Fazail e Shahadat - Female Talk Show - 21st July 2023 - ARY Qtv

  • last year
Fazail e Shahadat - Female Talk Show

Host: Syeda Nida Naseem Kazmi

Guest: Prof. Naheed Abrar, Jihan Shah

Sana Khuwan: Sadia Uzair Kazmi

HazratImamHussainR.A #FazaileShahadat #ARYQTV

Official Facebook : https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website : https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule : https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information : https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https:https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Transcript
00:00 Allah-e-Allah, Allah-e-Allah, Jal-e-Shan-e-Allah
00:17 Sada meri pahchegi arshi muallimullah, Allah-e-Allah, Allah-e-Allah, Jal-e-Shan-e-Allah
00:42 Tu rahim, tu kareem, tu satar, tu ghafar
01:05 Barsat ghar majhme, noore tajalla
01:13 Allah-e-Allah, Allah-e-Allah, Jal-e-Shan-e-Allah
01:30 Rizq de be hisaab, ey razaq, ey wahab
01:54 Mushkil ko karde aasaan, Allah-e-Allah, Allah-e-Allah, Jal-e-Shan-e-Allah
02:19 Sada meri pahchegi arshi muallimullah, Allah-e-Allah, Allah-e-Allah, Jal-e-Shan-e-Allah
02:39 Subhanallah, mashallah, barakallah
02:43 A'udhu billahi minash shaitani wa jeem, bismillahirrahmanirrahim
02:48 Alhamdulillahi lazi hadana lihaza, wa maa kunna lina ahtadiyya, laula an hadana allah
02:55 Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin, adada maa fil millahi, salatan daimatan, bidaba mimurki Allah
03:02 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu
03:06 Jannat program fazail-e-shahadat kisad, izar-e-inacheez aapki khidmatne hazir hai
03:14 Yeh program khiraj-e-tahseen hai, tabqa-e-niswaan ki jaanib se aqeedaton ka khiraj hai
03:24 Mazloome Karbala ko, imam-e-Karbala ko
03:29 Lekin isse qabal, yani imam-e-ali maqam ka ali maqam samajne se qabal
03:36 Humme samajna hoga, ki shahadat ka rutba kya hai?
03:40 Shahadat ka mafhoon kya hai?
03:43 Shaheed ki haqiqat kya hai?
03:46 Quran ki bohot saari ayat, iski shahid hai, iski gawa hai
03:51 Ulaika allazeena anamta alaihim, maula, unlogoon ka raasta dikha de
03:57 Ki jo inam yaftigan hai, ki jo shuhada hai, jo siddiqueen hai
04:03 ambiya ke baad, jin ka maqam-o-martaba hai
04:07 Yeh shaheed shahid hai, yeh shaheed gawa hai
04:11 Yeh bargah-e-rabbul-izzat mein pohunchne wale hai
04:15 Aur wo bhi barahirast, ek hi jast mein
04:18 Yeh wo hai, ki agar baat ho, ki shaheed shahadat se mushtaq hai
04:22 To yeh gawa hai, yeh baroze-e-qayamat gawahi dene wale hai
04:26 Aur inki gawahi mukaddam hogi, janaab, digar, awam-un-naas pe
04:30 Yeh wo hai, agar hum shaheed ki baat karein
04:33 Aur mashhood ke hawale se mein baat karoon, mafool ke hawale se mein baat karoon
04:37 To yeh mashhood lahoo bil-janna hai
04:39 Yani jin ke haq mein jannat ki gawahi Allah aur unke farishton ki jaanib se de di gayi hai
04:46 To ab stamp lag gayi hai shuhada-e-karam pe
04:49 Ki yeh Allah tabarak-o-taala ki yahan uski bargah mein inaam yaftigan hai maula
04:55 To hume shuhada ka maqam-o-martaba samajhne ki taufeeq marhamat farmade
05:00 Aaj baat hogi fazail-e-shahadat mein shahadat ki haqeqat, shahadat ke mafhoon ke taluk se
05:06 Janaab, humare saath jo scholars maujood hain, mashallah, meri pehli mehman scholar
05:12 Professor, doctor Naheed Abrar Sahiba, jin ke judagana usloob ke hum sab mutarif hain
05:18 Salam-o-Alaikum
05:20 Wa-alaikum-Salam
05:21 Aap khairiyas se hain?
05:22 Ji, Allah ka isa
05:23 Mashallah, kusham jade kahte hain aapko
05:25 Aur janaab fazail-e-shahadat mein aaj jo doosri mehman scholar hain
05:30 Naujawan nassal, especially youth inhe bahut pasand karti hain
05:33 Islamic motivational speaker, Jehan Shah humare saath hain
05:37 Salam-o-Alaikum
05:38 Wa-alaikum-Salam
05:39 Aap khairiyas se hain?
05:40 Alhamdulillah
05:41 Janaab, aaj hum baat kar rahein hain, lekin aapke pasandida Sana Khuan, Manqabat Khuan,
05:47 Sadia Uzair Kazmi bhi humare saath maujood hain, inhe bhi salam-o-azkarte hain
05:51 As-salam-o-Alaikum
05:52 Wa-alaikum-Salam
05:53 Khairiyas se hain?
