Zulmat ko ziyaa, sarsar ko saba, banday ko khuda kya likhna by Habib Jalib

  • 8 years ago
Haq baat pe korray aur zindaan, batil ke shikanje main hai ye jaan
Insaan hain ke sehme bethe hain, khoon-khwar darinde hain raqsaan
Iss zulm-o-sitam ko lutf-o-karam, iss dukh ko dawa kya likhna
Zulmat ko ziyaa , sarsar ko saba banday ko khuda kya likhna

Recommended