Tujhe main pyar karu song movie 1920

  • 9 years ago
Download Tujhe Main Pyar Karu Song HD : http://adf.ly/1BTQtM
Download More Songs at : http://songlink2u.blogspot.com/
Watch 1920 Movie HD : http://hdmovie1k.blogspot.com/

Song: Tujhe Main Pyaar Karu
Movie: 1920
Singer(s): Kailash Kher
Music By: Adnan Sami
Lyricist(s): Sameer

Song Lyrics

Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu - (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Dilon ki baat nahi jaanate, yeh sab jubaan waale
Wafa ko jurm samajhate hai yeh sab jahaan waale
Agar yeh jurm hai toh yeh jurm baar baar karu
Ke jab talak main jiyu, tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu - (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Teri khushi na ho shaamil toh phir khushi kya hai
Tere bagair jo gujare woh jindagi kya hai
Kayi sadi mein tere pyaar pe nisaar karu
Ke jab talak main jiyu tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu - (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Recommended