05:54 Alhamdulillah
05:55 Salamat rahiye, bahut umda aagaz kiya hain, damdaar aagaz kiya hain
05:58 Allah Paak salamat rakhe, Panjatan Paak ke naam ki barkat se
06:02 Janaab, hum sawalat ka silsila shuru karte hain
06:05 Aur aapa hume bataye, Professor, doctor Naheed Abrar Sahiba
06:09 Ke jab baat hoti hain shahadat, kitni wusat hain ise ek lafz mein
06:15 Toh shahadat ka mafum kya hain, aur iski haqiqat kya hain
06:18 Auzubillahi minashaitwani rajim, Bismillahirrahmanirrahim
06:24 Dekhi nida, shahadat ke maini gawahi dena
06:28 Aur shahadat se murat, amr-e-haq ke liye maara jaana
06:33 Rah-e-haq me jihad karte we maara jaana
06:37 Aur Allah ki rah me apni jaan qurban karte dena
06:41 Nida, har cheez ke liye bakhshish ka zariya shahadat hain
06:46 Shuhda apni shahadat pesh karke, muwat ko hayat aur zindagi ata karte hain
06:52 Jab shaheed shahadat ke mansab par faiz hota hain
06:56 Toh Allah aur uske farshte uske liye jannat ki gawahi aur basharat sunaate hain
07:03 Quran-e-pak me Allah ta'ala ishaat firmata hain
07:07 Ki jo log Allah ki rah me qatl hoye, unhe murda mat kaho
07:11 Wo zinda hain aur apne parvardikaar kiyaan rasp aa rahe hain
07:16 Unki roohe sast parindo ke jismon me hoti hain
07:19 Jannat me jahan chahte hain mewe khaalete hain
07:22 Allah ta'ala ki arsh par kandeel-e latki we hain
07:24 Aur phir wapis wo in kandeel-o me chale jaate hain
07:28 Toh Allah ta'ala unse teen baar unki khwais pooshta hain
07:32 Toh kehte hain ki, "Ey mere Rabb, hamare ye khwais hai
07:36 ki hamare roohon ko hamare jismon me wapis pahasha diya jaye
07:40 Hame duniya me bheja jaye, ham Allah ki rah me maare jaye
07:44 aur shaheed kehlayein."
07:46 Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam nishat firmaya
07:50 ki sabse afzal maus shahadat ki mauth hain
07:55 Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam nishat firmaya
07:58 ki qasam hai us par wardigar ki jis ke qabza-e-qudrat me meri jaan hain
08:04 main is cheez ko bahut pasan karta hun
08:06 ki main Allah ki rah me maare jaun aur tubaara zinda ke jaun
08:10 Dekhi Nida, subhanAllah jis mauth ki tamanna
08:14 Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam firma rahein
08:18 toh wo mauth kitni afzal aur kitni qeemti hogi
08:23 Hazrat Ali karamallah wajjo Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam ki khidmat me hazir hui
08:29 toh Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam firmaya
08:33 ki Abu Tarab tum shahadat pauge
08:36 aur jab tum shahadat ke mansab par faiz hoge
08:39 toh tumhare sabr ka kya alam hoga
08:42 toh Hazrat Ali karamallah wajjo phoot phoot kar roone lagay
08:46 kehne ki ya Rasulullah us din main bahut khush honga
08:50 ki huzoor shukr ada karunga, shukrane ki nawafil ada karunga
08:54 ki mere Rabb ne mujhe shahadat ke mansab par faiz kya
08:58 Dekhiye Nida, har shahat jo hai wo jannat me jaane ke baad
09:02 koi bhi shahat duniya me dubara aane ki khuaish na kare
09:05 ki usse duniya ki jo cheezein hai wo dubara mil jaye
09:08 magar shaheed ki ye khuaish hoti hai
09:11 ki wo duniya me dubara wapis jaye
09:14 Allah ke rahme maara jaye aur shaheed kehlaaye
09:17 Dekhiye shaheed jo hai ab main shahadat ki thodi si haqeeqat pe baad karein ho
09:21 ki shaheed jo hai Allah Rabbul Izzat ki wahdaniyat
09:24 aur uske ata karda sache deen ki zubaan se toh gawahi deta hai
09:29 magar phir apni jaan qurbaan karke is baad ki gawahi deta hai
09:33 ki Allah ek hai, wo maabudeh bar haq hai
09:37 aur hum sab uske bande hain
09:39 shaheed apne khoon se is baad ki gawahi deta hai
09:42 ki usne Allah ke sache deen ke nifaas ke liye apni jaan qurbaan kar dene se bhi tareek mein kiya
09:48 dekhiye nidaa shahadat ek jazbe ka naam hai
09:53 aur jazbe se sarshaar wohi log hote hain
09:56 jo apni saare zindagi Allah ki ataat
09:59 aur nabiye kareem sallallahu alaihi waalaihi wasallam ki itteba mein guzarte hain
10:04 aur kitne khushqasmat hain wo log
10:06 jin ke naam unke zindagi mein unki pehchaan ban jate hain
10:09 aur unse bhi zyada khushqasmat wo log hote hain
10:12 jo apne qadmo ke nisha tariq ke sifat par chhod jate hain
10:16 aur ye darja, ye martaba, ye izzat, ye tauqeer
10:20 sirf un logon ko milti hai
10:22 jo shahadat ke mansab par faiz hote hain
10:25 kya baat hai, mashallah
10:27 janaab shahadat ki haqiqat ke taluq se
10:29 mufassal ka naam prof. Dr. Naheed Abrar sahiba ne kiya hai
10:34 ye zahiri maut se abadi zindagi ka aur hayat ka kaam lete hain
