Aditi Singh Sharma,Darshan Raval-Bekhudi

  • 8 yıl önce
Greetings by a Turk from Azerbaijan.

Title - Aditi Singh Sharma,Darshan Raval-Bekhudi.

Singers - Aditi Singh Sharma and Darshan Raval.

Movie - Teraa Surroor.

Year - 2016.

Composer - Himesh Reshammiya.

Lyricist - Sameer Anjaan.

Lyrics - Bekhudi ( x2 )

Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai
Beliya

Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai
Beliya

Bekhudi ( x2 )

Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai
Beliya

Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai
Beliya

Jahan jahan tera chehra
Wahan wahan meri aakhen
Sochti hu aksar main toh
Lamha lamha teri baatein

Bekhudi ( x2 )

Mere dil pe aisa chhaya
Tu hi tu mujhme samaya
Ban gaya tu mera saaya
Beliya

Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai
Beliya

Bekhudi ( x2 )

Qatra sa mukhtasar hai,ise seene se yun lagana
Baagi nahi ye aashiq tera hai,dil ko na aazmana
Benazir tujh saa,koi na jahan mein
Tohmaton se rehna tu ab judaa,ab judaa

Bekhudi ( x2 )

Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai
Beliya

Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai
Beliya

Dhundle hue hain manzar mere
Tu raahein inhein dikhana
Jo zero se vaasta hai mera
Tu rehmat ka hai fasana

Kaagzon pe jaise,bikhri hai siyahi
Kahani tu apni yun kar bayaan,kar bayaan

Bekhudi ( x2 )

Mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudaai
Beliya

Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai
Beliya

Bekhudi ( x2 )

Önerilen