Beete Lamhein Hamein (The Train)

  • 9 years ago
http://bollyhollyfreesongs.blogspot.com
http://bollyhollyfreemovies.blogspot.com

Song : Beete Lamhein Hamein
Music : Mithoon
Lyrics : Sayeed Qadri
Singers : Mithoon

Beete Lamhein Hamein Lyrics From The Train

( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Beete Lamhein..........

Chand Lamhaaat Ke Waaste Hi Sahi
Muskuraakar Mili Thi Mujhe Jindagi
Teri Aaghosh Mein Din The Mere Kate
Teri Baahon Mein Thi Meri Raate Kati
Aaj Bhi Jab Woh Pal Mujhko Yaad Aate Hai
Dil Se Saare Gamon Ko Bhula Jaate Hai
( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Beete Lamhein..........

( Mere Kaandhe Pe Sir Ko Jhukaana Tera
Mere Sine Mein Khud Ko Chhupaana Tera )… (2)
Aake Meri Panaahon Mein Shaamo Sehar
Kaanch Ki Tarah Woh Toot Jaana Tera
Aaj Bhi Jab Woh Manjar Nazar Aate Hai
Dil Ki Viraaniyo Ko Mita Jaate Hai
( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Dard Mein.... Beete Lamhein..........

Join: http://facebook.com/BollyHollyEntertainment
Follow: http://twitter.com/bollyholly143
For all updates visit http://youtube.com/bollyholly143
http://dailymotion.com/bollyholly143

Recommended