10:41 aur janaab is daare fani se daarul baqi ki jaanab muntaqil hote hain
10:47 ye naam yaftigan hain
10:49 Allah tabarakut ta'ala shahadat ka sahih mafoom samajhne ki taufiq ata farmaya
10:53 aur wo maain hume ata karde
10:55 jo mujahideen tayyaar kar sakein
10:57 assalamu alaikum wa rahmatullah
10:59 bismillahirrahmanirrahim
11:00 program fazail-e-shahadat ke saad haazir-e-khidmat hain
11:04 janaab maqam-e-shahadat maqam-e-fazeelat hai
11:08 bazaahir banda khaq-o-khoon me mil raha hai
11:11 lekin dar haqiqat Allah Rabb-ul-izzat se Rabb-ul-arsh se mulaqat kar raha hai
11:17 hum baat kar rahein hai shahadat ki haqiqat ke taluq se
11:20 shahadat ki fazail ke taluq se
11:23 aur muhtarma Jehan Shah huma aisaat maujood hain
11:25 inki sab barte hain
11:27 shahadat ke fazail ke taluq se
11:29 jazakallahu khair
11:31 a'udhu billahi minash shaitanir rajim
11:33 bismillahirrahmanirrahim
11:35 alhamdulillah wa salatu was salamu ala rasoolillah
11:37 wa ala alihi wa sahbihi wa manwalah
11:39 yaha par maujood logon ko aur tamam dekhne walakoon
11:41 assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh
11:43 wa alaikumussalam
11:45 ik hadith jo aapa ne bhi quote ki
11:47 main usko phir se quote karte hui
11:49 apne baat ka aagaz karungi
11:51 ki ek aisa rutba
11:53 ik aisa martaba
11:55 wa aazamul anbiya khairul bariya
11:57 aur Habibullah
11:59 sallallahu alaihi wasallam
12:01 wo kis tarah kis andaas se maang rahe hain
12:03 wal lazee nafsi biya dih
12:05 la wadudtu anni uqtalu fee sabili Allah
12:07 thumma uhya thumma uqtal
12:09 thumma uhya thumma uqtal
12:11 thumma uhya thumma uqtal
12:13 qasam kha kariya
12:15 ki main Allah ki rah mein qatil karna
12:17 hona chahta hun shaheed hona chahta hun
12:19 phir zinda hun phir zinda hun
12:21 phir zinda hun
12:23 kis ko repeat kar rahe hain
12:25 sahih Bukhari ki yeh hadith hain
12:27 to aap yeh sochenge yeh kaunsa jazba hain
12:29 jisko nabiyul anbiya khud maang rahe hain
12:31 aur sirf wo nahi maang rahe hain
12:33 unke saath aur unke sahaba bhi maang rahe hain
12:35 aur kis tarahan dilu jaan se maang rahe hain
12:37 to uske fadail kya hain
12:39 nabiye karim sallallahu alaihi wasallam se pucha jaata hai
12:41 ayyul a'mali afdal
12:43 kaunse wo a'mal hain jo sabse afzal hain
12:45 to sabse pehle Rasulullah sallallahu alaihi wasallam
12:47 kaita hain al imanu billahi wa rasuli
12:49 to uske baad kya keh diya al jihadu fee sabili Allah
12:51 thumma maada al jihadu fee sabili Allah
12:53 to foran hi iske baad
12:55 kyunki dekhein mai yeh samashti hun
12:57 ki har ibadat bhi jihad hain
12:59 apne nafs par qaboo karna bhi jihad hain
13:01 aur jihad karne ke
13:03 bohot saare aqsaam bhi hain
13:05 jo ke aage aapko bataye jaayenge
13:07 to yeh har cheez hain
13:09 agar nabi karim sallallahu alaihi wasallam se yeh pucha jaata hai
13:11 kaunse log afzal hain
13:13 tab bhi nabi karim sallallahu alaihi wasallam
13:15 yehi firmaate hain
13:17 to yeh haan jo apni nafs ko apni maal ko lekar
13:19 Allah ke raste mein nikal jaata hai
13:21 wo sabse zyada afzal hain
13:23 to aap iski fazilat ko yaha se dekhein
13:25 fir Allah ta'ala Quran-e-Hakim mein kya firmaate hain
13:27 wa a'iddu lahum masata'atum min quwatiun
13:29 wa mirribatil khayli turhiboon
13:31 abihi aduwallahi wa aduwakum
13:33 to iski targheeb di jaariye ke
13:35 apne aapko aisa i'daad karke rakho
13:37 apne aapko aisa tayyaar karke rakho
13:39 kisme ke ghoday bhi ho tumhare saath mein
13:41 aur tumhari poori quwat bhi ho
13:43 turhiboon abihi aduwallahi
13:45 kyun ke jo aduwallah hain na jo kuffar hain
13:47 jo Allah ke dushman hain un logon ke upar
13:49 haybat daalne ke liye
13:51 un logon ke upar wo khauf tarhi karne ke liye
13:53 kyun wo log musalmano se darenge
13:55 kyun ke musalman wo hai
13:57 ke jisse saari khalqat
13:59 jis cheez se saari khalqat
14:01 saari log yaha takke ek jaanwar bhi
14:03 maut ke khauf se palat ke hamla karta hai
14:05 to maut itni khaufnaak cheez hai bazaahir
14:07 lekin musalman
14:09 usko kya samajhta hai
14:11 log is baat se haran ho jate hain
14:13 ki yeh kya cheez hai jisko tum log maang raha hai
14:15 yeh kaunsa jazba hai
14:17 yeh kya aisa inaam aatein
14:19 sabse qeemti mata ko qurbaan karke
14:21 zindagi ke liye to sab kuch kiya jaata hai
14:23 usko qurbaan karke ek insaan maang raha hai
14:25 to aap agar
14:27 khalid bin al waleed ki taraf nazar daalne
14:29 wo kya kah rahe hain
