Abal Fazl | Mohammed Ajani 2015 | Sar Katane Chalo Karbala

  • 10 years ago
Nauha Recited by Mohammed Ajani
Written by Zafar Abbas Zafar
Video Directed by Fahim Ajani
Cinematographed and Edited by Sumedh D Mankar
Produced by Mohammed Ajani Studios
Post Production done at Mohammed Ajani Studios

Lyrics: Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

1) Karbala Ke Liye Unko Pala Gaya,
Bachpane Se Wafa-O-Me Dhala Gaya
Unko Masumiyat Me
Hashmi Chand Aur Sher-E-Sher-E-Khuda (Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

2) Ye Ali Muratza Hi Ka Kirdar Hai Lashkar-E-Sha He Dee Ka Alamdar Hai Ye Hi Fauje Hussaini Ka Salar Hai
Baa Zameeron Ne Har Daur Me Ye Kaha (Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

3) Kitne Masum Usko Sajate Rahe Karbala Ki Fazilat Bata Te Rahe Ayate Mutmaiena Sunate Rahe Ki ietaa At Ki Ta Zindagi Inteha (Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

4) Bawafa Se Hi Saqayi Munsub Hai, Shahe Mazlum Ko Ye Bhi Mehbob Hai Is Ki Teq Azmaaie Bohot Khub Hai, Koi Is Se Ziyada Bahadur Na Tha (Abalfazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

5) Ro Ke Rakhi Nigaho Se Batil Ki Saf Fazle Allaha Ye Bhi Tha Iska Sharaf Iske Ustaad They Badshahe Najaf Saf Shikan,Tegzan,Fatahe Alkama (Abalfazl)


6) Laye Khaime Me Shai Khu Me Duba Alam Dhekha Zainab Ko Aur Ladkhadae Kadam Khak Par Bait Kar,Bole Shahe Umam Pursa Do Ae Bahan,Neher Par Mar Gaya (Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)



7) Kaun Zainab Ki Chadar Bachaenga Ab Shaame Gurbat Me Yaa Kaun Aaenga Ab
Kaun Pyaso Ko Pani Pilaenga Ab Ro Ke Kehti Rahi Bus -+Yehi Alkamaa (Abalfaz)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

8) Jub Talak Ye Raha Mutmaeen They Haram Khush Sakina Thi,Zainab Ke Dum Tha Dum Aage Badte Na They Faujiyo Ke Kadam
Ye Chala To Shahe Dee Ne Rokar Kaha (Abal Faz)


Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

9) Iske Jaane Se Tuti Thi Shai Ki Kamar Khatme Hone Ko Tha Bekasow Ka Safar Gum Ki Raat Aaengi,Ab Na Hongi Sahar
Khaimaye Shahe Dee Me Tha Mehshar Bapa(Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

10) Nehre Par Ju Hi Gazi Ke Bazu Kate
Shimre Aur Hurmala Phir Na Peeche Hate
Aur Khaimo Me Sadat Ke Dum Ghute
Mashke Bali Sakina Ne Nauha Kiya (Abal Fazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

11) Bibiya Yehi Padti Thi Nauha Zafar Ab Na Zinda Rahenge,Shahe Behrobar Kar Diya Jaaenge Ab To Hum Nage Sar Der Tak Khaima Ghaho Se Ayi Sada (Abalfazl)

Naaz E Umul Baneen,Sayada Ki Dua (Abal Fazl Ae Maula Abal Faz)

Recommended