Cholesterol Or High Blood Pressure Ka Asan Nuskha

  • 8 years ago
Cholesterol Or High Blood Pressure Ka Asan Nuskha
Daar cheeni ko pees kar rakh lein or jise cholesterol, high sugar ya blood pressure ho wo daily half teaspoon din mein 1 2 bar papandi se kha lein, chand hi roz mein mareez ka cholesterol, sugar or bp normal range mein honge is ki waja ye hai ke daar cheeni sharyano or wareedo mein jami chiknai saaf karti ha. Jis se cholesterol normal level par aa jata ha. Khoon mein safai se sugar par positive effect parta ha or wo normal ho jati ha. Aesabi tanao ko door karti ha to phir blood pressure ka normal hona lazmi hai.

Recommended