Wa iraihi turjaoon, aur usi ke tum lautaye jaoge.
20:18 Ye khaale kya utheenge? Hamare wujud mein se aank, kaan, aur khaal ki ghawahi.
20:23 Surah Yasin mein pad chunke, haath pehar ki ghawahi.
20:25 Surah Noor mein zikr aageya, zabaan ki ghawahi.
20:27 Chhay aada ki ghawahi khud insano ki wujud mein se aarey hogi.
20:30 Allah ta'ala hum sab ke hisaab ko aasan farmaye.
20:33 Allah ta'ala ne is zabaan ko aaj bolne ki salahiyat di, wo chahega.
20:36 Wala kulli shay'in qadri yahad di bolega, khaale di bolenge.
20:39 Allah ta'ala hum sab ke hisaab ko aasan farmaye.
20:41 Wama kuntum tastateerun ayeshana aalikum sam'ukum, wala absaarukum, wala juloodukum.
20:47 Aur tum na chhuba sakte the ki tumari khilaf ghawahi na de,
20:51 tumari kaan, aur na tumari aankhe, aur na tumari khaale.
20:54 Wala kin zanantum, balki tum ne guman kar liya tha.
20:57 Anna Allah la ya'alamu kathiram mimma ta'manoom.
21:00 Ki Allah ta'ala uski mutalib bahut kuch nahi jaanta,
21:03 jo tum aamaal karte ho, tum ye guman kar baithe.
21:06 Wazaalikum zannukumullazi zannantum yurabbikum ardaakum.
21:09 Aur tumari is guman-e-baatil ne, jo tumne apne Rab ke baare mein kiya,
21:13 tumhe halaak kar daala.
21:15 Fa asbahtu minal khasineen.
21:17 Pas tum khasara paane walo mise ho gaye.
21:19 Fa in yasbiru famnaaru matwal lahum.
21:22 Pas agar wo sabar kare, to bhi jahannam unke liye thikana hai.
21:26 Wa in yasta'atibu, fa maahum minal mu'atabeen.
21:30 Aur agar wo maafi chahe bhi, to maafi qabool kiye jane walo mise nahi honge.
21:35 Ek hi mauka duniya mein mila hai, sohs samajh ke zindagi gudarne chahiye.
21:38 Ab inke liye jahannam ke sila kuch nahi.
21:40 Astaghfirullah.
21:42 Wa qayyadana lahum quranaa, fa zayyanu lahum maa bayna aydihim,
21:45 wa maa khalfahum wa haqqa 'alihimul qawlu.
21:48 Fi'u ma min qad khalat min qablihim minal jinni wal ins.
21:51 Aur humne unke kuch hamnashim mukarar kiye,
21:54 to unone inke liye araas kar dikhaya, muzayyan kar dikhaya,
21:57 jo inke saamne aur inke peechhe tha.
22:00 Shayateen, insano mise shaytaan ki party ki log,
22:02 jinnat mise shaytaan ki party ki log,
22:05 buray aamaal ko muzayyan kar dekhaate rahein.
22:07 Aur unpar azaab ka qaul poora ho gaya,
22:10 unummato par jo gudar chuki hain ins se mutalib jinnat aur insano ki,
22:14 innahum kaanu khawsineen, beshekab khusara paane wale hain.
22:17 Jo shaytaan ki pehdiri mein laga, wo duniya mein bhi khusara mein hoga,
22:20 aur aakhirat mein bhi khusara mein hoga.
22:22 Yeh nukta baar baar aata raha.
22:24 Wa qaulil ladheena kafaru, la tasma'u lihaadhaal qur'aani,
22:27 walghawu fihi la'allakum taghliboon.
22:29 Aur unlogu ne kaha jinnu ne kufur kiya,
22:31 ki tum is quran ko sunoo heemat,
22:33 aur iske sunne mein shoor machao,
22:36 la'allakum taghliboon, tha ki tum ghalib aajao.
22:39 Bahut tabajo kijega, mushrikeen ko samaj aage diya,
22:42 quran-e-paq jo sunna to uske zindagi badal jati hain.
22:44 Syedna Bilal jaan dene ko tayyaar, kalma chodne ko tayyaar nahin.
