Ishq ki dastan hai pyare...Jagjit Singh..(Tanhaiii)

  • 10 years ago
ishq ki daastaan hai pyaare
apni apni zabaan hai pyaare

hum zamaane se inteqaam to le
ek haseen darmiyaan hai pyaare

too nahin main hoon main nahin too hai
ab kuchh aisaa ghumaan hai pyaare

rakh qadam phoonk phoonk kar naadaan
zarre zarre mein jaan hai pyaare...(Tanhaiii)