Wafa_Na_Raas_Aayee_Song_Jubin_Nautiyal_Ft.Himansh_K%2CArushi_N%2C_Meet_Bros_Rashmi_V_Ashish_P__Bhushan_K(2K)

  • 3 years ago

Manzur nahin meri mohabbat tho kya hua
Ae dost, dushmani hi nibhaane ke liye aa
Maana tere karam ke tau qabil nahin rahe
Aa mere dil pe zulm hi dhanay ke liye aa


Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye


Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa


Oooooo


Aaaaaaa


Nahin ishq humse, nahin na sahi
Humein ishq tumse hai hum kya kare
Hai mar mar ke jeene ki adat humein
Tumhari bhala se jiye ya mare
Bhala aaaaa
Bhala na kia tho, burra bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye
Wafaa aaa aaa.

Recommended