ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll Gift for All Momineens -------------------------- Video Details! Recited | Manqabat Title | Poetry | Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari #noha #Nohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen. --------------------------
-------------------------- LYRICS Noha - Qayamat Ki Tapish
Nohaqan: Hadi Ali Khan Muslim
Qayamat ki tapish hai karbala ka dasht jalta hai madine ka musafir khaakh par karwat badalta hai
kahan hai hazrate ayyub dekhe sabr ke johar jawan beta hai godhi may pidar ki dam nikalta hai qayamat ki tapish hai...
kaha sheh ne yeh baano se ke khaime may chali jao ali asghar ka manka dhal chuka ab dam nikalta hai qayamat ki tapish hai...
layeeno sayyade sajjad par kode na barsao bahut beemar hai is waaste ruk ruk kay chalta hai qayamat ki tapish hai...
yeh poocha karte thay tifli may akbar sheh se kyon baba jawani may jo maut aaye to dam kyon-kar nikalta hai qayamat ki tapish hai...
zara utkar lahad se dekh lijay ya rasool allah janaze par janaza aap ke ghar se nikalta hai qayamat ki tapish hai...
qayamat ki tapish hai karbala ka dasht jalta hai madine ka musafir khaakh par karwat badalta hai qayamat ki tapish hai... -------------------------- Allah jjh Muhammad saw. Ali a.s Fatima a.s Hasan a.s Hussain a.s. Zainab a.s Abbas a.s Syed nadeem sarwar Irfan haider Farhan Aliwaris Mir hassan Mir Ali jee Ali shanawar Noha Nouha Nowha Nohey Latmiya Marsiya Soz Salaam Naat Qasida Shayari Muharram Manqabat Wiladate Shahadat