Singer: NAHEED AKHTAR...
Tumse ulfat ke taqaaze na nibaahe jaate,

Varna humko bhi tamanna thi ki chaahe jaate,

Dil ke maaron ka na kar gham ki yeh andol nashiin,

Zakhm bhi dil mein na hota to saraahe jaate,

Kam nigahi ki hamein khud bhi kahaan thi tauqid,

Kam nigahi ke liye uzr na chaahe jaate,

Lazzat-e-gard se asuuda kahaan dil wale,
Lazzat-e-gard se asuuda kahaan dil wale
Hai faqat dard ki hasrat ki faraahe jaate,

Di na mohlat hamein hasti ne wafa ki varna,

Aur kuchh din gham-e-hasti se nibaahe jaate,

Tumse ulfat ke taqaaze na nibaahe jaate..(Tanhaiii)

Category
šµ
Music