14:31 wo yeh kah rahe hain iski fazilat mein
14:33 agar mujhe kisi raat mein ek dulhan pesh ki jati hai
14:35 jo ki mujhe bohot pasand hai
14:37 ya mujhe kisi bete ki basharat hoti hai
14:39 yeh cheez mehboob hai
14:41 bohot barfili raat mein
14:43 bohot thandi raat mein
14:45 mujhe jihad ke liye nikal jaaun
14:47 aur dusmanon ke dilon mein rob daal du
14:49 to aap yeh sochen yeh kya cheez hai
14:51 ek aur sahabi kya firmaatein
14:53 amru bin utbah abdullahu anhu
14:55 yeh firmaatein ki main Allah arabbul azzat se
14:57 teen cheezin maangi hain
14:59 do mil gai hain ek ki main tamanna karta hain
15:01 to wo do kya cheezin mil gai hain
15:03 ek to yeh ki an uz hadafid duniya
15:05 ke main duniya ke liye itna mustaghni ho jaaun
15:07 itna mujhe zuhd ata ho jaaun
15:09 ke ab kya aa raha hai kya jaa raha hai
15:11 mujhe uski parwa khatam ho jaaun
15:13 toosri cheez kya maang raha hai
15:15 ke main namaz ko poori taraha se qaim karne wala ban jaaun
15:17 ke firmujhe usko ada karne mein kahili
15:19 aur susti na ho
15:21 aur teesri cheez jiska ki main intizaar kar raha hain
15:23 wo kya cheez hai
15:25 an uz hadafi sabili Allah
15:27 ke main Allah arabbul azzat ke raastein mein shaheed ho jaaun
15:29 umar bin al khattab radullahu anhu
15:31 wo yeh dua kartein
15:33 Allahumma rzuqni shahadatam fee sabilik
15:35 wa kartein fee baladi rasoolik
15:37 to hafsa radullahu anhu unse pooshti hain
15:39 yeh kaisi dua maang raha hai
15:41 ki aap shahadat bhi maang raha hai
15:43 aur nabi karim sallallahu alaihi wa sallam ke shahar mein bhi maang raha hai
15:45 to Allah rabbul azzat ne kaise unki dua ko qabool kiya
15:47 unko shahadat bhi naseeb hui
15:49 aur nabi karim sallallahu alaihi wa sallam ke
15:51 wo shahar mein naseeb hoti hai
15:53 to is tarah ke aur bohot si aasi cheez hain
15:55 ab aap yeh dekhein ki ek insaan
15:57 jo jihad karne jaa rahe hai
15:59 wo talwar nikalke jaa rahe hai
16:01 wo jaa rahe hai
16:03 wo jaa rahe hai
16:05 aur main istayi ke se war karte hain
16:07 us par wo insaan jisko pata hai ki kuch bhi ho sakta hai
16:09 wo jihad ke liye jaa rahe hai apne talwar nikalke
16:11 anallathee sammatnee ummee haidara
16:13 dirghaama aajaa minkaleeti qaswara
16:15 yeh poora shihar hain
16:17 yeh koi main hu jiski maa ne usko naam haidar rakha hai
16:19 aur main us shihar ki tarah hain
16:21 jiski jo hai wo gardan aisi hai
16:23 uske baazu aisi hai
16:25 wo poori ek sifat poori wast kiya jaa rahe hai
16:27 wo fakar se shihar ada karte hui jaa rahe hai
16:29 toh yeh musalman hain
16:31 wo us shahadat ke martaba pe pohanshna chaharein
16:33 jiski ki bahot saare fazail hain
16:35 jinko ki mushkil hai ki hum is wakt mein
16:37 mazeed wo kar sakein
16:39 lekin yeh ki be intiha fazail hain
16:41 kya baat hai mashallah
16:43 janaab baraahe raas husne mutlaq ka
16:45 malakut ka
16:47 mushahida karne wale hain
16:49 yeh shaheed
16:51 aur phir hum dekhte hain ki sahaba e karam me
16:53 ahle baiti athaar me huzoor paak sallallahu alaihi wasallam
16:55 khud is jazbe ko ubharne me
16:57 yani aapki taqareer me
16:59 aap ki
17:01 jab bhi koi khudba de rahe hain toh aisa jazba
17:03 ubhar rahe hain ki phir wo hume kya nazar
17:05 aa raha hai subhanallah jaise ki mere bher
17:07 ne bataya bhi hai
17:09 aur ab hum jaate hain ki shahadat ki
17:11 aqsaam ke taluk se kalam hua pa
17:13 qurani paak mein
17:15 Allah taala ishaat firmaata hai ki jo
17:17 Allah ki rah mein maare jaayen unhe
17:19 murda mat kaho wo zinda
17:21 hain tumhe iska shuur nahi
17:23 qurani paak mein Allah taala
17:25 ishaat firmaata hai ki jo log Allah
17:27 aur uske rasool ka hukum maane
17:29 unhe unka saath milega
17:31 jin par Allah ne fazal kiya
17:33 anbiya, shuhuda, sawaleen
17:35 jaise ki aapne bhi bataya
17:37 aur nek log. Is aayate
17:39 mubarakah se ye baat waze ho jaate hai ki
17:41 ki shuhuda jo hain, shaheed
17:43 jo hain, wo Allah ke nek
17:45 bandon me shumar hote hain aur Allah ke
17:47 dost hote hain. Nabi kareem
17:49 salallahu alaihi wasallam ne ishaat firmaata hai
17:51 ki jo shahad Allah ki rah mein ladte
17:53 sabr wa istiqama se kaam le
17:55 ya shaheed ho jaye
17:57 ya ghalib a jaye
17:59 to uske liye qabr mein sawal jawab nahi
18:01 honge. Nabi kareem salallahu alaihi wasallam
18:03 ne ishaat firmaata hai ki Allah ki rah
18:05 mein ladne wala, us rozedar
18:07 aur ibadat guzar
18:09 ke maanide jo roza rakte
18:11 aur namaz parte nahi takta.
