Mann Kee Awaaz Pratigya _ मन की आवाज़ प्रतिज्ञा _ Krishna aur Shakti ke beech hui fight!
Yeh kahani hai ek sidhi sadhi, padhi likhi, pyaari si, Pratigya aur ameer, bigdel, badtameez Krishna ki. Pratigya ki parvarish hui ek sadharan par acche parivaar mein jaha padhai aur sanskaron ko diya gaya bohot mahatva. Wahi doosri taraf apne parivaar mein Krishna ne dekhi zulm aur paise ki taakat. Isi taakat ke dum par zabardasti ki Krishna ne Pratigya se shaadi.
Pratigya ke sasural aur maayke mein hai zameen aur aasmaan ka faasla. Krishna ki haveli mein prem aur aadar ka hai akaal. Aise mein kya hoga Pratigya ka haal? Waqt ke sath Pratigya- Krishna ne kiya hazaaron mushkilon ka saamna aur door hua dono ke beech ka faasla. Ek anchaha rishta ban gaya sacche pyaar ki misaal.