JAANE KHUDA is a new song by Zohaib Amjad. Music is composed by Badshah and recoded under the label of Beyond Records.
Lyrics:
Tanha tanha raasty aur ajnabi hai saary
Phir jaane kia hai dhondta hai dil
Yaadon mein wo aa rahy jo na huye hamary
In yaadon se kiya hoga haasil
Koi na kise da door jaye o Rabba
Dil hove na kisy da beqraar
Ankhiyan ch wasdy yaadan waaly hanju
Hun mukky na kadi aye intazaar
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Dekhon jahan bhi bs faasly hi bichy hain
Meri manzilon ke nishan hai lapata
Tanhaion ne ab sath aisa diya hai
Ke saya bhi ab mera hai gumshuda
Jaane kahan hai le chala ye rasta
Mujh ko nahi hai pata
Mit rahi hain dooriyan
Yahan faasla bhi tujh se barhny laga
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Aaghosh teri ik tha sakoon mein
Ab reh gaya har khushi mein
Gham tera..
Lamhe sameety teri yaad ke jee raha hon
Rakh ke sabar mein khud se chal diya
Mile ab mushkilein ya manzilein
Ya jeene ki waja
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Lyrics:
Tanha tanha raasty aur ajnabi hai saary
Phir jaane kia hai dhondta hai dil
Yaadon mein wo aa rahy jo na huye hamary
In yaadon se kiya hoga haasil
Koi na kise da door jaye o Rabba
Dil hove na kisy da beqraar
Ankhiyan ch wasdy yaadan waaly hanju
Hun mukky na kadi aye intazaar
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Dekhon jahan bhi bs faasly hi bichy hain
Meri manzilon ke nishan hai lapata
Tanhaion ne ab sath aisa diya hai
Ke saya bhi ab mera hai gumshuda
Jaane kahan hai le chala ye rasta
Mujh ko nahi hai pata
Mit rahi hain dooriyan
Yahan faasla bhi tujh se barhny laga
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Aaghosh teri ik tha sakoon mein
Ab reh gaya har khushi mein
Gham tera..
Lamhe sameety teri yaad ke jee raha hon
Rakh ke sabar mein khud se chal diya
Mile ab mushkilein ya manzilein
Ya jeene ki waja
Jaane khuda na jaane khuda
Kaise mile ga ab qraar
Meri nazar ab dekhy jidhar
Tanhaiyan hai beshumaar
Jaun kahaan..
Category
🎵
Music