18:13 Nabi kareem salallahu alaihi
18:15 wasallam ne ishaat firmaata hai
18:17 ki jo shahad Allah ki rah mein zakhmi
18:19 hua, to is halat mein qayamat
18:21 ke din aayega ki uske zakhmo se khoon
18:23 to behra hoga, us khoon
18:25 ka rang to khoon jaisa hoga
18:27 magar uski khushbu jo hai wo mush
18:29 jaisi hogi. Dekhi yeh shahadat
18:31 ki do kism hai. Accha bazaahe
18:33 hum khoon jo hai wo
18:35 napaag bhi hota hai, lekin
18:37 jo shuhada ka khoon hai wo unka medal hai?
18:39 Wilkul. Wo unke liye azaz hai? Wilkul azaz hai.
18:41 Usli jaisa unko dafna yi jaye raha hai? Wilkul bilkul.
18:43 Usli nahi diya jaye raha hai. Unke aage
18:45 mein batati hui se. Dekhi ki
18:47 shahadat ki do kism hai, shaheedi
18:49 haqqiqi wo shaheedi hukmi.
18:51 Shaheedi haqqiqi usse kehate hai
18:53 jo Allah ki rahmi din-e-Islam
18:55 ki sarbulandi aur
18:57 sarfaazi ke liye apni
18:59 rah jo hai wo, apni jaan jo hai
19:01 wo Allah ki rahmi hai, qurban kar di.
19:03 Dekhi unke ghusl nahi diya jayata hai.
19:05 Unke kafan nahi diya jayata hai. Janaza
19:07 padhane ke baad, jin kapdo mein hote hai, unke
19:09 dafan kar diya jayata hai.
19:11 Jabki ishq-e-hukmi
19:13 jabki joh hai shaheedi hukmi
19:15 usse kehate hai, jin ke baare mein
19:17 hadith mein basharat hui hai
19:19 to yeh shaheedi hain aur unko
19:21 aakhrat mein jo hai, shuhada ki
19:23 fahris mein jo hai, wo shamil kiya jayega.
19:25 Ab-u-Huraira se riwayat hai ki Nabi-e-Karim
19:27 salallahu alaihi wa sallam
19:29 de sahaba-e-karam se pucha ki
19:31 shaheed kise kehate hai, to unke ya Rasool Allah
19:33 jo Allah ki rahme mara jaye.
19:35 To Nabi-e-Karim salallahu alaihi wa sallam ne firmaaya ki
19:37 abhi aise ho to meri ummat mein shuhada kam honge.
19:39 To sabah-e-karam ne ka
19:41 ki ya Rasool Allah, aap hume iske baare mein
19:43 tafseelan bataayen, to Nabi-e-Karim
19:45 salallahu alaihi wa sallam ne firmaaya
19:47 ki jo ta'oon se mare,
19:49 wo bhi shaheed hai.
19:51 Jo kisi malbe ke niche dab kar kisi cheez ke
19:53 mar jaye, wo bhi shaheed hai.
19:55 Jo bukhaar me mare, jo peht ki bimari me mare,
19:57 jo paani me doob kar mar jaye,
19:59 jo jal kar mar jaye, to wo bhi shaheed
20:01 kehlaata hai. Jab hum shaheedi
20:03 haqeeqi par baat karte hain, to nida
20:05 mein Hazrat Imam Ali Maqam
20:07 ko zurur khiraj-e-aqidat
20:09 pesh karungi. Hazrat Imam Ali Maqam
20:11 ne firmaaya, ki jab zindagi
20:13 mein do raaste a jayein,
20:15 ke dushman sar uthane na de,
20:17 aur deen
20:19 sar jhukane na de,
20:21 to teesra raasta, sar katane
20:23 ka raasta hai.
20:25 Aapne deen-e-Islam ki
20:27 sar bulandi aur sar farazi ke liye,
20:29 sar ko katana
20:31 pasan firmaaya, sar ko jhukaya
20:33 nahi. Aur apne
20:35 Rufaqqa ke saath, apne Ehle-Khana
20:37 ke saath, apne god ke
20:39 saath, itni azeem
20:41 qurbani di, aur ye azeem
20:43 qurbani de kar aapne apne
20:45 waldein, apne nanajan,
20:47 aur sabse badhkar apne
20:49 deen ka naam, sar
20:51 bulandi firmaaya. Dekhi,
20:53 teeron ki buchhad, nezon ki buchhad
20:55 sar sajde mein hain, ki subhana
20:57 Rabbe-l-Allah, Allah
20:59 main teri raza par razi hun.
21:01 Allah main teri raza par razi hun.
21:03 Ki saare jahan ko
21:05 apne amal se sikha diya.
21:07 Jeena Rasool-e-Paak ne,
21:09 marna Hussain ne.
21:11 Jeena Rasool-e-Paak ne, ek naatiya
21:13 kalam saadiya suna diya.
