Mere Desh Ki Dharti Lyrical

  • 10 years ago
Mere Desh Ki Dharti Lyrical Video

Mere Desh Ki Dharti, is one of the most amazing, evergreen patriotic song from the movie, Upkar 1967 starring, Manoj Kumar, Asha Parekh, Prem chopra. The song is sung by Mahendra Kapoor while, the lyrics are penned by Gulshan Bawra and the music is composed by Kalyanji-Anandji.

http://www.lyricstaal.com/mere-desh-ki-dharti-lyrics-upkar-1967/

P.S. This is just a contribution to , "Mere Desh Ki Dharti, Patriotic Song." We're not the owner of the video, its content, audio and any of its copyrights.

(Mahendra Kapoor Begins)

Aa..aa..aa..aa..
Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..
Ho..ho..ho..ho..

Aa..aa..aa..aa..
Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..
Ho..ho..ho..ho..

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
(Mere desh ki dharti)

Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
(Mere desh ki dharti)

Aa..aa..aa..aa..
Aa..aa..aa..aa..
Ho..ho..ho..ho..
Ho..ho..ho..ho..

(Instrumental Break)

Bailon ke gale mein jab ghunghru
Jeevan ka raag sunate hain
(Jeevan ka raag sunate hain)
Ghum koson door ho jata hai
Khushiyon ke kamal muskaate hain
(Khushiyon ke kamal muskaate hain)
Ho ho...

Sun ke rehat ki aawaajein
Sun ke rehat ki aawaajein
Yun lage kahin shehnaayi baje
(Yun lage kahin shehnaayi baje)
Aate hi mast baharon ke
Dulhan ki tarah har khet saje
Dulhan ki tarah har khet saje

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
(Mere desh ki dharti)

(Instrumental Break)

Jab chalte hain is dharti pe hal
Mamta angdaiyaan leti hai
(Mamta angdaiyaan leti hai)
Kyon na pooje is maati ko
Jo jeevan ka sukh deti hai
(Jo jeevan ka sukh deti hai)

Ho ho....
Is dharti pe jisne janam liya
Is dharti pe jisne janam liya
Usne hi paya pyaar tera
(Usne hi paya pyaar tera)
Yahan apna paraya koi nahi
Hain sab pe maa upkaar tera
(Hain sab pe maa upkaar tera)

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

(Instrumental Break)

Hoye!

Ye baag hain Gautam nanak ka
Khilte hain aman ke phool yahaan
Khilte hain aman ke phool yahaan
Gandhi, Subhash..
Gandhi, Subhash, Tagore, Tilak
Aise hain chaman ke phool yahaan
Aise hain chaman ke phool yahaan

Rang hara Hari Singh Nalawe ke
Rang laal hain Laal Bahadur ke
Rang bana basanti Bhagat Singh
Rang aman ka veer Jawahar se

Mere desh ki dharti...
Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti
(Mere desh ki dharti)

Mere desh ki dharti,
Sona ugle, ugle heere moti
Mere desh ki dharti

Mere desh ki dharti

Recommended