• 6 yıl önce
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapko Kernel ke baare mein bataya hai, aapne aksar Kernel ke baare mein suna hoga, ho sabka hai aapne kabhi apne Android phone ki settings mein Kernel ke baare mein bhi suna hoga. What is a Kernel? The Linux Kernel, ya fir Kernel kya hota hai, kyu hota hai, aur kya karta hai, yahi sabhi baatein maine aapko is video mein batayi hai. Android mein Linux Kernel hota hai, Windows mein NT Kernel aur MacOX aur iOS mein Darwin Kernel. Mujhe umeed hai ki aap yeh video dekh ke Kernel ke baare mein jaan jayenge. aur aapko pata hoga ki Android Kernel kya hota hai, Custom Kernel kya hota hai, aur Kya aapko Custom Kernel jaise Franco Kernel Flash karna chahiye ya nahi. \r
\r
Share, Support, Subscribe!!!\r
Subscribe: \r
Youtube: \r
Twitter: \r
Facebook: \r
Instagram: \r
Google Plus: \r
\r
About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)

Önerilen