21:15 Madina
21:17 se bulawa
21:19 aa
21:21 raha
21:23 hai
21:25 Mera dil
21:29 mujh se pehli
21:33 jaa raha
21:35 hai
21:37 Mera dil
21:41 mujh se
21:43 pehli jaa
21:45 raha hai
21:47 Shabe
21:51 furqat
21:53 se
21:55 dil
21:57 ghabra
22:01 raha hai
22:03 Madina
22:05 aapka
22:07 yaada
22:09 raha
22:11 hai
22:13 Madina
22:15 aapka
22:17 yaada
22:19 raha
22:21 hai
22:23 Aur yaha
22:25 marzi
22:27 nahi
22:29 nahi
22:31 jalti
22:33 kisi
22:35 ki
22:37 ki Madina
22:39 wala
22:41 hi bulawa
22:43 raha hai
22:45 Madina
22:47 wala
22:49 hi bulawa
22:51 raha hai
22:53 aur
22:55 nawasun
22:57 ka
22:59 wa
23:01 sadqa
23:03 baat
23:05 ti
23:07 hai
23:09 zamana
23:11 unka
23:13 sadqa
23:15 kha
23:17 raha hai
23:19 zamana
23:21 unka
23:23 sadqa
23:25 kha
23:27 raha hai
23:29 aur yeh chakki
23:31 saee
23:33 yaada
23:35 ki
23:37 chal
23:39 rahi
23:41 hai
23:43 zamana
23:45 jitna
23:47 langar kha
23:49 raha hai
23:51 zamana
23:53 jitna
23:55 langar
23:57 kha
23:59 raha hai
24:01 Madina
24:03 se
24:05 bulawa
24:07 raha hai
24:09 Bismillahirrahmanirrahim
24:11 Assalamu alaikum warahmatullahi
24:13 program fazail-e-shahadat
24:15 ke saath hazir-e-khidmat hai
24:17 aaj baat ho rahi hai shahadat ki fazilat
24:19 ke taluk se shuhada ke fazail
24:21 ke taluk se yeh
24:23 Allah tabarak-ul-taala ki rahme
24:25 jihad karte hai
24:27 shuhada karte hai
24:29 pital karte hai
24:31 aur hayat-e-abadi pate hai
24:33 Allah tabarak-ul-taala ki janab se itne inaamaat
24:35 hai
24:37 jinki tafseel
24:39 aaj ki maaon ko, behno ko, bethiyon ko
24:41 sunni chahiye
24:43 taake wo apni aulat ke
24:45 quloob me
24:47 unke azahan me
24:49 kyunke zahnsazi ka karkhana hai
24:51 wo aapka apna ghar hai
24:53 aap zahn bana rahi hai apni aulat ke
24:55 to aapne unhe samjhana hai
24:57 ke agar yeh bazaahir to hume nazar a rahi hai
24:59 maut, lekin yeh zahiri maut
25:01 se hayat-e-javedani ka kaam
25:03 kise lehna hai, Allah ko kise razi karna hai
25:05 to wo jo inaam hai
25:07 ke jo shuhada-e-karam
25:09 ko hasil hote hain
25:11 jo Allah tabarak-ul-taala ki rahme jaan
25:13 lota dete hai, to un inaam ka
25:15 un inaamaat ka zikr kijiye aur
25:17 kaun se inaamaat Allah tabarak-ul-taala ki
25:19 rahme jaan deeye jaayenge
25:21 (A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem)
25:23 (Bismillahir Rahmanir Raheem)
25:25 (Jasa ke maine pehle tasira kiya tha)
25:27 (Ali-e-karam Allah wa Joh-ul-Karim)
25:29 (ni kis tarahan se wo shahadat ko talab karte hui jaa rahein)
25:31 (kis tarahan jihad kiye jaa rahein)
25:33 (agar unhi ke hi farzand ki aap taraf dekhte hai)
25:35 (al-imam Hussain alaihi salam)
25:37 (to wo kis tarahan se unko pata tha)
25:39 (unko ek raat pehle yeh cheez pata chal gai thi)
25:41 (ke kal kya hone wala hai)
25:43 (to unko sab dikh raha hai)
25:51 (ab kya in'aamat aane wala hai)
25:53 (ab kya karamat aane wali hai)
25:55 (Allah ta'ala ki taraf se)
25:57 (to isliye shaheed jo hai)
25:59 (jo shaheed hone ka jazba rakhta hai)
26:01 (wo us taraf bhakta hai)
26:03 (kyun ke usko kya milne wala hai yeh usko pata hai)
26:05 (to hume yeh cheez samajh mein aagai sabse pehle)
26:07 (ki uska iman sabse pehle mazboot hai)
26:09 (Allah ta'ala ke upar tawakkul kitna zyada mazboot hai)
26:11 (aur uske andar bahaduri kitni zyada hai)
26:13 (ki agar kisi insaan ke andar yeh teen cheeze na ho)
26:15 (to wo koi bhi ibadat nahi kar sakta)
26:17 (shaheed hona to bohot alag cheeze hai)
26:19 (wo to bohot door ki cheeze hai)
26:21 (pehle yeh jazbaat aagai, pukhta ho gai)
26:23 (tab insaan is raste par niklega)
26:25 (aur phir wo apni jaan ko korban kar diga)
26:27 (Allah ta'ala ke liye)
26:29 (to aap yeh dekhein ki phir usko)
26:31 (kyun ke shaheed ko yeh tamanna rakhta hai)
26:33 (usko yeh pata hai ke Allah ta'ala ne)
26:35 (yeh jo jaan dee hui hai na yeh kya hai)
26:37 (yeh is ayat me aata hai)
26:39 (inna Allah ashtara minal mu'mineen anfusahum)
26:41 (wa amwaalahum bi anna lahumul jannah)
26:43 (yuqatiluna fee sabeelillahi)
26:45 (fayaqtuluna wa yuqtalun)
26:47 (wa'adan alaihi haqqa)
26:49 (to yeh jab aapko jab iski)
26:51 (fahim aagai, iski samaj aagai)
26:53 (ki Allah ta'ala ne aapki jaanon ko kharid liya hai)
26:55 (aapke maalon ko kharid liya hai)
26:57 (aapse kyun bi anna lahumul jannah)
