taskeen-e-dil ki khaatir tum
bicharrte waqt muskuraate raho
O jaane wale door jaate huwe
palat palat ke nazar milaate raho
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha
tu bol kaffara kya hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara, bol kaffara
tu bol kaffara
kaffara, bol kaffara
kaffara, bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
ham ne jugnu jugnu kar ke
tere milan ke deep jalaye hain
ham ne jugnu jugnu kar ke
tere milan ke deep jalaye hain
akhiyon mein moti bhar bhar ke
tere hijr mein haath uthaye hain
tere naam ke harf ki tasbheeh ko
saanson ke galay ka haar kiya
duniya bhooli, aur sirf tujhe
haan sirf tujhe hi pyaar kiya
tum jeet gaye hum haare
hum haare aur tum jeete
tum jeet gaye hum haare
hum haare aur tum jeete
tum jeete hoo lekin
humsa koi haara na hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara,bol
kaffara,kaffara
bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
hamein thi gharz tum se
aur tumhein begharz hona tha
tumhein hi la dawaa hokar
hamara marz hona tha
chalo ham farz karte hain
ke tum se pyaar karte hain
magar is pyaar ko bhi kya
hami pe farz hona tha
dharkan dharkan dharke
dharke…
ham ne dharkan dharkan kar ke
dil tere dil se jorr liya
aankhon ne ankhain parh parh ke
tujhe vird bana ke yaad kiya
tujhe pyaar kiya to tu hi bata
ham ne kya koi jurm kiya
aur jurm kiya hai to bhi bata
yeh jurm ke jurm ki kya hai saza
tumhein ham se barh kar duniya
duniya tumhein hamain se barh kar
tumhein ham se barh kar duniya
duniya tumhein hamain se barh kar
ham ko tum se barh kar
koi jaan se pyaara na hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara,bol
kaffara,kaffara
bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
bicharrte waqt muskuraate raho
O jaane wale door jaate huwe
palat palat ke nazar milaate raho
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha hai
ghalati kar betha hai dil
dil ghalati kar betha
tu bol kaffara kya hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara, bol kaffara
tu bol kaffara
kaffara, bol kaffara
kaffara, bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
ham ne jugnu jugnu kar ke
tere milan ke deep jalaye hain
ham ne jugnu jugnu kar ke
tere milan ke deep jalaye hain
akhiyon mein moti bhar bhar ke
tere hijr mein haath uthaye hain
tere naam ke harf ki tasbheeh ko
saanson ke galay ka haar kiya
duniya bhooli, aur sirf tujhe
haan sirf tujhe hi pyaar kiya
tum jeet gaye hum haare
hum haare aur tum jeete
tum jeet gaye hum haare
hum haare aur tum jeete
tum jeete hoo lekin
humsa koi haara na hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara,bol
kaffara,kaffara
bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
hamein thi gharz tum se
aur tumhein begharz hona tha
tumhein hi la dawaa hokar
hamara marz hona tha
chalo ham farz karte hain
ke tum se pyaar karte hain
magar is pyaar ko bhi kya
hami pe farz hona tha
dharkan dharkan dharke
dharke…
ham ne dharkan dharkan kar ke
dil tere dil se jorr liya
aankhon ne ankhain parh parh ke
tujhe vird bana ke yaad kiya
tujhe pyaar kiya to tu hi bata
ham ne kya koi jurm kiya
aur jurm kiya hai to bhi bata
yeh jurm ke jurm ki kya hai saza
tumhein ham se barh kar duniya
duniya tumhein hamain se barh kar
tumhein ham se barh kar duniya
duniya tumhein hamain se barh kar
ham ko tum se barh kar
koi jaan se pyaara na hoga
mere dil ki dil se tauba
dil se tauba mere dil ki
dil ki tauba, aye dil
ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara
kaffara,bol
kaffara,kaffara
bol na yaara
o yaara, bol kaffara kya hoga
Category
🎵
Music