watan ki mitti gawah rehna

  • 8 years ago
Song: Watan Ki Mitti
Singer: Nayyara Noor
Music: Khalil Ahmed
Year: 1992
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna (repeat 3 times)
Watan ki mitti azeeem hai tu, azeem tur hum bana rahai hein
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna

Teray muqani ki har sada main, teri hi khushboo mehak rahi hai (repeat 1 time)
Har aik sur main har aik lay main, teri hi mohabuat chamuk rahi hai
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna

Teri zameen pay yeh chand taaray, hai jin ki aankhoun main pyar tera (repeat 1 time)
Sadaqatoun kay diyay jala kur, burha rahai hein waqar tera
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna

har aik dil main teri lagan hai, teri hi janib har ik nazar hai (repeat 1 time)
Teri hifazat ka azm lay kur, har aik apnay mahaaz pur hai
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna

Watan ki mitti gawah rehna (repeat 2 times)
Watan ki mitti azeeem hai tu, azeem tur hum bana rahai hein
Gawah rehna
Watan ki mitti gawah rehna, gawah rehna
Gawah rehna

Recommended