26:59 (kyun ke jannat denge)
27:01 (wa kaunsi jannat hai)
27:03 (sao martabaat shaheed ke liye diye gaye hai)
27:05 (tirmidhi sharif ki yeh riwayat hai)
27:07 (sao martabaat diye gaye hai)
27:09 (har martaba se aur doose martaba mein)
27:11 (kya payment ka andaaza laga hai jaa sakta hai)
27:13 (kya reward hoga)
27:15 (kya cheez minne wale hai)
27:17 (to ek daraja se doosre daraja tak jane ke liye)
27:19 (sao saal ka arsa lagega)
27:21 (ya is taraha se aap isko dekhne)
27:23 (ma bainas sama'i wal arz)
27:25 (jaisa ki zameen mein aur asmaan mein faasla hai)
27:27 (ki hum tasawur)
27:29 (kani asmaan kahan par hai)
27:31 (uski wusaat kya hai, kahan tak hai)
27:33 (to soche la mahdood jannat mil rahi hai)
27:35 (wa kaunsi aisi jannat ikramat mil rahi hai)
27:37 (aur phir Allah ta'ala ne ek tasalli bhi de di)
27:39 (kya tasalli de di hai)
27:41 (nabi karim sallallahu alaihi wasallam firmaari)
27:43 (man sa'alash shahada)
27:45 (bi sadaqin balaghahullah manazilash shahada)
27:47 (wa imma ta'ala firashi)
27:49 (isko mango, iski talab karo)
27:51 (ko agar dil se, sadaq se talab kiya hai)
27:53 (to kabhi kabar aisa bhi hoga Allah ta'ala ki taraf se)
27:55 (ki aap apne bistar pe hai, aala firashi hai)
27:57 (ki apne bistar pe hai aur aapko manazilash shahada mil jayenge)
27:59 (lekin wo talab ki baat hai sari ki sari)
28:01 (mohot sari aise log bhi ab ghazawat me dekhe)
28:03 (nabi karim sallallahu alaihi wasallam ne ishaara kar ke bata diya)
28:05 (ki yeh wo log the)
28:07 (jo isliye jang pe nikal rahe the)
28:09 (taake log unke baare me yeh kahen)
28:11 (ki yeh ghazi hai aur yeh jihad kar rahe hai)
28:13 (to aise bhi log hai)
28:15 (to sara ka sara daaron madar)
28:17 (wo niyat ka isme aara hai)
28:19 (ab agar maratib ke upar aa jata hai)
28:21 (ek aur hadith me aata hai)
28:23 (k cheh maratib hai shaheed ke liye)
28:25 (wo kaun kaun se maratib hai)
28:27 (sabse pehla to yeh ke jaisa hi aapki ek rooh nikalne ki)
28:29 (jo takleef hai wo itni zyada hai)
28:31 (ki hum uska tasawur bhi nahi kar sakte)
28:33 (to shaheed ko aise ho rahi hai jaisa ki)
28:35 (ek chunti nahi kaat liya ho)
28:37 (shaheed ko sirf aise takleef ho rahi hai)
28:39 (kuch bhi ho gaya)
28:41 (lekin yeh bazaahir humein dikh raha hai)
28:43 (lekin us shaheed ko wo takleef nahi ho rahi)
28:45 (jo jaan nikalne ki asal takleef hai)
28:47 (uske baad wo chheh maratib kya diye jaa rahe hai)
28:49 (ke ek hi dufa'a mein)
28:51 (jahaan jaan nikliye waha sara ke sara gunaah maaf ho gaye)
28:53 (sara ke sara gunaah maaf ho gaye)
28:55 (ussi waqt apna maqaad jannat mein dekh liya)
28:57 (yara maqaadahu minal jannah)
28:59 (apni jagah dekh liya)
29:01 (al fazaahil akbar se wo bari ho jata hai)
29:09 (uske sar ke upar ek aisa taaj rakha jata hai)
29:11 (jisme kya hai uska yaqoot hai)
29:13 (wo poori duniya ki har cheez se zyada behtar hai)
29:15 (ek ek yaqoot uska)
29:17 (bahattar hural aeen se uski shadi karwai jayegi)
29:21 (aur ek cheez aap ye dekhein)
29:23 (ek shaheed apne saath sattar logon ki shafaahat karte ve jayega)
29:25 (sattar logon ki shafaahat)
29:27 (to aap ye dekhein)
29:29 (shaheed ka ajar jo hai)
29:31 (wo duniya mein uski shahadat se khatam nahi ho raha hai)
29:33 (uska jo ajar hai wo muda'afa hota jara hai)
29:35 (ye bhi hadith sharif ki riwayat hai)
29:37 (ki uska ajar muda'afa ho raha hai)
29:39 (fitnat al qabr se usko nijaat mil jati hai)
29:41 (aur ek aur basharat ye aar rahi hai)
29:43 (ki jab aap surat al dukhaan parte hai na)
29:45 (yawm al jumaaah ko ya phir jumaaah raat ko)
29:47 (to wo kis liye parte hai)
29:49 (kyun ke wo jo dukhaan ghubar waha par hai)
29:51 (jo yawm-e-hashr mein ho hai)
29:53 (ki shaheed wo usse bhi bari ho jayega)
29:55 (kyun? kyun ke Allah ta'ala ne keh diya)
29:57 (ki shahadat aur us din ka ghubar hai)
29:59 (wo ek jagah jamaa nahi ho sakte hai)
30:01 (to ye saare ke saare ikraamaat)
30:03 (aur jo anwaah batayi hai ki shaheed)
30:05 (sabse pehla jo shaheed hai wo to yahi hai)
30:07 (jo Allah ta'ala ke raaste mein nikal ke shahadat hasil karta hai)
30:09 (uske baad aqsaam aapa ne bata diya)
30:11 (ki kaun kaunse aqsaam hai)
30:13 (to hame as an ummat-e-muhammad)
30:15 (ka itna zyada shukar ada karna chahiye)
30:21 (kya baat hai aapa?)
