Album :- Pyar Mohabbat
Song :- Tum Mere Baad Mohabbat Ko Taras Jaaoge
Singer :- Anu Dubey
Lyrics :- R R Pankaj
Music Director :- Manoj Aaryan
Video Director :- Rituraj
Company/ Label :- Wave
Tum mere baad - 3 mohabbat ko taras jaaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge - 3
Ajnabi shehar hai - 2 chaahat ko taras jaaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Meri aankho me aansu deke muskuraate ho
Naahi tum dil me rehte naahi door jaate ho
Is ujde chaman me phool khilaayega koun
Hamare baad tumhe itna yaad aayega koun
Arrey pagle aaj hum hain tabhi to satate hain
Aaj hum hain tabhi to satate hain
Hamare jaane ke baad tumhe itna satayega koun

Is se behtar - 2 na aashiyaana kahin paaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Maine dil tujhko diya ye khata hamaari hai
Mujhko to tujhse ishq karne ki bimaari hai
Dil lagakar dil dukhaya nahi karte
Haste hue chehre ko rulaya nahi karte
Arrey jab dard door nahi kar sakte
To dard dete hi kyun ho
Apne chaahne waale ko is kadar sataya nahi krte

Yaar to paaoge - 2 ye pyaar kahan paaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Aye mere humsafar yun dil ko tum dukhaao na
Dil to bachha hai abhi isko tum rulaao na
Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam hoga
Tere hothon ki lakiron pe mera hi naam hoga
Arrey mujhko apna bana ya na bana
Mujhko apna bana ya na bana
Tu mere naam se zaroor badnaam hoga

Mera dil toota to - 2 pankaj sambhal na paaoge

Category
🎵
Music