22:47 Khabab bin Arad dehekte angaro par,
22:49 Allahu Akbar Kabira, lethne ko tayyaar hain.
22:52 Aur unki kamar jalti hai, angaro se,
22:55 aur buchti hai to, charbi ki wajah se.
22:58 Allahu Akbar.
22:59 Lekin log dekhne hai, khabab aur bilal,
23:01 jaan dene ko tayyaar hain, kalma chodne ko tayyaar nahin.
23:04 Bahut tabajo se nazikaram suniyega,
23:06 badi bebaaki se ek baat mai ads kar raho hu,
23:08 us zamane ka mushrike maanta tha,
23:10 yeh quran jiske dil mein utar jata,
23:11 uske zindagi mein inqilab barpa ho jata hai.
23:13 Kehte hai, mat suno quran ko, tumhari zindagi mein badal jayenge.
23:16 Aur sunne mat do, koi sunne, shoor machao.
23:19 Shoor nahin machaya jara, astaghfirullah.
23:21 Allah humare hal par raham farmaye,
23:23 humare kotahiyon ko maaf farmaye.
23:25 Mushrike maanta hai quran jiske dil mein utar jaya,
23:27 uske zindagi badalti, mat suno, aur inko sunne bhi mat do.
23:30 Hum to musulman hain,
23:31 tabajo se sunna, apnaana, ikhtiyar karna,
23:34 noore quran dil mein utre,
23:35 zindagi badal jayenge khuda ki qasam.
23:37 Main apne baare mein soch ho, aap apne baare mein soch ho.
23:40 Mushrike to keh raha hai,
23:41 walghau fihi la'allakum taghlimoon,
23:43 aur iske sunne mein shoor machao,
23:45 ke tum ghalib aajao.
23:46 Farmaya, falanudheekannalladheena kafaru aadaban shadeedan.
23:50 Fas hum kafuroon ko zurur sak aadab ka maza chakayenge,
23:53 walanajaziyannahum aswaalladheekanu ya'maloon,
23:56 aur unke battaneen aamaal ko unne zurur hum badla denge.
23:59 Sare aamaali battar hain,
24:00 agar kufur shirk par hain,
24:01 to battaneen aamaali unka badla,
24:02 Allah ta'ala kehta hum inko denge.
24:04 Thalika jaza'u a'da'i Allahin naar,
24:06 yeeha Allah ki dushmanu ka badla jahannam ki aag,
24:09 lahum feeha daarul khuld,
24:10 aur unke liye usme hameesha ka ghar hoga,
24:12 jaza'am bimaa kaanu bi aayati naa yajhadoon,
24:15 uska badla wo jo humaari aayat ka inkar karte the,
24:18 Allahumma ajirnaa minan naar,
24:19 ey Allah hum sabko aag ke aadhaasin ma'afoos sarmaan.
24:22 Aayat dua karte hain Allah ta'ala ke huzoor.
24:24 Bismillahir Rahmanir Rahim.
24:26 Allahumma salli wa sallim 'ala nabiyyina Muhammad.
24:29 Rabbana takabbal minna innaka anta assamiul 'aleem,
24:32 wa tub 'alina innaka anta attawwabir waheem.
24:34 Eyya hamare Rabb,
24:35 hum sabki, hamare maababki, hamare gharwaluki,
24:37 tamam musalmanuki maghfarat, farma de.
24:39 Eyya Allah, hamare sageera kabira gunahuku maghsh de.
24:41 Eyya Allah, Allahumma innaka 'afoovun,
24:43 tuhibbu al-'afwa fa 'afwa anna.
24:45 Eyya Allah, tu ma'af farmane wala hain,
24:47 ma'af farmane ko basan farma de,
24:48 eyya Allah, ham sabko ma'af farma de.
24:50 Eyya Allah, hame jahannam se azaad farma de.
24:52 Eyya Allah, hame jannat al-firdaws se taaf farma de.
24:54 Eyya Allah, ham sabka rahmatin aazil farma de.
24:56 Eyya Allah, ham sabse razi ho jaan.
24:58 Eyya Allah, ham sabse razi ho jaan.
25:00 Wa sallallahu ala nabiyyil kareem wa ala aalihi wa ashabihi ajma'een.
25:07 [Music]

Recommended