30:23 (mai chahungi ki ek pehgaam shahadat ke taluk se)
30:25 (nida, shahadat ek jazbe ka naam hai)
30:29 (wo jazbe se sarshaar wohi log hote hai)
30:31 (jo apni saari zindagi Allah ki ataat)
30:35 (aur nabi-e-karim sallallahu alaihi waalaihi wasallam ki ittiba mein guzarte hai)
30:41 (imam Hussain alaihissalam ne firmaaye)
30:43 (kare duniya mein zindagi mein shiddat se gham miley)
30:47 (to mere ghamon ko yaad kal lena)
30:49 (tumhare ghamon ka bosh tumhe halka lakega)
30:53 (imam Ali maqam ki azeem qurbani)
30:55 (jaha hame sabro-e-isar ka dars de gayi)
30:59 (tasleem-e-raza ki talim de gayi)
31:01 (waha hame yeh dars aur yeh pehgaam bhi de gayi)
31:05 (ki maslahat-e-waqt ka bahana bana kar khamosh rehna)
31:09 (deen-e-madhhab aur insaniyat ke liye bahut nukhsan de hai)
31:13 (hame deen-e-islam ki sar bulandi aur sar farazi ke liye)
31:17 (kisi bhi qasim ki qurbani se daryak nahi karna chahiye)
31:21 (chahe iske liye hame apna maal-o-mata qurban karte hain)
31:23 (chahe hum apni aulat qurban karte hain)
31:25 (chahe hum apni jaan se zyada pyari cheez qurban karte hain)
31:31 (kyunke Allah ke hukum ke aage maal-o-mata, aulat, sari cheezein, sari quahishab)
31:36 (sab bilkul be maini hokar rah jati hain)
31:39 (ke insaan ko bedaar tohor lene do)
31:42 (har qaum pokaregi hamarein husar)
31:44 Subhanallah, Apa, main shukriya da karna chahiye
31:47 MaashaAllah, Janab, aaj Prof. Dr. Naheed Abraam Sahiba
31:51 ne bahut kubsoorti kisaad rahnamayi farmaayi
31:54 shahadat ke wasi mafoom pe
31:56 aur aapka bhi dil kya tha?
31:59 gehraiyon se shukriya da karna chahiye
32:01 Islamic motivational speaker aur naujawaad nasil pasan karti hai
32:05 aur maashaAllah jo aapka Arabi lahan hain
32:07 hum uske fan hain, Allah aapko salamat rakhe
32:09 Sadia Uzair Kazmi, hum aapka shukriya da karna chahiye
32:12 doron kalam behtreen sunaye aapne
32:14 aur aakhir mein main chahungi ki ek manqabat
32:16 aap pesh karein Imam-e-Ali Maqam ki alishan mein
32:20 aur aaj ke liye bas itna hi
32:22 inshaAllah agli nashis mein mazeed baat hogi
32:25 shahadat-e-haqiqi ka rutba jannat ke do pyare sardaar hain
32:29 ye Zahra Qilal hain, ye Maula Ali Qilal hain
32:33 aur jo shahadat-e-haqiqiya paayi hai jannat
32:36 yaani aalam-e-barzakhiya mein jo inamaat milenge
32:39 wo toh meri bain ne bata diye
32:40 lekin shahadat-e-haqiqiya kisne paayi?
32:42 Hazrat-e-Sayyidina Imam-e-Hussain alaihissalam
32:45 aur shahadat-e-hukmiya, yaani jispe shahadat ka hukum lagta hai
32:49 zulman, rah-e-quda mein qatal nahi hua hain
32:51 shahadat huiye Zahra ke saath
32:52 wo Hazrat-e-Imam-e-Hassan ko ata hui hai
32:55 toh jannat, in dono sardaaron ko
32:57 aaj ka program tribute ke taur pe pesh karne ki koshish ki
33:01 Assalam-o-Alaikum Warahmatullah
33:02 Over to you Sadia Uzaikar Singh
33:04 Aankhon ka noor dil ka ujala Hussain hai
33:28 majbooron bekason ka sahara Hussain hai
33:50 beghki huon ke baaste raag-e-siraat hai
34:12 aur doobti huon ka kinara Hussain hai
34:35 shiree khuda ki laadli Zahra ka chain hai
34:57 pyare nabi ki aankh ka taara Hussain hai
35:18 larza hai jais ke naam se abhi yazeed yaar
35:40 himmat bahaduri ka wo ala Hussain hai
36:01 khairat je sepaayi hai saare jahan ne
36:23 fazlo karam ka khub wo dhaara Hussain hai
36:44 aankhon ka noor dil ka ujala Hussain hai
36:54 majbooron bekason ka sahara Hussain hai
37:04 [Music]

Recommended