Job Or Rizq Mein Farawani K Liye Wazifa

  • 9 years ago
Job Or Rizq Mein Farawani K Liye Wazifa
Subhan Allahi Wa Bihamdihi ko aap apna wird bana lein. Rozana jab bhi waqt milay 500 dafa in ka wird kar k Dua kar liya karein. Wazifa k shru mein Bismillah Sharif or Durod Sharif lazmi parhein.