Ab mujhe koi sakina || Salaam || Syed Tashjir

  • 5 years ago
Ab mujhe koi sakina Lyrics

Ab mujhe koi sakina nhi kehta baba
qaidi kehta hai koi, koi yateema baba

1. ma byaan kesy kroon apni musibat tum sy
kiya kroon apne tamaachooon ki shikayat tumsy
sunti hun dadi ne khaya tha tamacha baba

2. us gharri dhondh rahi thi ma chacha jaan ka sar
kesy batlaon ke kiya guzri teri beti per
haye mujhko zzalim ne kaneezi me jo manga baba